Dhanywad unty ji ..aAP guru mata h apki bate boht hi Sundar or achhi h ap sadharan vyaktitv nahi h sabka bhala chahne wale sadharan persion ho hi nahi sakte dhanyawad 🙏😍
@pinkuu55822 жыл бұрын
Aap hme pls btaye ki kya mai 7 Tuesday ko sundarkand path kr sakti hu , kuki mai already 14 Tuesday fast kr chuki hu aur socha tha 21 cmplt krungi to 7 bache h to kya mai 7 Tuesday kr skti hu sundarkand ka path 🙏
@saurabhdhiman92096 жыл бұрын
🌹 Thanks for the useful information.. 🌹 Mam can we apply Sindhoor Chola to Lord Hanuman ji on Daily basis or Only on Tuesday....? 🌹
@MaulinAgrawal12176 жыл бұрын
If u have that much faith then why not daily?
@sunitaissar6Ай бұрын
Aunty ji, sadesati ke upay bataye, please. Aapke sabhi videos bahut acchae hote hai.👌👌👌
@AsanZindagiАй бұрын
pipal me jal deijiye subh sham ko pipal me diya jlaye shanivar ka vart kare or shanivar ka daan kare sarso ka tel katori me rakh kar apna chehra dekh kar us tel ko daan kar dijiye
@neelimasinha20514 жыл бұрын
Yes thanku so much Aunty ji...mujhe bht confusion tha Aapne sab dur Kar Diya🙏
@UmeshSingh-vi9qj3 жыл бұрын
The
@dharmendrakhamele98674 жыл бұрын
Bahot hi acchi jankari saari duvidha mit gayi meri geeta nagpur se dhanywad दीदी
@ahilyakumari69946 жыл бұрын
Thank you aunty ji hanuman ji ki puja ko lekr bahut bada confusion dur kr diya aapne!! jai bajrang bali🙏🙏
@ShrutiSingh-wz7vb3 жыл бұрын
⁰p
@asmitakumari36172 жыл бұрын
O
@sunitagoruram3444 Жыл бұрын
बहुत बहुत अच्छा बताया है दीदी
@omssareecollections43595 жыл бұрын
Jai Bajrangbali. Thank you mam.
@naveensethiya26254 жыл бұрын
Thanks.aanti
@prachivaste12633 жыл бұрын
धन्यवाद इस जानकारी के लिये ❤😊🙏
@NehaSingh-ps6ti6 жыл бұрын
Thanku so much maa ji.....aap bahut useful information di hai.....maa ji god aapko hamesha swasth rakhe.....god bless you
@priyaoraon1434 жыл бұрын
Auntyji kya aap mujhe ye bata sakti h ki bina fasting kiye sirf mangalvar ka puja kr sakte h
@truptijadeja57065 жыл бұрын
Aantiji aapko sat sat Naman meaapke shbhi vidio dekhti hu aap bhot gyani ho aap ki aavaj sunkar hmari majesa Apnapan lagta he Lal kitab me mna krte he vo ledis ko ganpati ka bolte he To kya kre pranam aap jarur batana vese aap sab ko javab deti ho aa bhot achhi ho
@deepabhandari31413 ай бұрын
Plz aap yeh batyon agar 40 days mujhe hanuman Chlisa ka path karna hai aur beech mei 4 days period Kai aate hai to kya mujhe jaise 10 days hogaye hai to mei 4 days baad usko 11 day manongi plz reply
@rakeshsingal30186 жыл бұрын
Guru ma ko charn sprash aapki video dekhi bhut achi lagi m mere bachoo ke nature ko lekar bhut presan hu unme bhut jyada gussa h jiddi bhut karte h vo abhi 10 aur 12 sal ke hplz koi upay batay plz
@AsanZindagi6 жыл бұрын
thosa sa bde hone pr smjhdar ho jayege
@jassroyal12746 ай бұрын
Mam aankade ki ruyi ka dipak gol batti bna kar jla sakte ja batti lambi ka hi dipak jalana please reply mam
@syedantn21106 жыл бұрын
Hello ma'am, What should be eaten or not eaten during the shiv vrat on Monday and Hanuman vrat on Tuesday. Please share the rules to follow this...
@MaulinAgrawal12175 жыл бұрын
Fruits can be taken once during the day, water can be taken as needed. Some people cannot do a nirjal vrat as it's physically impossible - they get sick from lack of water, I get very ill without water also. So water can be taken as required.
@priyamishra69274 жыл бұрын
@@MaulinAgrawal1217 jal hi jiwan hai pr nibndh likh diye bhaiya aap to😆😆😆
@MaulinAgrawal12174 жыл бұрын
Nikita Mishra agar main kuch likh deta to nibandh aise hi ban jata hai di 😂
@rimjhimsingh53503 жыл бұрын
Aunty kya 13 April ko jo Mangalwar pad rha h, us din se mangalvar vrat suru kr skte h kya..? Plz bataye Aunty..
@kumkumverma24343 жыл бұрын
2021 me kab se start kre Tuesday fast plz reply mam 🙏🙏
@PriyaVerma-ed6ti3 жыл бұрын
Aunty ji pranam ..mai manglik hu to maine aj ashtmi ko manglwar vrat ya hanuman ji ka vrat prarambh kr rhi hu ..kitab mangayi h usme mangalwar ka sab likha h to ye thik h na?? Mera mtlb h ki hanumn ji ki arti nhi h usme sab manglwar ka varnan h to sahi h ?? Pls bataiye
@anshikaatripathi6 жыл бұрын
Jroori bat h kyuki ladies me confusion rhta h hanumanji ki Puja ko lekr
@bandanayadav423 жыл бұрын
Mam 2 March 2021 se mangal var ka brat strat kr skti hu ....plz mam btayiye?
@DeepakVerma-fh8sk6 жыл бұрын
हनुमान चालीसा की चौपाई जो यह पढ़े हनुमान चालीसा, होये सिद्धी साखी गौरीसा। अर्थात इसे कोई भी पढ़ सकता है और यह पाठ सिद्ध है गौरीशंकर इसके साक्षी है महिला लड़की बच्ची सब पढ़ सकते हैं जयगुरूदेव
@Pandey.7634 жыл бұрын
सतमी के सिनदर कब चढाऐ
@xyz18375 жыл бұрын
okay ,thanks,vrat ke din to ye sub kuch nhi khate . par me Hanuman chalisa,bajaran baan har din parti hu . Tuesday, Saturday ko nonveg nhi khate.par baaki dino nonveg, onion, garlic kha lete hai.aysa karna theek hoga??? plz reply
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha
@priteshahir7364 жыл бұрын
Jay hanuman dada jiii 🙌😘☺🚩💓🤗🍰🍫😍😊💯💕🙏💋❤😊💕💓🍰🤗☺☺🙌😘🚩🙌😍🙌🍫🍫🤗🙏😊🍫💓🍫🙌🙏🙌🙏
@UmeshSingh-vi9qj3 жыл бұрын
De France ch
@sapnasingh69783 жыл бұрын
Thanku so muchh very helpful....kya females gale m hunuman ji ka locket gale m phn skti h ..?
@HarrySingh-er2jl3 жыл бұрын
Anti ji sir dho saktey ha
@Usha674 жыл бұрын
Namste ma'am.. kya me surya bhagwan ko jal arpit krte hue Hanumaan chalisa ka path kr skti hu?? Yeh mujhe 43 din tk krne btaya gya h please aap mujhe btae iski vidhi.. please ma'am!!
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nhi gaytri mant padh skti h
@riyaraizada39024 жыл бұрын
Jai siyaram..jai anjaniputra hanuman ji..jai pavanputra hanuman ji❤🙏
@swatidwivedi17414 жыл бұрын
Aunty ji m unmarried ldki hu kya m sundarkand aur hanuman chalisa pdh kr skti hu?? ..
@kiara8793 жыл бұрын
Yess sirf murti ko touch nhi krnaa h baki puja kr skte h or path v
@babitatamangbabitatamang98654 жыл бұрын
Jai Sree ram jai hanuman gi
@rmatrivedi35395 жыл бұрын
Ma ji namaste 🙏🙏mai ek bat puchhna chaheti hu ki mai pti ke sath rheti hu to kya mai roj Ramayan Se sunder kand ka path padh sakti hu kyoki ramayan Bahot pabitr hoti hai aor mai roj bal to dhoti nhi hu esliye puchha hai ma ji batana jarur please ma ji
@jyotithakurvigo57494 жыл бұрын
Thank you aunty ji🙏❤
@sudharaniaravind39802 жыл бұрын
Auntyji namaste, muje ek choti si bacchi hi to muje sube 3baje utke pooja karna ni hora to har manglavar ko upavas rakh k uning ko 6 to 7 pm k beech me pooja karri chalta kya
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Ji haa, aap aisa bhi kar sakati hai
@barkhadeshmukh46015 жыл бұрын
Mam Hanuman ji Ka fasting ke baad udyapaan kaise kre...plzzz mujhe btye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
sbhi lal chije brahmn ko deve or bhojn krave..
@rozynagyawali12804 жыл бұрын
Ma'am agar hum mins hogaye toh kya kare ..
@Tkkuu_1113 жыл бұрын
@@AsanZindagi agr 21 manglwar ka prn liya ho to 21 ve manglwar ko udhapn kre ya 22 ve manglwar ko..plzzz reply 🙏🙏🙏🙏
@namratabhatt53233 жыл бұрын
Agar is vrat ke dauran periods aa jaye to vart me bhagvan ji ka naam ya smaran kar sakte hai pls bataiye
@vipofficial54006 жыл бұрын
Thanku antyji 🙏 💟
@rinaadiya12 жыл бұрын
Aunti ji mai vart karna chahti hu par mai 12 bje tak se jyada upas raha to body pura kampan hone lagta hai aur amalpit bahut hai din bhar ulti aur ek din ke bad pith jyada pit bar jata hai dusre din se 4 se 5 din tak pit ki ultiya kar kar ke preshan ho jati hu ..mai kya karu mujhe raah bataye ki mai kaise mangal vart kaise karu
@शिवभक्ती-र2श5 жыл бұрын
Jay hanuman ji 🌹🌼🙏
@riya-vk1sf3 жыл бұрын
Aunty ji mere ghar me puja me he karti hu toh is waje se mujhe hanuman ji ke photo ko touch karna padta hai us se kya kuch problem hoga please batayega..
@RaniNicefotoRaniBariba4 жыл бұрын
Jay shree ram 🏵🏵🙏 Jay hanuman 🙏🙏💪 Maa pranam Aapko 🙏🙏
@ektapriya3 жыл бұрын
namaste aunty g agar hume kuch dino k liye bahar ja rahe hai us time tuesday aa jay to kya vrat krna hai ya chhod sakte hai
@artishakya91442 жыл бұрын
SeetaRamji ki jai🙏🙏🙏🙏🙏
@sudhamishra99836 жыл бұрын
Guru maa pranam mai bahut paresan hu mujhye aap se kuch puchna hi .mere mengate pr kiesi ne 2 swastik bana diya hi ak ulta ak sidha wo bhi ak taraf mai ab kya karu .aap hi kuch bataiye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
aap ulta swastik ko thik kr dura swastik bnaye
@musiclheart19415 жыл бұрын
Thanku maa ji
@UmeshSingh-vi9qj3 жыл бұрын
Ho to vote
@pkyadav2174 жыл бұрын
Maa g m bahar rahti hu padai karti hu to meri pooja continue nahi laddu gopal ki bhi ni jb time milta h M hanuman or krishna g ki karti hu shiv ki bhi maa but Sab continue nahi h kya karu soch rahi hu job ho jati tb m apni sis. Ko rakh leti pooja k liye me to Abhi chooti c job k liye fir rahi hu krishna n chaha to ho jayegi jaldi se jaldi fir UPSC preparation IAs officers ki karungi maa bol m kya kaise karu . Plz help me
@rohitsingh32105 жыл бұрын
जय ऋ हनुमानजी
@sangeetayadav9854 жыл бұрын
Aunty me is saavan ke mahine me jo mangalwar aata hai wo mangalwar se vrat kar sakti hu kya,mei pehli baar vrat karne ja rahi hu.ye vrat me krisshnapaksh se aarambh karu ya shuklapaksh se karu pls jaldi bataiyega.me hanumaan ji ka vrat rakhna chahiye hu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap is mangalvaar se vrat suru kar sakati hai
@sangeetayadav9854 жыл бұрын
Thanku so much aunty
@poojakumarinishad85395 жыл бұрын
Mere didi ka Shaadi Nahin ho raha tha aur mein bataye ki De De mangalwar Vrat rakhiye aapka shaadi bahut jald ho jaega aur mere bhi Din mangalwar Ka Vrat rakhen aur Unka Ek sal ke andar andar Mein shaadi Ho Gaya Mujhe Hanuman Ji per pura Bharosa Hai vah apne bhakton ko bahut
@maahitharyani13 жыл бұрын
Jai shree ram🙏🏻💖
@mamtasahaykitchen2070 Жыл бұрын
Bahut achha laga aapke baat
@deepgupta17255 жыл бұрын
Thanks aap reply krte ho toh khusi hoti h
@kajalpanday53756 жыл бұрын
Jai shree Ram bhot Aacha gayan antiy ji
@anjusrivastava63426 жыл бұрын
Good morning.. Mam 🙏have a very lovely day 💐💐💐 Very nice.. Video Thank you maaji 🙏
@guddisingh36935 жыл бұрын
Anju Srivastava p
@guddisingh36935 жыл бұрын
Anju Srivastava QR oHfl
@mohuyadutta41614 жыл бұрын
Madam kya unmarried larkiya hanuman challisa jaap kar sakti hain please bataiye?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji ha
@ArchanaYadav-ej2vh6 жыл бұрын
Thank you so much
@RenuYadav-dv8ey4 жыл бұрын
धन्यवाद माता जी क्या हनुमान जी को भोग में तुलसी की पत्ती भी भोग लगा सकते हैं कृपया बताइए
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji ha
@irashri18866 жыл бұрын
thanx di.apka iss tarah sabhi ke questions ka answer karna wo bhi itni jaldi, yahi toh apko spacial banata hai,mere liye.
@pinkikumari-wk4mb4 жыл бұрын
Aanti ji hanuman ji ko vart karni h ham student h sukh pakch me kab vatr hota h hanuman ji ko bataye hamko karni h kab se suru kare ye bhi vart karne me thik h n bataye kab se suru kare
@AsanZindagi4 жыл бұрын
9 june
@shashikantkumar79774 жыл бұрын
Thank you maa very thank you
@literally40033 жыл бұрын
girls हनुमान ji ke मन्त्र ke जाप किस माला से kr सकती है ?????? कृपया बताइये????
@dipankarroy52864 жыл бұрын
জয় শ্রী রামভক্ত হনুমান কি জয়🙏🙏🙏
@renujaiswal46766 жыл бұрын
Mata ji ak bat puchana hai aap se me mandir me jati hu to a dekhati hu ki jaise shivling par to jal sab chadate hai par aur bhi jitane devi devtawo ko bhi jal chadate hai a sahi hai btaiye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ap sbhi devi devtao ko jl cdha skti hai..
@binitagori14546 жыл бұрын
Nice mam thank u for this info
@shalinisinha25212 жыл бұрын
Mam plzz reply m magal vart karti hu ghar m hi to photo frem wali rakhi hu to uske chhuna to parega hi na kyuki chandan to chhu k hi lagayege na
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap photo ko chhu sakate hai
@shalinisinha25212 жыл бұрын
@@AsanZindagi thanks mam
@HimanshuSingh-bn9se5 жыл бұрын
please reply ma ji thank you so much.
@PAWANJAYA233 жыл бұрын
Auntyii Agar hanumam ji brat krte kisi ek mangal ko subh hi period aa jae to kya kare..brat kare ya nhi.
@AnjaliSingh-mu1zd3 жыл бұрын
Nhi
@suvarnachavan51245 жыл бұрын
Charan sparsh didi ma.
@anjanasahani69914 жыл бұрын
Nvxx. Fdhjfhfsbbyjkyfŕewwkfut5ttyhiyyyiollm . Ssetijsq12aai00. V vc
@kumarisaroj84994 жыл бұрын
anti ji santan prapti ke liye mai trodasi ka vrat kar sakte hai
@kumarisaroj84994 жыл бұрын
please aap hme bataiye
@meenurajput54463 жыл бұрын
Thank you 🙏mam 🙏 Mere Cate h do ek kho Gya h ek ka pair ki haddi tut gyi h Mene hunuman ji ki puri calisha Padi thi sath bar suni 🙏plz Dua kriye mere 🐈🐈 dono thik ho Meri cat ajaye jha khai h
@rdxoffical48562 жыл бұрын
Aapka बहुत-बहुत dhanyvad batane ke liye
@taklugamming2337 Жыл бұрын
Mam samajha nahi ata hanuman pujan mea hanuman chalishaa padnaa partaa hai aarti padni parti hai hanuman chalisha book mea aur bhi path hai kya o bhi padhnaa partaa hai mam marga darsab kijyea
@AsanZindagi Жыл бұрын
Agar aap chaahe to sabhi paath padh sakati hai par agar aapane kewal hanumaan chalisa ka sankalp liya hai to aap kewal hanuman chalisa padh kar sakati hai
@shobhachandra8505 ай бұрын
Ma'am namaskar, kya mai bajrang Bali jii ko orange color sindur ka tilak laga sakti hu ya nahi?? Please btaiyega
@AsanZindagi5 ай бұрын
Aap ghar ke photo par laga sakti hai par aap mandir ke murti ka sparsh naa kare
@shobhachandra8505 ай бұрын
Thank-you so much mam 🙏🙏
@vaishnavisinghrinkudevi71415 жыл бұрын
mangal bar ka brat karti hu our main bhul gayi hu ki 21 mangal bar huaa h. Ya nhi to kya kare please reply me
@AsanZindagi5 жыл бұрын
dayri bnaye usme likhe kb se vart suru kiye h kb tk krna h vart ka mont pta ho to 1-2 vart krke udyapan kar skti h
@jyotikashyap95095 жыл бұрын
Maim mhavari ke kitne din bad mhaavir ji ki puja kru ? Plij......btaae
@AsanZindagi5 жыл бұрын
7 din bad
@annuverma73075 жыл бұрын
bahut achhi jankari dete ho ma ji. .dhanyvad
@heenadadwal68483 жыл бұрын
Mata g hnuman g ko SHindHur ni lga skte hai kya muje btaya hai ki hnuman g ko chola phenana hai to ap bta skte hai ki lga skti hu ki ni
@riyasen77214 жыл бұрын
Ek sawal thi mera.. Agar aap bolde to boht achha hoga.. Mera gale me hanuman ji ka chandi ka ek pendent h.. Ye kya me pehen ke rakh sakti hu ya khol du..
@AsanZindagi4 жыл бұрын
Kisi bhi Devi devata ka pendent shraddha ke Karan log pahan lete hai par koi bhi grihastha waala usake niyam palan hamesha hi nahi kar sakata hai aur isase usako dosh lagata hai, isliye yadi aapako bhagwaan ke prati sraddha hai to aap unaki Pooja mandir me kare unake naam par jaruratmand ki sahayata Kare aur man se bhagwaan ka dhaayn kare Jo aapako laabh dega par is tarah ke pendent bilkul bhi naa pahane
@riyasen77214 жыл бұрын
@@AsanZindagi Thank u so much..
@MonikaTulsani183 жыл бұрын
Maam mujhe hanuman ji upsana karna bohot pasand hai...aur main Tuesday ko fast karna chahti hu....mera prashn ye hai ki beech me kabhi to periods honge....toh vrat kaise rakh paungi uss Tuesday ko.... please meri help kare
@anjali43992 жыл бұрын
Namaste Aunty.. Mene jab se ye vrat chalu Kia hai mere ghar me ladai zhagda bhot ho raha hai..kya karu..plz reply 🙏🙏🙏
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Agar aapko ye vrat fal nahi raha hai to aap is vrat ka udyapan kar de
@anjali43992 жыл бұрын
@@AsanZindagi ok
@reenakumarishorts82724 жыл бұрын
Maine Shaadi se pahle sunder kand padhne ke liye man hi man kaha tha ab meri Shaadi jun 2020ko hui main avi pragnent nii hun to kya main Sundar kand 21din ke liye padh sakti hun ager haa to in 21dino me kya nii karu pls ye v bataye
@pujagupta7705 Жыл бұрын
Mata ji khate hai ki vart ki din baal nhi dhote aur na he somwar ko to manglwar vart karte hu to my baal kub dhou plz btayea
@AsanZindagi Жыл бұрын
Aise me aap ravivaar ko baal dhoye
@isweetygayen33914 жыл бұрын
Namaste maam🙏. Hm bohot confused h hmko gurudikhsa lena h hmko bohot man h hanuman ji ka dikhsa lene ka hm larki h married h to kya hm dikhsa le sakte h plz help me
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji haa
@shanusingh1686 жыл бұрын
Aunty Ji humko bataya gya h ki jub v mai Hanuman chalisa phadhu to AAPna and aapne pati ya bacho ka v mai hi phadhu kya yah sahi hai y Galt plz bataiy
@hardikkandpal2e2026 жыл бұрын
Jay mata di didi aap bahut achhi information dete hai didi kya ladies gaytri mantra ka jap kar sakti hai kon si maka se karna chahiye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
maa durga ke mantro ka jaap rudrach mala se kare
@alkajain79396 жыл бұрын
Aunty hum fast ke ek din pehle bramcharaya aur vrat wale din bramcharaya ka palan karte hai toh kya fast ke next day bhi bramcharaya ka palan karna hota hai? Please bataye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ji nhi
@alkajain79396 жыл бұрын
Asan Zindagi thank u
@manjeetprakash15803 жыл бұрын
Thanks aunti ji
@onlinevlog23095 жыл бұрын
Hello mam mujhe aapse ek sawal puchna h , mam me pichle sal se mangal war ka vrat kr rha hu ,me sawan ke mahine se guru jano se puch kr vrat suru kiya h Mam me magalwar ka vrat ke dwaran subah se lekar sam tk kuch nahi khata hu pani bhi nahi pita hu but mam appko ko pta hoga hi ki àajkl kitni garmi ho rhi h or mam me ek student hu , college , coaching ,and dance class jana padta h or itni garmi me bahut pyas lg jati h mam kya kru pls kuch bataya
@AsanZindagi5 жыл бұрын
aisa vart nhi kiya jata ap ek time mitha bhojn kr skte hai jitni baar bhi pyaas lage aap utni baar pani pi skte hai
@celebrityvideos55194 жыл бұрын
mam kya periods agar aa jaye or ham roj chalisa padte ha to jis din periods aa jaye to kya ham usdin chalisa na pade kya
@AsanZindagi4 жыл бұрын
period time me koi puja path na kare
@celebrityvideos55194 жыл бұрын
@@AsanZindagi thank you mam reply dene ke liye
@divyanshitomardivyanshitom5383 жыл бұрын
45 days Ka chaleesa bataya h Naukri k liyy mai kaise Karu...anty... please batayy ...
@mouroy62542 жыл бұрын
Maam kya mein hanuman ji k photo ko sparsh kar sakti hun ? Plzz rpy kl puja karna haii
@AsanZindagi2 жыл бұрын
ji haa
@sumanchawla29143 жыл бұрын
Kya is me chikan kha Skte h kya brt ke 1.2.Dinbad
@atularyan82544 жыл бұрын
नमस्कार, मैम। मैंने सुना है कि हनुमान जी की तस्वीर या मूर्ति में उनके बाएं पैर का दर्शन करना व देखना अशुभ होता है क्या यह सही है ? कृपया मेरा मार्गदर्शन कीजिए।
@kajalchandna65403 жыл бұрын
Hanumaan ji ko ghee ki jyot jalate ya tail ki or chalisa ke baad aarti krni chahiye ya pehle aarti fir chalisa or aarti kitne bje tak subah kr sakte hai
@ajitsinghaniya30926 жыл бұрын
Hlo namaste aunty ji mein bhi vart krti hu pr m guruvaar ko jo choki lgti hu us pr maa laxmi ji or Vishnu bhagwan ji ki photo Rakhkr puja krti hu toh kya mujhe brispat bhagwan ki photo Lani hoti pls btaiye aunty ji
@akankshishrivastava40894 жыл бұрын
Aunty ji pranam... me bhi mangli hu..aur nokri shadi ..me dikkat aa rhi h.. to kya me khud k liye mangalwaar ki vrat aur pooja kar skti hu???
@surekhapatel33764 жыл бұрын
Aunty ji kya morning Pooja me jo diya jalate h to wo pura nhi jli rahti to kya use Sam me phir se jla sakte h
@MeenaKumari-tb7et6 жыл бұрын
Ma'am kya Supari par Hanuman Ji ki Pooja ker sakte he plss batayen ma'am 🙏
@AsanZindagi6 жыл бұрын
hanuman ji ki photo rakh kar puja kare
@pujamishra99022 жыл бұрын
Mam m ghr se dur rhti hu aur mne 21 vrat k liye mannt mangi h pr aapke dwara btaye gye rule m itna follow nhi kr paungi to m kya kru
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap vrat kar sakati hai
@RubiKumari-tm4rc3 жыл бұрын
Anti ji AAP bahut he aachi jankari di. But mea hi aapne Ghar mea roj subah Sam hamuma ki kea puja karti hu and brat bhi Kari hu. And mea hi roj hanum ji kea kapre badlti hu .keya hai glat hai . Keya hanmun ji par jal chadhea hai .
@anjalikrishiv5 жыл бұрын
Namaste aunty ji...main ye janana chahti hoo...ki jis prakar hum ramayan ke Sundar kand Ka alag se path karte hai...usi prakr kya sankalp lekar jitna Baar Ka Lena ho sirf baalkand Ka path Kar sakte hai kya....Jaise sankalp le ki 5 Baar ya jayada Baar baalkand Ka path karenge....yadi ha..to phir poora hone par kya Karna chahiye....
@AsanZindagi5 жыл бұрын
namaste,ji ha jitna baalkand ka path krna ho sankalp le skte h pura path hone pr gud or ghee ka hawan kare
@anjalikrishiv5 жыл бұрын
Dhanybàad aunty ji...hawan Jo Bola hai Aapne...uski veedhi bata de
@suryaprakashmishra70146 жыл бұрын
Charan ishparsh pranam Mata ji mere liye mere sister ne Mannat manga tha .vo vrat karne me saksham ni h .kya ham vrat kar sakte hain. kripya batayea.