Very important qasam se masla hal kar diya ! Islam ek scha deen he aur fiqh e jafriya jo dar asal fiqh e Rasool saww he complete course of life
@ferozahmad33653 жыл бұрын
Mashallah aga Sahab zarorii masail dene k liye
@assadali76052 жыл бұрын
Ajrakumullah Shah jee
@sfarts65133 жыл бұрын
Mola aap ki umar daraz karay
@sadaqatalikarimejee38854 жыл бұрын
Mashallah
@mountaintubegb34246 жыл бұрын
Masha Allah aga sahab Allah pak apky taufiqaat mai mazeed izafa kray....ameen
@azeemat__hussaini49353 жыл бұрын
Ya Ali Madad sir, Very, very and very informative lecture. Aj solve hova yhi problem Mra, I was worry about this problem. Mola slmt rky aur mazeed progresses dy
@KhMubashir6 ай бұрын
Madad sirf aur sirf Allah S.W.T he ke zaat se mango... Shirk azeem gunah ha... Bacho iss se
@wahidhaider11034 жыл бұрын
Khuda apko salamat rakkhe
@fiqh_e_jafariachannel23624 жыл бұрын
masha allah salamat rahe
@hidayatalvi147 жыл бұрын
mashallah douts clear ho gae . Allah aapko lambi umar daraz kre abidi sahab .
@SajjadQureshi5-12144 жыл бұрын
Bro apna whatsapp no do kindly plz clear nai ho raha hai mjy istabra ke baray me
@syedhamidalishah30554 жыл бұрын
Thanks for sharing informative point.. jazakallah
@nimrnetwork26505 жыл бұрын
Mashallah ...keep it up maulana sahib...allah aap ko mazeed tofeeq da
@naqisonu50413 жыл бұрын
Masha allah
@JawadKhan-dq5cu7 жыл бұрын
mashalllah jinab............dout sara clear y gya
@maqboolhussain9474 Жыл бұрын
Agar soote wact shak ho k kuch qatraat nikle hain wo bhi bina shehwat iska kya hokam hain
@maqboolhussain9474 Жыл бұрын
Agar soote wact 2 ya 3 qatraat nikle ho bina shehwat k iska kya hokam hain
@ahmadhayat61965 жыл бұрын
Nice topic
@minhalasif2783 Жыл бұрын
Agr koi istbra krta hy r usy bar bar whm hta hy k isbtra thk tha ya glt to us k liy kia hukm hy r agr koi isbtra na kry r ktra ay js ka shk ho to srf wazu btl hoga ya gsl krna hoga
@hasanmehdi45095 жыл бұрын
Mashallah mola Apko salamt rakhey
@AtirRaza4 жыл бұрын
Is ky liye niat qurbatan karna zarori hy?
@culturesofpakistan33446 жыл бұрын
mani or peshaab k elawa jo 3 kism rutubate karich hote hian wo cloths ma lag jaye to un ko wash kiye bagyr namaz ho gi ya nhi?
@AllamaShahryarRazaAbidi6 жыл бұрын
istabra kay baad wo ratubat paak hongi
@Babjofmsl4 жыл бұрын
Asalam o aliakum qibla ager Istabra k bad bhi kuch peshab k katry nekal hain or yaqeen ho k wo peshab k katry hain to kia ous halat me insan namaz parh sakta hai ousi kapron me?plz jawab dain
@laiqhussain78714 жыл бұрын
Uzwe tanasul ki jad kaha par hay?
@ghani1508 жыл бұрын
Urin ko achi tarha hushk karna ho ga tishu pepas se
@ghani1508 жыл бұрын
Pehly waqt me mati ka dhila istamal hota tha ab os ki jaga p tishu peper istmal kar sakty h.
@Makii_Trades5 жыл бұрын
Or uzwah e tanasul ki jarrr ke meaning?
@jafferrather11293 жыл бұрын
Tawzeeul masail aga sistani bab istabra masala 73 tawzee chata hoon
@yazdanali13765 жыл бұрын
Muje pela step nhi smj aya kay maqam e pakhana sy wipe krna kya mtlb
@AliAbbas-nl1ji3 жыл бұрын
Aoa.Allama sahab agar kisi ka qaza roza ho aur subah 9 bjy uski ankh khulay aur woh daikhay keh usay ahtelam hogaya to kiya woh ghusal kay bad us din qaza roza rakh sakta ha.
@Ismailishiasabirsaleem2 жыл бұрын
Bhai ahtelam hone se roze pe koi asar nahi parta. Roza ki Niyat aap ne ki thi or agar late uthe sehri nahi bhi ki so doesn't matter your fast will be valid...
@AliAbbas-lq7xn4 жыл бұрын
Salamuna alaykum Allama sahab kya neend me bhi buri cheez dekhte huwe mazi kharig hoti hai
@mohammadraza326 Жыл бұрын
Alaekum salam Shehwat k sath uchal kharij ho aur uske nikalne se badan sust ho jaye to mani k hukm agar shaq ho k teeno alamat nahi hai ya ek alamat ho ek na ho to mani k hukm me nahi hai
@sardarhazara6334 жыл бұрын
salam sir agr taharat kay bad aur wazo leney say pahly hawa kharij ho jae tu dobara say taharat lena chahye?
@mohammadraza326 Жыл бұрын
Alaekum salam Wuzu k baad ya daurane wajibat e wuzu yaani chehre dhone se lekar wuzu muqammal hone tak agar gas paas ho jaye to wuzu batil ho jayega
@sayyedkazmis26564 жыл бұрын
Agha please thoda halke Urdu words use kare 🥺🥺🥺
@nadeemmalik6163 Жыл бұрын
Peshab ka thodasa qatra paak hai ya napak
@Muntahamotivational5 жыл бұрын
Salamun Alykum kya Istibare ki niyat karna h
@electronicalsa5 жыл бұрын
Walaikum assalam ji nahi niyat ki koi zarurat nahi