Masha Allah bahut hi ilmi jankari iplus tv se hasil huyi hai Allah iplus tv ko insano ki hidayat ka zarya banaye aameen
@rafiqueshaikh52404 жыл бұрын
Aameen
@rizwaniqbal72604 жыл бұрын
ما شاء اللہ بارک اللہ فیک
@umaimaafaf64784 жыл бұрын
Jazakallhu khairan shaikh
@sameergore21212 жыл бұрын
Assalamu Alykum Wa Rahmatullah wa Barkatahu. Shaikh bohat hi bahtreen andaz me pesh kiya hai Aàp ne. Jaza kalla humma khair. Aàmeen.
@nooretawheed99124 жыл бұрын
جزاک اللہ خیر
@noshadail85034 жыл бұрын
Mashaallah Allah bhoot piyar se samjate ho
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Jazakallahu Khaira ... ... Share the Khair Keep in touch ... ... iPlus Tv
@aamirkhan8564 жыл бұрын
Bilkul jazakallah khair
@mdsohail66174 жыл бұрын
Jajakallah janab aap ne bahoot achhe se samjhaye allah aapko jajaye khair de ameen
@rizwaniqbal72604 жыл бұрын
جزاک اللہُ خیراً
@mansoorakthar5984 жыл бұрын
Jazak allahu khaair Shaikh barakallahu fe
@azharudeenkhan43944 жыл бұрын
Thanks for telling it❤️
@dawatetawheed29954 жыл бұрын
Ma'sha Allah shaikh
@mohabbaterasool61283 жыл бұрын
Jazakallahu Khair shaikh
@abdulmajididrissi14494 жыл бұрын
Mashaallah bahot khoob
@iPlusTVonline4 жыл бұрын
Jazakallahu Khaira ... ... Share the Khair Keep in touch ... ... iPlus TV
@indianbharti68004 жыл бұрын
@@iPlusTVonline bhai is kifaayat sanabili sahaab ko nikaalo kyunki inhone yazeed mardood ko hazrat yazeed r.a kaha hai Astagfirullah behisaab laanat ho mardood yazeed par aur yazeed ke followers par bhi behisaab laanat ho aur yeh kifaayat sanabili sahaab ne yazeed paleet ke fazail mein puraa kitaab bhi likha hai..qayamat ke Deen har cheez ka hisaab kitaab hogaa aur ham umeed karte hai ki ahle bait ko haq par kehne waalo ki jamaat ka hisaab kitaab ahle bait ke jamaat ke saath ho aur kifaayat sanabili sahaab ka hisaab kitaab yazeed ke saath ho kyunki inhone yazeed ke fazail mein pura ka pura kitaab likha hai aur inki nazar mein yazeed paleet sahih aur begunaah hai Astagfirullah Allah pak se dua hai ki Allah pak kifaayat sanabili sahaab ko aur hamlogon ko hidaayat ke raaste par chalne ki taufeeq Dein..Ameen..
@aburafiqaburafiq90794 жыл бұрын
@@indianbharti6800 hello,,,meer saadiq meer jaafar
@medicolearn4 жыл бұрын
@@indianbharti6800 bro yazzed ka masala tarike hai ager inki baat aaapko achha nahi to ek baat se unko judge mat krye... Allah behtaar janta yazzed kaisa kya tha.. Hume yazzed ke bare jane ya na jane humare deen ki hissa me nahi aata... Jo sheikh sahab achhi bata rehe Quraan aur Hades ki rousani me to ushko samjhe aur tahkiq khud krye phir amal krye... Allah hum sabko deen chalne me aasani aur hidayat de amen..
@مهاسيد-ل3ذ4 жыл бұрын
ماشاء الله صححح كلامك أخي صححح لسانك والله يعطيك الصحه والعافيه إن شاءالله،❤️🤲
@fahadhusain19854 жыл бұрын
Jazakallahu khairaa Shaikh
@apnapageindia4 жыл бұрын
جزاك اللهُ
@aamirhasanaamir9433 жыл бұрын
Jjakallahu khair Allah aapko slamt rkhkhe aameen
@lalmohammed54994 жыл бұрын
Alhamdulillah very nice allah taala aap ki umar mein khair aur barkat dey aameen
Pls remove this video as your Maulana is going to be misleading. Kids never be najaiz in any case
@rustam99354 жыл бұрын
शेख जीस हदीस का हवाला दे रहे है वो लोंडियो के बारे में है क्युकी उस वक्त बहुत सी ऐसी लौंडिया अा जाया करतीं थीं जो हामला हुआ करती थीं.... इस हदीस से ये साबित नहीं होता कि जिन 2 लोगो ने आपस में जिना किया है और उनका हमल ठहर गया तो वो निकाह नहीं कर सकते. हो सकता हैं में ही गलत हूं पर मुझे यही समझ आया
@farukkhan-mr1ty4 жыл бұрын
Hafeez zubair Ali zai REHIMAHULLAH nr id hadeed ki Takhreez mai likha hai Dusre ki kheti ko pani dena se murad dusre ki biwi se mubasharat karna *yani jina to haram hai* , magar *laundi jo jung mai haath aayi* ( maal e ganimat ke taur par) Istebaraa se pehle usse kurbat jaej nahi agar *hamla ho to bacha janne ka intejar wajib hai* Lihaja yeha Shaykh hamla se murad laundi liya hai ajaad aurat nahi To ab Shaykh kifayatullah shab ne is laundi ke masle ko ajaad aurat par kayaas kiya hai Esee surat mai ikhtilaaf se nikalne ke liye muge ye he durust aur rajeh lagta hai ki bacha janne ne pehle nikah nahi kare Aur phir sachi tauba kar ke nikah karne mai shariat mai jawaj mojid hai Ha bacha baap ki taraf nasab nahi hoga baad ki aulad ka nasab baap ki taraf hoga
@rustam99354 жыл бұрын
@@farukkhan-mr1ty मेरी गलती सुधारने के लिए बहुत बहुत शुक्रिया zajakallah kher
@farukkhan-mr1ty4 жыл бұрын
@@MuftiANQasmi brother Aap khud is hadees ke misdaak ho gaye hai Aap ko pata nahi bina nikah jina se bacha gair sharai bacha kehlata hai , najayaj bacha hota hai , uska DNA hone ke bawjood bhi wo uska bacha nahi kehlayega na wo use apna baap ka naam de sakega , na use uski miras mai sr hissa milega wo bacha maa ki taraf mansoob hoga Ha nikah ke baad ki aulad uski aulad keh layegi Lihaja ye qayda aam hai ke bina nikah ke ajaad aurat ka bhi hamal tehr jaye to bhi wo uski kheti mai paani na daale kyu ki wo bacha gair sharai kehlayega bawjood uska DNA hone ke Lihaja social media par bina ilm ke bahas na kare fiqhi massaail mai aur na jahilaana fatwa de kar ummat ko gumrah aur confuse na kare Aur puch le ahle ilm se phir bole ki ye field apka hai ya nahi Bina ahle ilm se puche meri post ka jawab mat dena nahi to phir gumrah kar ke gunah ka kaam karoge sabko
@farukkhan-mr1ty4 жыл бұрын
@@MuftiANQasmi janab Aap masla samje nahi Sawal ye tha clip mai ki jo jina kare phir ladki hamla ho jaye Phir dono sachi tauba kar ke nikah kar le ? To jo bacha pet mai hai wo waladddujina kehlayega ab wo nikah kar lete hai to us bache ki nisbat jo pet mai nikah se pehle ab wo shaor us ke saath jimaah karta hai wajah hamal se pehle to wo dusre ki kheti mai pani dalna shumar hoga Kyu ki wo bacha jo pet mai hai bawajood usi shaks ke DNA se hai magar wo gair sharai bacha hoga uski nisbat apne gair sharai baap ki taraf nahi hogi na miras mI hissa milega na use baap ka naam milega uski nisbat maa ki taraf hogi Ha us bache ke wajah hamal ke baad agar wo hamla hoti hai to wo khet mai paani daal sakta hai Aap ye masla ki jayyad ulama ya kibar ulama se puchoge to he apno bata sakenge ye masla bada hassaash hai
@farukkhan-mr1ty4 жыл бұрын
@@MuftiANQasmi brother Ye masla ijtihaadi hai Is par mutlaqan shaykh ko galat kehna durust nahi Kyu ki jaania se shaadi ka mana nahi hai sachi tauba se magar marfoo hadees mojud jai ki kheti par pani na daale to gair sharai hamal hone ki wajah se nikah nahi hona durust hai jab tak bacha peda na ho Ha darul harb mai rehte hue majboori ki shaql mai bacha keha fekenge jabki batool maal bhi nahi hai To kuch ahle ilm mai rai pesh ki hai ki shaadi kar le par mutlaqan fatwa nahi diya Rajeh baat to shaykh ki hai kyu ki unki baat ke saath marfoo hadees mohud hai us se mooh nahi moda ja sakta