At that point yudhishthir is wrong but you don't have to say too much bad to yudhishthir because mahamahim Bhishma aur Guru draun bhi Dharm gyani the or wo to bade bhi the to unki jyada responsibility hai ki kuch gadbad Ho to wo sabse agge khade ho. Not only is yudhishthir responsible also all persons who sit and did nothing for Draupadi.
@sn584723 күн бұрын
Saare mard.. ek aurat kaa sahas un sab se kahin jyada tha ... Aur bechara banta Karn ka asli chehra dekho ab ...
@rishudrawingpaintingandgra65123 күн бұрын
Yudhishthira has betrayed draupadi, what would an ordinary girl expect from yudhishthira?
@secretofmind79723 күн бұрын
Bhai yudhishthir ullu nahi bana ,vo devata putra tha vo niyam nahi tod sakta tha
@oomamit23 күн бұрын
bahi unlogo ko Details Utna nahi paata naa , Jo Tv me dekhaya ja arah hain woh Log ushke base pe commet kaar rahe hain woh unka dosh nahi hain , unko aage peecdhe ki Details utna kaha paata so jo Serial me dekhaya jaa raaha hain unke base pe hi comment kaar rahe hain
@Sid9909-w8l23 күн бұрын
Ji nhi , Krishna ne hi kaha tha ki agar niyam aur parampara dukh aur paap ka karan bane to use tod dena chahiye , jo ki panadav nahi kar paye... isliye Krishna unlogo se is baat se gussa v the aur Krishna yahan sabko asli dharm sikhane aaye the
@rajatjangir67423 күн бұрын
@@Sid9909-w8lCorrect me bhi yhi bolne vala tha is samajdar ko. Yudhisthir devta putra tha par Krishna himself was Narayan. Or asli dharm unhone hi dikhaya tha. Unhone kha hai "Yadi Chal ka Ashrya Dharm hai to chal bhi dharm hai". Just like he did at the time of bhishma, Drona, Karna and Duryodhan death.
@maaya289023 күн бұрын
@@rajatjangir674 aur yahi batein sriram ko adharm lag sakta h par bhulo mat woh bhi Narayan hi h aur krishna har jagah sahi ho Aisa nai ho sakta q ki manav avatar m the woh panchatatv ke adheen the yaad rakhna ki Arjun ko jab brahmastra chodne ka adesh krishna ne hi Diya tha vyas ji ne aake roka tab Arjun ne wapas liya nai toh kya hota soch lo aur do not hi Narayan ke hi avatar h.
@rajatjangir67423 күн бұрын
@@maaya2890 you really think Krishana ji didn't knew what would be the consequences of it when he ordered arjun to release his brahmastra. He is adipurush. He knew ved vyas will come in between. Otherwise if he had to do everything why he didn't participated directly in the war. He teaches the path of Karma yog. 🚩🚩🚩
@godisone142022 күн бұрын
Jab yudhishthir khud ko haar chuka tha wo ek dass ban chuka tha to ek dass ek Rani ko daav pe kaise laga sakta tha
@shivji398323 күн бұрын
Yudhishthir ki ye galti h ki vo bahit jyada acha h Acha hona bura kese ho sakta h Ha us achayi ki baja se uske sath bura hua uske pariwar k sath bura hua par usne achayi satya ka sath nahi chorha
@jatinjuneja791823 күн бұрын
Yeh woh yug hai jaha dharm ko dhal bana ke adharam kiya jata tha
@secretofmind79723 күн бұрын
Jata tha nahi ,kiya gaya ek hi kiya tha
@thor521923 күн бұрын
aap baar baar ek cheez bolte ho ki agr nhi mana kr skte is game ko to kam se kam marr jaoo , lekin ek baar aisa socho ki agr ye mar gye to duryodhan ko marega , aur example kaise set hogi ki ek ladki ke sath bura hota hai aur aisa krne pr kaisi punishment milti hai, yudhishter ne jo galat kiya hai uski punishment to unko mill rhi hai ki unke samne unki wife ke sath ye sab ho rha hai aur vo kuch nahi kr paa rhe , lekin duryodhan ko bhi to milni chahiye jo ki sirf pandavs hi denge ..... lekin aap pichle 5-6 vedios se ek hi cheez boli jaa rhe ho ki pandavs ko marr jana chahiye
@Freedomv-l3v23 күн бұрын
App bas wait karo jo halat hoga ye adharmi log ki dekhana maja ayaga
@BhoomiPandey-et8uh23 күн бұрын
Yahi toh bat hai yudhishtir ji ko nhi pta tha ki duryodhan itna girega , aur yudhishtir ji ko blame mat kijiye us time ki situations hum nhi jante , yudhishtir ji ki ye situations hum log ko sikh dene ke liye hai ye hona hi tha
@jaibharat73523 күн бұрын
Good reaction....🙏🤘, isliye Mahabharat hua.....😢
@abhishekkumar552623 күн бұрын
2:22 ab koi sony putra karn nhi bhokegaa
@vijay_laxmisharma936322 күн бұрын
Aap log Hidu darm ko nhi jantay, Aap snatan ko nhi jantey. Last me usee darm ka saath krishna ji ne diya tha.
@Freedomv-l3v23 күн бұрын
And ye sab sacha hai jo app dekha rahe ho
@abhishekkumar552623 күн бұрын
6:52 ab bhi koi sony putra jarn nhi bhokegaa
@heeralalbanjara101723 күн бұрын
you are totally right
@student31423 күн бұрын
2 episode or lao
@sachinsharma587523 күн бұрын
Vaalekkum assalam bhai log
@rishudrawingpaintingandgra65123 күн бұрын
Shame on Pandavas
@UniversityofWhatssapp23 күн бұрын
You are totally right pandavs was wrong and they will bear it in future in exile for 12 years in jungle
@happysharma110323 күн бұрын
12 yrs bro
@secretofmind79723 күн бұрын
Bhai ,kitab me sahi kya hai yudhishthir ke bare vo bataya gaya hai yaha par mahabharat ko interesting banane ke liye yudhishthir ko galat dikhaya gaya hai
@kavithab824723 күн бұрын
Yes yudhishthir has done some wrong but he is rightous because u don't know realit, dont blam yudhishthir
@allinonewithme98323 күн бұрын
पहले महाभारत पढ़ो फिर टिप्पणी करना समझो
@jaibharat73523 күн бұрын
Sab ney milkar yudhister ko pitta kyu nahi....😡😡
@pallavi.bharati23 күн бұрын
Mahabharat serials me Dyut/Juwa wala poora scene galat dikhaye gaye hai, Mahabharat kitab padhe to ye milta hai ki Yudhishthir begunah the aur Dyut khelne se pehle hi Dyut ko Paap Adharm kehke vo khelne se mana karke vahan se jaane lage the lekin Shakuni unhe rokke behas karta hai aur us behas me puchta hai ki Dyut adharm kyo hai jispe Yudhishthir ji kehte hai Dyut adharm hai kyonki isme Dhokha/Chalbazi kiya jata hai jispe Shakuni ne yahi ilzam Brahmano pr lagaya jahan Brahmano ke izzat aur awaam me daraar na pare isliye awaam ki ekta keliye Yudhishthir ji majburan dyut khelte hai (Draupadi aake dyut rokne ki koshish nahi ki kabhi, koi aur bhi kabhi dyut rokne ki koshish nahi kiye, serial galat dikhaye ye sab).. Yudhishthir awaam ki ekta barkaraar rakhne keliye dyut khele aur dyut me lagaaye awaam ke haq ko wapas jeetne keliye khudko aur bhaiyo ko daav pe lagaye (garv/vachan keliye dyut nahi hua tha).... Bhaiyo aur khudko dyut me haare baad bhi Pandavo ka koi beizzati nahi hui thi, khudko haare baad bhi Yudhishthir uthke jaane lage lekin Shakuni ne roka ye kehke ki Draupadi ko daav pe lagaane se awaam ke saare haq bina khoon bahaaye wapas jeet sakte hai aur apne awaam ko azad kar sakte hai aur tab tak kisi Pandav ka apman nahi hua tha Das bane baad bhi isliye Yudhishthir ya Pandavo ko laga hi nahi ki Draupadi ka apman hoga aur unka dhyan awam ko azad karaane me tha... Draupadi ka vastraharan bhi rokne ki pehli koshish Yudhishthir hi kiye the apne doot ko bhej Draupadi ko bulwaake lekin fir ve behosh hogaye the. Yudhishthir juwari nahi the, Krishn aur Draupadi bhi ye kahe the baad me ki Yudhishthir ko kabhi juwa khelna nahi aata tha lekin fir bhi awaam ke ekta keliye ve khele aur awaam ke azadi keliye khudko pariwar ko daav pe lagaaye. Yudhishthir aur saare Pandav utne hi begunah hai jitne begunah ek Fauji ki patni/maa hoti hai jo Fauji ko awaam ke suraksha keliye maut ke muh pe bhejti hai isliye Mahabharat kitab me Dyut ke baad bhi Draupadi kabhi apne patiyo ko ya Yudhishthir ko apna gunahgaar nahi maani, sirf Karn Duryodhan Dushasan aur Shakuni ko apna gunahgaar maani. Kapde Pandavo ke bhi utaarne ka farmaan jaari hua tha, Pandav Draupadi ek jaise zaalimo ke shikaar bane, Pandav zalim nahi the aur begunah majbur the, unhe bandha gaya tha bandhan me isliye Draupadi Krishna dono Yudhishthir aur Pandavo ko humesha begunah maane aur unka sath nibhaye
@Anup-w6m23 күн бұрын
Middle wala ko chodke left aur right tum dono kasaai lagte ho..Kasaai reactions naam rkho toh ek baar 🙄