Allama Abidi sahib ki bahout di video download ki hoi hien namaz , mout ,Both , zaberdast beyain hien .
@musakazimnaqvi78663 жыл бұрын
Jazakallah
@merajmujtaba93443 жыл бұрын
Masha Allah
@exceptionworld85807 жыл бұрын
Jazakallah Maulana sahb
@miramjad61516 жыл бұрын
rytttt molana sahab
@alirazaali93357 жыл бұрын
zajakallah .maulana sahib
@swanky823 жыл бұрын
Kia khumas ko behan baiyoun Mei bhi taqaseem ker saktey Hain sarey ka Sara? please advise
@Ilovegames5553 жыл бұрын
Slm
@farahsaeed3023 Жыл бұрын
APK lecture to purany hain lekin bht achy hain Lekin bht mamlon me tishnagi reh gai jaisy wo paisy Jo Kisi retired insan ne kahin invest kiye hain in SE monthly amount Jo milta hai wo itna bhi nhi hota k ghr k akhrajaat pory hon.qarz pr Zindagi guzar rahi hai.har mah lazmi qarz Lena parta hai.ab Jo invested money hai uspr khums nikly ga?? Dosra widow ne qoumi bachat me paisy rakhy hain us se monthly Jo amount milta hai us SE ghr chalati hai,ispr khums lagy ga??
@alizeynaqvi54725 жыл бұрын
Agr pehli job ki date yad na ho aur jb kums na nikala ho Aur ab jo job hai us ki date yaad hai aur hm pehli dafa khums nikalna chahye to phr kis date pe nikalain?
@faizanedu44814 жыл бұрын
Khums aur zakat mn kiya faraq h..
@farahsaeed3023 Жыл бұрын
Imam e Zamana jaza e kher den Agr Jawab den to mehrbani ho gi.
@AlQuddus-lk7om8 ай бұрын
Agar kisi ne 5 ya us se zyada saloon Tak khumus ka hisaab nahi rakha Hain to wo kya kare?
@swanky823 жыл бұрын
Do Syed have to take outkhumas as well from his yearly savings?
@Ilovegames5553 жыл бұрын
Hum apna qums kisi ko qarza dete hai to kya yeh sahi hai
@Ahmadkhan-bn7hz7 жыл бұрын
main fouj mein nokari karraha houn our hamari tankhe se Jo Appf fond yah AGI Jo katte hain aur wo pesa ham KO ritear ke bath milte hain Jo Apne ekhrajat keliye rakhin hain us pèse par keya hukum hai main rehbar ki mukallit hon
@musawerali93894 жыл бұрын
Assalam Alaikum maulana sahib me aik banker hoo meree salary 26th ko credit hoti hai aur pehli salary bhe 26 june 1993 ko milee to 26 th ko saarey expences kr ke khumas dena ho ga aur me ne credit cards ke payement bhe krni hoti hai means loan bhe hai to kia khumas wajib hai
@farahsaeed3023 Жыл бұрын
Aisy hi meri beti job krti hai ghr k kharch me share krti hai,50k salary me SE 40k bap ko deti hai kharch k lye baqi 10k apny jaib kharch rakhti hai ab ye paisy wo apni zarurat maar k bachat krti hai ab 3 sal bad us k Pas 50k ho gye hain.ispr khums hai?
@swanky823 жыл бұрын
Question? For example if I received my salary in the end of each month and before spending I take out 20% out of my salary in advance. Still I have to pay khumas for gifts?
@friendsofgreenladakh76643 жыл бұрын
I think no. Khumus is paid only when money according to all your wishes are spent. The money so left after all your expenditure at the end of the year is permissible for khumus.
@aliabdi2375 Жыл бұрын
Shia ulema mostly pressurize for khums because it's 20%,they never talk about zakat,which is 2.5% on savings.They also recommend to pay khums even on illegal savings if mixed with legal savings,I am of the view that Allah tala will never accept or recomend to pay khums on illegal savings.qurane pak is very clean in this regard,khums was payable only on malle ghanimat which we get from the battle field after winning the battle.will our ulema clarify it.
@tathirzehra71023 жыл бұрын
.
@syedmehdireza88824 жыл бұрын
Sarkar maine 1 lakh main say 20 hazar qums nekala to mere pass 80 hazar bacha ab agle saal qums wale date pe phir 80 hazar he raha mere account main to kya ab us 80000 pe bhe qums neklega
@tatheerfatima60575 жыл бұрын
B.c k bary mai detail sy bata Dain plz.sllamt rhain Ameen
@ahmedfaraz23486 жыл бұрын
Sir, pehli amdani ki date yaad na ho tou kis date pe nikaalain?
@alinawazish98763 жыл бұрын
£
@syedatif38324 жыл бұрын
Quran k reference plz show karen
@hasankaleem46365 жыл бұрын
meri shadi 23rd march main hui thi toh kiya main is sal main khums du? kiya mere gold main khums niklay ga?