Same aese hi humne bnaya hai aaj zabardast recipe 😋
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Jazakallah ❤️
@Kishwar_kakitchen Жыл бұрын
Bahut majedaar banaya hai ❤
@farhazahid2966 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤ur respie
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thanks 🤗❤️
@Willson-df4xo Жыл бұрын
Very nice 🎉
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thanks 😊❤️
@munasayed9656 Жыл бұрын
Aap se farmayish thi mutton tahri ki aap ne kafi sari pulaav aur biryani ki recipe di hain please koi achchi si tahri sikhayei mujhe intezaar rahegaa love you❤❤❤ sis
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Inshallah sis … apki farmaish puri karne ki koshish karungi jald hi 🤗 Sorry for the late reply ❤️
@masalamansion Жыл бұрын
Wow. Looks incredibly delicious. Aromatic
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
🤗❤️
@muneezafoodsecrets3836 Жыл бұрын
Waalaikum Assalam Mash Allah Very Tasty And Healthy Recipe Khichda Recipe perfect 💯💯💯 And Yummy Recipe 😋👌 Thanks for Sharing 💖🌺
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Most welcome dear 🤗❤️
@alifamilylifeinusa5615 Жыл бұрын
Zabardast ❤MashaAllah 9:22 😊
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Jazakallah 🤗❤️
@sheenakitchen Жыл бұрын
Awesome sharing A Big like 😋😍
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Big thanks👍🏻
@maryamsgranny6406 Жыл бұрын
Thank you for shearing this delicious recipe full watched ❤❤❤❤
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
My pleasure dear 🤗❤️
@indiaflexnasrul7396 Жыл бұрын
❤ very tasty
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thanks a lot❤️❤️❤️
@danishhussain2741 Жыл бұрын
May Karachi Pakistan say watch ker raha hoon. May nay market may yeh kali dal jis ko aap udak bol rahy hayn nahi daikhy. Pather phool or aik cheez or jo aap nay boli hay yahan dastayab nahi. Kea in cheezoon k baghair khichra bun jaye ga. Hamaray haan haleem bohat comman hay khichra bohat kam log banatay hayn. Lakin hamaray ghar may log khichra zayada pasand kartay hayn. Jub tak nani dady or waalda hayat theen khichra mil jata tha ab ke nassl ko banana nahi aata. May ye receipe zaroor trg karoon ga. Hamaray nana dada bhe bohat shuru may lakhnao say migrate ker k karachi aa basay thay. Kafi relative waheen reh gaye. Lakin hum ne khabi india nahi daikha. Aap jis terha bolty hayn. Hamaray phupyaan wagaira bhe usee andaz may bola kertg theen ab to sub khatm ho gaye. Hum na idhar k rahay na udhar k. Nana her waqt lakhnaw ke batayn kea kartay thay. Bus ab to aap jaisoon ke aawazayn suntay hayn to bohat say log yaad aatay hay. Allah aap ko or aap k khandzn ko salamat rakhay khoob khushyan ata karay.
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Aameen summa aameen 💕💕 ❤️❤️ Urad dal to har kahi mil jani chahiye aur ye do masale jo aap ko nahi mil rahe skip kar de kyuki ye masale extra flavour dete hai degi khano wale lekin nahi mile to is ke bagair hi banaya ja sakta hai.. aur payare comment aur itni duaao ke liye aap ka tahe dil se shukriya 💕💕 JazakAllah khair 💕❤️
@monasultana-q9l5 ай бұрын
Request you to please specify how many persons will this khichda serve
@ZaikaeLucknow5 ай бұрын
Upto 12-15 servings
@monasultana-q9l5 ай бұрын
Thank u so much @@ZaikaeLucknow
@shahnazsarwar2856 Жыл бұрын
Is it always made with mustard oil? Look amazing but quite labour intensive.
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
yes it is made in mustard oil and sometimes you have to work hard and enjoy later
@shahnazsarwar2856 Жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow that is true.
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
JazakAllah 🙂❤️❤️
@mukhtarkhan5506 Жыл бұрын
Out class very much delicious recipe appreciated dear chef mouth watering M A Khan Quetta Balochistan Serena Hotel
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thank you so much ☺️❤️❤️
@indiaflexnasrul7396 Жыл бұрын
❤
@asadfaruqbuttar5264 Жыл бұрын
Sister no doubt recipe is great but I have noticed that you don't use tomato ?
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
don't add tomatoes in it.. JazakAllah khair dear brother ❤️💕
@rajshekharsaxena1739 Жыл бұрын
इसको खाते कैसे हैं । मतलब ये कैसी डिश है।
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
सलाद के साथ नींबू डाले और छम्मच से ऐसे ही आनंद लीजिए
@indiaflexnasrul7396 Жыл бұрын
Muh se bhai akele hi
@copycook6905 Жыл бұрын
Ye tewahar nahi hai pehli baat appi. Dosra gham ka din. Hota hai. Or app Dosro k Sath milke shirk ker rahi ho. Baki app badi sis ho ek baar hades kuran ko dekh lo. Sorry appi