Aoa... I must say I had checked all the recipes... but bahi sirf aap nay true recipe batie hai
@sajidaafzal59247 жыл бұрын
I made this kachori... N that was awesome.. Ek ek layer alehda thi r bht lazeez thi
@harrambutt4834 жыл бұрын
Aap ne is ki layer me kya dala tha . Meri tu aisi nahi bani thi
@malkamumtaz24495 жыл бұрын
Cachori bohat achi thi men my try Ki thi bohat mazydar Bani thi thanks
@munchkindelights184 жыл бұрын
Zaberdust 👍 👍👍 👍👍 👍 Shahid bhai
@hamidabano31495 жыл бұрын
Bht hi bhtreen kachori hai mai zaroor try krongi ramzan mai inshallah 😊
@jabeenbukhari41755 жыл бұрын
Hameeda behan ramzan main sara time kachorina bananay main zaya na kar daena kion k ramzan ALLAHA PAK ko razi karnay ka time hay na kay nafss ko n plz mind na karna
@hamidabano31495 жыл бұрын
@@jabeenbukhari4175 dafa ho 😊 plz mind mt krna ok 😊
@rufyarif37685 жыл бұрын
Hmmmmmmmm yummmiiii waow Main zaror try karoon gi
@farhanshaikhshaikh9634 жыл бұрын
Bohot hi maza ki resepi he I will try definitely
@Shakir01237 жыл бұрын
Zabardast......Bht khoob........Alla...
@faizahameer81515 жыл бұрын
Mene aj ye recipe try ki bht maze ki bni bilkul perfect Dough thori soft hogai thi mujse toh corn flour upar se laga kar paera bnaya perfect shape , crispy bna jazak Allah bhai khush rehiye abad rehiye
@MrsAsim-ob7ov5 жыл бұрын
Amazing recipe me NY try ki me Kai sal sy kachori ki recipe dhond RI ti. Aj mujhy mil e gai. Thanks amezing recipe
@allaboutfoodart82365 жыл бұрын
Wo butter kaha se mila Aapko?
@mane3e14 жыл бұрын
@@allaboutfoodart8236 bhai ghee lay k usy melt kr k us may maida daal paste bna lain same result de ga
@allaboutfoodart82364 жыл бұрын
@@mane3e1 Bhai 11 month hogye is baat ko 🙄 ab tk pta chal gya hai
@mane3e14 жыл бұрын
Haha I know bhai.. My wife invented it.. She made it this way to mujy yaad tha
@allaboutfoodart82364 жыл бұрын
@@mane3e1 ok .. btw i am Behan 😅
@samialil27925 жыл бұрын
This is the recipe i was looking for....tried today.....turned out so so good🤤🤤
@anumahmad95455 жыл бұрын
Apne shortly kahan se li? Ya shortly ki jga kuch aur add kia?
@kianat994 жыл бұрын
Anum Ahmad ap dalda yah desi ghee bhi use ker saktey hai.
@Alimuhammad-xg4gy7 жыл бұрын
ap se hi pakistan ham dekhty hen or yad karty hen.pakistani deshes.
@amal8386 жыл бұрын
Aoa. Shahid Bhai. Ap ke videos kal first time KZbin pe dekhi . Apki recipe se kachuri banae. Kisi ko yakeen nahi aya ke yeah itni professional looking thing homemade ha .You are a gem of a person. Her kisi me guts nahe hotey ke wo apni expertise public me share Karey.May Allah bless you. Keep going brother.
@saminajaved34334 жыл бұрын
I follow your recipes atleast its 3 years now,your recipes are easy and you are a magician of recipes keep it up,Allah aur kamyabi dai..aap ko
@saqibasma56103 жыл бұрын
Wah sir mai tho aap k he recipe daikhti ho jo merzi bta dy mai aap ki video daikh k he tasali hoti hai
@1sharingworld7 жыл бұрын
Couldn't understand who disliked it ...this is the actual kachori I have seen a lot of recipes of kachori but that's different ..filling u can change as per ur taste but the way he made its correct it must be in layers...jazak Allah KHAIR brother ...
@TuttiFruttiCooking7 жыл бұрын
zaib mian dislikes hi to specialty ha... bs vdo moral down krny k liye.. halanky bilkul bazari kachori bnai ..khas kr k dough and last kachori making part... thumbs up shahid bhai..well done.. ye humy koi halwai nhi batata.. even meny khud pak me bohat try kia tha..JazakAllah
@hifzaiqbal92147 жыл бұрын
zaib mian
@maryamyasir92737 жыл бұрын
Mje bhok lag gai dekh kr 🙁
@sarahnoman82136 жыл бұрын
ap sb dishes bht achi bnaty hen . me kbi karachi ni gai but dil chahta hy k apk bnay khany khany k liye zrur karachi jaun 😊 very well done . keep it up. jo log apko appreciate krny ki bjaye discourage krty hen .unko simply ignore kren q k un k pas guts hi ni hen dusry ko appreciate krny k 😁
@fizachirag82676 жыл бұрын
Yeah true
@Alimuhammad-xg4gy7 жыл бұрын
ap ki sari recipes mujhy zabar dast lagti hen kaie men bana choki hon chargha bohat acha bana tha..
@mahaabbas93707 жыл бұрын
Bhai , apnai naam main Muhammad ka "M" bhi bara likhye. Nawazish. Jazak Allah.
@yasmeenalam28487 жыл бұрын
thanks shahid bhai boht he achi recipe ap nay di
@LifestylewithMrsKhan5 жыл бұрын
Jhutt sahab, app ki kachoriyan banai hai. Zabardast recipe hai!! Bhut shukriya app ka
@humairaimran98786 жыл бұрын
Behtreen MashaAllah....kbhi kisinney ye nai bnai ye tareeqa 100percent Bazar Wala hai Jazak Allah ye recipie deney k.liye
@shaziatahir52986 жыл бұрын
aaj aap k bataay tariky pe kachori banai bahot zabardast bani ic se pehly b try karti rahi par sahi nai banti thi aaj tu kamal ho gaya thank u so much g Allah aap ko khush rakhy
@ataliapeter27617 жыл бұрын
Shahid bhai aap kamal ho your recipes are amazing I try lots of your recipes everyone loved it.
@shajiaali19574 жыл бұрын
Best .accurate in taste.👑👌👏🏻👏🏻👍🏻
@nidamazhar15087 жыл бұрын
apka kitchen bht acha hogaya
@rohaniamliyat62337 жыл бұрын
bohat tasty lag rahi hn mn zaroor try kro ge
@lailagul94046 жыл бұрын
شاھد بھائ سلامت رہے اپ کی کيابات ہے🇵🇰 پاکستان زندہ باد
@sadiakhan88377 жыл бұрын
shahid bhai jazak Allah Khair boht achi recipe deny k liye
@JIAJEES-bd8yd5 жыл бұрын
I tried was amazing thanks chef Shahid so close recipes........ Aapki recipe sai jo flavour aatahai wo.... Burnsroad kai restaurant or shop jaisa hota
@kanzarahman3771 Жыл бұрын
Hot oil krk daalni hy na kachori??
@afsheensmagickitchen64065 жыл бұрын
zabrdast bhai boht alal recipy
@uroojkhan65556 жыл бұрын
Wahhh.... Dheron duaen... Allah kaamyaab kray... Dil khush kr dia itni achi kachorian bna k sahab ji... Allah khush rakhay
@aliamubashirfoods5 жыл бұрын
look so delicious
@saddamiqbal87525 жыл бұрын
Bouhttt achi bni thi .
@saddamiqbal87525 жыл бұрын
Bilkl bahir jesi .👌👌👌👌
@faizahameer81515 жыл бұрын
Allah pak apko bht khush rakhen muje is recipe ki bari khuwaish thi jo aj pori hogai mene apki recipe k dahi bare bnai life mai pehli bar bht mazay k banay thay jazak Allah jald ye recipe b try karongi
@abykhan2257 жыл бұрын
Bht zabardast JazakAllahkhair
@meem77147 жыл бұрын
reminds me of the famous kachori from my neighbourhood's sweet shop 😍 thank you
@munchkindelights184 жыл бұрын
MashaAllah buht zaberdust
@madihamadihaamadiha89617 жыл бұрын
mene try ki ye kachori boht achi bni :)
@rananawaznasir52226 жыл бұрын
Bhai well done Jazak Allah khyra
@hijabraza47067 жыл бұрын
aap ki sab recipes best hia
@naveedafarmor7 жыл бұрын
king of recipes......... zabardast
@azanali40906 жыл бұрын
I loved your recipes. 👏👏👏👏👏 For your work
@asimkhilji80874 жыл бұрын
Masha Allah super duper
@nabihan33943 жыл бұрын
Iski freeze kiya jasakta hai, fry karnay se pehlay?
@amirrafiqe67406 жыл бұрын
kachori ko freez ker sekty hain.kindly reply
@nidaislam64705 жыл бұрын
Mainy bnayi aj after me...baht tasty aur khasta hoi thank you apka... 😊
@habiba14234 жыл бұрын
Perfect recipe.i searched for long for original recipe of crust of kachori.and here it is...superb I tried it yesterday and it turned out fantastic .can I share picture of my kachoris here in commentbox?
@kanzarahman3771 Жыл бұрын
Hot oil krk daalni hy na kachori ?
@aishajee91354 жыл бұрын
Kia hm friz krskty Hai cook kit bagair plz bta daiy
@sawanworld.6825 жыл бұрын
Thnxt alot bro i have tried and nice bani bhai ap oven ka baghair cheezain banani batain or shadion wali jasa kheer hoti wo banani sikhain ga
@MuhammadNadeem-io9wj7 жыл бұрын
shahid bhai karachi me shortning kis jaga mile gi plz bataden
@amnazaib56364 жыл бұрын
Very nice and easy
@nosheenzeeshan61166 жыл бұрын
شاھد بھای الله آپ کو جنت کے کھانے کھلاے- کمال کی کچوریاں بنی ھیں -
@gyustarr7 жыл бұрын
Mashllah I love your videos so much ❤❤❤.
@arshiashaik70374 жыл бұрын
Hello Sir.. Agr jama hua ghee na hutu butter use krskte hai?
@rehanak70447 жыл бұрын
Wow...King chef shahid jutt the great...
@adventuresofhammadasif79904 жыл бұрын
Bohat khoob
@Imshahzaingamer5 жыл бұрын
I will try
@fizzaanjum5586 жыл бұрын
amazing result...... it was soo delicious
@zainmahar614 жыл бұрын
Assalam o alaikum shahid bhai kaunsa ghee use kia hy apny paste bnany k liye kahan sy mlyga ye ghee
@aishajee91357 жыл бұрын
apki kia hi bat hy superb
@Just2sisters5067 жыл бұрын
bhai isko KO hm bana kr freeze kr saktay hain jab aftaar mn banana ho tb fry kr saktay hain?
@KingChefShahid7 жыл бұрын
Jane Sha g
@unshakhan92644 жыл бұрын
Love u so much bhai
@abdulmunim98415 жыл бұрын
Shahid bhai zindabad
@kokabfaruqi98784 жыл бұрын
Shahid Bhai after long time seeing your video 👍
@qasimjatt39947 жыл бұрын
Bhai mn Italy se hn mn Jb bhi zarda bnati hn kbhi rubri ho jate hn zyada gul jate hn &khilte hi ni yhan Sella ni milta namkeen Chawlon ki tmam variety bilkul theek bnti hn please give me some tip
@samamir66986 жыл бұрын
Nice bht achi lag rahi agar citric acid na dale to kuch khas zarori to nae hai
@TheSahreen5 жыл бұрын
Qeema kis cheez ka hay
@cookingshub7 жыл бұрын
boht achi bnai ha
@glorylight20045 жыл бұрын
buhat aala , kings kachori zinda baad
@allaboutfoodart82365 жыл бұрын
Zabardast 👍 pr oil color boht dark hy
@HK-vb5ik7 жыл бұрын
zabardast recipe. bhai app sa request ki thi ka please orange colour wali meethai jis ka Oper sugar ka coat bhi hota Hai wo banana seekha dai.
@noorfatima27917 жыл бұрын
zabardast king chef original resepi kachori ki denay k liay thanksss.
@rameenhassan55345 жыл бұрын
Assalamo alaikum... Sir ye ap ne kchori me citric acid dala he Kia ye tatri hoti he??
@qamarzaman94997 жыл бұрын
wow very nice brother thank you UK
@uzmauzma82486 жыл бұрын
Bhai salted marjrin chaly ga???
@khansausamakhansausamskhan96445 жыл бұрын
MASHA ALLAH Zbrdst
@saadiabaig60843 жыл бұрын
Vry nice video..
@zark19507 жыл бұрын
Authentic chikkar cholay recipe please
@mahamqur19897 жыл бұрын
Kia baat haa shahid Bhai amazing recipe, I remember this from my child hood
@hafizaidrees70867 жыл бұрын
pls malpuray sikha dein bazar wala hum ghar me banate hain tou oil bohot pitay hain
@afzalmehmoodmehmood48275 жыл бұрын
Asslam io Alaikum! Bahi ap matka biryani banana sikha dy plz....
@sweethome18317 жыл бұрын
zbardast pr ap bihari chkn tikka b btae jo shadiyon mai hota hy n memoni channay also too gud 👍
@mubeenshahid40927 жыл бұрын
zaber10 mei ye he recipe dhound rahe thi bhai allah aap ko hazaroo khusheeyaan dy ameen
@AbdulWaheed-it6zc7 жыл бұрын
salaam .shahid bhai app ki cooking videos bohat achi hoti hain. ALLAH app Ko lambi umar atta farmaye Ameen. kya app bata saktey hain. ke retha kis sweet main use karten hain plz
@KingChefShahid7 жыл бұрын
Abdul Waheed rasghullah
@AbdulWaheed-it6zc7 жыл бұрын
thank you very much SHAHID BHAI 😃
@deebawan9204 жыл бұрын
Behtreen
@samiabaking92016 жыл бұрын
Ma na try ki ha bohat Zeberdust bnai
@mujtabhanazim67626 жыл бұрын
good shahid jutt shb kamaal ky insaan hain ap good recipe
@duatv46066 жыл бұрын
Shahid bahai tusii great oo
@nazimnazim86037 жыл бұрын
Superb 👌awesome...
@SH-gamingff7 жыл бұрын
Masha Allah👍 zaber10☺
@mahasajid81965 жыл бұрын
Kia hum is ko oven main back nahi kar sakty
@officegirl727 жыл бұрын
Zabardast video. Thanks
@selfishmean65267 жыл бұрын
Sir plz shadiyon wala qorma bana den eid qareeb hy or plz qorma mai gosht k hisab se piyaz or dahi ki sahi miqdar b bataye ga plz plz zaroor bana den apki bht meherbani hogi sir .