Kya Qabr Per Azan Dena Biddat Hai By Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla

  Рет қаралды 87,011

Anjum Razvi Channel

Anjum Razvi Channel

Күн бұрын

Kya Qabr Per Azan Dena Biddat Hai By Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla

Пікірлер: 210
@shaukatalifaizicongresslea7036
@shaukatalifaizicongresslea7036 3 жыл бұрын
Musalmano Ke Gharon Me Jb Bachcha Paida Hota H To Uske Ek Kaan Me Azaan Aur Doosre Kaan Me Iqaamat Kahi Jati H Aur Jb Inteqal Ho Jata H Tb Namaz Janazah Padh Li Jati H Ab Qbr Pr Azaan Dena Kis Hadees Se Sabit H Ba Sanad Hadees Ka Hawala Pesh Karen.
@mohammadriaz2487
@mohammadriaz2487 2 жыл бұрын
Ye mantaq pesh karskty hen hadees nahi in ki jamaat mantiq pay to amal my I hy
@rihankhan143
@rihankhan143 2 жыл бұрын
Tumhari Ashraf Ali thanvi ki behudi hadees paish karu kya 😂
@aasifmohammadi2307
@aasifmohammadi2307 Жыл бұрын
Ye batakul uloom ya beda fark e daarain me kikha hai Kisi hadees me nahi hai Q k y sahab badi aasani se beda gark karte hai
@zuhaibkhan7362
@zuhaibkhan7362 3 жыл бұрын
ALLAH Hame sirk aur biddat amal se bachaye..(Aameen) ❤❤❤
@mosinansari7947
@mosinansari7947 2 жыл бұрын
Allah hame ish tarah ki biddat se bachaye
@mohd.farhaanfarhaan6815
@mohd.farhaanfarhaan6815 3 жыл бұрын
Kuran sareef me kis pare me likha h ki janaje ke bad aajan dena chahiye...
@Abdulhameed-hp1et
@Abdulhameed-hp1et Жыл бұрын
कहीं नहीं ये इनके घर का दीन है
@rahathirahatchannel6391
@rahathirahatchannel6391 6 жыл бұрын
Allah Hum Sabko Qabar par Azan Dene Ki Taufeeq Ata Farma
@mumtazawan9458
@mumtazawan9458 3 жыл бұрын
اللہ تعالیٰ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی سنت پر عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین۔ افسوس ایک اور بدعت مسلط کر دی ہے امت پر۔
@khaniRaza-xk1mm
@khaniRaza-xk1mm Жыл бұрын
Ameen
@mohammadmuzammil6496
@mohammadmuzammil6496 6 жыл бұрын
Masha Allah kya Baat hai Hazrath Sayyed aminul Qadri Sahab 100000%100000 Sahi hai
@anwaransari9677
@anwaransari9677 Жыл бұрын
Biddati hai. Biddaton ko hoze kouser se bhagaa diyaa jayega or pine nahi diyaa jayega.
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
اليوم اكملت و اتممت عليكم نعمتي و رضيت لكمل اسلام دينا ... یاد رکھے
@hafizirfantlp388
@hafizirfantlp388 4 жыл бұрын
ماشاءاللہ تحریک لبیک یارسول اللہ پاکستان⁦🇵🇰⁩
@mohdaqil2109
@mohdaqil2109 Жыл бұрын
Waaah kya baat kahi ha ek hades me ye bhe to ha jab tak murde ke pass say log 40 kadam dur nhi hote tab tak fariste nhi ate ha to jab azaan dega to waha fariste aaynge aap say accha to mere waha ke hafiz ha
@mohdghufranofficial9674
@mohdghufranofficial9674 3 жыл бұрын
aap ne bahut si baat apni tarf se boli hai unka hadees se koi talooq nhi
@aliakbersheikh3533
@aliakbersheikh3533 4 жыл бұрын
Hazrat Qabar mein Shaitan aata hai kya? Aor hadees ka hawala dein ke qabar pe azan do
@a.h.khan.haseeb8825
@a.h.khan.haseeb8825 3 жыл бұрын
Murda qbr me jaata h to shaitan behkata h plzzz aap hadees k alfaaz screeen per shaaya kren
@rayeen47
@rayeen47 3 жыл бұрын
ALLAH HME BIDDAT SE BACHAO
@محمداسدمرزا
@محمداسدمرزا 4 жыл бұрын
Molana sb! Eid or Janaza ki azan kab dain gay?????????????????
@mustaqhussein1387
@mustaqhussein1387 4 жыл бұрын
bhot jild mushrik ki mit mari jati dlel kesi dy rha hy
@zafaransari3595
@zafaransari3595 2 жыл бұрын
Eid ki namaz farz nhi h 👍
@rizwankhankhan3047
@rizwankhankhan3047 6 жыл бұрын
SubahanAllah subahanAllah
@akifakhan1177
@akifakhan1177 2 жыл бұрын
Azzan ke allawa our kaya achi baat Hai Jo ham karsakte hain shaitan sey hifazat key liye or camel ko ziba Karne key time limit main
@ansarizafar880
@ansarizafar880 2 жыл бұрын
Shatan aab qabar ke ander bhi bahkane laga...us ka mamla sirf dunya Tak hai marne bad aamal band...
@charlie-iq7qf
@charlie-iq7qf 11 ай бұрын
Allah aise sikr se bachai pure ummat ko
@ajazgaming8715
@ajazgaming8715 2 жыл бұрын
Nabi ke Salam par kaun log ataraz karte hai saf saf bata do take hame bhi maloom pade o kaun se log hai
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
jo kaam ham ko nabi ne nahi bataya usko kiyoñ kareñ
@a1chaudharychaudhary730
@a1chaudharychaudhary730 3 жыл бұрын
😂😂😂 itni saari dalil sahaba ko q nhi malum padi or unhone azan ka naam q nhi liye zikar ka kaam q liye 🤔
@ishqvishq4422
@ishqvishq4422 4 жыл бұрын
कोनसे सहाबा ने या नबी ने क़बर पर अज़ान दी है ये तो बताइये अमीनुल क़ादरी साहब
@manzoorrazanaviwala9988
@manzoorrazanaviwala9988 3 жыл бұрын
Konse sahaba jamat mein gaye the ye to bolo filmy sahab!!! Konse sahaba chicken khaye the bolo Kya sahaba nahi kare so amal na jaiz hi hota hai kya??? Hum par ilm sikhna isiliye farz rakha gaya hai
@inamdararif7865
@inamdararif7865 2 жыл бұрын
@@manzoorrazanaviwala9988 pagal ajan bani hai dawat ke liye ...itana hi pyar hai to qbrstan mai audio lagao na ajaan ki sab murdo ko fayada honga
@inamdararif7865
@inamdararif7865 2 жыл бұрын
@@manzoorrazanaviwala9988 pagal jamat mai ilm deen sikhne ke liye jate hai ..farmane mustafa hai ilm din sikhne mulke shaam bhi jana pade to jau..islye sirf ilm deen sikhne jate hai
@manzoorrazanaviwala9988
@manzoorrazanaviwala9988 2 жыл бұрын
@@inamdararif7865 mujhe maloom hai tum log azaan se itna Chedte ho .. Azan qabar par dene se shaitaan bagta nahi hai kya .. Azan ho ya darood ho kabhi bhi padhao sawab hi hai.. Is mein gair islami kya hai.. Agar tumehein nahi dena hai to mat do Nahi to dalil do ke azaan nahi de sakte Shaitaan ke JAISA fitna mat karo
@inamdararif7865
@inamdararif7865 2 жыл бұрын
@@manzoorrazanaviwala9988 Are achi baat hai na shaitan baghta beshak tum dunya mai bhi batao na sabko ajaan ki ahmiyat namaj ki ahmiyat
@naushadali5821
@naushadali5821 Жыл бұрын
Wahshat ya dahshat Hadis ka naam aur number hai
@Arifkhan-vl1qs
@Arifkhan-vl1qs 4 жыл бұрын
Molana agar itna uncha amal hai ye to nabi sallallahu alaihi wasallam ne aur sahaba ne kaise ye amal chor diya Aur agar kiya hai to kaise hadess paesh kardijie
@mohdshahilakhtar8553
@mohdshahilakhtar8553 4 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت خوبصورت بیان ضرور سنیں
@mohd.farhaanfarhaan6815
@mohd.farhaanfarhaan6815 3 жыл бұрын
Kis ahadees me likha h. Ki janaje ke bad aajan dena chahiye.....plase sabit kijiye
@sayyedmohsin484
@sayyedmohsin484 3 жыл бұрын
Hazrat sayyedna Umar ibn khattab rz ne ye kabristaan me rukne ko kaha to fir adan dene ko bhi to kahe sakte the lekin unho ne nahi kaha kiun ki hamare nabi ne nahi kaha aur hmare nabi ki Hadis Mubarak hai ke agar koi deen me kami peshi o ziyadati karta hai to vah hammese nahi fir ye nae nae tarike kiu jo hamare na nabipaak s se aur na sahaba se milti hai
@IndianMuslim4
@IndianMuslim4 3 жыл бұрын
वाह हज़रत सीधे सीधे ये कह दो की कब्र पर अजान बिद्दत है
@mustafaansari3480
@mustafaansari3480 2 жыл бұрын
bidat h
@anwaransari9677
@anwaransari9677 Жыл бұрын
Ahle biddat wal jamaat ka kaam hi hai biddat karnaa. Sunnat se ese kuchh lenaa denaa nahi hai kionki Ahle biddat wal jamaat hai.
@kabiransari3523
@kabiransari3523 5 жыл бұрын
Allah aap ko salamt rkhe ameen
@ZainUlA-ex1mo
@ZainUlA-ex1mo Жыл бұрын
Es man ya Kahan ha k kabar pa Azan do?
@javedkhankhan5439
@javedkhankhan5439 6 жыл бұрын
Ameen
@kashmirigamer0246
@kashmirigamer0246 3 жыл бұрын
Ye kis hadice shareef mai likha hai
@tnastudio9806
@tnastudio9806 Жыл бұрын
Masha allah bahut bahut khub
@shahrukhkhan-uj8db
@shahrukhkhan-uj8db 5 жыл бұрын
Subhan Allah
@kashmirigamer0246
@kashmirigamer0246 3 жыл бұрын
Ol ye kis kitab mai likha hai
@azadhindustan9317
@azadhindustan9317 3 жыл бұрын
Allah bacaye Ase mulla se
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
allah ham tamam musalmano sahi baat kahne ki taoufiq de aamin
@salahuddinhasmi7781
@salahuddinhasmi7781 Жыл бұрын
Ye bata do ki hadis kaun sa hai
@Zayn_Habib
@Zayn_Habib 2 жыл бұрын
Hadees no. Ka hawala v do moulvi sahab
@mghusain4038
@mghusain4038 6 жыл бұрын
subhanallah
@anwarshekh560
@anwarshekh560 2 жыл бұрын
Allah hame aysi bidatto se bachaye
@farmanhanfi3934
@farmanhanfi3934 4 жыл бұрын
Hazrt hadeesh ka naam or zild btaye mujhe kisi ko btana h
@nizamuddinmarkazlivechanne8057
@nizamuddinmarkazlivechanne8057 Жыл бұрын
Ramzan ke bad namaj bhi padh Lena to munh dekho sukun milega
@personalact7022
@personalact7022 Жыл бұрын
Masha Allah ❤❤❤❤
@mohdsheesshaikh2683
@mohdsheesshaikh2683 7 ай бұрын
Mitti dene ka bad ek unt ko jiba karke usko Taksim karne me jitna wakt lagta hai ye hadees hai pr ajan dena ye widat sirk hai tu sabit nhi kar sakta
@aqilansari390
@aqilansari390 3 жыл бұрын
Sharam karo biddatiyo allah se daro aur rahe haq pe aajao
@juber2khan786
@juber2khan786 2 жыл бұрын
Tum matega to tu mat ajan dene dena kyo ki tu bada mulla he 24 no.
@aqilansari390
@aqilansari390 2 жыл бұрын
@@juber2khan786 are jahil me biddat aur shirk se rok raha hu me apni koi baat nahi manwana chahta aur Puri baat kerna hai to apna whatsup number de mujhe
@juber2khan786
@juber2khan786 2 жыл бұрын
To kon he kisi ko rokne bala
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
sajda karne se dil ko sukun milta hai aur allah tala khush hote hai ...to kiya aap iska ye matlab nikalenge ke sajde se alla khush hota hai to chalo qbar par bhi sajda karo ...ye darama baazi band kijye
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
aap bol rahe hai ke aaxan dene se bahut si mushkil aasan hojati hai ye baat bikul sahi hai to aap iska matalab nikale ke qabar par bhi aazan di ja sakti
@MohdArif-mm7bh
@MohdArif-mm7bh Жыл бұрын
Aj kal log padhe like jahil h
@aslamsarwan9040
@aslamsarwan9040 7 ай бұрын
Assalamu alaikum rera sawal hai k kya masjid me mawazzan k alawa koi dusra azan dena chaye to kya de sakta hai ya nahi iss baat se shariyat me kya hukum hai
@ExplainQuran
@ExplainQuran 2 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@masoodalikhan7812
@masoodalikhan7812 3 күн бұрын
Kis sahabi ne qabar par azan di yeh bata sidha sidha baat ko ghumane me Bahot expert hai tu
@rameezkhan9410
@rameezkhan9410 Жыл бұрын
Kha se kha jodrhe ho aap kis bat ke molvi ho aap
@jabirpathan1835
@jabirpathan1835 8 ай бұрын
Hazrat Umar raziallah ki Ahadees nahi hoti... Hazrat Umar raziallah ki Wasiyat ho sakti hai...
@ShoaibKhan-rh7xr
@ShoaibKhan-rh7xr Жыл бұрын
Hadis ka hawala pesh Karen kon si Hadis me he kabron par azan Dena
@alihasanahmad8032
@alihasanahmad8032 4 жыл бұрын
Shubhanallaha masaallaha Allahahu Akber
@aashiqamberrazaqadri786
@aashiqamberrazaqadri786 5 жыл бұрын
Masha Allah Masha Allah Masha Allah
@zeeshannetwork274
@zeeshannetwork274 Жыл бұрын
Masaallah
@sharojqureshi3231
@sharojqureshi3231 5 жыл бұрын
Mashallah Mashallah
@knowledgeindia6911
@knowledgeindia6911 2 жыл бұрын
Bhai hadees number bhi de diya kro.
@mdnasrullahnasrani2460
@mdnasrullahnasrani2460 2 жыл бұрын
hazrat jab aap ko jo maloomat na ho usko bayan na kare to achha
@MnkCreation
@MnkCreation Жыл бұрын
Azan se saitan bhagta hai wo baat to sahi hai molana sahab Lekin qabar me sawal jawab ke liye saitan nahi fariste aayenge to kya aap azan padwakar faristo ko bhaga rahe hai 😥
@mohdnazim5942
@mohdnazim5942 3 жыл бұрын
Kis hadtih se sabit hai
@freefireboyy1719
@freefireboyy1719 3 жыл бұрын
Mufti tareeq Masood is right
@rahatdilkashofficial5966
@rahatdilkashofficial5966 2 жыл бұрын
آپ نے آذان سابت نہیں کیا
@UsmanKhan-wc8qi
@UsmanKhan-wc8qi 3 жыл бұрын
Kitne logon ko ull u banaoge azan ki hadees kaha he
@Theshort-yx7iz
@Theshort-yx7iz Жыл бұрын
Kha se aate hai aise log
@aasifmohammadi2307
@aasifmohammadi2307 Жыл бұрын
Mana to namaz ka bhi nahi hai to hazrat do rakat namaz bhi padh liya karo
@nadeemahmad5115
@nadeemahmad5115 2 жыл бұрын
Yeh hadees Umar bin aas r.a se hai.. umar faruq r.a se nhi..muslim sharif ki hadees hai.. pura context hi alag kr diya..yeh hadees fitting kr rhe hai..jab mayat ke liye actual hadeese hai toh fitting q kr rhe hai..? Allah hidayat de hum sbko..
@Ayaz_2307
@Ayaz_2307 4 жыл бұрын
zindagi azan se namaz tak ki hai.. paida hone par azaan maut par namaz... baat kharabi ki nahin hai baat nai chizen ijaad karne ki hain... namaz me do sajdo ki jagah teen sajde karie, sajda hi to hai burai kya hai 4 karie 5 karie... bat rasool ke hukm se aage badhne ki hai.. rasool aur uske sahaba ne nahin kia to hamari kya auqaat hai... qabr par azan agar koi khair ka kaam hota to mere nabi iska hukm zarur dete... Allah hidayay de!!!
@mohamedhanif1899
@mohamedhanif1899 4 жыл бұрын
aapki. bat. dourust. sahi hay
@jamshedkhushk386
@jamshedkhushk386 3 жыл бұрын
Subhanallah
@faisalrehman3177
@faisalrehman3177 Жыл бұрын
سر جی جو حدیث پاک آ پ نے بیان کی وہ حضرت عمرو بن العاص کی نہ کہ عمر ابنِ خطاب کی اور اس میں کہیں نہیں ہے کہ اذان دو
@razvinetwork24
@razvinetwork24 5 жыл бұрын
Subhanallah Mashaallah 1000000% sahi hai
@anwaransari9677
@anwaransari9677 Жыл бұрын
Ahle biddat wal jamaat waale hain jise houje kouser se bhagaa diyaa jayega.
@inamdararif7865
@inamdararif7865 2 жыл бұрын
Hadees se sabit nahi hai yw
@tabassumparween9716
@tabassumparween9716 3 жыл бұрын
Masha.allh
@rizwanulhaq177
@rizwanulhaq177 3 жыл бұрын
Are chacha to qabar pe pdhne ka hukm thodi diya h kuchh bhi kuchh bhi
@mustafaansari3480
@mustafaansari3480 2 жыл бұрын
Azan badhna galat h
@shanuzai9026
@shanuzai9026 2 жыл бұрын
Biddati...
@vkhatri2008
@vkhatri2008 Жыл бұрын
Sahaba ko pata nai thi yeh bate jo sayyad sahab ne batayee.... Unhone ne kyu nai di??
@ayatshaikh7351
@ayatshaikh7351 3 жыл бұрын
Umar nahi amar bin Saad sahabi ne kaha hai sahih bukhari pado.
@mdazhar9864
@mdazhar9864 2 жыл бұрын
Bahut khub kya jawab hai ye hadis may hai ye hadis may hai bs ye koi jawab nhi hai konsi hadis may hai aur konsi hadis no. Hai wo kon btayega wo bhi bta de hazrat jissey hmalogo ki islah ho ske aur aapki baat may wazan ho sirf hadis bolne say nhi hota agar aisa hai to fir eid may aur janaze ki namaz azan q nhi fi jati wo bhi bta dey lekin hadis no. Ke sath sirf hadis bolkar nhi
@MohdAreeb333
@MohdAreeb333 4 жыл бұрын
Masha Allah
@muhammadrafique6221
@muhammadrafique6221 4 жыл бұрын
Bai hadees ka rafrans kod karo jis mn kabar pi azan de ho Thanks.jawab do intizar ha
@gyanvatsalswami591
@gyanvatsalswami591 2 жыл бұрын
Moulana hadis ka hawal do
@المجتهدالمتواضع
@المجتهدالمتواضع 3 жыл бұрын
Daleel surf quran aur nabi ka hadees hota hai , aur tum logon ko gumana aur firane ke aadat hai is liye jawab nahi de saka .
@abbas09khan
@abbas09khan 3 жыл бұрын
Kon hadees shareef ki baat kr rhe ho?
@jaanjaan8693
@jaanjaan8693 2 жыл бұрын
Mahe ek paka suni hu par Mahe kaheta hu ke bhai pahele logo ko azan ka matlabh samjaho qabar par nato koi namaz ke liye bulaya jata hai nato kameyabi ki tarf to azan kese
@mohdrafaqatqasmi1198
@mohdrafaqatqasmi1198 4 жыл бұрын
حضرت اس سے یہ کہاں ثابت ہوا قبر پر آذان دینا
@rumy450
@rumy450 Жыл бұрын
Aapke kisi mishal se yah shabit nahi hota hai ki qabro par azan di jaaey
@javed6105
@javed6105 Жыл бұрын
Baccha hone ke waqt bhi washat hoti hai hai tab bhi azaan diya karo Humbistri ke waqt bhi shiatan aata hai us waqt bhi azaan diya karo🤣🤣🤣
@memorablemomentslucknow8688
@memorablemomentslucknow8688 5 ай бұрын
Hadees number to de do
@Aasifkhan-si4ml
@Aasifkhan-si4ml 2 жыл бұрын
Kharabi ye hi ki ye amal sahaba NE nhi kiya .
@Arts21323
@Arts21323 Жыл бұрын
Shaitaan bhaag jayega azan se...Jab azaab ke farishtey aayenge to kaise bhagaoge janab..aur Marne ke baad shaitah ka kya role hota hai ye bhi bata do ummat ko ..maut ke waqt shaitan aata hai ye to suna hai .magar kya qabar me bhi aayega shaitan .
@mohammadsaif4657
@mohammadsaif4657 5 жыл бұрын
SubhanAllah
@syedsaleem1732
@syedsaleem1732 4 жыл бұрын
Magar umar razi allahutala ne ye nahi kha azaan pate
@ziyabhai8402
@ziyabhai8402 4 жыл бұрын
Chor Kabhi Nahin Kahta Hai Ki Main Chor hun yah To Bata kisi shabi ne ye Kam Kiya tha
@Ayaz_2307
@Ayaz_2307 4 жыл бұрын
good question
@daudibrahim8624
@daudibrahim8624 3 жыл бұрын
Hadish ke sath ye bata dete to achha hota
@skimdad7868
@skimdad7868 2 жыл бұрын
Kiya kisi sahabi ke qabr par azan Hui he ya nahi agar Hui hai bata dijiye Rahi bat qabr par rukne ki baat to hum bhi qabr rukne ko mante hai aur rukte hai q k yeh Amal Rasulullah saw se aur sahaba se sabit hai lekin azan sabit nahi Deen ko lekar manmani na karo jal rahe ho aur jal jaoge
@abidbhai7807
@abidbhai7807 2 жыл бұрын
To piyAre aqa ne ajan dene ka hukm q nahi diya isliye hume wahi amal karna chahiye jo aqa ne farmaya ajan dena qabrastan me nabi se sabit nahi isliye hume apni aqal se kuch bhi nahi kehna chahiye
@mdnazimali4117
@mdnazimali4117 5 жыл бұрын
Jahan tahsn hadish fit kar dete hai. ye Umar -bin-Khatab ke bare nahi ye hadish Amer-bin-Aash R.A.A ke bare hai. jo unhone apne bare me kaha tha baad me Ali R A A ke khalaf chele gaye the is liye daar rahe the . ye Muslim shrif me ye waquya hai.
Abdul Wahab Najdi Ki Haqeeqat By Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla
12:15
Anjum Razvi Channel
Рет қаралды 271 М.
My daughter is creative when it comes to eating food #funny #comedy #cute #baby#smart girl
00:17
Cute
00:16
Oyuncak Avı
Рет қаралды 12 МЛН
Новый уровень твоей сосиски
00:33
Кушать Хочу
Рет қаралды 4,7 МЛН
Inside Out 2: BABY JOY VS SHIN SONIC 3
00:19
AnythingAlexia
Рет қаралды 7 МЛН
Islam Me Firqe Kaise Banne By Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla
33:35
Anjum Razvi Channel
Рет қаралды 34 М.
Jama Masjid Kyu Banai Gayi | Sayyed Aminul Qadri
16:49
Maslake Alahazrat Zindabad
Рет қаралды 1,7 МЛН
Angotha Chumne Ka Saboot By Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla
18:12
Anjum Razvi Channel
Рет қаралды 223 М.
Farooque e Azam Aur Governer By |Maulana Sayyed Aminul Qadri Qibla|
20:24
Anjum Razvi Channel
Рет қаралды 120 М.
My daughter is creative when it comes to eating food #funny #comedy #cute #baby#smart girl
00:17