Very beautiful story very intelligent and intelectual writing . A burning topic of our society.
@jyotiparmar38747 ай бұрын
A hot samvedansheel kahaani.
@nishisaxena11698 ай бұрын
😂Jane kitni anginat ateet ki pratimayen ghoom rahi Hain bramhand mein...Kuch ki kabrein band hain kuch ki kabrein khuli hain.. Khuli kabron wale azaad ghoomte hain aur ek doosre se takrate hain...Jitni pratimayen utne hi Mahatma jinhone yeh pashan pratimayen banayee hain...Lein Ram woh toh kisi kisi ko hi mil pate hain..kuch aisi hain jinko mansik rogi kehte hain toh kuch ko pagal ...Patthar ki pratima ke Ram bhi isi sansaar mein ghoomte rehte hain...Kabhi woh pehchan mein aate Hain kabhi nahi pehchane jate...Jab nahi milte Ram toh shubhchintak log Bhagwan ke avtar yani kisi doctor kisi manochikitsak ke paas pahuncha diya karte hain...Jo samvedansheel hote hain woh mansik roop se vikrit kehlate hain aur jo samvedansheel nahi hote hain(matlab Jo practical hote hain) woh normal mane jate hain...Normal log itne practical hote hain k kisi ko bhi khatam kar dete hain insan ko khatam kar dein toh hatyare aur insaniyat ka katl kar dein toh practical...aise practical log kabhi bhi zindagi ko (insaniyat ko) polythene mein lapet kar uchaal sakte hain...Bahut samvedansheel kahani hai...Nahi hain shabd k is kahani ka vishleshan kar sakoon...Jane kitne Ram aur jane kitne Ravan...jane kitne Mohan Mohini jane kitne chandan ki lakdi se jalaye jate hain aur jane kitno ko maati bhi naseeb nahi hoti.. To be and not to be..Abhi aap sun rahe the...Dr Saumitra shayad Ram ne hi bheje the jab paap bahut ho gaye...lekin ... Ek aur lekin... Jane kitne lekin...Lekin ka pahaad bana hua hai charo taraf ..Abhi aap sun rahe the ke saath wapas aayee hoon aur jane kaise kaise vichar .. Vicharottajak kahani hai...hila kar hi khatam Hui na...😢😢😢
@ritamitra10288 ай бұрын
Behhad sangbedanseel marksmanship sunder si kahani . Dhanyabad Madhuri ji itny achhi kahani ky leya our seema ji sunany ky Liya .❤
@Sahitya-Nidhi8 ай бұрын
आप को मेरे प्रत्येक चैनल में इनकी कहानियाँ मिल जायेंगी..रीता जी. आप होम पेज पर playlist में इनका नाम देख कर कहानियाँ सुन सकती हैं