Delicious 😋🤤 mouth watering 🤤😋 thank you for sharing the recipe with ingredients list properly 🙏🌹❤️👏👌👍🥰😘😊
@fatimatarannum69562 жыл бұрын
Ammm yummy ditto meri ammi ki recipe
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Is izzat afzaayi ka Shukriya. Ammi jaisi koi kahan bana pata hai 🙏🙏Mera Salam zarur boliyega..
@_queen123452 жыл бұрын
Thanks zebi appi mujhe apke recipes daikna pasnd hai
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks Atika. Mujhe aapke messages parhna bhi pasand hai 😀
@cookwithshaheen31332 жыл бұрын
mashallah bhut achchi recipe h mjhe bhut psnd h
@cookingandvlogs66912 жыл бұрын
Mashallah allah tàala khub tarqqi ata farmaye aameen.
@youtuberyoutuber23682 жыл бұрын
Aap ke channel ko bhi allah paak kamyabi ata farmaye aameen.
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya Ramsha
@SS-zn1td2 жыл бұрын
Very nice? Can i skip using makhane? Its not available in our region...
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Yes, you can... a bit less but still it will be tasty 😀
@tabbusaifi4688 Жыл бұрын
M bhot Choti thi jb aapke lie y dekhti thi aap meri favourite thi❤️❤️
@ChefZebiZubair Жыл бұрын
Hey, thanks Tabbu! 💕💕
@tabbusaifi4688 Жыл бұрын
@@ChefZebiZubair 🥺🥺😍😍
@Bushrahusain_2 жыл бұрын
Mouthwatering , really nice recipe
@ArtNCraftswithYaashika5 ай бұрын
I live in uk london wht i can replace with khoya?
@firozakhan95492 жыл бұрын
Appi brown sewai use kar sakte hi please reply appi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Yes, kar sakti hain lekin wo bhuni hui hoti hai to thora aur bhun lena aap. Sahi taste, colour aur texture to white/kachchi sewai mein hi aayega.
@syedmaqdoom88442 жыл бұрын
Mashallah bohot acchi recipy hai.hamare yaha ye wali semi nahi milte kya hum dusri sewai use kar sakte hai
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee Syed, Bilkul bana sakte hain.. lekin ye sewain zyada bareek hoti hai to uska zayeka alag hota hai thora... Aap online bhi dhundh sakti hain.. Banarasi Kimami ya Kiwami sewain ke naam se
@afreenansari152 жыл бұрын
Thank you for this recipe
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Most welcome 😊
@sadiyaanjum14642 жыл бұрын
Randomly I found ur video 😍 it's been almost 12 years since your masterchef season & you're still remembered in our house❣️ Lot's of love zebi ma'am , from Bihar❣️ #mughlai queen 😍
@shikhayadav2716Ай бұрын
Mam lot of people make it with water only ...so we have to use water or milk or can we use both ...which will taste the best?
@Fardeenkhan-l1d11 ай бұрын
Aapki ye recipe salon pahle meri ammi ne seekhi thi aur aaj tak banati hain ❤
@swatisingh497310 ай бұрын
Amazing recipe😍
@PriyankaSingh-jj7fv7 ай бұрын
Searching this video since long time ❤❤❤
@RanaCookingCorner2 жыл бұрын
Mashallah.. superb delicious recipe.. thanks for sharing dear ❤️
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks for liking
@jamalara83572 жыл бұрын
Assalam O Alaikum zebi mam ye recipe aap se hi sikha tha tb se bnati hun log bahut pasand krte hain main aapko duwawon mein hamesha yaad rakhti hum aap apni mehnat aur lagan se is maqam tk pahuchi hain Allah aapko aur taraqqi ata farmaye aapka chanel sda shadoaabad rhe Aameen
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Walekum as salam Jamal Ara. Aapki duaon ka shukriya... khushi hoti hai aap sab ke comments ko dekh kar. Please stay connected..
@jamalara83572 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair InshaAllah beta aap mere dil ke bahut qreeb ho Allah aapko deen aur duniya ke daulat se malamaal kre Aameen
@BIL_PLAYZ8 ай бұрын
Mam aap sewai ko ghee me nhi bhune?
@ClassicTadka11262 жыл бұрын
Looks so delicious mouth watering recipe 😋😋😋😋😋
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks a lot
@shaheensayyed12842 жыл бұрын
Thank you so much this recipe
@resmamakeover99732 жыл бұрын
nice resipi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
shukriya
@firdousjahan38182 жыл бұрын
Assalam O Alaikum hum apke name se hmesha search krte rhte the ki shyd apki recipe ya apka channel mil jaye finally aaj mil hi gya... Master chef me apki ye recipe dekhe the... ❤️
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya Firdous, aapke message ke liye.
@sadiyabanu7025 Жыл бұрын
G haa m ne banayi thi sabko bhot pasand aayi thi aaj fhir se banane jarahi ho zebi zubir g. Shukriya. Mera naam sadiya h
@ChefZebiZubair Жыл бұрын
Shukriya Sadia🙏
@momskitchencookedwithlove44142 жыл бұрын
Wow superb sharing recipe dear friend aapki recipe tarif k kabil hai All the best for your KZbin journey stay connected
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanku so much pls stay connected 🙏
@zohajunaidi64792 жыл бұрын
Ap bhi KZbin par ho...wao 😍😍
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee 😊🙏😀
@zohajunaidi64792 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair hum apko tv par dekha karte the I remember ☺️pure family baith kar dekhte the hum apko...or mujhe wo bhi yaad hai jab ap ghewar banrahe the tu Akshay Kumar sir ne ap ki help bhi ki the😍☺️main fan hon ma'am apke....🙏
@sufiyanaaz47462 жыл бұрын
Kahan thi aap itne din aapki recipe Ko hmne khub search Kiya to aaj mila
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee Sufiya mein yahin thi... bas aap tak nahi pahunch payi thi. Ab mil gayi na 😀😀🙏
@shabana94752 жыл бұрын
Ma sha Allah bahot acchi recipe hai 🥰🥰👌👌👌
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya
@thaseensultana19432 жыл бұрын
My ney bhi dhekha hai
@jannatkhan40272 жыл бұрын
Delicious 😋 thank you for sharing 😌
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks for visiting
@RizwanKhan-di9ht2 жыл бұрын
Such a yammm
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks for liking
@MazedarDastarkhwan2 жыл бұрын
Zebi ji ektaar ka chashni q ni bnai apne Bina Dudh ke Dono me kya fark hai plz reply
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Meri sewai ki khasiyat hi yahi hai. Iska yahi tarika hai ki ismien dhudh ki chashni banti hai 🙏😊🌙
@farhatimran17402 жыл бұрын
Great
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks 🙏
@shaziasiddiqui11472 жыл бұрын
Mujhe bhi ye scene yaad hai....bahot shandaar sewaee banaee thi aapne...
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you Shazia 😊 Please keep watching.
@4kphotography1512 жыл бұрын
ASAK Ramazan Mubarak aap ko aur aap ki poori family ko. Inshaallh Eid mein ye banayege Magar Khoya milna mushkil hai to uski jagah kya istemal kar sakte hain? Shukriya
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Aapko bhi ramzan Mubarak Agar khoya nahi mil raha hai to milk powder se khoya Bana lijiye ya dudh ki paka kar khoya Bana lijiye
@himangidixit31592 жыл бұрын
Thank you so much for this recipe 😍
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
My pleasure 😊
@mubeensoudagar61422 жыл бұрын
Asslamualekum 1st session me mai a dekhi thi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam Mubeen 😊
@ASHFAQAHMED-zt5vp2 жыл бұрын
Haan main ne aap ko season first main dekha tha mujhe aaj bhi yaad hai qimami sewi aap ne banai thi aur ye Akshay sir ko bahot pasand aai thi.
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee Shukriya Ashfaq
@the_kitchn2 жыл бұрын
Superb , best & nice recipe 👌🏻 looks too much tasty ,I liked it 👍
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanku 🙂
@mohdshafique10642 жыл бұрын
Ham log sewai thodi orr kheeli kheeli bnate h ye geela sa h ....mai v banaras se hoon or bhuna hua khowa v uper se mawe k sath lgati hoon
@newcastl09092 жыл бұрын
So.. in 500 gm sevayin, we will use 500 gm sugar and 500 gm khoya, 1 litre milk and 1 cup water? Mostly recipes use 1:2 or 1:3 ratio of sevayin to sugar?
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Well, this recipe is not like most recipes for sure.🙏
@newcastl09092 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair thanks.. so my ratios are correct ?
@ssshadab Жыл бұрын
I've only watched 1st season of Master Chef India, that too till you were present. Still remember you didn't make it to the final because they provided a dish with liquor which you can't taste. Searched you many a times finally found you here. Lots of love aapi from me & my ammi.
@ChefZebiZubair Жыл бұрын
Oh wow! Thank you so much Shadab. Say my Salam to your Ammi 😊
@hazraanjum56262 жыл бұрын
MashaAllah super se upar
@momskitchen93352 жыл бұрын
Master cheaf ka wo season m aap ki wajha se dekhti thi aap ki cooking bht achi lgti us season m
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya Tabassum
@momskitchen93352 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair 😊
@nagmakhanslife42192 жыл бұрын
Mai kb se isi recipe ko search kr rhi thi. Finely i got it. Thank u for sharing this.,
Agar yeh sevai na mile tou normal sevai le sakte hai
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Bilkul bana sakte hain.. lekin ye sewain zyada bareek hoti hai to uka zayeka alag hota hai thora... Aap online bhi dhundh sakti hain.. Banarasi Kimami ya Kiwami sewain ke naam se
@naseemkhan-sp5jh2 жыл бұрын
Ok thank you
@naseemkhan-sp5jh2 жыл бұрын
Kya aap bread custured ki recipe bata saktey hai.
@tinyminyresort35912 жыл бұрын
Mujhe aj bhi yaad h Akshay Kumar ka expression Jo unhone apki sewayi khane k bad Diya tha it was memorable he was ingrossed l was searching for this sewayi recepi for long time thank u so much zebi zubair
@azlaankhan44422 жыл бұрын
Masha Allah.....waqai ye recipe apki signature dish hai......aaj iska step by step tariqa dekha he .. zaroor aise hi banaungi....
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya azlaan 🙂 ♥
@riyakhan85382 жыл бұрын
Mujhe ye wali sivaiya bhut pasand hai, lekin hum theek se bana nhi paate hai, ab try krugi 👍👍
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Ji riya zarur try kijiyega aur mughe feedback ka intezar rahega.
@rekhajaiswal7952 жыл бұрын
Perfect👍
@foodtimefoodicious2 жыл бұрын
Well prepared sewai looks delicious mouth watering 👌👌😍😋
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanku so much 💓 keep watching
@FerozKhan-mt6zt2 жыл бұрын
Assalam walekum appi I'm form varanasi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/salam Feroz, Nice to know that you are from Banaras. I am also from same city.
@FerozKhan-mt6zt2 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair yes appi Mujhe pat hai maine apko
@FerozKhan-mt6zt2 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair yes I no appi Mujhe pat hai ap bhi meri city se ho maine apko master chef India me dekha tha ap tab se Mujhe achi lagti ho
@ashashabeer31682 жыл бұрын
Nice
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks
@mannasquare47182 жыл бұрын
Wow Looks so delicious and tasty Execellent Preparation thanks for 👍🤝🔔❤👍👍👍
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you so much 🙂
@sonalpandey18412 жыл бұрын
Maine bhi ye episode dekha tha
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you Sonal 💕
@jccbsurankote64082 жыл бұрын
Am searching this recipe from last ur audition
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Oh really! I hope you like it. Please stay connected 🙏
@s.screationsorignal2972 жыл бұрын
Assalamu Alaikum, jub aap master chef se wapas ayi thi tub apne cooking classes start ki thi mujhe bhi wo pamphlet mili thi mane aapko call bhi kiya tha aapse baat huj thi . Par aapse milne na aya saki aaj recommendation ma aapka chanel dekh dil khush ho gaya . Thanks for sharing your recipes with us 😊🙏🫂
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam. Jee sahi kaha aapne. Bahot shukriya. Please stay connected and thank you again for your lovely message...
@s.screationsorignal2972 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair 😊
@musarratizhar86742 жыл бұрын
Ma'am aap bht din baad dikhi? Insha Allah zaroor try karongi. Or aapki banayi recipe follow karongi 🙏
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee Musarrat.. ab aap connect ho gayi hain to regular deikhungi 😊🙏
@syedarahat70822 жыл бұрын
Asalamualikum how are you Eid Mubarak
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam. Eid Mubarak to you too Syeda
@TheWorldRecipes2 жыл бұрын
Nice and delicious recipe........
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanku 🙂
@iqbalkhanpathan53172 жыл бұрын
Super se upar aap ♥️♥️♥️♥️♥️👌👌👌👌✌✌✌✌✌
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya
@easyandsimplecooks2 жыл бұрын
Masha Allah really looks so delicious yummy kiwami sewayi 😋thanks for sharing 💐 stay blessed
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Always welcome
@shailsingh6442 жыл бұрын
Wow..best kimami sewai
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya 😊
@SameerKhan-cq8me2 жыл бұрын
Assalamu alaikum zebi ji aap ko mene apne bachpan me dekha tha master chef me kaha gayab ho gyee thi aap ne achha kiya you tube pr apni recip dal ke
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam ... thank you for your lovely message. Please stay connected 🙏
@aafreenshaikh63552 жыл бұрын
Mujhe bhi yaad h wo season and recipe.... Jb me college me thi or ye bnai bhi thi .... Kafi baar ye search ki recipe but mili nai aaj suddenly aagai video I will definitely try thi😘😋😋
@shaistaparween54562 жыл бұрын
Yes you right Mai v yahi kr rahi thi bar bar search. Aur avi avi ye video mila.
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
wow Aafreen, thank you for your lovely message. Mujhe laga bhul gaye honge log ab tak. Please stay connected and keep sharing your love.🙏
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Hi Shaista, bahot shukriya. Ab aapko mere videos ko nahi dhundna parega 😊
@saidakhan96442 жыл бұрын
Yh dekh kar mujhe apka selection yaad a gaya,tab hi se kiwami sewiy k baare m pata chala
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Haha Saida.. jee bahot waqt ho gaya lekin aapke message dekh ker lagta hai sab kuch kitna taaza tareen hai abhi tak. Please stay connected 🙏
@aizufathima38302 жыл бұрын
Assalamualaikum baji aaj bhi mujhe master chef ka wo din yaad hai bhoth tasty yummy sewiyan banaye aap mujhe aap boti ka moghdam ki recipe share kijiye na pls
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/salam. Jee zarur koshish karungi 🙏
@afsanamalek47692 жыл бұрын
Muje b Jana hai master chef me .. ab new season kab aayega pata nhi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya pasand karne ke liye 🙏😀
@alpadedhia26022 жыл бұрын
Do add more veg recipes
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Will do soon
@shaheensayyed12842 жыл бұрын
Yeh Master saheb main aap ne Banai thi
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee sahi kaha aapne
@DrugLadybug2 жыл бұрын
Yummy 👍🏻
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you 😋
@aafreennagori43482 жыл бұрын
Saw your thumbnail and subscribed u
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you Aafreen. Humbled 🙏
@ahmedshakil74842 жыл бұрын
Ma'am ap Meri favourite contestant thi master chief ki Masha Allah after so long I watched your video may Allah SWT bless you plz upload many more videos
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya Ahmed! I am humbled with all the affection I still get from you all nice people. Its like a family... Please stay connected for more videos
@imaadshaikh52752 жыл бұрын
اسلام عليكم ورحمة الله وبركاته kaise hai aap sis ? bahot tym se yeh recipe ki zarorat thi ordinary sewai can use. جزاك الله خير lots of love from saudi 🇸🇦
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam Imaad. Mein achchi hun Alhumdulillah. Yes, you can try ordinary sewain too. But Banarasi Sewain are very fine and thin so taste & texture is better. Dua ki darkhwast 🙏
@nishatsiddiqui95652 жыл бұрын
Ask Aap kaisi h ? Or kaha h ? hum sab aapko bahut pasand krte the
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Wa/Salam. Mein achchi hun Alhumdolillah. Delhi mein hun. Aap sabka bahot shukriya. Please subscribe to my channel & keep watching 🙏
@shabnamkhan64702 жыл бұрын
Wow
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks 😊
@sanaqureshi13622 жыл бұрын
Mashaallah
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
🙏😊
@arishahusain48542 жыл бұрын
Plz share all your recipes which you have made in MasterChef
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Sure 😊... thanks for connecting Arisha
@sabafadnis55202 жыл бұрын
Kya aap sach me wohi ho maine wo season dekhi hu
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Jee Saba.. mein wohi hun.. Dekho na !
@Shortuntoldstories334 ай бұрын
Mam I dnt live in india I get roast vermicelli
@nisarchannel68812 жыл бұрын
It's too yummy 😋
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@aslankhan24482 жыл бұрын
Aap muje bhot pasnd ho
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thanks
@uzmamahtab41532 жыл бұрын
Aaj v hum sochte h ki aap ne aesa kya dala tha jo Ko itni pasand aai thi Subway maine aapko Star Plus ka show masterchef m dekha h 🙂🙂
@cookingrecipeshealthy2 жыл бұрын
I liked from masterchef always used to search for kimami sewai
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Thank you. Lets stay connected now 🙏
@Hardworkwins49352 жыл бұрын
Masha Allah... N congrats for starting your channel.. i very well remember that episode.. you made all muslim housewives proud then.. n plzz make that curry which you made in that round in which the husbands had to guess the dishes made by their wives..if im not wrong that was a chicken curry.. aap pehle ek urdu channel par lunch time par cookery show karti thi.. uske baad aap gayab ho gayi n aaj nazar aayi..
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Shukriya Sameera Yes, it was an italian chicken dish with mandatory ingredient - Aubergine.
@sheikhanjuman44982 жыл бұрын
I still remember the scene. But that time you used 600gm of Khoya and a lot of ghee. The colour was dark
@heenakhan72982 жыл бұрын
Kewami sewai me sewai aur sugar kbhi bhi same measurement me nhi hoti hai...kemaam ka matlb kya hota hai ap janti hongi..
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
Hi Heena, aapke comment ka shukriya. Mujhe kimaam ka matlab to nahi pata. Haan Kiwaam zarur janti hun. 😊 Aur ye meri recipe hai meri andaaz mein... isilye iska zayeqa pasand hai sabko ... Sugar ka measurement jaan ke aisa rakha hai meine.
@SkeletonTTV2 жыл бұрын
I was eagerly waiting for this recipe thank you maam... We miss u... U were the star of mastercheif
Its not Kimami but 'Kiwami' actually. White/Raw sewain ko dry bhun lene se colour zyada achcha aata hai aur isko aap long duration ke liye store bhi kar sakte hain. Desi ghee mein fry karna necessary nahi.
@FulltimeProcastinator2 жыл бұрын
@@ChefZebiZubair kiwami koi term hota hi nai h sewai se related. Qimami ya kimami hi hota
@donniebrasco54172 жыл бұрын
Looks like halwa
@ChefZebiZubair2 жыл бұрын
You can say that because the vermicelli is very thin & completely broken. The recipe is called Banarasi Kiwami Sewain.
@gulnarsheikh2149 Жыл бұрын
Yah wali dish safed Shivay se hi yellow wali sewai se nahin Banti
@ChefZebiZubair Жыл бұрын
Video aapne poora dekha? Safed siwain yani ki kachchi sewain ko bhuna gaya hai pehle. Phir jab wo bhun kar brown ho gayi hai tab usko chashni mein dala gaya hai...
@gulnarsheikh2149 Жыл бұрын
Yah kahana chah Rahi hoon main puri video dekhi hai Jaise aapane white se hue use ki hai Na uske jagah jo normal Sher milati hai vah use kar sakte hain kya pata Delhi mein white wali Mili ya nahin
@mohdnaushad22474 ай бұрын
Suger bahut km Dali app ne kimami sewai methi hoti hai
@merrythought58328 ай бұрын
Meri sewai kabhi perfect nhi banti ya eth jati hai ya gal jati hai jabki apki recipe Maine kai bar dekhi hai pls tip den pani ka andaz bigadta hai aur kimam sahi nhi hota
@shantaebrahim77962 жыл бұрын
Master chef season 1hi achhe the aab Lakin mujhe ak baat janni hai agar aap batao ge ak ladki thi jiske bai ya behen ki eyes thik karne k liye 2lakh rupi k jarurat thi mujhe bohat bura laga ak shay ne akbar bhi nehi kaha ki main de deti hu ak shay mere bohat favourite the ab nehi us din k baad ak shay ko dik se dhire dhire nikal diya itna paisa hai do lakh usk liye kuch beshi woh log dress hi pehen leti hai mujhe aap batao ge kya usne paisa diya tha ?
@AbdulHakim-pj3wb8 ай бұрын
Ande aalu ki tikki aur Ande ke jaisa Apne seb ki chammach se