Hazrat ny tasawwuf ko bht asan kar diya aam logon k liye
@Islam850014 жыл бұрын
Allah humey b apne liy dinbhar k awqaat ko muraqabe me sarf karne ki taufiq ata kare aameen
@AliShah-fr3sg4 жыл бұрын
Good explaination, yahi mamlaat paatay hain haqeeqat main
@masnoonwazaif34204 жыл бұрын
Allah Pak Hazrat Ko or team IslahEnafs ki team Ko jazaEkhair dey. Ameen 😥
@islah-e-Nafs4 жыл бұрын
Ameen
@twali1595 жыл бұрын
Hazrat, You are so beneficial for your disciples. May Allah grant you the highest rank in Jannat ul Firdous in the companionship of Hazrat Mohammad صلى الله عليه وسلم
@chandabaji95815 жыл бұрын
Allah Tala ap ko sehat ata formay or majy lamby lamby muraqby krny Ki tofeeq ata frma dy ap khasosi dual far ma D
@islah-e-Nafs5 жыл бұрын
Aapki darkhwast Hazrat tak pohanch gai hai. Hazrat aapke liye Duago hain
@sarfarajkhan39514 жыл бұрын
Plz my exam will be held in 26 SEP.plz dua Ka dharkhast hazrat shab dB and Taman peer bhi behan se
@sufiyannaikwadi73682 жыл бұрын
Assalamu wa alaikum In duwao me mere liye bhi dua kijiye
@riyansaeed25962 ай бұрын
Subhanallahi Walamdullilahi Wala Ilaha Illallahu Wallahu Akbar Allahuma Salle Ala Sayyedina Muhammadin Wala Alaihi Wasallam Kaseeran Kabeeran Azeeman Daaiman ❤❤❤
@mrs.sajidaali96165 жыл бұрын
Muraqba is very effective motivational interesting noble act.GBU.
@hammadmalik58526 жыл бұрын
Allah Rabbul izzet ap ko Ala mqam ata krey ameen
@kamilahmedshaikh75056 жыл бұрын
Allah aap ka saya humpe hamesha banai rakhe...
@azimshaikh45215 жыл бұрын
Jazak Allah
@qaisarjamal60776 жыл бұрын
ALLAH APKO JAZAE KHAIR AATA FARMAE
@mohammedshafiqurrahman70456 жыл бұрын
Jazallahu khaira aap ne topic bahut achche se explain kiye.
@Zahoorulamin7866 жыл бұрын
Allah pak ap ko jaza e haer ata frmay Amin....very nice
@sonumuskaano224 жыл бұрын
Jazakumullaho Khairan kaseeran. Allah aapko ajr e azeem ata farmaaye Aur Aapki team ko bhi jazaaye khair ata farmaye. Allah Rabb ul Izzat aapko Aur hamein kamiyaabi ata farmaaye Jis mn aap hamaari raahnumaayee farma rahey hn. Bs Allah k hukum se stairs k hr step pr hamein guidance daitey rahein. Hum nadaan hn, gunaahgaar hn, khatakaar hn, ma’siyyat mn doobey huwey hn. Allah ka Karam ho Aur uska Qurb ata ho jaaye. Allahummastajib lana.
@islah-e-Nafs4 жыл бұрын
Ameen
@mirzaasifbaig7866 жыл бұрын
Mashallah.
@mishi.khanam73776 жыл бұрын
Bht shukria.
@masnoonwazaif34204 жыл бұрын
Please tell Hazrat ne 11:44pe kya bola?
@22_33_ha3 жыл бұрын
Kya kuch khane ke 30 min baad aur muraqaba karsakte hai.
@islah-e-Nafs3 жыл бұрын
Behtar hai one ya one and a half hour ke baad Karen
@wahabtariq13924 жыл бұрын
Can u tell what zikir to do on these latifa for all points
@islah-e-Nafs4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/qqmvfKKKhKZ7fbM
@islah-e-Nafs4 жыл бұрын
You can perform lesson 1. Lesson 2 onwards can only be performed under the guidance of one's shaykh.
@sairaasad8125 жыл бұрын
main silsilae idrisiya se hu lekin mera koi rabta ni apne shek se sirf mard bat kr skte hain. email ka late ans ata h plZ mujhe btain k kia kahi or byet kr slte hain. main murakba krti hu to kia app se share kr skti hu murakbe ke bare m plZz zrur btain or apne silsle k bare main tafseel se btain boht mehrbani ho ghi. isi waja se preshani h k mai apni bat kis se share kru.or m ruhanyan sikhnachahti hu Allah tala ko pana chahti hu. plz aghr is silsily m koi lady help kr skti h to zrur btsin mujhe rahnumai ki boht zrurt h.jazakallah.Allah tala app ko hmesha kush rakhe or app ko orbulandiyp tak pohnchae.ammen
@islah-e-Nafs5 жыл бұрын
Shaykh se raabte keliye baat karna zaroori nahin hai. Agar aap apne Shaykh se e-mail ke zariye raabta karsakte hain to bilkul theek hai. Aapke Shaykh agar aapki e mail ka jawab dete hain to aapka apne Shaykh se raabta hai. Roohani safar keliye yehi zaroori hai. Pehle zamane mein jab e mails aur phones nahin the tab bhi Mashaikh apne mureeden ki tarbiat letters ke zariye karte the, aur us mein ba'az auqat maheene lag jate the. Aap bilkul pareshan na hon aur apne Roohani safar ko jari rakhiye. Aap ki talab sachi hai to maqsood e kaamil tak pohanch jaen gi, Insha Allah. Islahenafs team member
@islah-e-Nafs5 жыл бұрын
@Naqshbandi Production 1. Hazrat Shaykh Humayun Hanif Db Karachi mein hain. Unse rabita whatsapp aur email ke zariya bhi kiya ja sakta hai. 2. Aap kisi Shaykh e Haq se bayt hosakte hain, jahan aapka rabita hosake. Saalik ki taraqi keliye Rabita e Shaykh zaroori hai.(Khawateen keliye rabita e Shaykh mein parda aur Shariah ki tamam pabandi zaroori hai)
@ziashah62944 жыл бұрын
امین
@AtikurRahman-zc9dd4 жыл бұрын
Allah sab ko momon or mominat ko murakaba karne ka toufik ata kare
@BADSHAUAEVLOGS3 жыл бұрын
Masha Allah Shaikh aap ka bayan bahot accha laga aur meri bahot si galat fahmeya isse dur ho gayi. Ek cheez mere dimag me aati hai agar aap isko clear kar de to bahot meharbaani hogi. Jaha tak mujhe samajh me aaya hai, ek to insan ka haywani wajud hai jo ye jism (Body) hai jise Nafs bhi kahte hai, isme khwahishat hai jinko control karna hai, dusra insaani ka ruhani wajud hai jise Rooh kahte hai to Amre Rab hai Allah ke paas se aayi hai, teesri jo in dono ke beech me lateef cheez hai woh Qalb (Mind) hai jise samajh bhi kahte hai. Ye samajh me nahi aata ke asal 'Mai' kaun hu, kya mai Body hu ya Mind hu ya Rooh hu, matlab ke hisab kitab kisse hoga aur jaza aur saza kisko milegi?
@BADSHAUAEVLOGS3 жыл бұрын
@@islah-e-Nafs Shaikh jaisa ke hadees me aata hai insaan ke aaza uske khilaf gawahi denge, to woh kahega kaambakhto tumhara naas ho, mai to ye sab tumhate hi maze ke liye karta tha, to isse lagta hai ke jism to sirf tool tha woh gawahi dekar alag ho jayega, phir bache rooh aur qalb, inme kya relation hai kya rooh bhi jahannam me jayegi? woh to Amre rab hai
@islah-e-Nafs3 жыл бұрын
Aap ke sawal ka jawab taweel hai. Aap apna sawal whatsapp par send kardejie. Aapko voice message kardenge. +92 345 212 3881
@BADSHAUAEVLOGS3 жыл бұрын
@@islah-e-Nafs Jazakallah, mai whatsapp bhejta hu IA
@horrortvbangla56585 жыл бұрын
Sound sunai nehi ja raha he...
@sha2zadi5 жыл бұрын
Subhan Allah VaBiHamDiHi Subhan Allah HilAzeem AstaGfiRullah
@MohammadAasifIqbalQadri6 жыл бұрын
Huzur main Qadri Silsila main murid Hun.... Kiya ap mujhe ..murakbe.. ki izazat denge....Salam...... Kolkata
@islah-e-Nafs6 жыл бұрын
Pehlay sabaq ke aam ijazat hai koi bhi karsakta hai magar behtar yeah hai Kay app apnay shaykh say pooch Kay karain
@mirzaahmed86525 жыл бұрын
Mashsalla mashsalla very nice information please
@ummesuffiyan39114 жыл бұрын
Asalam u alaikum Ye pehla ziker konsa he kiya he? Barae meherbani rehnumai fermaen
@navedkhan90074 жыл бұрын
1) Kya har Latifa roshan hone ki barkat se koi khaas roohani taqat hasil hoti hai ?? 2) daaye seenay pistan ke baayi taraf uper se neechy tak ek bohot garam lehar ,badi gehri daudhti hai ,itna ke AC ki zaroorat padh jaati hai , ye kya hai ?
@pakistani74544 жыл бұрын
پتہ لگا کے روحانی بیماریاں کافی ہے حل کیا ہے سب کا ایک ہی جگہ پر
@islah-e-Nafs4 жыл бұрын
آپ علاج کے لئے کسی شیخِ حق سے رجوع کریں
@masrooransari513 жыл бұрын
Shakebañsari Ykhshauna rbbhum bil gyb
@sha2zadi5 жыл бұрын
Subhan Allah VaBiHamDiHi Subhan Allah HilAzeem AstaGfiRullah