मोगरा(Jasmine) main bumper flowering ke liye 4 chijen dalen, organic fertilizer

  Рет қаралды 10,953

ManjuGardening&vlog

ManjuGardening&vlog

Күн бұрын

how to get maximum flowers on mogra,( Jasmine ) Chameli, Juhi, Champa plant
mogra mein hajaron phool pane ke liye jarur dalen organic free ke gharelu fertilizers
banana peels fertilizer
onion peel fertilizer
Eggcell liquid fertilizer
tea leaves fertilizer #fertilizer #flowers #gardening #trending #vlogging #creative #Manju gardening and vlogs

Пікірлер: 111
@anjusuman8228
@anjusuman8228 4 ай бұрын
Bahut sundar garden hai aapka
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks 😊
@sumanmahour897
@sumanmahour897 4 ай бұрын
Hello manju dii...me abhi abhi new gardner bni hu mera bi mann krta h plants ki care krne ka but plant nursury se lane k kuch time baad mar jate the husband bahut gussa krte the but aapki guidelines se mera mogra plant marte marte bacha h ....THANKS mene cow dung chai patti coffee power wala formula use kiya mogra me fllowering shuru ho gyi h or ab rose plant ki care tips bi follow kr rhi hu
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad sister main jo batati hun bilkul real aur acchi chij batati hun aap follow karo aap apni gardning bahut acchi karoge achcha result milega pareshan na hona
@anjusuman8228
@anjusuman8228 4 ай бұрын
अच्छा रिस्पांस मिलता है
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit stay connected always🌹🌹
@laxmirane725
@laxmirane725 4 ай бұрын
Didi aaj ka video bahut achha tha mai jarur try karungi, aur mogre ki cutting kaise lagaye aur us cutting ki care kaise kare k wo jaldi lag jaye aur acchi growth kare bataye
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad cutting ki video kuchh samay pahle hi Dali hai aap dekhen sari tips batai hai
@kpurva567
@kpurva567 4 ай бұрын
Sach me apki nuske se paudhe bahut achhe ho rahe hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks dear 💐💐🌹
@kpurva567
@kpurva567 4 ай бұрын
Suit baut achchi hai...
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks thanks 💐💐🌹🌹
@sushmasmartvillage
@sushmasmartvillage 4 ай бұрын
बहुत ही अच्छी और शानदार फर्टिलाइजर की जानकारी दी आपने 👌👌👌👌👌👌
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit 😊☺️
@leenarohit5317
@leenarohit5317 4 ай бұрын
Very useful sharing mam.bahut achhe 👌👌👍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks 💐💐
@multi.coloredlife_by_Ekta
@multi.coloredlife_by_Ekta 4 ай бұрын
Kya calcium kei liye chalk ka powder daal sakte hai . Kya usmei bhi vinegar dalna hai . Kyunki 5 din pehle maine apne mogra kei plant mei coffee ka paani daala tha
@sudhirdeo7984
@sudhirdeo7984 4 ай бұрын
Bhut badhiya
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit
@dollymahto.6229
@dollymahto.6229 4 ай бұрын
👌
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit 😊😊💐💐
@dharmshilaskitchengarden2894
@dharmshilaskitchengarden2894 4 ай бұрын
Very good jankari 👍🌺👍🌺👍🌺
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 😊😊💐💐
@meghascreations5770
@meghascreations5770 4 ай бұрын
बहुत👌
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@seemajoshi8396
@seemajoshi8396 4 ай бұрын
आपका बगीचा बहुत बढ़िया है मेरा भी बगीचा है पर फुल ज्यादा नहीं आते
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@user-zi2hz1ds1j
@user-zi2hz1ds1j 4 ай бұрын
Ma'am aapki vjh se mere plant mai bhut se phool aa rahe hai thanks❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Ji shukriya thanks video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐🌹
@user-zi2hz1ds1j
@user-zi2hz1ds1j 4 ай бұрын
@@Manjugardening1 ma'am aapki video dekh rahi thi purani jisme aapne gahat ki daal ka ek fertilizer bataaya tha ma'am usko garmiyo mai bhi use kr sakte hai kya plz bata dijiye ❤
@Seemafoodandflavours
@Seemafoodandflavours 4 ай бұрын
Bohat badiya mam ,mujhe bhi gardening ka bohat shouq hai mai dubai me rehti hu , aapne rice k bag ka gamla banaya tha uspe eak aur vedio banaye pls request ❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत shukriya aap yahan se video dekh rahi hai thanks aap mere channel per visit Karen Karo aata ka bag rice ka bag kafi kabad mein Maine grow kiye Hain vegetables
@user-kk9fp7md3z
@user-kk9fp7md3z 4 ай бұрын
Nice information tks
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks Dil se shukriya 💐💐💐🌹
@ramkishorikibagiyaa8332
@ramkishorikibagiyaa8332 4 ай бұрын
बहुत बढ़िया बताया video बहुत अच्छी लगी है madam😊❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks 💐💐
@anitapandey113
@anitapandey113 4 ай бұрын
Good information🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit 😊
@myorganicterracegarden7328
@myorganicterracegarden7328 4 ай бұрын
253 like very nice sharing 😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks dear sister thanks
@sravyajoshi8700
@sravyajoshi8700 4 ай бұрын
Very Informative video❤ Thanks for sharing this idea😊❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Ji shukriya Dil se aapka बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐💐
@dadimaakibagiya7976
@dadimaakibagiya7976 4 ай бұрын
Vah vah kya baat hai bahut hi behtarin jankari di
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks 💐💐💐💐💐
@sunitamehra4823
@sunitamehra4823 4 ай бұрын
Nice information aapnae sahi kaha h mere yaha bhi mogra m abhi hi flowering hui h doublechandni ji to sari keaces gir gayi h new keaves aarahi h
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad
@Sakhigarden
@Sakhigarden 4 ай бұрын
Very informative video almost aapki all video Jabardast hoti hai😊 jisse Kuchh Na Kuchh sikhane Ko milta hi hai😊🪴👍🏽 thanks for sharing dear😊 stay connected always🪴🪴🪴💐💐💐💐😍
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se shukriya dear video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐🌹🌹
@beenaparikh3836
@beenaparikh3836 4 ай бұрын
Apane jo bhigoya tha..vo sab mix karke dala...pani jyada falke dilute nahi kiya .jyada concentrate hoga to plantko nuksan nahi karega?
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Jo sari chijen bhigoee thi unmen Pani Dal karke dala hai 1. ,1 katora tha use double Karna hai tea leaves one chammach ko 1 litre Pani banana hai calcium ko bhi 1 litre hi banana tha to sath ekattha karke usko maine kar liya tha jitna patla karoge achcha hi hai
@myhobbyisgardening5164
@myhobbyisgardening5164 4 ай бұрын
Healthy plant very informative information dear 👌
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit dear 😊😊💐
@VenkatramanIyer-ky8mc
@VenkatramanIyer-ky8mc 4 ай бұрын
Ye fertilizer vegetables plant ke liye be use kar sakte hai kya or only flowers ke liya he hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han vegetable fruits flowers sare plant ke liye hai
@christianfredachristianfre3303
@christianfredachristianfre3303 4 ай бұрын
Bahut badhiya.❤
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for 🙏💐💐
@seemajoshi8396
@seemajoshi8396 4 ай бұрын
चाक या। चुनें में भी। सिरका मिलाकर डाले
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji nahin chak ya chuna mein Milana nahin hai sirka but sirka ka istemal plant mein jarur karna hai
@anjusuman8228
@anjusuman8228 4 ай бұрын
मै बहुत सारी सब्जियों और फलों के छिलके बाल्टी मे भिगा के रखी हूँ उसको 15 दिन बाद डाल सकती हूँ
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Falon ke chhilke sabjiyon ke chhilkon ko aap ek din bhigokar rakhe aur dal Den kyunki jyada din rakhne per abhi badbu aane lagegi abhi aap Keval ek din ya do din bhigokar dal den
@anjusuman8228
@anjusuman8228 4 ай бұрын
@@Manjugardening1 okk 👍
@ratikantamoharana1968
@ratikantamoharana1968 4 ай бұрын
Mam kya watermelon ka peel se firtilizar banasaktehe
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji bilkul watermelan ke bil se aap fertilizer banaa sakte hain
@maheshparmar3616
@maheshparmar3616 4 ай бұрын
बहुत अच्छा विडियो है
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks
@Singhania-terrace-garden
@Singhania-terrace-garden 4 ай бұрын
Very nice video. ❤❤🎉🎉
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Ji shukriya aapka बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐
@ratikantamoharana1968
@ratikantamoharana1968 4 ай бұрын
Mam gulab ka Jo new leaf atahe Bo bahut chhoti si atahe aur bada honeme kafi din lagtahe .aur woh leaf jalta he kya karna chahiye kuchh samajh nahi aata hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad gulab ki care and tips bahut sari video hai lagatar Dali Hain channel per aap dekhen bahut kuchh bataya hai aur abhi bahut garmi ho rahi hai plant ko dhup mein mat rakhna din mein sawar karna aur
@vlogofsandhyawithmummy691
@vlogofsandhyawithmummy691 4 ай бұрын
Mai aapki video se bahut kuch sikhhi hu Paan ke plant ko k se save kare kuch jaankaari dijye madam g
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad abhi Pan ke bail ki growing period hai winter mein isko bachana hota hai abhi acche se chalne lagegi chai Patti ka liquid fertilizer dalo varmi compost dalo Pan ke plant ki video hai channel per please aap visit karna
@vlogofsandhyawithmummy691
@vlogofsandhyawithmummy691 4 ай бұрын
@@Manjugardening1 thanks
@kumaradityasoni1743
@kumaradityasoni1743 4 ай бұрын
Sabko mix kar sakate hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Ji han AAP sab ek sath mix kar sakte hain Pani Mila Lena acche se
@uramilalahoti1457
@uramilalahoti1457 4 ай бұрын
Kya aparajita main daal sakte hai
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han maine bola hai video mein kisi bhi plant mein dal sakte ho
@plantshouse5319
@plantshouse5319 4 ай бұрын
Bahut hi useful jankari hai but abhi mogre mein bharpur flowering ho rahi hai to dalna uchit hai ya nahin🎉🎉🎉❤👌🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Ji video dekhne ke liye dhanyvad ji han abhi dal sakte hain abhi to plant ko nutrition chahie hai flowering mein bhi kuchh nahin hota main hamesha dalti hun achcha result milta hai
@nitapatel1348
@nitapatel1348 4 ай бұрын
M.didi mere paas khaneka chuna hei to kitna leneka voh samjme nai aata pls ans it
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit khane wale chune ko Aadhi chammach 1 litre Pani mein Mila len aur plant mein dal den mahine mein sirf ek bar hi dalna
@mrunalapte2943
@mrunalapte2943 4 ай бұрын
Can we use chalk powder for calcium
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap chalk ka istemal kar sakte hain khane ka chuna istemal kar sakte hain calcium ke liye
@beenaparikh3836
@beenaparikh3836 4 ай бұрын
Milinugs jasud &sab plant me lag jata hai..kya kare?
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Organic kitnashak ki video channel per hain aap dekhna Milibugs ke liye aap ek packet eno ya Aadhi chammach baking soda ko 1 litre Pani mein Milana 5 Boond shampoo ki dalna aur acche se spry kar do ek din chhodkar karte rahana achcha result milega
@deeppandeyvlog3922
@deeppandeyvlog3922 4 ай бұрын
Great 🎉🎉🎉🙏🙏🙏🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks 😊
@Sakhigarden
@Sakhigarden 4 ай бұрын
Good afternoon dear Manju sis😊
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Good night dear sis video main Abhi dekh rahi hun comments bahut biji hun aajkal kam bhi bahut hota hai Navratri abhi thi isliye bahut late answer de rahi hun night ho gai hai
@beenaparikh3836
@beenaparikh3836 4 ай бұрын
Milinugs liye kya kare..nimoilse nahi jata..
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad Neem oil mein panch Bodh shampoo ki milao aur thoda si baking soda Mila Lena FIR spry karna
@plantshouse5319
@plantshouse5319 4 ай бұрын
Flowering ke waqt dalna uchit rahega kya❤🎉🎉🎉🎉🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad han sister bilkul dal sakte hain flooring itni aati hai paudhe Ko khana to chahie hi main hamesha dalti hun aur bahut achcha result hota hai baki sab kahane ki baten hoti hain ki nahin dalna chahie hai yah
@teacher-my6wm
@teacher-my6wm 4 ай бұрын
मैंने 1 वर्ष पहले पौधा लगाया था न तो बढ़ रहा न खराब हो रहा। क्या करें जिससे ग्रोथ करे🙏
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद मोगरा प्लांट में रूट बहुत ज्यादा होती हैं हो सकता है अभी जड़ों का बहुत जबरदस्त जाल बन गया होगा आप एक बार प्लांट को अभी बाहर निकालो उसकी रूट देखो हल्की-हल्की रूट को हल्का-हल्का कट करना और मिट्टी मिट्टी में गोबर की खाद वर्मी कंपोस्ट और नीम खली जरूर लगाना फजी साइड जरुर डालना और अगर रूट में नीमाटूट की प्रॉब्लम होगी तो प्लांट की ग्रोथ नहीं होती है प्लांट की जड़ों में ना गांठ बन जाती है देखना अगर गांठे बनी होगी मोटी मोटी शलजम जैसी तो उन्हें कट करोगे और उसे पर फंगीसाइड लगाओगे और अच्छी सी मिट्टी लगाओगे उसको लगा देना प्लांट फिर ग्रोथ करेगी
@teacher-my6wm
@teacher-my6wm 4 ай бұрын
@@Manjugardening1 धन्यवाद जी🙏 परंतु मुझे गार्डनिंग की ज्यादा जानकारी नहीं है आपका वीडियो भी पहली बार देखा। आपने उत्तर दिया प्रसन्नता हुई🙂 मोगरा के साथ तुलसीजी भी लगीं हैं इसलिए पौधे से छेड़छाड़ नहीं कर सकती। हां आपके द्वारा बताई सामग्री अवश्य बना कर डाल दूंगी। लेकिन इससे कहीं तुलसिजी के पौधे को नुकसान तो नहीं होगा? 🙏
@KaranSingh-cc3zs
@KaranSingh-cc3zs 4 ай бұрын
Mam sari chijen ekatthi ka liquid Dal sakte hain
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap sari chijen ekatthe dal sakte ho FIR usmein Pani acche se mila Lena Maine video dikhane ke liye samjhane ke liye अलग-अलग bheega ke thi
@pushplatasachan4628
@pushplatasachan4628 4 ай бұрын
Mm mm. 6:53
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks 😊💐
@deepanshugupta7926
@deepanshugupta7926 4 ай бұрын
Mam mogra plant ki growth nhi ho rhi h , leaves सिकुड़ rhi h...jada branches nhi aa rhi h ....
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yah Aaj Jo fertilizer Maine bataye hain inhen aap jarur dalen calcium jo hai ya to Ande ke chhilke dalo nahin hai to khane wala chuna dalna isase result achcha milega pattiyan sukarengi bhi nahin aur pili bhi nahin hongi
@deepanshugupta7926
@deepanshugupta7926 4 ай бұрын
Ok mam
@KaranSingh-cc3zs
@KaranSingh-cc3zs 4 ай бұрын
Sari chijen ka ekatthe bhigo sakte hain
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han sari chijon ko ek sath bhi aap bheega sakte hain maine video banane ke liye अलग-अलग dikhaya hai taki samajh mein acche se aaye milaya to ek Sathi hai aap acche se kar sakte hain result achcha milega
@kanchanpandey1529
@kanchanpandey1529 4 ай бұрын
दीदी मेरे मोगरे के फूलों मे खुशबूदार नही आ रही क्या करू. 😢
@kanchanpandey1529
@kanchanpandey1529 4 ай бұрын
खुशबु
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad mogre ki jo care and tips batai Hain unhen follow karo fertilizer bhi bataya hai video dekho please
@thakurabhi885
@thakurabhi885 4 ай бұрын
Inke bina bhi khusbu wale flower ate hai wrong info. Mat do
@Manjugardening1
@Manjugardening1 4 ай бұрын
Thanks for visit aap ek bar inhen use karke dekhen aur FIR dekhen khushbu pahle aur bad mein
Nastya and balloon challenge
00:23
Nastya
Рет қаралды 21 МЛН
The FASTEST way to PASS SNACKS! #shorts #mingweirocks
00:36
mingweirocks
Рет қаралды 14 МЛН
Je peux le faire
00:13
Daniil le Russe
Рет қаралды 13 МЛН
Nastya and balloon challenge
00:23
Nastya
Рет қаралды 21 МЛН