Kya Nabi ko ilm-e-ghaib tha | Abu Zaid Zameer

  Рет қаралды 4,464

islamiclectures.net

islamiclectures.net

Күн бұрын

Subscribe now: bit.ly/2PUFQJR
-----------------------------------------------------------------------
PLEASE NOTE: All content used is copyright to islamiclectures.net
reusing videos without permission is not allowed.
[adding music or showing advertisement are not Allowed]
نوٹ : اجازت کے بغیر ویڈیوز کو دوبارہ استعمال کرنے کی اجازت نہیں ہے۔
ویڈیو میں موسیقی شامل کرنے یا اشتہارات دکھانےکی اجازت نہیں ہے۔
-----------------------------------------------------------------------
#islamiclecturesnet #abuzaidzameer
Join the official WhatsApp group of islamiclectures.net
bit.ly/2r74IA2
About Speaker:
Join our other KZbin channels:
Short video clips: / salafyfiqhchannel
Q&A videos: / salafyanswers
For audio lectures of Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
www.islamiclect...
Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ on:
Website (official): www.abuzaidzame...
KZbin (official): / abuzaidzameer
Facebook:
/ islamiclectures.net
Instagram:
/ islamiclecturesnet
Telegram:
t.me/islamicle...
Download Mobile App:
Apple store: apple.co/2RjUPhT
Google play store: bit.ly/32Fgjsi

Пікірлер: 7
@ubaidakhtar5795
@ubaidakhtar5795 8 жыл бұрын
Alhamdulillah bahot zabardast dars hai. Aisa lagta hai ke samandar ko pyale me jama kar diya hai..
@shibshankartanti8756
@shibshankartanti8756 4 жыл бұрын
As salam Alaikum sheikh... Great job Sheikh..
@iwantpeace4196
@iwantpeace4196 4 жыл бұрын
ALLAH K SIWA KISI KO ILME GHAIB NAHI . JO ANDE MUKHALLID HAI QURAN AUR HADEES KHOL KAR A DALILE PADLIYA KARO SURAH AL ANAAM no 6 Ayath no 50 aap keh dijiye k na to main tum se yeh kehta hu k mere pass allah k khazane hai aur na mai ghaib janta hu aur na main tumse ye kehat hu k mai farishta hu mai to sirf jo kuch mere pass wahee aati hai uska ittaba karta hu SURAH AL ARAAF no 7 ayath no 188 aap farma dijiye k main khud apni zaat h khaas k liye kisi nafe ka ikhtiyar nahi rakta aur na kisi zarar ka magar utna hi jitna allah ne chaha ho aur agar main ghaib ki baaten janta hota to main bohat se munafe hasil karleta aur koyi nuksan mujko na phonchta main to mehaz darane wala aur basharat dene wala hu un logon ko jo iman rakte hai SURAH AL IMRAAN no 3 ayath no 44 ye ghaib ki ghabron me se hai jiss hum teri taraf wahee se phonchate hai SURAH AL ANAAM no 6 ayath 59 allah tala hi k pass hai ghaib ki kunjiya inko koyi nahi janta ba juz allah k SURAH AL ARAAF no 7 ayath no 187 ye log aap se qayamath k mutaliq sawal karte hai k iska waqoo kab hoga ? aap farma dijiye k iska ilm mere rab hi k pass hai SURAH YUNUS no 10 ayath no 20 aap farma dijiye k ghaib ki khabar sirf allah ko hai SURAH HOOD no 11 ayath no 49 ye khabren ghaib ki khabron me se hai jin ki wahee hum aap ki taraf karte hai SURAH YOUSUF no 12 ayath no 102 ye ghaib ki khabron me se hai jiss ki ham aap ki taraf wahee kar rahe hai SURAH AL NAML no 27 ayath no 65 siwaye allah k koyi ghaib nahi janta SURAH LUQMAN no 31 aytah no Be shak allah tala hi k pass qayamath ka ilm hai wahi barish nazil fermata hai aur maa k pet me jo hai use janta hai koyi nahi janta kal kiya karega ? na kisi ko ye malum hai k kiss zamin me marega allah tala hi poore ilm wala aur sahi khabon wala hai SURAH AL AHQAF no 46 ayath no 9 Aap keh dijiye k main koyi anokha payghambar to nahi na muje ye malum hai k mere sath aur tumare sath kya kiya jayega main to sirf ussi ki perwi karta hu jo meri taraf wahee bheji jati hai aur main to sirf alal elan aagah kar dene wala hu SURAH AL JINN no 72 ayath 26 wo ghaib ko janne wala hai aur apne ghaib par kisi ko mutlaa nahi karta SAHI BUKHARI hadees no 7380 Agar tummese koyi ye kehta hai k mahammad ﷺ apne rab ko dekha th wo galath kehta hai kyunki allah tala apne bareme khud kehta hai k nazar iskoi dekh nahi sakti aur koyi ye kehta hai k nabi karim ﷺ ghaib jante the to wo galath kehta hai kyunki allah tala khud kehta hai k ghaib k ilm allah k siwa aur kisiko nahi SAHI MUSLIM hadees no 439 aysha raziallah anha ne farmaya jo shaks ye kehat hai k aap ﷺ is baat ki khabar de te hai k kal kya hoga to isne allah tala par bohath bada joot banda kyunki allah tala fermata hai aap farma dijiye koyi ek b jo asman aur zamin me hai ghaib nahi janta siwa ye allah k SAHI BUKHARI hadees no 7379 nabi karim ﷺ ne farmaya ghaib k 5 khunziya hai jenhe allah k siwa aur koyi nahi janta, allah k siwa aur koyi nahi janta k maa k pet me kya hai, allah k siwa aur kyi nahi janta k kal kya hoga, allah k siwa aur koyi nahi janta k barish kab ayegi, allah k siwa aur koyi nahi janta k kis jaga koyi marega aur allah siwa koyi nahi janta k qayamath kab nazil hogi SAHI BUKHARI hadees no 4627 rasool allah ﷺ ne farmaya k ghaib k khazane 5 hai, jaisa k irshade bari hai, beshak allah hi ko qayamath ki khabar hai aur wahi janta hai k rahma me kya hai aur koyi b nahi jansakta k wo kal kya amal karega aur na koyi ye jansakta k wo kis zamin par marega, beshak allah hi ilm wala hai, khabar rakne wala hai SAHI BUKHARI hadees no 4855 aysha raziallah anha ne kaha jo shaks ye kehta hai rasoolallah ﷺ kal ki baat jante hai to wo joota hai SAHI BUKHARI hadees no 1039 rasoolallah ﷺ ne farmaya k ghaib 5 kunziya hai allah tala k siwa koyi nahi janta, kisiko nahi malum k kal kya hone wala ha,i koyi nahi janta k maa k pet me kya hai, kal kya karna hoga iska kisiko ilm nahi, na koyi a janta hai k ise mout kis jagha ayegi, aur na kisiko a malum k barish kab ayegi SAHI BUKHARI hadees no 334, 3672 SAHI MUSLIM haees no 816 aysha raziallah anha ka haar gumgaya th to abu bakar raziallah anhu ne aysha raziallah anha par gussa huwe (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to haar ko kyu nahi dunda ) SAHI BUKHARI hadees no 4428 ayesh raziallah anha ne bayan kiya k nabi kari ﷺ apne marz wafath me farmate te k khaibar me (zahre alood ) luqma jo maine apne moo me rakliya th , uski taklif aaj b my mysus karta hu aisa malum hota hai k meri shehrag is zaher ki taklif se katzayigi (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to zaher ka iuqma kyu apne moo me rakhliya ) SAHI BUKHARI hadees no 1300 jab khariyon ki ek jamat shahid kardiya gaya to rasoolallah ﷺ ek mahina tak qunut padate rahe , maine nabi karim ﷺ ko kabi nahi dekha k aap ﷺ un dinose ziyada kabi ghamgin rahe ho (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to khariyon ko shahid hone se kyu nahi bachaya ) SAHI BUKHARI hadees no 3206 jab nabi karim ﷺ abar ka koyi aisa tukda dekte jis se barish ki umaid hoti to aap ﷺ kabi aate aye, kabi piche jate, kabi ghar k andar tashrif late, kabi bahar aajate aur chehra Mubarak k rang badal jath, lekin jab barish hone lagti to fir ye kaifiyat bakhi na rahti, ek martaba aysha raziallah anha ne iske mutaliq aap ﷺ se pucha, to aap ﷺ ne farmaya, mai nahi janta mumkin hai ye baadal b waisa hi ho jiske bareme qoum aadh ne kaha ta, jab unone baadal ko apne wadiyon k taraf ate dekha ta, akhir ayath tak (k un k liye rahmat ka baadal aya hai, halanke wo azab ka baadal th ) SAHI BUKHARI hadees no 1002 rasoolallah ﷺ ne sahaba me se 70 khariyonko mushrikin ki ek qoum me talim dene k liye behja th, mushrikin ne unko mardala (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to sahaba kyu behja ) SUNNAN ABU DAWOOD hadees no 4512 rasool allah ﷺ aur sahaba ko ek yahhodi aurath ne khane me zaher milakar khalaya aur ek sahaba ki mout ho gayi aur rasool allah ﷺ ko mout k waqt zaher k taklifa huwa aur wafat hogayi (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to sahaba ko mout se kyu nahi rokha aur rasoolalllah ﷺ apne mout ka waqt zaher ka taqlif kyu utaya ) SUNNAN IBNE MAJA hadees no 1897 ham ashura k din madine me te , ladkiya daff bajarahi ti aur gha rahi ti , fir ham rubay binte maaviz razi allah anha k pass gaye, unse a bayan kiya to unone kaha : nabi karim ﷺ meri shadi k din suba me aye, us waqt mere pass do ladkiya ghaa rahi ti, aur badar k din shahid hone wale apne aaba wo azdad ka zikr karrahi ti ghane me jo baate kahe rahi ti unme a baat bi ti , hamme mustakhbil ki khabar rakne wale nabi hai aap ﷺ ne farmaya aisa maat, kaho isliye k kal ki baat allah tala k ilawa koyi nahi janta (thoda sochiye rasoolah ﷺ kal ki baat jante hai to rasoolah ﷺ us ladki ko kyu rokha ) SAHI BUKHARI hadees no 1059 ek dafa suraj gharhan huwa to nabi karim ﷺ bohath ghabrah kar ute is dar se k kahi qayamath na khayam hojaye , aap ﷺ masjid me aakar bohath hi lamba qayam , lamb rukhu aur lambe sajdo k sath namaz padi , maine kabi aap ﷺ ko istarah karte nahi dekha th app ﷺ namaz k baad farmaye k a nishaniya hai jine allah tala bhej th hai ye kisi ki mout hayath ki waje se nahi aati balke allah tala unke zariye apne bando ko darath hai isliye jab tum istarha ki koyi chiz dekho tho foran allah tala k zikr aur usse asthakfar k taraf lapko (thoda sochiye rasoolah ﷺ ko ilme ghaib th to ghabrah kar kyu ute aur kyu dare) Sahi Bukhari 6443.458.43.3962.2412.5226.2846.1336.7018 Sahi Muslim2215.1834.4662.6153.6198.6243 Ibne Maja 4238 Sunnan Nasai 5050
@dawatulhaq2339
@dawatulhaq2339 7 жыл бұрын
is audio ka video ho to send kijiye
@faisalahmed1124
@faisalahmed1124 7 жыл бұрын
sub haa nallah
@SUNNY48891
@SUNNY48891 12 жыл бұрын
very nice
@soebmansuri3700
@soebmansuri3700 6 жыл бұрын
bayan achcha he par har baar ki tarah jo bhi ye recording karta he vo bahut disturbing he plz yaar improve karo to koe asaani se sun sake
Khoobsurat Gumrahi | Abu Zaid Zameer
1:28:38
islamiclectures.net
Рет қаралды 45 М.
Just Give me my Money!
00:18
GL Show Russian
Рет қаралды 1,1 МЛН
1ОШБ Да Вінчі навчання
00:14
AIRSOFT BALAN
Рет қаралды 6 МЛН
Or is Harriet Quinn good? #cosplay#joker #Harriet Quinn
00:20
佐助与鸣人
Рет қаралды 50 МЛН
Allaah ka Deedaar | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
2:07:36
islamiclectures.net
Рет қаралды 17 М.
Azaab e Qabr - Shub'haat aur Jawabaat | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
2:12:55
Azmat-e-Rasool ﷺ | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
1:32:25
islamiclectures.net
Рет қаралды 4,4 М.
Wuzu ka Tareeqa - Dars  5 of  7 | Abu Zaid Zameer
1:18:11
islamiclectures.net
Рет қаралды 4,2 М.
Zikr ki fazeelat | Abu Zaid Zameer
2:17:22
islamiclectures.net
Рет қаралды 50 М.
Bid'aat Kya Hai - Sirur | Abu Zaid Zameer
1:38:43
islamiclectures.net
Рет қаралды 38 М.
Islam mein Fikr aur Gham ka Ilaaj | Abu Zaid Zameer
1:57:29
islamiclectures.net
Рет қаралды 43 М.
Jinn aur Shayaateen - Dars 1 of 3 | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
1:07:00
Gunah aur Taubah | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
1:46:50
islamiclectures.net
Рет қаралды 26 М.