बहुत बहुत शुक्रिया सर आपका हम यहां रहते हुए भी किले के अंदर नहीं गए और आपने पूरा किला दिखा दिया💝
@RahulSoodFilms5 ай бұрын
🙏🏻🙏🏻
@nika_vlogs113 күн бұрын
Good work ji ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
@RahulSoodFilms13 күн бұрын
Thank you
@abhigyanprakash2894 ай бұрын
Wow ❤
@RahulSoodFilms4 ай бұрын
Thank you
@thehistory65285 ай бұрын
Is ummid me link se is video pe aaya ki kuch sachai btayenge lekin aap bhi bus video video khel k aa gye Galti aapki bhi nahi jab anupgarh nivasi hi yaha ho rahe atikarman aur iski durdasha pe udasin h to aap to fir bhi youtube vlog k liye aaye the Aalochana bhi swikar kare
@RahulSoodFilms5 ай бұрын
Hum Alochana bilkul swikar kartay hain but ap konsi sachai ki baat kar rahe hain? Thod detail mei batayen taki hum improve kar saken. Humnay iska pooara itihas bataya hai jo 2-3 books consult kar ke banaya hai jaisay Sriganganagar gazette 1971 book mei hai or kafi research kar ke banaya hai. Kripa karke details share Karen ki ap konsinsachahi ki baat kar rahe hain 🙏🏻
@thehistory65285 ай бұрын
@@RahulSoodFilms Har pahlu dikhaiye Jaise west ka jo aapne gate dikhaya uske bahar ki aur Mandir bana diya gate band ho gya Bahar ki aur logo ne diwar se bilkul satakar makan bana liye kabja karke Devsthan vibhag iski dekhbhal nahi kar raha aur yaha k logo ki udasinta bhi darsaye
@RahulSoodFilms5 ай бұрын
@@thehistory6528 is vlog ko bananay ka udeshya yahi tha kiAnoopgarh fort per koi dhyan nahi de raha, or na he local administration or nahi tourism department, humnay shru mai he ye sab bataya or dewar tod kar gate banaya hai or bahar bahut encroachment hai. Is vlog ko tourism department ko bhi bheja hai. Ap ka concern bilkul sahi hai. 🙏🏻
@rahulloveanu6 ай бұрын
Great information sir ji- I'm Archaeology and Cultural student