इस प्लांट के बारेमे आपने बहोत achhi बात बताई.धन्यवाद.वेईसे हमारे घरके सामने meine १ प्लांट लगाया है
@plantuniverse Жыл бұрын
Welcome mam 😊💐
@sunitagrover9793 Жыл бұрын
Nice Good jankari dyrey ho God bless you ❤
@plantuniverse Жыл бұрын
Thank you so much mam 😊🌿🙏
@geetamishra83227 ай бұрын
Sundar 👌👌
@radheradhegardening2 жыл бұрын
Bahut hi badhiya tarike se aapane information Di Puja plant ke bare mein ichcha plant hota hai dusra lana hai
@plantuniverse2 жыл бұрын
Welcome mam 💐
@geethanjalikrishna Жыл бұрын
Very nice video
@plantuniverse Жыл бұрын
Thank you so much 😊💐🌿
@shriyadubey2 жыл бұрын
Helpful video🌿😊
@ikbalkaur3492 Жыл бұрын
Good information 💁♀️
@plantuniverse Жыл бұрын
Thank you mam 😊💐
@shilpisinghal6079 Жыл бұрын
Thanks a lot for the useful information.
@plantuniverse Жыл бұрын
Welcome mam 😊💐
@KanhaGarden2 жыл бұрын
Like 3 Superb upload dear friend ❤️❤️
@plantuniverse2 жыл бұрын
Thank you mam for watching my videos 😊💐
@MeherGarden2 жыл бұрын
Ji ye phehredar h good information ok mere pass 20 saal se per ak hi laga h bhut sunder h
@plantuniverse2 жыл бұрын
Welcome mam 💐
@surekhabungshy21632 жыл бұрын
Very nice
@plantuniverse2 жыл бұрын
Thank you so much mam 😊🌿✨
@meyou2701 Жыл бұрын
Thanks for nice information 👍
@plantuniverse Жыл бұрын
So nice of you 😊🌿
@arunamalhotra7036 Жыл бұрын
Nice vedeos
@shailytandon88412 жыл бұрын
Bhaiya agar main gate pr ek side wall hai tto kya dono ek side rakh len
@plantuniverse2 жыл бұрын
Aise me aap lemon Cypress or golden Cypress rakh sakte hai....ye kam dhoop me acche chalte hai aur same prajati ke bhi hai
@retrobuzz1044 Жыл бұрын
Sir aap kaun se state se hain...bahot achi video on thuja care...wineters main poori dhoop main rakh sakte hain? Sir itne tripurasur ke vanshaj aa dhamke hain. Kahan se positive energy rukegi. Anyways kripya reply karen aur ache video ke lie dhanyawad🙏🙏
@plantuniverse Жыл бұрын
Aapka comments padhakar accha laga 😇😇...Sir mai Prayagraj (Uttar Pradesh) se hun... Thuja ko aap hamesa dhoop me hi rakhiye..... Agar chota plant hai tab may june me afternoon shade me rakhe warna ye full sun me hi acche chalte hai.
@rekhagupta14702 жыл бұрын
Gate k left aur right m rakhna h ya dono ek saath rakh sakte h
@plantuniverse2 жыл бұрын
Gate ke dono side.... Ek left me aur ek right me rakhna hai
@rekhagupta14702 жыл бұрын
Thanku
@swatipatil49752 жыл бұрын
Sir, thuja ke Acchi groth ke liye fertilizer konsa de...Kya ise Dap de Sakte hai...?
@plantuniverse2 жыл бұрын
Thuja ke liye slow release organic fertilizers best rahte hai aap cow dung manure or vermi compost de sakte hai ( fertilizer September or March mahine me de to best rahega)
@kpopiee1234 ай бұрын
घर के बाहर लगा सकते है
@plantuniverse4 ай бұрын
Ha bilkul laga sakte hai
@brijeshkumari3819 Жыл бұрын
Maurpakhi paudha hamara dhundla , Ganda and growth nhi kar Raha aur mitti pakad raha hai please koi upay bataye
@plantuniverse Жыл бұрын
Mam Aap plant ko repot kar dijiye..... Aap Root trimming karke same gamle me bhi laga sakti hai bus soil me compost(गोबर खाद) add kar lijiyega. Ye Mausam accha hai is kaam ke liye.....aur plant me paani tabhi dijiyega jab mitti sookh jaaye
@meenajadeja8768 Жыл бұрын
Sirmere pase morpankhi ka poda Tha dusera Jodi ke like laying lekin Bahar Jayanti ek. rakhte to pados me chotakaharkhupl😮 bachelor pesej me khelte he gher me kaha rakhu dhup Sam kidup ATI he
@plantuniverse Жыл бұрын
Mam agar aap ek saath nhi rakh sakti ho koi baat nhi....inhe alag alag jagah par rakhiye... Log sirf Ghar ke South area me rakhne ko mana karte hai baaki aap inhe kahi bhi rakhe koi dikkat nhi....bus inme 2-3 ghante ki bhi dhoop mil jaaye ye acche chalenge
@weightlosswithjessica8385 Жыл бұрын
Enko roof pr lga skta ha
@plantuniverse Жыл бұрын
Ha bilkul laga sakte hai
@ANKITKUMAR-qv2xq Жыл бұрын
Kya Juniper plant b vastu k hisab se shubh hota h
@plantuniverse Жыл бұрын
Saare plants acche hote hai aur oxygen provide karte hai... Ha kuch khas plants ghar par hone par unse problem hoti hai isliye vastu ke hisab se bhi unhe accha nhi maana jaata... jaise ki dead or throney plant. Baaki aapko jobhi plant accha lage use lagaiye bus itna dhyan dijiyega ki wo poisonous na ho bus.
@VinodRawat-zr5uo Жыл бұрын
Gate p jagah na ho toh balcony m lga skte h jode k saath plz reply
@plantuniverse Жыл бұрын
Ha bilkul laga sakte hai
@rajeshbhatnagar7181 Жыл бұрын
Anurag ji ,please cockpit के बारे में bataiye
@plantuniverse Жыл бұрын
Bilkul sir ispe bhi video banayenge....waise cocopeat sirf Indore plant me use hota hai aur agar aapki soil acchi hai to wo bhi compulsory nhi hai
@rajeshbhatnagar7181 Жыл бұрын
@@plantuniverse anurag ji ,ek vedio Jade plants pr bhi banaye, maine lagaye pr kharab ho jate hain.
@plantuniverse Жыл бұрын
@@rajeshbhatnagar7181 Sir Jade plant ki soil bilkul cactus aur succulent ki tarah sandy banaye aur use clay pot me lagaye. Aar Jade plant ko full sun me rakhe kyunki ye plant shade me nhi chalte
@plantuniverse Жыл бұрын
Maine Jade plant ki cutting 8 mahine pahle hi lagayi hai wo acchi growth kar rha. Plant thoda mature ho jaaye tab uska video banayenge
@ashishcv907 Жыл бұрын
mere yaha flat me darwaje k yaha nahi rak sakta, to balcony window me kaisa laga sakta he
@plantuniverse Жыл бұрын
Aap sabse pahle sahi growing conditions par dhyan dijiye jaise ki sunlight aur air ventilation....agar plant healthy rahega to balcony me bhi acche results dega
@AdvocateAnu Жыл бұрын
Sir 2 hours k liye dhoop aati itna dhoop kafi hai kya
@plantuniverse Жыл бұрын
Ha survive kar lega
@sonuluxmi2439 Жыл бұрын
Bhaiya jode me lenge to inke alg alg naam hote h kya
@plantuniverse Жыл бұрын
Sorry.... Ye to mujhe nhi pata
@MD-ht2xr2 жыл бұрын
Bottle brush kaise lagaiye
@plantuniverse2 жыл бұрын
Ji same soil aur timing hai. ha dono me overwatering na ho iska dhyan rakhiyega khaskar barish me isme paani khada na ho ...golden bottle brush ko trimming karni padati hai desirable shape dene ke liye
@MD-ht2xr2 жыл бұрын
@@plantuniverse thanks
@mahipatil362 Жыл бұрын
Thank
@plantuniverse Жыл бұрын
Welcome mam 😊💐
@ankitakureshi9995 Жыл бұрын
Mene dono ek hi side lagaya he mere door k ek side mera dog badha rehta he to mene dono podhe sath me galaye he ek hi line me koi problem to nahi he na
@plantuniverse Жыл бұрын
Koi dikkat nhi hai mam 👍💐
@anishajiyanshiahuja4 ай бұрын
Indoor plant hai ya outdoor plant hai
@plantuniverse4 ай бұрын
Outdoor hai
@manansachdeva1252 Жыл бұрын
Sir mere ghar me itni jagah nhi hai...aur na hi dhoop itni aati hai... Toh Maine entry par diwar ke sath, dono ek hi line mein lagaye hai. . Baki plants ke saath hi... Toh isme koi dikkat hai?
@plantuniverse Жыл бұрын
Agar inme Thode time ke liye hi direct sunlight pad rhi to bhi ye acche se chalenge.
@manansachdeva1252 Жыл бұрын
@@plantuniverse ok sir... Dhoop ki kami hai isliye shayad growth bhi Kum hai.... Toh inko ek side PE lagana theek hai ya koi nuksaan hoga
@plantuniverse Жыл бұрын
@@manansachdeva1252 Koi problem nhi hai.... Plant healthy hai to sabkuch sahi hai
@manansachdeva1252 Жыл бұрын
@@plantuniverse ok sir thanks so much 🙏💐❤️
@manishanandeshwar724711 ай бұрын
Ek thuja plant nahi laga sakte
@kalpanapatil2084 Жыл бұрын
भाई हे मोरपंखी का सौदा नही है गलत जानकारी दे रहे है कृपया हे व्हिडिओ दिखा दो
@plantuniverse Жыл бұрын
Mam poora video to dekh lijiye
@kailashnathgupta32062 жыл бұрын
मेरे पास भी एक पौधा थूजा का है जिसे मैंने आप की तरह कटिंग से उगाया था।अब आपके कथनानुसार जोड़ा बनाने के लिए गुट्टी बांधूगा।
@plantuniverse2 жыл бұрын
Ye plant hai bahot beautiful....pair me rahega to dekhne me bhi accha lagega
@sagacity786 Жыл бұрын
Sab chhod ye bata is ped me krishn bhagwan kaha se aaya
@plantuniverse Жыл бұрын
Kuch medicinal plant aise hote hai jinke hamare aaspas lage hone se bahot se health aur environmental benifits hote hai. Aise plants ko agar god se assosiate kar diya jaata hai to log unhe pasand karte hai. Thuja bhi Aisa hi ek plant hai jiski leaf ki pattion ka shape morpankh ki tarah hota hai isliye ise morpankhi ka paudha kahte hai. Wahi ye plant male female hote hai isliye inhe jodi me lagane ke liye kahte hai taaki pollination se inme beej ban sake.
@sagacity786 Жыл бұрын
Bhagwan har jagah hai use ,ped paudhe, eit patthar me mt dekho ye bhagwan ka apmaan hai. All the west bro
@plantuniverse Жыл бұрын
@@sagacity786 Nature ki har chij bagwaan ne banayi hai aur bhagwan ki banayi chijo ki wajah se hi hum jee rhe to un chijo ki kadra karna aur unhe bhagwan se jodkar dekhna bhagwaan ka apnmaan kaise ho sakta hai.
@sagacity786 Жыл бұрын
@@plantuniverse duniya ki kadar karna achhi baat hai lekin bhagwan ka koi bhi roop banana galat hai Kiunki bhagwan ko kisi ne nhi dekha aur bhagwan ka koi roop bana kr poojna galat hai Jiska koi roop nhi swroop nhi us bhagwan ko mano baki sab purane samay ke raja hain bhagwan nhi
@plantuniverse Жыл бұрын
@@sagacity786 bhagwan ke baare me kisi ko nhi pata sirf apni hi galaxy me 100 Arab se jyada star hai aur aise kai karod galaxy hai. Insab ko bhagwan/ishwar/alllah/god or kisi bahot hi powerful shakti ne banaya hai. To jo log us unlimited power ki pooja kar sakte hai wo sahi hai lekin Jo itna sabkuch imagine nhi kar sakte wo use chote form me worship karte hai. Dono hi apni jagah par sahi hai galat koi nhi hai. Aakhir god to har form me hai uski power aur wo unlimited hai aur ham sab usi power ke part hai.
@shailytandon88412 жыл бұрын
Dhoop bilkul nahi aati
@plantuniverse2 жыл бұрын
Morpanki ke ped ko kamse-kam 2-3 ghante ki dhoop chahiye...aap jaha par plant lagana chahti hai aur waha bilkul dhoop nhi aati to aap waha pe dusare plant lagaye...... Plant koi bhi ho sabhi positive energy dete hai aur sabhi pollution ko kam karte hai aur oxygen produce karte hai
@manojsingh-zz3eb2 жыл бұрын
Ye kis season mai lagaya jaata h
@plantuniverse2 жыл бұрын
Garmio ki suraat me Feb March ya phir July se lekar October ke beech me....thandio me aur tej garmi me avoid kare