क्या सुहागिन महिलाओं को रोज बाल धोना चाहिये? पुरुषों पर क्यों लागु नहीं होते नियम?

  Рет қаралды 57,231

Asan Zindagi

Asan Zindagi

3 ай бұрын

Insta: / asanzindagi
FB: / asanzindagi1

Пікірлер: 136
@meghnachandraul
@meghnachandraul 3 ай бұрын
Bahut sunder jankari 🙏🙏
@ranjeetgiri3054
@ranjeetgiri3054 3 ай бұрын
Bahut sundar jankari dene ke liye
@suryakantasikhwal8606
@suryakantasikhwal8606 3 ай бұрын
Nice video Ram Ram Ji दीदी आपने बहोत अच्छी जानकारी बताते हो ज्ञानवर्धक शिक्षा प्राप्त होती है हमें बहुत बहुत धन्यवाद❤❤❤❤❤
@Bhalutherottweiler
@Bhalutherottweiler 3 ай бұрын
बहुत ही सुंदर जानकारी दी आपने 🙏🏻🙏🏻😇
@sunitasonurai2493
@sunitasonurai2493 3 ай бұрын
Pranam aunty ji ❤️🙏 bhut hi sundar jankari hai
@paramjitwadhwa9329
@paramjitwadhwa9329 3 ай бұрын
Bahut sundar vadiya jankari di aapne thankuji mem thankuji very nice ❤❤
@AnkushKumar-zz1cg
@AnkushKumar-zz1cg 3 ай бұрын
आप बहुत अच्छी जानकारी देती है ❤❤आपका वीडियो बहुत अच्छी लगतीहै
@shalinirajput8551
@shalinirajput8551 3 ай бұрын
Thanku aunty ji ❤ jaankari k liye 😊
@ranidixit8641
@ranidixit8641 3 ай бұрын
Radhe Radhe mata ji 🙏🏻🙏🏻🙏🏻 thank you....
@harmansingh7055
@harmansingh7055 3 ай бұрын
Pranam🙏
@sunitasharma7123
@sunitasharma7123 3 ай бұрын
Bahut bahut dhanyvad aunty ji aapka
@shobhnaawasthi4703
@shobhnaawasthi4703 3 ай бұрын
Pranaam Mata ji 🙏
@Ms_vlogs_747
@Ms_vlogs_747 3 ай бұрын
Bahut achchhi jankariyaan deti hai aap didi dhanyavaad aapka🙏
@dharmendrajethani6284
@dharmendrajethani6284 3 ай бұрын
Pranam behan app bot useful vedio banati he 🎉🎉
@hema2229
@hema2229 3 ай бұрын
Thank you sharda ji 🙏😍
@yerupallehavyan4109
@yerupallehavyan4109 3 ай бұрын
Namaste maataaji Dhaniyawaad maataji bahut accha aur sampoorn jaankari aapne di hai Koti koti mnamasskar ❤
@lksoni1402
@lksoni1402 3 ай бұрын
Thank you mata ji 🙏🙏
@ManjuDevi-zx8qd
@ManjuDevi-zx8qd 3 ай бұрын
Bahut Sundar aunty ji aapane bahut achcha sujhav Diya
@ranjeetgiri3054
@ranjeetgiri3054 3 ай бұрын
Paranam aanti ji
@myfamilykitchen28
@myfamilykitchen28 3 ай бұрын
🙏🙏🙏
@smritisharma6667
@smritisharma6667 3 ай бұрын
Happy navratri aunty ji 🙏 🙏❤️
@studygroup2158
@studygroup2158 3 ай бұрын
Jai mata di,🙏🙏
@ranjeetasinha8567
@ranjeetasinha8567 3 ай бұрын
Pranam 🙏🏻 Bahut dino ke baad aapko dekh rhi hu , bahut achha laga main sochti thi kya wajah hai ki video nhi ban rhi hai.
@gaurigopal1981
@gaurigopal1981 2 ай бұрын
प्रणाम आंटी जी
@Krishanki108
@Krishanki108 3 ай бұрын
Radhe radhe 🙏❤ nice 👍🏻
@darshasija5241
@darshasija5241 3 ай бұрын
Pranaam maa❤ Pranaam Main sparivar vashno devi darshan karne ja rahi hoon.mata ki kripa sab par bani rahe
@Shivanikumari09
@Shivanikumari09 2 ай бұрын
Aunty ji 🙏m शनिवार को oil lga kr sunday ko sir dhoti hu to kya sanivar ko oil nhi lagana chahiye plzz mujhe btaye aunty ji
@maheshchourey2558
@maheshchourey2558 3 ай бұрын
Radhe radhe
@drpriyankasingh7946
@drpriyankasingh7946 3 ай бұрын
Mata jee Pranam
@AnuGujjar-
@AnuGujjar- 3 ай бұрын
Didi mera ek sawal hai kia navratre mai brush kr skte h ya nhi vrat rkhne wale
@VipinSingh-vl9dw
@VipinSingh-vl9dw 3 ай бұрын
Pranam aunty ji
@paramjitwadhwa9329
@paramjitwadhwa9329 3 ай бұрын
Jai shree Ram Ram ji Jai shree krishna hare krishna
@Khushiyokibaate
@Khushiyokibaate 3 ай бұрын
🙏🚩 जय माता दी 🚩🙏
@sonalnagpal3164
@sonalnagpal3164 3 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤
@LADLI_OF_MAHAKAL_09
@LADLI_OF_MAHAKAL_09 3 ай бұрын
हर हर महादेव दादी जी 🙏🏻
@user-qt8xx3rs8z
@user-qt8xx3rs8z 3 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@user-sl2qr2mb4h
@user-sl2qr2mb4h 3 ай бұрын
Radhe radhe ji 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉😊😊😊🎉🎉
@dharmendrajethani6284
@dharmendrajethani6284 3 ай бұрын
Meri sasu maa pehle navratri me baal nd ashtmi ke din baal dhoti thi pehle din nd last day beech me ni d hoti thi 🎉🎉
@sonalnagpal3164
@sonalnagpal3164 3 ай бұрын
सादर प्रणाम सखी 🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤ बहुत दिनों से कोई प्रश्न का जवाब नहीं आ रहा। मैंने पूछा था कि क्या मंगलिक लडका लडकी से नोन मंगलिक लड़का लड़की विवाह कर सकते हैं।और क्या जन्म तिथि समय को देखते हुए हमें कैसे पता चले बच्चा मंगलिक है। क्योंकि हम आर्य समाजी राधास्वामी है जहां परिवार में कोई जन्म कुंडली नहीं बनवाते।बस श्रेष्ठ कर्मों ईमानदारी सच्चाई सरलता सात्विक आचार विचार को जीवन में अमल किया जाता है। घर पर रोजाना हवन सत्संग करने की प्रथा है। बड़ों को सम्मान छोटो को दुलार और पढ़ाई लिखाई पर विशेष ध्यान दिया जाता है। संयुक्त परिवार है। परंतु अब कुछ ऐसा ही कि आज़ की पीढ़ी में कुछ रिश्तों में कुंडली मांग और मांगलिक संजोगों का सफर आ गया है। क्या करें कृपा अवश्य बताएं
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Hamne aapke sabhi prashna ke utaar pahle bhi diye hai, Aap Notification par click karke dekhe aur Manglik Ladaka yaa ladaki agar 28 varsh ke ho gaye hai to mangal dosh ki pooja karke yaa swayam se Mnagal ka vrat karke aap Mangal ki tivrata karm kar sakte hai, Agar aapke yaha Kundali nahi banayi jaati hai to aap in sab ki chintaa naa kare, jo bhi vidhi aapke yaha par manya hai aap us vidhi se Vivaah Vichar kare
@archanapandey175
@archanapandey175 3 ай бұрын
Didi please btaiye kya 9 din ke vrat me piriyed rokne ki dwa le sakti hu..
@pratyushkumar4434
@pratyushkumar4434 3 ай бұрын
Mata Ji aapko Navratri ki hardik shubhkamna
@nishagupta6581
@nishagupta6581 3 ай бұрын
Mam kya jisdin baal dhulte hi usdin tel or sendoor sath me nhi lgate
@seemavishwakarma1149
@seemavishwakarma1149 3 ай бұрын
Pranam amma ji ❤ Amma ji sitla navami ki Puja kaise karte h bhor Mai hi Jo hota h aadhi raat se?????
@Ambemaacreations
@Ambemaacreations Ай бұрын
Radhe radhe ,aunty ji .baut log kahtay oil lga k pooja nhi krty h
@VipinSingh-vl9dw
@VipinSingh-vl9dw 3 ай бұрын
Mai 9 day navratri ka vrat karti hu
@nishagupta6581
@nishagupta6581 3 ай бұрын
Mam hum rent pe rehte meri shadi ka sindura sasural me hi kya kre
@reelsonwheels0603
@reelsonwheels0603 3 ай бұрын
Mujhe aapse ye puchna hai ki aap Aatta kaise lagana chahiye bacha hua aatte kya karna chahiye fridge me aata rakhna chahiye ya nhi last ki roti kaise bnani chahiye etc please ispe ek video bnayiye mein bahut jagah se idhar udhar se video dekh ke pareshan ho gyi hu
@nutanojha8235
@nutanojha8235 2 ай бұрын
Nmskar didi me rojbal dhoti hu cmod mein latrine jane ke karn
@nidhirai9419
@nidhirai9419 3 ай бұрын
Mata ji pranam 🙏,navrati vrat se phle agr kisi ka period hai to vo navratri ke pahle din bas vrat kr sakti hai kya bina pooja path kiye please bataiye 🙏🙏🙏🙏mai har saal vrat rhti hu is baar aisa ho gya😢😢
@PoojaSharma-wn2fd
@PoojaSharma-wn2fd 3 ай бұрын
Khuch log bolte hai ki maang bharo phir pooja karo
@kalpanasah5959
@kalpanasah5959 3 ай бұрын
Aunty ji kya mai ashudh dino ke bal kal dho sakti hu
@nehakumari5259
@nehakumari5259 3 ай бұрын
Please aunty ji mere 1st comment ka reply dijiye
@kuhelidas96
@kuhelidas96 3 ай бұрын
Namaste auntyji🙏🙏 pehle din apne jo comment ke reply diye the surya dubne se adhe ghante pehle talk or surya dubne ke 1 ghante baad suhagon mahila shringaar kar sakte hai, to auntyji please bataye🙏🙏 surya dubne ka matlab keya puri tarha se andhera ho jana ko balte hai, or hamare yaha garmio k samai 7 pm mai sham hota hai, ta iske matlab hum 6-30 pm talk kanghi, sindur lana ye sab kar sakte hai please auntiji reply dijiye🙏🙏🙏🙏
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap local sunset aur sunrise time Phone par Place daalkar check kare aur us time ke anusaar hi karya kare
@radheysyam-uh4ko
@radheysyam-uh4ko 3 ай бұрын
Mam mere pati Mera khena nhi mante hai,,kuch upaye batye ,
@mrityunjaysharma6599
@mrityunjaysharma6599 3 ай бұрын
आप लड़कों के लिए क्यों नहीं कुछबताती हैं... कि उनका क्या-क्या सावधानियां बरतनी चाहिए और कैसे क्या करना चाहिए..
@Seemakumars
@Seemakumars 2 ай бұрын
😅
@RR_hamarachannel98
@RR_hamarachannel98 Ай бұрын
😂😂😂😂😂😂😂
@nirmalayadav1951
@nirmalayadav1951 2 ай бұрын
Sami ke ped mein jal kaise arpit kren usame kya dalenge aur deep kab jalayen
@saikatkumarmajumder7342
@saikatkumarmajumder7342 3 ай бұрын
Namaste Aunty ji Kya hum Ghar me Maa Bagalamukhi Devi ki Puja kar sakte hai?
@Mmaulin12
@Mmaulin12 3 ай бұрын
Nahi
@SunitaYadav-yv8ix
@SunitaYadav-yv8ix 3 ай бұрын
नवरात्र मे पीला सिनदुर लगाते है कि नही
@Jyoti92gupta
@Jyoti92gupta 3 ай бұрын
Mere prasn ka v uttar bahut jaruri h ..plz uska jawab dijiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aapka prashna kya hai ?
@user-fq5oi3ik8g
@user-fq5oi3ik8g 3 ай бұрын
Autayji kalstaapna,kih to kya,jadu laga Ekta h pls,riply
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa
@gitanjalidevi2639
@gitanjalidevi2639 3 ай бұрын
Jay Mata Di Didi Chandan ki mala lae Hai usme 108 Moti sirf hay hai sumeru nahin Jaap kaise Kare
@Mmaulin12
@Mmaulin12 3 ай бұрын
Khandit mana hai. Sumeru hona chahiye.
@kuhelidas96
@kuhelidas96 3 ай бұрын
Namaste auntyji🙏🙏 period k samai shringaar nehi karna chaiye, lekin powder, face powder, nightcream, sunscream keya ye sab shrigaar k chiz hota hai, keya period ke samai ye sab laga sakte hai, dai, madhu, beson koi v face pack laga sakte hai, please bataye🙏🙏 or period k samai kon kon shringaar kar sakte hai or kon kon shringaar nehi kar sakte hai, please ispar ek vedio bana dijiye 🙏🙏🙏🙏
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Ji haa, aap ye sabhi shringaar kar sakte hai
@SHRIBHANSINGH-lg1rf
@SHRIBHANSINGH-lg1rf 23 күн бұрын
Aunty ji periods ke hamara period 7 din tak aata hai to satven din tak Chadar vagaira honi chahie FIR paanchvein din hi dho Lena chahie
@sarveshpritisingh9033
@sarveshpritisingh9033 3 ай бұрын
Mata ji charnsprsh Somvti amvsya vrt ke din srso tel chhuna chahiye ki nhi aur agr pti ke sath me rhte hai to bal dhulkr hi pooja kre ya bina dhule hi pooja kr skte sath me rhte hue plz ise bhi bta dijiye bhut abhar hoga 🙏🙏🙏🙏🙏
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Somvti amvsya me aap sarso ka tel use naa kare aur aise me aap baal dhokar pooja kare
@shilpishanker8261
@shilpishanker8261 3 ай бұрын
Ma'am kya Aaj Shaam kalash sthapit kar sakti hoon
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa
@shilpishanker8261
@shilpishanker8261 3 ай бұрын
@@AsanZindagi thank you ma'am 🙏
@sia9073
@sia9073 3 ай бұрын
Mata ji please btaye hmko pichle 3 months say spotting ho rhi hai ar periods k time pe periods a jaate hai ar abhi 6 din hue hai periods khtm hue firse spotting ho rhi hai toh hm ma ki pooja path vidhi vidhan se sabkuch kr skte hai
@sia9073
@sia9073 3 ай бұрын
Ji mahatma parser ne bhi yahi kha hai hai maasik dharm sirf month may ek bar mana jaega aise hone per pooja kr skte hai shree kaushik ji maharaj ne aisa bola hai per ap btaoye ki hmko kya krna chaiye
@nishagupta6581
@nishagupta6581 3 ай бұрын
Mam saturday ko pila hi sendoor lgana jaruri hota
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aisa nahi hai
@archanapandey175
@archanapandey175 3 ай бұрын
Didi parnam kya teerth me jane se pahle bal dhul ke jana chahiye pati ke sath hi to .
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa, Baal jarur hi dhokar jaana chahiye
@RadheKrishnaKrishna-sn3yy
@RadheKrishnaKrishna-sn3yy 3 ай бұрын
Mata ji mere yaha navratri ke dusre din dadi ki mrityu ho gayi thi 2020 me aur uske 😢choti dadi ki mrityo usi tithi per navratri ke dusre din phir se 2023 me mrityo ho gayi navratra me ek hi thithi per do logo ki mrityo kya kabhi navratri vrat ab karna chahiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aise me aap Kalash ki sthapana Tritiya se kare aur pooja vrat bhi kar sakte hai
@muskaanrajeshsah9597
@muskaanrajeshsah9597 29 күн бұрын
Pranam maaa 🙏🙏Gurumukh hona kya hota hai or kb kese kon karvata hai eas par plz video bnayiye na plzzzz
@AsanZindagi
@AsanZindagi 29 күн бұрын
Guru ya aapke jo uprohit hain wo karwate hain, ise hi Gurumantra lena bolte hain. Apne isht Dev ke anusar Manta liya ja sakta hai.
@muskaanrajeshsah9597
@muskaanrajeshsah9597 28 күн бұрын
@@AsanZindagi shadi ke turant bad liya jata hai ya kab ? Bacha ho jane ke bad bhi hota hai ya nahi plz maaa btayiye na Sas or jethani mere nak me dam karke rakhe hai Apni hi chalte hai khudka sahi or baki glat Esliye apse hath jodkar vinti krti hu maa eas par video jarur bnayiye plzzzz maaa,🙏🙏
@AsanZindagi
@AsanZindagi 28 күн бұрын
Gurumantra aap shadi ke baad bhi kabhi bhi le sakti hai
@vinitadevivinitadevi4133
@vinitadevivinitadevi4133 3 ай бұрын
Lock to khola madam Jo ham download kar le aage chalkar❤❤❤
@sunitasonurai2493
@sunitasonurai2493 3 ай бұрын
Aunty ji kya 12baje ke bad feri de sakte h aaj yme kisi karan vash let ho gayi to kya to 12baje ke bad ho gaye the to kya ye sahi h ya nhi or aunty ji sombati amavashya me kya kya nhi chhu sakte h hmare yaha sarso ke tel muli or rui nhi chhune bolte h pandit ji kya nhi chhuna chahiye or kb se kab rk nhi chhuna chahiye kya ek din pahle hi rat se chhuna chhor dena chahiye ya puja karne ke bad nhi chhuye plzzz aunty ji bataiye 🙏🙏🙏
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap jis din Amavashya hai us din ye sabhi cheezo ko naa chhuye aur aap 12 ke baad bhi feri laga sakti hai
@priyaverma4336
@priyaverma4336 3 ай бұрын
Pranam aunty ji... Mera yeh prashn h ki agar hm dopahar mai non veg khate h toh kya hm sandhya baati kr skte h ya dusre din baal dhokr krna chahiye.
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Kisi bhi prakar se Jeev Hatya, Mansahar se door rahe, Satvik bhojan kare
@sunitavishwakarma1531
@sunitavishwakarma1531 3 ай бұрын
घर पर धार बनाने को बताइए उसमें क्या-क्या चीज पड़ती है यह सब
@mayakumare2113
@mayakumare2113 3 ай бұрын
Ma,am Mera period navratri ke ek din pehle Aya hai main har bar navratri ka vart karti hu kya karu .
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aise me aap vrat kare par pooja karya naa kare
@mayakumare2113
@mayakumare2113 3 ай бұрын
Thanku ma,am
@nehakumari5259
@nehakumari5259 3 ай бұрын
Aunty ji, mai apka kharmas ka video dekhi jo es mahine march se lga hai, esme aap btaye the kya krna hai aur kya nhi krna hai, aunty ji pichhale saal 2023 ke April mahine me , mai apni babu ka aanparsan ki thi ,satynarayan katha krwake, us time April mahine me kharmas chal rha tha aur guruasath bhi tha ,toh mujhe yh janna hai ,eska koi dusprbhaw meri babu pe toh nhi hoga naa , mai jab apki kharmas ki video dekhi hu 2023 aur 2024 ka mujhe bahut tension ho gya hai, kya annprasan bhi kharmas aur jab Guruasat dono ho tab nhi krte hai kya, aur mai es time babu ka aanparsan pichhle saal 2023 me ki thi , eska koi dusparbhaw babu ke jivan me nhi hoga naa, agar hai toh kya kr skti hu koi upaye bataiye please 🙏 🙏 Aunty ji , reply dijiyega
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Bhool se karya hone par aap kewal bhagwaan se kshma parthana kare le koi dusprabhav nahi hoga par aage se kisi subh karya me samay ka dhyaan jarur rakhe
@sunitasharma7123
@sunitasharma7123 3 ай бұрын
Pranam aunty ji kuchh youtuber bolate Hain ki Purnima amavasya ekadashi mein Bal nahin dhote mere ghar mein ravivar budhwar shukrawar mans machhali ka mere Pati Sevan karte Hain main bahut bar bahut tarike se samjhaya hai unhen lekin nahin samajhte hain aunty ji vah khate hi Hain main Purnima amavasya ka vrat to nahin karti hun lekin ekadashi ka vrat Karti hun 24 ekadashi mein do hi teen kar paati hun aur baki ka ekadashi vrat nahin kar paati hun usmein bahut confusion mein rahti hun hamen baki ki ekadashi mein kaisa dincharya hona chahie kya hamen usmein chawal lahsun pyaj ka Sevan kar sakte hain ya FIR satvik bhojan Karen please aunty ji bataiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap baaki ke ekadashi me satvik bhojan kare, Purnima, amavasya me visesh snan karna chahiaye aap ekadashi par bhi baal dho sakte hai par kewal saade paani se
@kopalkokassharma3837
@kopalkokassharma3837 3 ай бұрын
Mata ji last video mai mein puchi thi sutak ke niyam puchi thi aap mera comment dekhi hongi aapne bola ki humko sutak ka niyam nahi karna hai to hum koi naya vrat shuru karna chahte hai kab se kar sakte he please bataiye mata ji
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap koi bhi naya vrat 13 April ke baad se shuru kare
@kopalkokassharma3837
@kopalkokassharma3837 3 ай бұрын
जी माता जी बहुत बहुत धन्यवाद
@paramjitwadhwa9329
@paramjitwadhwa9329 3 ай бұрын
Roj sir bhi dhona chahiye baal Tut jate hai ❤❤
@sai.bhajan
@sai.bhajan 3 ай бұрын
Majhi Bangla ki Ham Kashi Se Hain Varanasi mein rahte hain man ji jaware acche Kaise ugae chhoti chhoti ladkiyon ko bhi bataiye Mitti Mein Kaisi honi chahie Pani Dena chahie Ki Nahin detail Mein video banaaiye man ji❤
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap ye video dekhe kzbin.info/www/bejne/qGXXoqybjbtor6s
@sayam723
@sayam723 3 ай бұрын
माताजी प्रणाममाता जी के नवरात्रि के पहले भगवान की फोटो या मोती शैंपू सेधो सकती हूंऔर मेरे मंदिर में गणेश भगवान और लक्ष्मी जी की दो दो मूर्ति है क्या एक मूर्ति मिट्टी वाला को विसर्जन कर सकती हूं कल सोमवार को
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap Bhagwan ki photo ko neebu se dhoye Shampoo ka use naa kare, Mitti ki murti aap visarjan kar de
@VipinSingh-vl9dw
@VipinSingh-vl9dw 3 ай бұрын
Aunty ji mere Ghar par kisi ki death Hui thi 6 month pahale kya mai kalsah asthapna kar sakti hu
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa, aap kar sakti hai
@Rachna-fw3gf
@Rachna-fw3gf 3 ай бұрын
Mai pregnant hu to kya navratri varat kr sakte hai
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa, Aise me aap pahali aur antim ka vrat kare
@meenamishra2365
@meenamishra2365 3 ай бұрын
दीदी सुहागिन महिलाएं अमावस्या को बोल दो सकती है क्या
@aboutstudy5630
@aboutstudy5630 3 ай бұрын
Nahi
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa, Aap baal dho sakti hai isame koi dikkat nahi hai
@nirmalayadav1951
@nirmalayadav1951 2 ай бұрын
Sami ke ped mein jal Dene ke baad kya deep jalana jaroori hai
@sonamjaiswal4778
@sonamjaiswal4778 3 ай бұрын
Pranaam maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏thank u maa ji ❤❤❤❤❤
@DineshChaudhary-pm8fe
@DineshChaudhary-pm8fe 3 ай бұрын
पांडे जी ये बताइए कि छोटे बच्चे का मुंडन और बेटे की शादी दोनो एक ही सीजन मे किया जा सकता है जबाब देने की कृपा करें।
@radheysyam-uh4ko
@radheysyam-uh4ko 3 ай бұрын
No दुर्गों मैं बच्चे का मुंडन करना shi rhta hai
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji haa, Aap aisa kar sakte hai isame koi dikaat nahi hai
@ShivaniSingh-sq7je
@ShivaniSingh-sq7je 3 ай бұрын
Aunty ji bhanwra Bhanwari per video banaaiye please😂😂😂😂😂❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@Bhalutherottweiler
@Bhalutherottweiler 3 ай бұрын
माता जी 🙏🏻 अखंड सुहागवती बने रहें तो उसके लिए क्या रविवार व्रत उत्तम है??? ऐसा हमने किसी से सुना था खूब याद नहीं है अब। पति से पहले सुहागिल रूप में शरीर शांत हो जाए। तभी पूछा 🙏🏻🙏🏻
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap Suhag ke liye Teej aur Somwati Amavashya ka vrat kare
@Bhalutherottweiler
@Bhalutherottweiler 3 ай бұрын
Bahut bahut dhanyawad apka 🙏🏻🙏🏻😇
@Bhalutherottweiler
@Bhalutherottweiler 3 ай бұрын
ठीक है आपका आशीर्वाद मिलता रहे सदैव 😇😇🙏🏻
@sanayadey6214
@sanayadey6214 3 ай бұрын
Aunty ji meri beti h roj dudh piti h to ky me Bina bal dhoye Puja kr skti hu or Sam ke time bhi Puja kr skti hu
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
ji jaa, aap kar sakti hai
@user-sq7gz4vs2g
@user-sq7gz4vs2g 2 ай бұрын
Suhagan mahilao ko period ke baal kb dhone chahiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi Ай бұрын
Aap 7 ve din baal dho sakte hai
@nishagupta6581
@nishagupta6581 3 ай бұрын
Mam kya jaise dusare din baal dhona hoto uske ek din pehle sendoor nhi lgana chaiye
@AsanZindagi
@AsanZindagi 3 ай бұрын
Aap sindoor laga sakte hai
@meenamishra2365
@meenamishra2365 3 ай бұрын
बाल धो
마시멜로우로 체감되는 요즘 물가
00:20
진영민yeongmin
Рет қаралды 27 МЛН
Smart Sigma Kid #funny #sigma #comedy
00:25
CRAZY GREAPA
Рет қаралды 25 МЛН
Maa Bahar Kuch To Hai 😱🙄 | mistihappylifestyle #shorts #viral #halloween #trending #shortviral
0:41
Misti Happy Lifestyle Games & Shorts
Рет қаралды 12 МЛН
小天使和小丑离家出走#short #angel #clown
0:36
Super Beauty team
Рет қаралды 29 МЛН
Maa Bahar Kuch To Hai 😱🙄 | mistihappylifestyle #shorts #viral #halloween #trending #shortviral
0:41
Misti Happy Lifestyle Games & Shorts
Рет қаралды 12 МЛН
Part 47.Intelligent Bed Furniture Good things Sharing
0:18
FURNITURE FOR DREAMS
Рет қаралды 7 МЛН
Ужин для Леонида Каневского!
1:00
dacooker_
Рет қаралды 10 МЛН
Крючок застрял в пальце - что делать? 😬
0:19
СПОРУ НЕТ!
Рет қаралды 2,4 МЛН