Mere ghar yeh Lahore Fab ka model laga howa hai performance bht ache hai air flow bht acha hai main 3 days pehlay Rwp say 13500 main lia hai, Fan Kay blades bht ache quality k hain aur fan heavy hai..
@HassaanAhmad007 Жыл бұрын
Warranty kitni hai?
@Marie_926 Жыл бұрын
Mujhe RPM ka nhe pata mere pass meter nhe hai lekin air through 4 aur 5 number per strong hai 6 ki zarorat nhe parti, Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai
@shakirzaman276710 ай бұрын
@@Marie_926Bhai mene aik chota sa DC system lgaya hua he please btaen ye 30 watt Wala Lahore fan lagwaon ya khurshid ka ac DC fan lgwaon
@iftikharhayat91735 ай бұрын
@@shakirzaman2767khurshid ya breeze
@UmairOG Жыл бұрын
Ham yeh 2020 se sale kr rhy MashAllah bht acha result hai
@arifashraf8569 Жыл бұрын
hahahahhahhhahha 45 watt!!!
@Marie_926 Жыл бұрын
@@arifashraf8569One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai
@AbdulGaffar-d6w5x Жыл бұрын
Bhai ap tu kamal k bande ho Ap ki videos bhut malomati hoti hain
@shamrozeraza85322 ай бұрын
i purchased these on the recommendation of adil bhai himself. in fans ka air throw waqai hi bohot acha hai. meine july start mein lia tha jab garmi bhi kafi thi per phr bhi throw bht acha tha or phr jb zara musam bhtr hua tw throw itna bhtr lag rha tha ke raat ka jo ac chalaty they woh bhi zarorat nhi parhti. tw im extremely happy with the purchase. as for units there was a significant drop in my units as well!! so overall i can happily suggest lahore fans magnum series
@karachiwalay0072 ай бұрын
Sir Ap k Feedback ka Shukria
@habibullahijaz6993 Жыл бұрын
اچھی معلومات فراہم کرنے کا شکریہ لاہور فین کا نام تو بہت سنا تھا لیکن واٹ میں یہ تو فراڈ ہوا لکھا کچھ ہے حقیقت میں وہ نہیں ہے
@karachiwalay007 Жыл бұрын
جی ہاں ۔
@JamesBond-bu2dh Жыл бұрын
Rpm meter kiun nahi use kiya ??
@imran-hv2bm Жыл бұрын
Rpm meter and air throw meter test Nahi Kia why u said next video mi air throw meter use karoo ga
@shakirzaman276710 ай бұрын
Bhai hamen ap pe bhot trust he apka bhot purana viewer hoon mere pas 3 plates 170 watt solar ki lagi hen aik 180 amp ki tubler battery or aik 50 amp ka souere ka pwm controller lga hua hi bhai koi zabardast sa fan btaen k air through bi achi ho or long life bhi ho . Or ye bhi btaen k ac dc lgaon ya 30 watt wala please i am waiting for your answer
@karachiwalay00710 ай бұрын
Sirf controller lga ha ya converter b lga hua ha?
@shakirzaman276710 ай бұрын
@@karachiwalay007 50 amp soure ka pwm charge controller laga hua hi simple DC system laga hua hi
@shakirzaman276710 ай бұрын
@@karachiwalay007 Bhai eco smart technology men Konsa fan or oska Konsa model best hi or ac DC men Konsa zyada best hi please btaen
@shakirzaman276710 ай бұрын
@@karachiwalay007Bhai 30 watt men Konsa fan zyada best hi please btaen mene 3 fan Lene hen or ac DC men Konsa no 1 he
@attamuhammad6306 Жыл бұрын
بھائ الاحمد فین کا بھی ویڈیو بنا لے۔۔۔میں نے سنا ہے وہ 33 واٹ لیتا ہے۔۔۔ اور ac DC بھی ہے
@EatsMania2 ай бұрын
bhai ap ne itne fan review kiye hain. apki nazar mn konsi company ka best fan hai
@ranaabdulmomin4790 Жыл бұрын
Mashallah good job
@sibtainraza35936 ай бұрын
لاھور فین انورٹر بہت اچھا پنکھا ھے دو سال موٹر گارنٹی ھے میں تقریبن تین سال سے استعمال کر رھا ھوں بہت پائیدار پنکھا ھے
@H-Dr.MDanishKhan3 ай бұрын
Bhai aapka fan ACDC 30 Watts Fan hai jiski aap baat kar rahay hain? Koonsa model hai?
@sibtainraza35933 ай бұрын
@@H-Dr.MDanishKhan acdc fan nhi hy inverter fan hy Lahore fan grey haritage model
@sibtainraza35933 ай бұрын
@@H-Dr.MDanishKhan Lahore inverter fan bhi full speed py 30 watt py chalta hy half speed py 16 watt low speed py 6 watt py chalta hy
@sibtainraza35933 ай бұрын
@@H-Dr.MDanishKhan Ac Dc lahore fan ki motor halki hy lekin lahore inverter fan ki motor powerful hy
@EasternSurvival Жыл бұрын
Jitni heavy is ki motor h 44 watt to lene hi hain. Koi in paglon ko samjhey motor ka wazan kam kro aur copper acha use kro ta k power consumption kam ho.
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Yes
@Marie_926 Жыл бұрын
@@karachiwalay007Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai
@linkprojecttutor58052 ай бұрын
solar ka voltage down hona par fan off ho jata ha, ya speed slow ho kar phir fast ho jati ha? jasa radiator fan motor ka function hota ha, speed kam yazada ho jati ha, lakin band nahi hota, agar voltage kam ho ton. umeed ha, bad samj ga hon ga.
@shakeeldilawar71487 ай бұрын
well needed video
@abdulrashidparacha5899 Жыл бұрын
Excellent job. Thanks 👍
@majidjan3990 Жыл бұрын
زبردست کمپنی ہے
@Power-v2r Жыл бұрын
Akhir ap naay Lahore fan ka review kar hi liya
@aagkibaattodaythought7005 Жыл бұрын
Lease test royal 5 blade non ac DC fan Available at bohra peer in best price
@walimuahmmad5305 Жыл бұрын
Wah bhai ap jesa content creater Main ne pehli dfa dekha ha
@safaqazi220 Жыл бұрын
16:55 Assalamualaikum bhai Sahab aap say request hai k cheep Price Waly branded ac DC fan ka review karwao jasy yunas ac DC 6500 ka Karachi mein mill raha hai ta k ghreeb logo ko faida ho saky jazakAllah
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Is ki b videos bnai hain channel visit kar len
@safaqazi220 Жыл бұрын
Kaha hai link sand kr dain
@Apollo-m4yАй бұрын
Lahore Fan walay ap k sath milengay to os k baad yeh Fan Perfect hojaega. Baqi ap samajhdar hein k mein kya kehna chahta hun
@karachiwalay007Ай бұрын
Is video k bad Lahore fan walon se main 50 dafa mil chuka hon
@aslamali3529 Жыл бұрын
Sir 1 video tamoor eco smart 30 watts magnum model per bhi banye. Ye model start hone me 1 se 2 second leta hy aur watts bhi ziyada le raha hai hum sab apki vdo dekh kar hi fan purchase karte hy
@shahjamal3952 Жыл бұрын
Kitne watt layta hai air throw kesi hai
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Video tu dekh len
@SamarAmjad-u1u Жыл бұрын
bhai kamal ka channel ha dil karta ha ap ki sari video dekhta jaon ❤❤
@noumananis77 Жыл бұрын
Bhai ap ki fan per videos achi hain , mujhay apnay liaye 30 watt wala fan lain hain ap koi aik brand suggest ker dain jo best ho.(thanks)
@karachiwalay007 Жыл бұрын
2 day wait aik aur fan aa rha ha
@noumananis77 Жыл бұрын
thanks ,i will wait for your kind reply @@karachiwalay007
@sohailashraf49767 ай бұрын
@karachiwalay007. Bhai plz gfc 30 watt ka review kary .. 5 saal card or motor ki warrianty ha ...
@smartguy32865 ай бұрын
@@karachiwalay007Konsa fan?
@mikael9383 Жыл бұрын
Sir please yah bata dey k tamoor Pak fan ya phir Lahore fan in mein se 30 watts wala kaun sa fan best hai jo mein buy kar lu thanks
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Tamoor ya Pak behtar ha
@mikael9383 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 Main Na 30 watts wala fan UPS par Lagwana hai
@mikael9383 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 Tamoor Aur Pak Fan In Dono Main Sa Kis Fan Ki Air Throw Zada Hai....????
@Marie_926 Жыл бұрын
@@mikael9383pak fan ki through bht ache hai
@learningmadeeasy6248 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 taimor konsa model
@Jalalkhan-jn6pe8 ай бұрын
Bike ki averege uski econimy speed me si deti jo company claim krti lekin zyda speed me zyda petrol pita...ase hi fan ki misal ful 6 nmr pe 25 ni le ga zyda wat hi le ga her fan
@MohammedAfzaal-sw9do Жыл бұрын
ماشاء الله
@ShahidAli-lo2pg Жыл бұрын
Yaqeenan LAHORE FAN walon nay PAISAY nahi deye aap ko issi leye SAHI Video banai hai, ha ha ha
@UmairOG Жыл бұрын
Bhai lahore fan company ne lahore or gujranwala mein watts check krwany ka setup lagwaya hai or wo setup bht heavy hota hai yeh choty meters py check nhi hota
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Bhai main ne aik company k meter se is meter ko milaya tha koi fraq nhi
@EasternSurvival Жыл бұрын
Ye meter bilkul accurate h. Mere pas aisay 4 meters hain aur saron ki reading wapda k digital meters se match krti h. Fan bechnay k liye tum log kisi bhi had tak ja saktay ho chahay jhoot kyun na bolna pray
@shahidhussain-xn1cj Жыл бұрын
Bhai mujhey 4 Pak. Fans 30 waat khareedney heyn , mey karachi mey ney 3 jagah Safoora market , Disco more Gulshan and Water Pump , F B Area mey talash kiya , teeno jagah yeh fans nahi miley , bataen ab kya karoon. ❤
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Mujhe msg karen
@zia7256080 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 .... Adil bhai aap nay lahore fan kay rpm nahi bataay kiyoon ??? Kiya is ki speed baki fan say buhoot zayada hay
@Marie_926 Жыл бұрын
@@zia7256080Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai
@alisheroz6247 Жыл бұрын
@@Marie_926 beother air throw kis ki zyada ha pak vs lahore
@mansoorqazi3582 Жыл бұрын
الٹے چلنے کے واٹ بھی کم ہونگے
@usmanchudhary182 ай бұрын
Mai nai yai fan 2 lagwaye hain ghar mai..6 speed pay hawa koi itni khas nai hoti....only full speed par karnay say he hawa ati hai warna nahin...aur pata nai k full speed pay kitnay watt laita hai....SK fan best hai wo bhee lagwaya hai mai nai
@AbdulHameed-wq4ci3 ай бұрын
جب اس میں کوئی بھی مسئلہ مسائل نہیں اتے تو پھر کمپنی وارنٹی ایک سال سے زیادہ میں دینے میں کیا پریشانی ہے
@UzmaMansoor-ub8ku Жыл бұрын
Asalamulkium bhot help full video hain ap ki Fan ka baray sab detail pata chal jati ha jo almost bilkul thee hoti ha lekin please ab ap fan ka blade(par) ka baray ma be bataya karain kyun ma 2 fan lana thay tu market ma pak fan royal fan or khursheed fan ko check kiya tu khursheed fan ka blade(par) sab sa achi quality ka lagay
@shehryarkhan8366 Жыл бұрын
مایوسی ہوی ہے اس فین سے مینے بھی بھت اچھا سنا تھا اسکے بارے میں
@Marie_926 Жыл бұрын
Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai 4 per 24 watt aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai, lekin hawa ki through bht ache hai. Mere pass brii ka ka meter hai usper check kia..
@shehryarkhan8366 Жыл бұрын
@@Marie_926 lahore fan expensive bhi to ha company fraud qu kar rahi ha 25 watt likha hwa ha dabbay per jo watt leraha ha wo likhe
@Marie_926 Жыл бұрын
@@shehryarkhan83664 number per Chalo tu 24 watt laita hai woh air b bht strong hai aur 5 per 30 lay raha hai us ki air ziada strong hai 6 ki zarorat nhe parti yeh Mera personal experience hai baqi apki marzi lekin Lahore Fan costly bht hai 13500 ka mujhe Mila dealer say rwp say lekin all Pakistan iska rate 13900 hai yeh buri bat hai k rate ziada hai lekin quality price ko justify Karti hai costly tha tu sirf aik piece lia hai baqi 4 fans pak k liye hain woh apni jaaga best hain
@shakirzaman276710 ай бұрын
@@Marie_926Rawalpindi se Kahan se liya Bhai Lahore fan
@Marie_92610 ай бұрын
@@shakirzaman2767 city sadder road say, iski jaga karam fan lay lo woh ziada acha h yeh full speed per 55 watt laita h
@farhanshah9732 Жыл бұрын
Brother yah fan kau oper ke jagha kyun open hai aap jaisy isay apny ghar par laga kar check karty thay woh tareeka theek thaa yah to oper se open hai yahan to koie bhe fan acha result day ga baat to tub hai jub normal room main aap isay laga kar check karo or aap apna watt meter use karoo yah to aap company ke apni site par ja kar video bana rahy hoo inhoo nay sari setting apny hisaab se ke hoti hai over all good information but tareek pahly wala thek hai yah oper se open area theek nay is say orignal air throw result par bohat farq parta hai
@stinghut57144 ай бұрын
Inverse order olata hhomta ha ap Waite kia karo button press karnay k bad.oltay mein air oper jati ha ap ko feel nai Jo ga
@MAbidDon Жыл бұрын
Adil bhai ap cha gye ha
@UmairOG Жыл бұрын
Or ik bat bhai jan ap yeh sale nhi kr skty is mein bht munasib margin hai... pury pakistan mein 13900 rate hai mein bhi sale krta hun
@haroonjalil9592 Жыл бұрын
Rpm be bata dain 5 and 6 speed par ,
@rizwank731 Жыл бұрын
Very nice video sir please kis company ka ac dc fan lein reply zaror dna
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Champion. Pak fan. khurshid fan
@rizwank731 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 shukrya jazak Allah Khair bhai jan pak fan konsa model jis ki speed bhi sahi ho please reply back 😊
@atiyayasir1356 Жыл бұрын
@@rizwank73130 watt to kabhi bhi nai lena bekaar air throw hai mene 2 return kiye hyn pak fan k haan pak fan mein savour model hai 55 watt wo theek hai
@rizwank731 Жыл бұрын
@@atiyayasir1356 shukrya jazak Allah Khair 😊
@aslamali3529 Жыл бұрын
Sir hum ne tamoor ka eco smart magnum model purchase kia apki vdo dekhne k baad lekin humare ke bill mein koi faraq nahi aya mujeh lugta ha k fan 30 watts se ziyada le raha hai
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Unit check Karen baqi ye model thory Watt zyada leta ha
@aslamali3529 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 sir muje bataye konsa model purchase karo tamoor ka jo poore 30 watts le
@Rizwan-dr2xb Жыл бұрын
@@aslamali3529 ap Pak fan 30 Wat le ley ❤
@HaiderAli-ht8zu Жыл бұрын
Bhai jagah ka b farq hota ha. Open air ma zyada la ga as compared to room m
@kashifnadeem19085 ай бұрын
How it will run on DC?
@aakashabbasi47 ай бұрын
Yes you are right infact on full power it takes 0.30Amp disgusting 😮
@KashifSaeed-f9h Жыл бұрын
Good work
@ahmadali5055 Жыл бұрын
bhai yunus fan ka bhi 30 watt aa gaya hai plzz os ka bhi review de .
@karakoram86 ай бұрын
نیم حکیم صاحب الٹا پنکھا نیچے ہوا کیسے دیگا؟ دوسری بات ہے کہ وائرنگ کاپر ہوگی تو واٹ صحیح ہونگے😅
@JamesBond-bu2dh Жыл бұрын
RPM meter kiun nai use kiya jo sb se important tha ??
@fishbone7865 ай бұрын
Kyu ke Bhai rpm bohat hi bura ha iska
@asghar5594 Жыл бұрын
Bhi exhost fan main koi inverter fan ya energy saver hi
@khanadrees60018 ай бұрын
Siraf tamoor fan ne banaya he abi tak
@ShahidAli-lo2pg Жыл бұрын
Taimoor fan ki kit, ye china say aati hein sab kit
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Yes
@khurramchoudri5493 Жыл бұрын
خورشید اور چیمین کٹ خود اچھی کوالٹی کی ڈیزائن کرتے ہیں
@pakeezaamjid3726 Жыл бұрын
Bhai review ke shoror me ki fan price ba bathaya Karen.
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Video pori dekh lety tu price ka pta chal jata
@basicinfo68166 ай бұрын
Play list bana dain kis kis fan main Reversed ki option hai.
@sheikhabrar3301 Жыл бұрын
Bhi rotation change kr k 1 ka batton tu press kro phir chale ga
@shehlaRiaz-fl6de3 ай бұрын
Bhai koi acha speed wala 😊invertor fan btaye please
@majidjan3990 Жыл бұрын
Watts zyada aca hi per Hawa ka presar zyada ho
@ShayanKhan-lr5sb Жыл бұрын
Sub sa pehla apko volt check krna chye k volt kitna ha q k lab ma fan 220 volt pa check hota ha ager volt 220 sa zada hnga tou automic watt bhar jata ha shyd apka garh ma volt zada arha hn
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Bhai agr volt zyada hain tu RPM b zyada hone chahyen? is k RPM b kam thy jo main next video men dikhaon ga
@ShayanKhan-lr5sb Жыл бұрын
@@karachiwalay007 bhai agr volt kam hnga tou rmp ic sa bhi kam hojain ga company tou khuch bhi likh daiti ha lakin watt ka taluq volt sa ha
@yasirkiani93927 ай бұрын
Air tharow sub su achi kon si fan ki hai
@waseemriaz8378Ай бұрын
es ki slot kitni hain?
@khalidahmed4965 Жыл бұрын
Assalamualaikum Bhai wahid ac DC fan ka review layain
@funforkids522 Жыл бұрын
Bhai tamoor ke magnum model ki bhi ek video banay meharbani hogi.
@shakeeljan9890 Жыл бұрын
Ye kit Taimor fan wali lag rahi h.
@vickithebadguyvicki-js6mh Жыл бұрын
Pak Fan inverter Kay floral model ki kitnay watt hain?
@Marie_926 Жыл бұрын
38
@salehyousuf5046 Жыл бұрын
Pak fan ac dc both achi air trow hai or Royal ki
@anabiafatima816 Жыл бұрын
Non DA len fan Jo30 watt per chaly nan bata dn
@MAneel-fu5vv Жыл бұрын
Indus me hai ye tecnalogy
@basicinfo68166 ай бұрын
Lahore fan ki new setup per video banain
@alinaeem3824 Жыл бұрын
Bldc fan available ha
@basicinfo68166 ай бұрын
Kia lahore fan mobile application say chal jata hai.
@nasirmahmood7202 Жыл бұрын
Bai yunaas fans kasay hai
@ahsanmehmood575 Жыл бұрын
Bhai Starco fans ka b review karo
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Khan se mile ga
@saadsaady7486 Жыл бұрын
Salam bhai kese hain kafi din bad koi video upload ki muje yeh pochna tha ap se plz rply krna pak fan 30 Watts kesa chal rha hai aur koi bhi fan len tu 48wings m Ka fiada hai ya 56 ka
@karachiwalay007 Жыл бұрын
W slam bhai pak fan thek chal rha ha 56 inch ki air behtar hoti ha
@saadsaady7486 Жыл бұрын
JAZAKALLAH BHAI
@hafizkhalil374611 ай бұрын
Remote par time lagjata ha wo har rooz usi time chal JATA ha to phir jaldi band ni hota is Ka triqa bten
@karachiwalay00711 ай бұрын
Ye Company ko complain karo
@HassaanAhmad007 Жыл бұрын
Karachi waly bhai best 30 watts fan konca hai or uski waja?
@Marie_926 Жыл бұрын
Pak Fan
@stinghut57144 ай бұрын
Yar Lahore fan remote setting kasy ho ge
@HaiderAli-ht8zu Жыл бұрын
Clockwise direction k watts dekh leny thy
@UmairOG Жыл бұрын
Warranty is lye kam hai kyun .... k iski complaint zero .... or jonsi company ka maal acha hota uski complaint nhi hoti
@zia7256080 Жыл бұрын
🤦 bhai jan agar quality itni hi achi hay tu life time warranty day du na apnay c customers ko. Hum ko bhi itminaan ho jaay ga. Kiya samjay ??
@murtazaali13 Жыл бұрын
Sir g Pak fan Hyderabad Mai kub tak Ajai gha
@amirwarraich2817 Жыл бұрын
Bhia 30 watt ma konsa fan acha Han jiski air throw zyda Hu aur achi Hu
@EasternSurvival Жыл бұрын
Koi bhi nhi. Sab dramay bazi kr rhay. Pak fan 30 watts lia, rpm sirf 325 h jab k company claim 350 ka hey. But wo fans power 30 watts hi letay hain.
@ranaabdulmomin4790 Жыл бұрын
Oltain chalne se کیا feda hogan btana please
@zubairfarooq2953 Жыл бұрын
RPM ni batai ap ny???
@Yousafkhan-ql5nr Жыл бұрын
Pahle to aap aagman ki Tarif kar rahe the
@arifashraf8569 Жыл бұрын
Website is not online bro?
@HassaanAhmad007 Жыл бұрын
Yes it's not opening
@farheenkhan9612 Жыл бұрын
Shukriyah bhai apka bacha Liyah aapnay in fraudiyioun say Lahoreee saray fraudeee
@hussaingul3615 Жыл бұрын
thnx
@saifsaeed4258 Жыл бұрын
RPM ?
@muhamnadislam9357 Жыл бұрын
Price please
@aslamali3529 Жыл бұрын
Sir guide kare tamoor 30 watts konsa model lon
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Executive
@learningmadeeasy6248 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 Bhai exective lon ya magnum? Behtar kia rhy ga
@karachiwalay007 Жыл бұрын
Executive
@learningmadeeasy6248 Жыл бұрын
@@karachiwalay007 جزاک اللہ
@aslamali3529 Жыл бұрын
Sir magnum ka kiu mana kar rahe ho koi technical masla hai kia
@YounusKhan-gv3mm Жыл бұрын
Metar aap ka degetal ha right hae
@hammadali-gl8zq Жыл бұрын
Bhai ap ne rpm tu check nhe keye
@MuhammadSHOAIB-lq4fg Жыл бұрын
اسلام و علیکم سر جی الٹا چلنے پر میٹر نہیں دیکھایا کتنے واٹ لیتا ہے
@karachiwalay007 Жыл бұрын
جی سوری
@malikkashif72875 ай бұрын
Maza nhe aya iss fan ka.....main ly kr aaya tha...lakin speed bht slow hai r air b khas nhe hai...rate main b sab Sy zayda hai....paisy he zaya keye apny ...bilkul bekar hai...kabi mat lena
@technicalperson1295 ай бұрын
Website nahi chal Rahi.
@majidjan39902 ай бұрын
واٹ کا کوئی مسئلہ نہیں ھوہ چاہیے
@shakeeljan9890 Жыл бұрын
Bhi mujko pak fan 30 watt chahiye. App arrange kersakta h. ?
@sohaibhussain357 Жыл бұрын
Dear 30 watt se acha Ac DC fan hai
@vickithebadguyvicki-js6mh Жыл бұрын
@@sohaibhussain357AC/Dc main kit complaint hai
@KhurramAli-v2s7 ай бұрын
13900 😅😅😅 dur fitty mon Pak fan karam fan taimoor fan jesy brand 9000 tak hen ye lahori khoota kis marz ki dawa hai😅😅😅😅