IDREES BIRYANI WORLD FAMOUS AUTHENTIC RECIPE LUCKNOW / KHAN'S KITCHEN

  Рет қаралды 45,351

Khan's kitchen

Khan's kitchen

Жыл бұрын

Muton Biryani / Lucknow ki Famous Biryani #Biryani #mutton_biryani ‪@KhansKitchen‬ ‪@RubysHomeRestaurant‬ ‪@fastfusionfood1033‬
#awadhibiryani #khanskitchen #indiancuisine #food #foodvlog #foodphotography #healthylifestyle #foodie
Lucknow ki most Famous Idrees ki Biryani ki secret recipe
ingredients
mutton 1.5 kg
rice Basmati rice 1.5 kg
15 green cardamom
15 cloves
22 black papper
2 black cardamom
1 tbs coriander seeds
1 tbs cumin seeds
1tbs fennel seeds
1 mace
⅓ nutmeg
3stick cinnamon
khas root

Пікірлер: 137
@tabyroyal5476
@tabyroyal5476 Жыл бұрын
Bahot umdah, Mashallah 👌👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@najmabegum3819
@najmabegum3819 18 күн бұрын
I tried this recipe. Perfect and delicious
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 күн бұрын
Thanks for liking❤
@md.mustafaizahmad8823
@md.mustafaizahmad8823 9 ай бұрын
khane se pahele bismillahe o aala barkatillh
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
jazak Allah khair 😍
@AshokKumar-sq6jx
@AshokKumar-sq6jx Жыл бұрын
Khan miya Namaskar Bhut Bhatreen Tareke se aane Lakhnavi andaj se bhee Badkar Biryani Paka kar Dikhai. Aapne choti choti se Barekiyo ko bhut sambhal kar Pesh kiya bhut bhut Dhanyavaad kirteman Bhava
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Ashok bhai aap ka bohot bohot dhanyawad
@sindhtravellers
@sindhtravellers Жыл бұрын
Assalamualaikum khan bhai im from Pakistan and want to know which spices did u purchase from Lukhnow spices market pls share shop name and spices which you purchased
@shivkhurana8691
@shivkhurana8691 Жыл бұрын
Thank sir for very interesting ricepe
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@sarfraazkhan1723
@sarfraazkhan1723 Жыл бұрын
Masha Allah nice recipe me Aaj hi try karungi bohot bohot shukriya
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@ShaistaKhan-zi4rh
@ShaistaKhan-zi4rh Жыл бұрын
Awwww such a long procedure 😟 Anyways..... Very well explained
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@sarfarazahmad9186
@sarfarazahmad9186 Жыл бұрын
Mashallah bhut acchi recipe btayi apnai .Allah aap ko duniya ki har khushi ata farmayai.Pls in next video hmai salam loni li biryani ki recipe btayai.
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai next video main nahi mere paas abhi kafi video hai jo ban chuki hai thoda edit hona baqi hai thoda time ki kami ki wajah say upload nahi ho parahi hai inshaallah jaise hi moqka milega zaroor try karunga aur recipe dunga inshaallah
@salmanshaikh675
@salmanshaikh675 Ай бұрын
بھائی جےپور میں اچھو کا پلاؤ بڑے مزے کا بنتا ہے، Jaipur acchu ka pulao plz upload
@KhansKitchen
@KhansKitchen Ай бұрын
bhai maine kabhi try nahi kiya kabhi jaipur jano hoga zarur try karoonga aur recipe dunga inshallah
@mohdnafees6008
@mohdnafees6008 Жыл бұрын
Very nice recipe bhai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
Thank you so much
@simplymade7091
@simplymade7091 Жыл бұрын
Thank you for sharing
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@fastfusionfood1033
@fastfusionfood1033 Жыл бұрын
MashaAllah bahut ala
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@ansariahmad6783
@ansariahmad6783 2 ай бұрын
Aap ne ek dum sahi se recipe ko samjhaya lucknowi authentic biryani
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 ай бұрын
thanks 😊
@rajninaidu419
@rajninaidu419 3 ай бұрын
Sir bohat hi Sundar samjhate hain ap Thank you 😊
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 ай бұрын
thanks 😊
@shamasraza2606
@shamasraza2606 Жыл бұрын
Excellent g
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 👍
@yasirhasan1101
@yasirhasan1101 Жыл бұрын
Bhut badhiya ma shaa Allah 👍
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jazak Allah khair
@fathiyaabdulqadir5549
@fathiyaabdulqadir5549 Жыл бұрын
Buhut hi khoob , I think this is the best method of explaining in detail of Lucknow idrees S most famous Biryani, when Rick Steins went here to catch up with recipe he Confessed that he Missed on so many steps as there were too many family Cooks Around .😂
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊👍
@kkkn1217
@kkkn1217 Жыл бұрын
Aussalamuwalikum bhayi
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
walykum assalam 😊
@azharuddingour725
@azharuddingour725 Жыл бұрын
Bhai hammad biryani ki bhi recipe detailed video banao hammad biryani okhla 1 no abul fazal
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
i will try
@ahsanimportexport8763
@ahsanimportexport8763 Жыл бұрын
Very good kahn sahab I am ahsan khan from sambhal
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks bhai kya baat hai aap sambhal say hain naand gosht aur kebab rabdi baraf wali bohot miskarta hoon
@fathiyaabdulqadir5549
@fathiyaabdulqadir5549 Жыл бұрын
Thank you so much for explaining the most famous biryani - very well researched ; As all your recipes are well explained
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks 😊
@SanaKhan-qp4pn
@SanaKhan-qp4pn Жыл бұрын
Chicken Biryani bhi hum aise bna sakte hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
jee bana saktay hain
@msalamatkhan246
@msalamatkhan246 3 ай бұрын
Comment N.o;1........Walekum Assalam (wrwb)...today your 10 months old recipe is in my view. " IDREES BIRYANI WORLD FAMOUS AUTHENTIC RECIPE LUCKNOW KHAN KITCHEN......ZABARDASDT
@KhansKitchen
@KhansKitchen 3 ай бұрын
Many many thanks
@omarkhan5550
@omarkhan5550 Жыл бұрын
Very nice
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks
@shashankk.4166
@shashankk.4166 11 ай бұрын
Bhut hi sandaar
@KhansKitchen
@KhansKitchen 11 ай бұрын
thanks bhai😊
@bemisalzaika
@bemisalzaika Жыл бұрын
Very nice 👍 yummy wow ❤❤❤❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
thanks Bemisal zaika ❤️
@shamsheed0786
@shamsheed0786 11 ай бұрын
Very delicious 👍 recipe
@KhansKitchen
@KhansKitchen 11 ай бұрын
Thanks a lot
@khanacafe
@khanacafe Жыл бұрын
MashAllah, I am also from Lucknow, I've tried it so many times ❤️,my channel also shows many Lucknow special recipe
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
oh waah kya baat hai👍❤️
@Lucknowvegbiryaniwala
@Lucknowvegbiryaniwala 5 ай бұрын
Bhai kabhi meri veg biryani bhi try kr lo full plate just 30 rupees kzbin.infoLSaV-Kfx0ao?feature=share Location Sahara tower ke samne Lucknow veg Biryani
@Yasser_diwan
@Yasser_diwan Жыл бұрын
Kolkata style biryani banaye please
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
soon 👍
@blackoutsinger53
@blackoutsinger53 11 ай бұрын
Sir aap Lucknow se kaha se sandalwood powder liye teh mtlb kaunse market se liye teh lko ke mujhe bhe lena tah ,can you please tell me the name of the shop from where you buyed sandalwood powder because me beh Lucknow se hu 😅thats why
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
bhai tunday kababi se kuch door ek spice market thaa naam bhoolgaya kareeb 1 km hoga wahan kanhayya laal jadibooti kay naam say shop thi
@sehzadhussain9519
@sehzadhussain9519 Жыл бұрын
Aa gayi phir
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😉
@gyulsarapashayevakhan6013
@gyulsarapashayevakhan6013 9 ай бұрын
Very nice❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
Thanks 🤗
@seikhmosin4065
@seikhmosin4065 3 ай бұрын
Kya Iska test same to same Idris biryani jaisa tha
@Goshtkhor
@Goshtkhor 11 ай бұрын
Looking yummy ❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
Thank you 😋
@alinakhan2369
@alinakhan2369 8 ай бұрын
Yhi mera ghr h choki ke bagl me 😊
@KhansKitchen
@KhansKitchen 8 ай бұрын
waah kya baat hai aap kay maze hai khoob biryani enjoy karti hongi Lucky 😊👍 soon i am coming Again to enjoy Idrees bhai ki biryani inshaallah
@niyazsaba7838
@niyazsaba7838 10 ай бұрын
Sahi kiya pehle gae warna kabhi kabhi milti nahi aur apko intezar karna padta.... Khair mughlai food khushbudar aur zayqe me mild hota na ki teekha aur chatpata
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
jee sahi kaha per ab kuch bhi authentic nahi hai waqt kay saath sab badalgaya
@niyazsaba7838
@niyazsaba7838 9 ай бұрын
Ha kafi tabdili aa gaee magar Phir bhi Lucknow me khano me zayqa milega baqi shehro ke muqable
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
@@niyazsaba7838 yeh maine mehsoos kiya aap sahi kahrahe hai delhi main biryani per bhi chaat masala dalte hain 😊
@niyazsaba7838
@niyazsaba7838 9 ай бұрын
Use biryani nahi sada pulao kehte jo muradabadi biryani ke naam par bikta... baqi Rahi baat Delhi ke khane ki to bad zayqa hai Lucknow ke muqable
@gyulsarapashayevakhan6013
@gyulsarapashayevakhan6013 9 ай бұрын
❤❤❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
😍
@soulcarewithanu1976
@soulcarewithanu1976 Жыл бұрын
Plzz keema Puri ki recipe jise sambhal mai kachche jawab pure bolte h plzzz plzzz bta dijiye sir bcz pure KZbin pr nhi h and I trust on you plzz
@amarpradhan9789
@amarpradhan9789 9 ай бұрын
Thank you. Khus and dhania is interesting and no onion. I will try this. Isme cheeni nahi daali aap ne? Ek video mein khus khus (posto) bhi daalte hue dekha tha. aap sure hai ki isme khus ka jad padta hai? aur kahi dekha tha ki dagad phool bhi padta hai. thank you very much
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
nahi dagad phool ki Khushboo kafi strong hojati hai pakne kay baad bohot asani say pehchani jaati hai ismain nahi jata cheeni main bhi daalta hoon ek spoon add kare main zyadatar biryani main add karta hoon rice ka taste enhance hojata hai ya cigarette wali cinnamon stick woh bhi kafi sweet hoti hai agar woh add kar rahe hai tab sugar ki zaroorat nahi hoti
@amarpradhan9789
@amarpradhan9789 8 ай бұрын
Aap ne kabhi paan ka jadd use kiya hai? Any use of that here? Uska kya aroma aata hai usually? Thank you
@KhansKitchen
@KhansKitchen 8 ай бұрын
@@amarpradhan9789 koi khaas aroma nahi hota light earthy aroma use kiya hai kabhi maqa mila zaroor dikhaunga
@nasimshaikh1833
@nasimshaikh1833 2 ай бұрын
I will definitely try tomorrow for eid Inshallah and let you know
@KhansKitchen
@KhansKitchen 2 ай бұрын
hope you will like it its very nice but not spicy you can add exta chilli if you like spicy food
@nasimshaikh1833
@nasimshaikh1833 2 ай бұрын
Hey thanks a lot each and every guest in my house loved it …. My husband is not Indian and he said the best biryani … Jazakallah khair stay blessed always …
@handyindia1582
@handyindia1582 8 ай бұрын
Looking delicious ❤
@KhansKitchen
@KhansKitchen 8 ай бұрын
Thank you 😋
@ayeshaansari2360
@ayeshaansari2360 10 ай бұрын
Bhai khas ki jadi buti kaha milegi,or price kya hota hai?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
bhai jadi booti ki dukan per hakeem kay yahan ya online pata kare zyada menhngi nahi hoti
@jasiyakhan175
@jasiyakhan175 Жыл бұрын
sandalwood wala mitha atar kaha milyga yaha to market me mughlai mitha atar milta h bs
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
aap kahan se hain
@jasiyakhan175
@jasiyakhan175 Жыл бұрын
@@KhansKitchen Bihar, patna
@shatnuu_
@shatnuu_ 11 ай бұрын
Bhaijaan price kya hai???
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
140
@tahirali-zw6ck
@tahirali-zw6ck Жыл бұрын
Thank you so much for the recipe. How long the "Jhol" is required to cook when the milk and spices are added into it. Please reply thanks.
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
no need to Cook
@fathiyaabdulqadir5549
@fathiyaabdulqadir5549 Жыл бұрын
What is that grass roots ? What plant roots are used in this Lucknow idrees Biryani ? What difference would it make if we do t have it ? Thank you
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
its khas root you can buy from amazon its just for good aroma
@minidrafter5271
@minidrafter5271 9 ай бұрын
Lal mirch powder or kashmiri mirch powder?
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
laal nirch
@tahirali-zw6ck
@tahirali-zw6ck 6 ай бұрын
Khan bhai Meetha Attar sandal wala kahan se milay ga please give me the link. thanks.
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 ай бұрын
bhai yeh lucknow se laya tha online ka pata nahi
@shabanashaikh5214
@shabanashaikh5214 9 ай бұрын
Bhai aapne dahi bhi dale ho kya
@KhansKitchen
@KhansKitchen 9 ай бұрын
ji thoda sa
@rubeenanaz3057
@rubeenanaz3057 6 күн бұрын
i tried and it turned out very good
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 күн бұрын
thanks❤
@dr.faisalazhar592
@dr.faisalazhar592 8 ай бұрын
Well explained; though a different process. I am sure taste would be awesome seeing the preparation. Please share the address of the spice market of lucknow.
@KhansKitchen
@KhansKitchen 8 ай бұрын
bhai it was near aminabaad (tunday kababi) 15 min walking distance i don't remember the name of that place i think Rakabgan
@dr.faisalazhar592
@dr.faisalazhar592 7 ай бұрын
@@KhansKitchen Thanks a lot. I very well know Rakabganj market. 😌
@antonyjosephine494
@antonyjosephine494 5 ай бұрын
Super Biriyani...
@KhansKitchen
@KhansKitchen 5 ай бұрын
thanks
@Saifali-hb6no
@Saifali-hb6no 10 ай бұрын
ek baat batauo bhai. Kya aapne idrees se pucha tha ke kayse banayi jati hai biryani..ya bina puche hi apni marji se surur kar diya...
@KhansKitchen
@KhansKitchen 10 ай бұрын
nahi bhai allah ka karam hai zyadatar recipe ek bar zayka lene kay baad samajh aajata hai kaise bani hai ho sakta hai unka tarika kuch aur ho jaise unka tariqa 2+2=4 main 1+3=4 itna farq ho sakta hai but zayka wahi aayega aur agar koi recipe khud btaye toh main uska naam mention kardeta hoon jaise abhi stew banaya thaa aijaz bhai ki Recipe thi unhone banakar dikhaya thaa aur idrees ki Recipe try karlena same to same banegi magar sandal powder original lana
@amarpradhan9789
@amarpradhan9789 9 ай бұрын
Sandal powder? Biryani me recipe mein Kaha bataya sandal powder?
@amiti7
@amiti7 6 ай бұрын
Nobody explained it in such in depth then khan sir, a small request if you can give jhol to rice ratio, and cooking time of rice after second boil🙏🏻🙂
@KhansKitchen
@KhansKitchen 6 ай бұрын
its very difficult to explain i will make another video tnen i will try to explain ratio is not fixed unless you will experience your self cos its depends condition of rice and cooking time also depends on temperature and thickens of pot if you are cooking biryani first time then you must try Delhi's biryani them moradabadi when you got experience then try this and hyderabadi
@amiti7
@amiti7 6 ай бұрын
@@KhansKitchen are sir first time nahi, sari bana chuka hun bas aap se expert advice le k apni dairy mai likh leta
@rubysgoodlife3649
@rubysgoodlife3649 7 ай бұрын
Yammm
@KhansKitchen
@KhansKitchen 7 ай бұрын
thanks 😊
@a.h.ansari2170
@a.h.ansari2170 4 ай бұрын
But idrees didn't use curd in gravy...pl explain
@KhansKitchen
@KhansKitchen 4 ай бұрын
ho sakta hai apko zyada pata ho aap bina dahi kay banaye👍 mujhe laga isliye add kiya hai
@dfqbusiness9468
@dfqbusiness9468 Ай бұрын
Koi swad nahi h bhai usase achi muradabadi lagti hai
@KhansKitchen
@KhansKitchen Ай бұрын
ji kafi light hoti hai
@lucknowinawaab6562
@lucknowinawaab6562 2 ай бұрын
Bilkul galat bataya apne , ap bana rhe the lko idrees biryani aur bich me ap panch gye Hyderabad biryani pr, mere nazariye se ye idrees biryani nhi h
@roniemeditrades215
@roniemeditrades215 Жыл бұрын
Biriani h ya pulao. Meri samajh se pulao h. Bong to theek h par dasti zyada bhadia hoti h.
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
😊👍👍
@sunami1231
@sunami1231 17 күн бұрын
Ye idrees biryani ki recepie bilkul bhi nahi hai
@chanangupta80
@chanangupta80 14 күн бұрын
Hindu log non veg ke saath doodh ka istemmaal nahi karte hain...kehte hain safed daag ho jaata hai....marination ke liye Dahi chal jaata hai. Saikdon baar idris biryani kha chuka hun peechle 20 saalon mein... Gajab ki biryani hoti hai.. Ab doodh se jhol tayyar kare ya kisi se bhi biryani tho khatey hi rahenge
@KhansKitchen
@KhansKitchen 14 күн бұрын
aaj kuch naya pata chala machli aur doodh kay bare main bhi yahi kahtay hain 😊 lekin yeh sab india main hi hota hai
@ajstyle8849
@ajstyle8849 Жыл бұрын
Bhai Thikthaak bataya Aapne lekin kuch cheeze miss kardiye
@KhansKitchen
@KhansKitchen Жыл бұрын
bhai btaye kya miss kiya dobara try karenge 👍
@ajstyle8849
@ajstyle8849 Жыл бұрын
Doodh malaai wala istemal karte hai
@mirajcity9244
@mirajcity9244 14 күн бұрын
Assalamu alaikum va Rahmatullahi wa barkatu.Bhaijan aapne Lucknow me kis dukan se masale, Meetha eetar liya, please uske address aur contact number dijiyega.
@nishantkumarsingh5065
@nishantkumarsingh5065 28 күн бұрын
Not spicy
@KhansKitchen
@KhansKitchen 27 күн бұрын
yes
Вечный ДВИГАТЕЛЬ!⚙️ #shorts
00:27
Гараж 54
Рет қаралды 14 МЛН
Khó thế mà cũng làm được || How did the police do that? #shorts
01:00
I wish I could change THIS fast! 🤣
00:33
America's Got Talent
Рет қаралды 103 МЛН
Degi Biryani Dilpasand style ‼️ Biryani recipe / khan's Kitchen
8:05
Skateboarding Down the Steps
0:11
Ryan's World
Рет қаралды 31 МЛН
It changes everything #knot #rope #bushcraft #camping #survival
0:11
你们会选择哪一辆呢#short #angel #clown
0:20
Super Beauty team
Рет қаралды 8 МЛН
Застрявшее Кольцо 🤯
0:26
MovieLuvsky
Рет қаралды 5 МЛН
OMG 😂😂😂#funny #rimiufun
0:16
Ri Miu Family
Рет қаралды 8 МЛН