Kya Nabiyon ke ilawa logon per nazool hota hai? | Muhammad Shaikh vs Ansar Raza

  Рет қаралды 21,460

MUHAMMAD SHAIKH

MUHAMMAD SHAIKH

Жыл бұрын

Kya Nabiyon ke ilawa logon per nazool hota hai? | Muhammad Shaikh vs Ansar Raza
#ahmadiyya
Tadabbur-e-Quran Ep 01- Quran-e-Pak Kay Nuzool Ka Maqsad - ARY QTV
​‪@ARYQtvofficial‬ • Tadabbur-e-Quran Ep 01...
Quran kab aur Kaise Nazil Howa? || #quran Series || IslamSearch
‪@IslamSearch.1‬ • Quran kab aur Kaise Na...
Shab e Qadr Me Quran Nazil Hua Laikin Hum Jante Hai Ki Quran To 23 Saal Me Utra Isko Kaise Samjhe
‪@IRCTV‬ • Shab e Qadr Me Quran N...
‪@NewsNationTV‬
‪@IndiaTV‬
‪@AskMuftiTariqMasood‬
‪@tariqjamilofficial‬
‪@TRUEMUSLIM‬
محمد شیخ v/s مربؔی انصر رضا احمدی
Delivery Date: 11 Dec 2019
Location : Toronto Canada
#debate #ahmadiyya #qadiyani #qadiani #MirzaMansoorAhmad
Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriaat ke haamil log ya giroh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeday par woh imaan rakhtay hain ussay sahih saabit karte hue doosron ko qaail kya ja sakay. is silsilay ko jari rakhnay ke liye duniya ke sahib ilm logon ne kuch usoolon par mabni aik tareeqa waza kya sun-hwa hai jisay manazra ya mobahisa kehte hain .
is manazra mein shurka do mukhalif fareeqon se aik mauzo par apne apne dalail ke sath guftagu karte hain aur apne un nazriaat aur khayalat ki taied ke liye misalein aur shawahid bhi istemaal karte hain, isi riwayat ko barqarar rakhtay hue aik aur manazra paish khidmat hai jo Muhammad Shaikh aur Ansar Raza Ahmedi qadyani ke darmiyan 2019 mein Toronto canada mein sun-hwa, yeh manazra bunyadi tor par quran ki ayaat par mabni hai jis ka mauzo yeh hai ke kis terhan Allah ki aik hi kitaab har zamane mein insanon ki hadaayat ke liye mojood hai aur kis terhan nabuwat har zamane mein jari rehti hai.
#MuhammadShaikh ne un dono mozuaat ko Allah ki ayaat hi se dalail day kar saabit kya hai. ab yeh nazreen par munhasir hai ke woh is munazray ko ghhor se dekh kar khud faisla karen ke dono mein se kin ke dalail ziyada mantaqi aur wazni hain, is liye yeh manazra dekhna laazmi hai.
دنیا کے ہر معاشرے میں مختلف نظریات کے حامل لوگ یا گروہ موجود ہوتے ہیں جن کی کوشش یہ ہوتی ہے کہ جس نظریے اور عقیدے پر وہ ایمان رکھتے ہیں اُسے صحیح ثابت کرتے ہوئے دوسروں کو قائل کیا جا سکے۔ اس سلسلے کو جاری رکھنے کے لئے دنیا کے صاحب علم لوگوں نے کچھ اصولوں پر مبنی ایک طریقہ وضع کیا ہوا ہے جسے مناظرہ یا مباحثہ کہتے ہیں۔
اس مناظرہ میں شرکاء دو مخالف فریقوں سے ایک موضوع پر اپنے اپنے دلائل کے ساتھ گفتگو کرتے ہیں اور اپنے ان نظریات اور خیالات کی تائید کے لئے مثالیں اور شواہد بھی استعمال کرتے ہیں، اسی روایت کو برقرار رکھتے ہوئے ایک اور مناظرہ پیش خدمت ہے جو محمد شیخ اور انصر رضا احمدی قادیانی کے درمیان 2019 میں ٹورنٹو کینیڈا میں ہوا، یہ مناظرہ بنیادی طور پر قرآن کی آیات پر مبنی ہے جس کا موضوع یہ ہے کہ کس طرح اللہ کی ایک ہی کتاب ہر زمانے میں انسانوں کی ہدایت کے لئے موجود ہے اور کس طرح نبوت ہر زمانے میں جاری رہتی ہے۔
محمد شیخ نے ان دونوں موضوعات کو اللہ کی آیات ہی سے دلائل دے کر ثابت کیا ہے۔ اب یہ ناظرین پر منحصر ہے کہ وہ اس مناظرے کو غور سے دیکھ کر خود فیصلہ کریں کہ دونوں میں سے کن کے دلائل زیادہ منطقی اور وزنی ہیں، اس لئے یہ مناظرہ دیکھنا لازمی ہے۔
#ServantOfAllah
#TheQuranMan
Copyright ©️ 2024 Muhammad Shaikh
Copyright of this video belongs to Muhammad Shaikh. No portion of this video or any images or audio therefrom may be published, disseminated, transmitted, downloaded, or replayed in any manner without the express written consent of the copyright holder.

Пікірлер: 131
@MamoonHameedKhan
@MamoonHameedKhan Жыл бұрын
قرآن سے ثابت کیا جائے تو اس بات کی اھمیت ہوتی ہے. اگر کسی کو نازل کا ہی نہیں معلوم تو پھر قرآن کے ساتھ وہ اپنے کانسپٹ جوڑتے ہیں جبکہ محمد شیخ آیت رکھ کر اس کی روح دکھاتے ہیں جو سمجھ آتی ہے.
@MuhammadHanif-ly3xv
@MuhammadHanif-ly3xv Жыл бұрын
Absolutely Right Brother
@poojakushwaha3683
@poojakushwaha3683 Жыл бұрын
बहुत ही अच्छी स्पस्टीकरण की आयतों की शेख सर जब तक इंसान के ऊपर नाज़िल नही होगा तब तक बो जान ही नही सकता किताब में लिखा क्या है आयात की रूह को तो नाज़िल किसी भी इंसान पर हो सकता है सिर्फ़ नबियों के ऊपर ही नही
@MamoonHameedKhan
@MamoonHameedKhan Жыл бұрын
. اگر ھم پر کچھ عیاں، نازل ہوا قرآن سے تو اس پر ایمان لانے سے مسلم بنتے ہیں ورنہ جب پتہ ہی نہیں کہ نازل کیا ہوا بلکہ کہانیاں پتہ ہیں آیت پیش نہیں کر سکتے تو ھم جاہل ہی رہیں گے.
@kareemmagsi-hu7ho
@kareemmagsi-hu7ho 6 күн бұрын
❤❤❤❤
@sharpbeoriginal8949
@sharpbeoriginal8949 7 ай бұрын
I believe, when I read Quran Allah talks to me writing now,
@taierarsalan409
@taierarsalan409 Жыл бұрын
محمد صلی اللہ علیہ وسلم ھی کے ذریعے ھی تو تم کو پہنچا ہے نا ہمیں پہنچا ھے اور دنیا کو پہنچا ہے
@imransiddiqui4898
@imransiddiqui4898 Жыл бұрын
جزاک اللہ شیخ صاحب اللہ نے جو تمام نبیوں پر نازل کیا ہم کسی ایک فریق نہیں کرتے اسکیلے ھم مسلیم ھیں
@mahrukhameen7120
@mahrukhameen7120 Жыл бұрын
نازل اور ھمارے دونوں ھاتھوں کے درميان اللہ کی کتاب اور قرآن پڑھای اور اسکے بعد صحیح عمل یہ سب ملکر ھمیں خوش قسمت ھی تو بنا رھے ھیں ۔سلامتی ھو شیخ صاحب اور سب مسلم(سر تسلیم خم کرنے والوں )پر آمین
@mohammadshoaib5605
@mohammadshoaib5605 Жыл бұрын
Jazak Allah Br Mohammad Sheikh. Excellent explanation. Peace Mercy and blessings of Allah upon you. Insha Allah Aameen
@user-sc7mw9tr1c
@user-sc7mw9tr1c 15 күн бұрын
Salam Shaikh
@waqasmunir7388
@waqasmunir7388 Жыл бұрын
Ambassador of peace.❤💙 MuhammadShaikh ServantOfAllah TheQuranMan
@naveedahmedlashari6959
@naveedahmedlashari6959 Жыл бұрын
Jazak Allah sh sb Wazeh hua ke humen emaan lana ha tamam anmbiya or rasool pe Jo kuch nazil hua Allah ki taraf se bagher tafreek ke or usi ke lie hum muslimoon hen
@Wajiha_Waqar
@Wajiha_Waqar Жыл бұрын
Allah ki kitaab ek hai Day one sai hai aur uska nuzool ( ayaan hona) bhi shuru sai ek hi hai tamaam Anbiya per including Mohammed SAW aur taqayamat hum sab per aur is mein koi changes na hoi hain na kabhi hongi aur na tau is mein koi shak karna hai aur na tafreeq tabhi hum Allah kai Muslim hongai JazakAllah brother Shaikh
@kareemmagsi-hu7ho
@kareemmagsi-hu7ho Жыл бұрын
الحمدللّٰه
@emraanmughal1293
@emraanmughal1293 Жыл бұрын
Main Waqai main Mehsoos karta hon kay QURAN ki Ayaat ko Bohat Dalairi say Khola Ja Raha hai, Aur Allah kay NAZIL KARDAH ki Haqeeqi ROOH Aap kay Zariye Pohanchai Gayi hai. JazakAllah Brother.
@sofiaarif6977
@sofiaarif6977 Жыл бұрын
جب جب قرآن کی آیات کی وضاحت ہوتی ہے تب تب قرآن نازل ہوتا ہے۔ آج بھی اور آگے بھی ایسا ہوتا رہے گا۔
@aftab199
@aftab199 Жыл бұрын
Beshak Allah najil karta hai apni kitaab me se har jamane me jo apne aap ko muslim kaihte h unke upar
@jahanzaibnajam
@jahanzaibnajam Жыл бұрын
Redefining how to become a Muslim, I would never have believed Muhammad Shaikh if he wasn't referring to the ayahs. Truly building belief based on the Qur'an.
@muhammadinaam8351
@muhammadinaam8351 Жыл бұрын
Correct belief strengthened.
@malamalam3694
@malamalam3694 Жыл бұрын
Nazil ke baray mein behtareen wazahat, Mohammad Sheikh jis terhan har lafz ki tafseel bayan karte hain is se aayat ki rooh wazeh ho jati hai mein is se pehlay nazil ko kuch aur hi samjhta tha lekin yeh mobahisa sun kar mujhe kayi cheezon ke baray mein pata chala yeh mobahisa har is shakhs ke liye hai jo apni duniya aur akhirat sanwarna chahta hai.
@sofiaarif6977
@sofiaarif6977 9 ай бұрын
Whenever the understanding of the ayats comes to us, Quran is being revealed to us. This has been happening since the beginning and will happen in all times.
@shaziafaraz3799
@shaziafaraz3799 Жыл бұрын
Very well and clearly explained! Ayaats of Allah!!
@MuhammadImran-rc7jl
@MuhammadImran-rc7jl Жыл бұрын
Jazzak Allah brother Muhammad Shaikh Whoever thinks that it is not revealed to him, he can never become a Muslim of Allah.
@alammohammad8518
@alammohammad8518 Жыл бұрын
اس کلپ سے مجھے ایک نیا نکتہ معلوم ہوا کہ اگر اللہ 1400 سال پہلے کہہ رہا ہے کہ "کہو ہم ایمان لائے جو تم پر اور تم سے پہلے لوگوں پر نازل ہوا" تو پھر آج کے مومنوں کا کیا ہوگا؟
@arsalanrafiqsheikh8930
@arsalanrafiqsheikh8930 Жыл бұрын
Hum ko Eman lana hae Ayaton pae Allah ka Muslim banae ke liye. Hum ko Eman lana hae wo Jo nazil hua Mohammad PBUH pae, Jo ayan hua pehle aur Jo ayan hua hum pae. Ayaton ke hwalon sae he tou wazeh kar diya gaya.
@drsarimkamalomar4105
@drsarimkamalomar4105 Жыл бұрын
Quran is constantly being revealed on the person who intends to take heed and guidance from the book of Allah rather than going to extra-Quranic sources of knowledge
@matloobalam1869
@matloobalam1869 Жыл бұрын
Mohammad Sheikh ki baat maanna mumkin hi nahi balkay namumkin hai siwaye Allah ki rehmat ke, nazil ki behtareen wazahat jo aaj tak suni nahi aur nah kisi ne batayi aur kisi mein itni himmat hai ke aisi baat kere, ye baat wohi kar sakta hai jis ke paas rooh ho .
@SaadKhan-cv9uz
@SaadKhan-cv9uz Жыл бұрын
محمد۔شیخ۔استاد۔محترم۔
@muhammadumair4347
@muhammadumair4347 Жыл бұрын
Never heard before eye opening explanation Jazakallah Br. Shaikh
@mansoorkhanorakzai9128
@mansoorkhanorakzai9128 Жыл бұрын
We believe in Allah with His Attributes and His revelation, with all messengers, prophets and tribes and without distinction in revelation.
@javedkazmi5700
@javedkazmi5700 Жыл бұрын
Allah ki kitab kay mutabiq kitab ka Nuzool har zamaney mein hota hai. Aisa hargiz nahi hai kay Allah ki kitab ka nuzool ab khatam ho chuka hai.
@brajendrachourasia4926
@brajendrachourasia4926 Жыл бұрын
जब तक लोग आयतों को अपनी भाषा में नहीं समझेगा नहीं पढ़ेगा तब तक उसके उपर आयतों नाजिल नही होगी और इंसान को समझ ही नही आयेगा की किताब में लिखा क्या है और भगवान हमसे कह क्या रहा है । धन्यवाद शेख सर
@imranarif5171
@imranarif5171 Жыл бұрын
Allah reveals in every time age and period we will come and go Allah will keep on revealing it's an continues process Allah's words and Allah's book will remain relevant.
@waqasmunir7388
@waqasmunir7388 Жыл бұрын
فامنا پس میں ایمان لایا۔ جو حق محمد ص پر نازل ہوا۔
@ikrammuhammad5609
@ikrammuhammad5609 Жыл бұрын
In Surah Maida 5:43. Word At Taurah / The Law is in singular & prophets who governed with Taurah are mentioned in plural (including Muhammad pbuh)
@usmanmasood2000
@usmanmasood2000 Жыл бұрын
Love you a lot
@mukhtarsiddiqui5246
@mukhtarsiddiqui5246 Жыл бұрын
One book is the revelation (understanding received by us with spirit of truth) whereas another book is Al-Kitab (Book of Moosa) which is existing from before. These two books can be easily cross examined by confirming revelation from THE BOOK which is in between our hands.
@meerzaman6018
@meerzaman6018 Жыл бұрын
Mashallah
@muhammadinaam8351
@muhammadinaam8351 Жыл бұрын
Muslim means submitter sounds if anyone submitting to Christianity he is Christian Muslim , similarly if someone is submitting to Hinduism then he is Hindu Muslim. We have to follow the religion of Ibrahim & pray Allah to make us Muslim / submitter to Allah by submitting to Ayats.
@sohailahmad2221
@sohailahmad2221 Жыл бұрын
جزاک اللّٰہ برادر محمد شیخ صاحب بہت اچھی وضاحت قرآنی آیات سے نازل کےبارے میں۔/revelation
@muhammadfaraztahir8729
@muhammadfaraztahir8729 Жыл бұрын
السَّلامُ عَلَيْكُم وَ رَحْمَةُ اللّهِ وَ بَرَكَاتُہُ ❤️
@MamoonHameedKhan
@MamoonHameedKhan Жыл бұрын
نازل ھمیشہ سے ایک ہی ہے بدلتا نہیں، پہلے بھی آج بھی اور ھمیشہ جو بھی نازل ہوتا ہے کتاب ہی سے ہوتا ہے کیونکہ اللہ ھمیشہ سے کلام کرتا ہے
@merajunisa7525
@merajunisa7525 Жыл бұрын
Aslkm mashallah very nice shaik sahab jazakallah quran sai Jawaab samjmai aara h allhamdulillah
@JishanahmadJishanahmad-zw2fp
@JishanahmadJishanahmad-zw2fp 10 ай бұрын
Sukriya sekh shab
@salmanrizvi3627
@salmanrizvi3627 Жыл бұрын
Nazil/ revelation is happening at all times. Allah communicates with mankind from before as He communicated with all Prophets & Messengers. We make no distinction between any messengers (in what was given to them) we become Muslim for Allah, We bow our will to Allah.
@atifbajwa7004
@atifbajwa7004 Жыл бұрын
Ma Sha Allah nicely explained by brother Shaikh
@inayatullah9694
@inayatullah9694 Жыл бұрын
Those who claim that there is revelation other than the Prophet are an open challenge from the Quran, make us a verse.
@aazimkamal2734
@aazimkamal2734 Жыл бұрын
Certainly yes
@saimeensiddique3561
@saimeensiddique3561 Жыл бұрын
Naazil means revelation. The Quran is always being revealed and is not time bound to only the Prophets!Any person who ponders on it by the will of Allah can have the verses revealed to them.The verse clearly states that we have been commanded to believe in what is being revealed upon US not just Prophets!
@atiyashaikh9930
@atiyashaikh9930 Жыл бұрын
aj bhi jo revelation horai wo match krni chahiye Quran say, aur revealtion mei koi farkh nahi, Allah nay mana krdia hai!
@uzair-baig
@uzair-baig Жыл бұрын
Bohat he achi wazahat .Ma sha ALLAH
@SMkhanRanjha
@SMkhanRanjha Жыл бұрын
Very good Shaikh sb
@ishtiaqahmedqadri8441
@ishtiaqahmedqadri8441 Жыл бұрын
اسلام عليكم ورحمة الله- Historical base translation created wrong concepts. All sectarian scholars believe is based on history not on the true sense of Aya. They twist the Book of Allah toward their belief not converting themselves towards the Book of Allah. Ma sha Allah brother MS translation is accurate and he gives a clear explanation from the Book.
@jawaidshah9418
@jawaidshah9418 Жыл бұрын
بہت بہترین درس جس سے واضح ہوا کے ﷲ ہمیشہ سے ہے اور ﷲ کی کتاب بھی ہمیشہ سے ہے ﷲ کی کتاب سے جو نازل ہوا تمام انبیاء پر اور جو نازل ہوا ہماری طرف اس میں تفریق نہیں کرسکتے اگر تفریق کریں گے تو ﷲ مسلم نہیں ہوسکتے جزاکﷲ برادر محمد شیخ
@naseeruddin7075
@naseeruddin7075 Жыл бұрын
بیشک اللہ تعالی ہمشیہ سے لیکن کتاب ہمیشہ سے نہیں ہے قرآن پڑھتے پر معلوم ہوتا ہے کہ یہ کتاب واقعی چودہ سو سال قبل نازل ہوئی اسوقت کے حالات اور ماحول کےمطابق مختلف اوقات میں مختلف آیات نازل ہوتی رہیں اور اس طرح سے مکمل قرآن نازل ہوا
@IbtarshahShah-nj2jw
@IbtarshahShah-nj2jw 10 ай бұрын
Jazak Allah get
@maimoonashaikh2841
@maimoonashaikh2841 Жыл бұрын
نازل کے معنی ہے عیاں ہونا جو ابراہیم ع پر محمد ص پر اور جو ہم پر نازل ہوا وہ ایک ہے
@omairitaqi2636
@omairitaqi2636 Жыл бұрын
Muslims/Submitters have been commanded to say to believe in what is revealed over them & not to make distinction between the Messengers. To become Muslims it has to be revealed over them. Otherwise how can they believe & follow?
@shabbirahmed5574
@shabbirahmed5574 Жыл бұрын
Nazil hmisha se eik hi hai kabhi badalta nahi, pehlay bhi aaj bhi aur hmisha jo bhi Nazil hota hai Kitab hi se Nazil hota hai kyunkay Allah hmisha bashar se kalaam karta hai.
@MamoonHameedKhan
@MamoonHameedKhan Жыл бұрын
جب وضاحت ہوگئی تو غلط کرنے کی بجائے اختلاف دکھایا نہیں.
@saifurehman4130
@saifurehman4130 3 ай бұрын
قران کریم لوح محفوظ کی لکھی ھوئ کتاب ھے جو خاتم النبی ﷺ پر نازل ھوا ھے ۔ مربی خدا کا خوف کرو اور دایرہ اسلام میں داخل ھوجاؤ۔ الله پاک ھم سب پر اپنا رحم فرمائیں امین
@mukarrums
@mukarrums Жыл бұрын
Generally, Revelation/Nazil is usually only associated with Prophets. In Quran, Allah is commanding us to say believe in Allah & what is being “Revealed” on us and all the Prophets and in the end to say that we are Muslims. Nazil simply means revelation and Nazool is plural. We are commanded to make no distinction between revelations among all Prophets. Jazakallah Br Shaikh
@hudaparveen3091
@hudaparveen3091 Жыл бұрын
And what about water Do you think water is alsooo revealed And iron or hadeed And what about dua of prophets rabbi anzilni munzalam mubarakan And so much more
@bambi-TherapyCat
@bambi-TherapyCat Жыл бұрын
The only true and important things are in the Quran-therefore 100% supported by evidence. There is no evidence that the Qur'an was sent 1400 years ago, and the Bible, before that etc, Neither is there any evidence that the Qur'an was revealed on Muhammad these are man made concepts and totally false. 33:40 - Muhammad is not the father of any man, but he is Allahs Rasool/messenger and the seal of all prophets/khatuman nabeen. The Qur'an/Reading is being revealed in all times. This is another excellent talk and full of insight. Jazak Allah Brother Muhammad Shaikh. Asalaamu Alaikum wa Rahmatullah wabarakatuhu/Peace , mercy and blessings of Allah be to you all.
@MuhammadHanif-ly3xv
@MuhammadHanif-ly3xv Жыл бұрын
Zabardast sir g isey kehtey han baal ki khaal utarna
@actionreaction8907
@actionreaction8907 Жыл бұрын
Excellent explained "nazool "through Allah's aayaat
@sardarrahmatullahkhan6114
@sardarrahmatullahkhan6114 Жыл бұрын
The Quran is always being revealed as in the lecture about the verses clear states that we have been commanded to believe upon us not just prophet
@politicalsciencet.v2057
@politicalsciencet.v2057 Жыл бұрын
پہلے کہا کہ۔ نزول سے مراد کتاب نہیں ہے پھر کہا کہ اسی کتاب سے جو نازل کیا جارہا ہے ۔۔ کیا حماقت اور تضاد ہے
@mohdq6044
@mohdq6044 Жыл бұрын
yahan sheikh sahib apna ilm ziada jhaar rahy hen.. jo k khali dimagh ka ilm he.. Allah rehem kry.. ese log bht jald dehriya ho jaty hen
@Afalam9085
@Afalam9085 Жыл бұрын
مربّی صاحب مشہور تصوّرات بیان کررہے ہیں جن کی کوئی قرآنی آیت سند نہیں ہے جبکہ محمد شیخ صاحب قرآن کی آیات بیان کررہے ہیں محمد شیخ صاحب اسی لئے سچ ہیں.. آفتاب عالم خان... بینکاک
@shahzadahmed4103
@shahzadahmed4103 Жыл бұрын
One book is the revelatIon understanding received by us with spirit of truth whereas another book is al_kitab book of moosa
@shahabuddin1641
@shahabuddin1641 Жыл бұрын
nzil ka matlab hai wahi. quran hamesha nazil hota raha hai aur yeh sirf anbia karaam ke liye waqt ka paband nahi hai! jo bhi shakhs Allah ki marzi se is par ghhor kere is par ayaat nazil ho sakti hain .
@muhammadfahad9552
@muhammadfahad9552 Жыл бұрын
aam tor par, wahi / nazil aam tor par sirf anbia ke sath munsalik hota hai. quran Majeed mein Allah taala hamein hukum day raha hai ke hum kaho ke Allah par imaan lao aur jo kuch hum par aur tamam anbia par nazil sun-hwa hai aur aakhir mein yeh kehna ke hum musalman hain . Nazil ka matlab hai wahi aur nuzool jama hai. hamein hukum diya gaya hai ke tamam anbia ki wahi mein koi farq nah karen .
@mehrangroup85
@mehrangroup85 Жыл бұрын
جناب محمد شیخ صاحب ابراہیم علیہ السلام پر جو نازل ہوا وہ یہ کلام کیسے قرار دیا جاسکتا ہے ۔ کیا دورِ ابراہیم میں عربی زبان رائج تھی ۔ اور بقول آپ کے ہم پر جو نازل ہوتا ہے یا ہورہا ہے وہ بھی " ۔ Present perfect continous tense " ۔ نہیں ہوتا اور نہ ہی ہم اسے تحریری شکل دے سکتے ہیں
@Afalam9085
@Afalam9085 Жыл бұрын
یا اللہ محمد شیخ صاحب کو حاسدین اور کم علم جہلاء اور مخالفین سے محفوظ فرما... آمین... آفتاب عالم خان بینکاک.
@hudaparveen3091
@hudaparveen3091 Жыл бұрын
Ya Allah m Sheikh ki jihalat kam aqli aur bewakoofi se tamaam musalmano ki hifazat farma aameen
@Afalam9085
@Afalam9085 Жыл бұрын
@@hudaparveen3091 محمد شیخ صاحب قرآن کی آیات بیان کرتے ہیں ...شکریہ آفتاب عالم خان بینکاک.
@hudaparveen3091
@hudaparveen3091 Жыл бұрын
@@Afalam9085 g karte hain magar bina kisi fahm ya understanding k saath Aur is dawe k saath ki ink siwa aaj tak kisi ko Qur'an samajh nahi aaya jinko arabi bhi nahi aati 🙃
@Afalam9085
@Afalam9085 Жыл бұрын
@@hudaparveen3091 محمد شیخ صاحب قرآن کی آیات بیان کرتے ہیں جبکہ فرقہ وارانہ مدارس کے تربیت یافتہ مولویوں نے بابوں کی کتابوں کو بیان کرنا پکڑا ہوا ہے محمد شیخ صاحب کی ایک بات کو بھی غلط ثابت نہیں کیا جاسکا کیونکہ محمد شیخ صاحب قرآن کی آیات بیان کرتے ہیں فرقہ پرستی کی بنیاد یعنی اپنی گھڑی ہوئ شرح, تفسیر یا غیر قرآنی بات بیان نہیں کرتے جو کہ ہر فرقے کا مولوی کرتا ہے...برسبیلِ تذکرہ بتا دوں کہ میں خود قرآن حفظ کررہا ہوں قرآن دنیا کے تمام انسانوں کے لئے ہے صرف فرقہ بنانے اور فرقہ بندی کے لئے نہیں ہے شکریہ... آفتاب عالم خان بینکاک
@hudaparveen3091
@hudaparveen3091 Жыл бұрын
@@Afalam9085 mere bhai aapne bht achi baat ki Lekin Aapki baat me kuch khaamiya hai Qur'an Allah paak ki traf se naazil karda hidayat ki kitab hai jo har fard ke liye hai jiska iman ye na ho wo Islam ke dayere me nhi Ab baat karte hain m Sheikh ki to mujhe bataiye ki is shaks ka ye dawa Qur'an me kha likha hai ki is shaks ko hi Qur'an samajh aya hai aaj tak isse pehle kisi ko bhi nhi samajh aaya
@akhlaqkhan9486
@akhlaqkhan9486 Жыл бұрын
قرانی آیات سے ناذل کے بارے میں وضاحت ھوی جو اس سے قبل کسی نے بیان ہی نہیں کی ناذل نبیوں پر ھوتا ھے اور لوگوں پر بھی ناذل ھوتا ھے اور ھر دور میں ناذل ھوتا ھے جو کچھ اس کتاب سے نبیوں اور لوگوں پر نازل ھوا اس میں کوی تفریق نہیں کرسکتے
@aqeelahmad6818
@aqeelahmad6818 Жыл бұрын
Sir aik bandy Ahmed essa jis ny Nabi hony Ka dawa Kia.ap py aik video B'nai Uno ny...ap ny jawab nai dia us bndy ka
@irfansaeedkhan7242
@irfansaeedkhan7242 Жыл бұрын
bhai purani kitabun mein logun ko changes krdein, is wajah se hum ubi nhi parh skte, jb k thein ALLAH hi ki trf se wo bhi, right now ap Quran ko follow kroge, aur Quran ko aap hadees k ilawa smjh e nhi paoge, tbhi bht se mamlaat mein ap bhi confuse hain aur aas paas logun ko bhi kr rhe hain
@politicalsciencet.v2057
@politicalsciencet.v2057 Жыл бұрын
سورہ انزلناھا ۔۔۔یہ نزول سورت کس پر ہے۔
@samiakhan9135
@samiakhan9135 Жыл бұрын
First of all these are not concept of mohammad Shaikh these are ayats of Allah that has been revealed on him also that the same thing he’s been pointing out that one cannot speak from Quran until Allah reveals his ayats on him.
@AbbasKhan-jc9cb
@AbbasKhan-jc9cb Жыл бұрын
You're most beautiful , I'm trying to contact you for long time , I'm looking for you on Instagram or Facebook
@khalidsiddiqui2276
@khalidsiddiqui2276 Жыл бұрын
قرآن کے مطابق اپنے ایمان کی سمت کا تعین کرنے اور کہنے میں فرق صاف ظاہر ہے، اللہ کی آیات اگر آپ کے عقیدے سے متصادم ہو ں تو عقیدے تبدیل کیجئے بجائے اللہ کی آیات تفصیر اپنے عقائد کے مطابق کرنے کے۔ جزاک اللہ
@mirzamunirahmed8140
@mirzamunirahmed8140 Жыл бұрын
گمراہ لوگوں کے لۓ ہدایت
@Maria-ie2ym
@Maria-ie2ym Жыл бұрын
Fitina in Islam another please invite some shia scholar that will teach you about quaran
@user-jj9zr5ot2g
@user-jj9zr5ot2g 11 күн бұрын
Yea vie Mahdi ko nahi manpaiga bohot baat ko samna anakar jaisa bohot Scholar Mohammad (sw) ko nahi mana o admi aj tok wait korta hai yea Admi ka eyes close hogaia yea baat ghumata ghumata jindigi gojar koragamugar Islam ka seba nasiboma nahi hai.Abu Jahel kew wise person hokar Nahi Iman li aia es lia Nabi (sw) os Alem ko JAHEL kaha although they have accademice qulification hai
@muhmmadhamzashahab6602
@muhmmadhamzashahab6602 Жыл бұрын
Jis tarha duniya may insaan ke banaye hue mukhtalif mazahab moojud_hain wahein is duniya may Allah ki kitaab or haqqeqi deen islam bhi mojod_he . or allah apni kitaab ke zareya hi har zamany ke insanon se kalaam karta hai , rasool arabi lafz hai jis ke maienay paighambar / pegham pohanchanay wala . agar hmm allah ke baat samajhna chahtay hain tou sab se pehlay jitni bhi mazhab ke baray mein baatein suni hui hain un se hijaab / parda karna hai or jb hum hijaab karlen ge tou allah hamaray paas rooh bhejta hai matlab allah ke kitaab ka pegham hum tak rooh ke zareya pochta hay or roh rooh / samajh allah kay hukum se aati hai woh rooh jo hamari paas aati hai wohi allah ka rasool hai , agr hm allah ke kitaab parhte hain or hamari kuch samajh mein nahi aata to is ka mtlb yeh hai ke allah kay kalaam ki rooh / samajh hum tak nahi pohanchi , allah ka kalam hamein is waqt samajh aaye ga jab rooh / samajh hamaray paas aaye gi...
@hiratraderz3600
@hiratraderz3600 Жыл бұрын
😆 Vs 😆
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541 Жыл бұрын
مناظرہ مناظرہ بہت شوق ہے شیخ کو اپنا حلالی ہونا ثابت کرو جب نکاخ کا طریقہ ہی نہیں تمہارے پاس شیخ کیسی مسلمان سے مناظرہ کرو یہ ڈارمے بن کرو
@kamranyousaf17
@kamranyousaf17 Жыл бұрын
Mai ka ka hoon
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541 Жыл бұрын
شیخ ساب قرآن سے نماز کا طریقہ بتاو اور یہ بھی بتاو تمہاری ماں کی شادی کیسے ہوئی دوسوالوں کا جواب قرآن پاک سے دینا
@Random-lg1sz
@Random-lg1sz 14 күн бұрын
Apni sanate ja rahe ho kisi ke bhi Sonos
@hadishah7559
@hadishah7559 9 ай бұрын
خوب گزرے ھے جو مل بیٹھیں ہیں دیوانے دو 😂😂😂😂😂😂😂
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541
@qasimchaudhryqasimchaudhry1541 Жыл бұрын
کافر کی قادیانی سے بات ہو رہی ہے مناظرہ کا شوق ہے تو مفتی راشد سے کر لو پھر دیکھتے ہیں
@khalilgul1760
@khalilgul1760 Жыл бұрын
Shaikh is munkare Ahdees
@trueislam105
@trueislam105 Жыл бұрын
Par or taraf ka farq ni Hai is jahil ( sheikh) ko
@naseeruddin7075
@naseeruddin7075 Жыл бұрын
محمد شیخ صاحب کی منطق سمجھ سے باہر ہے
@syedanoorumar1419
@syedanoorumar1419 Жыл бұрын
Isi liye k zehno me ala pala gand bhara hua hai..Kabhi Allah wahid k kalam ko padhne ki koshish ki to na jo samjh me aye
@nedpool5864
@nedpool5864 Жыл бұрын
@Naseer uddin G
@user-nq7kc2bv5i
@user-nq7kc2bv5i Жыл бұрын
مجھے لگ رہا ہے جیسے ان دونوں جہلاء کو قرآن پاک کے صحیح فہم ککی ہوا بھی نہیں لگی۔
@view3605
@view3605 Жыл бұрын
Shaik mothraam syy baat krny kyy kia whats ap ka koi number ...ya agr physical milna hoo too kia pata haa
@MUHAMMADSHAIKH
@MUHAMMADSHAIKH Жыл бұрын
Contact Br Jahanzeb & fix an appointment 34528923-4
@PIXELLIGHTHYDERABAD
@PIXELLIGHTHYDERABAD Жыл бұрын
Which country number is this?
@PIXELLIGHTHYDERABAD
@PIXELLIGHTHYDERABAD Жыл бұрын
Any timing? For call
@amirluv65
@amirluv65 Жыл бұрын
Jab jab Quran ki Ayaat ki wazahat hoti hai tab tab Quran Nazil hota hai . hamhare dono hathon ke darmiyan Allah ki Kitaab aur Quran/parhai hamaisha se aik hi hai, badalta nahi, pehlay bhi aaj bhi aur hamaisha jo bhi Nazil hota hai Kitaab hi se hota hai kyunkay Allah hamaisha se Kalaam karta hai.
Incredible magic 🤯✨
00:53
America's Got Talent
Рет қаралды 50 МЛН
孩子多的烦恼?#火影忍者 #家庭 #佐助
00:31
火影忍者一家
Рет қаралды 47 МЛН
Мы никогда не были так напуганы!
00:15
Аришнев
Рет қаралды 6 МЛН
Muhammad bin Abdullah ki tarikhi hesiyat
35:59
MUHAMMAD SHAIKH
Рет қаралды 164 М.
Kya Muhammad Bin Abdullah ki Zindagi Seerat un Nabi hai?
26:30
MUHAMMAD SHAIKH
Рет қаралды 60 М.
Kaise Maryam akeeli Essa A.S ki walda hain?
17:09
MUHAMMAD SHAIKH
Рет қаралды 231 М.
Muhammad Shaikh Response to Qissa e Aadam-o-Iblees
31:30
MUHAMMAD SHAIKH
Рет қаралды 9 М.
Incredible magic 🤯✨
00:53
America's Got Talent
Рет қаралды 50 МЛН