Life is Gift given by Allah Have to be embrace, cherish and be thankful and grateful to him , Because he is not obliged neither have to be blamed for Our deeds And we all are in the test! Sa’d ibn Abi Waqqas (may Allah be pleased with him) said: ‘I said: “O Messenger of Allah, which of the people are most sorely tested?” He said: “The Prophets, then the next best and the next best. A man will be tested in accordance with his level of religious commitment. If his religious commitment is strong, he will be tested more severely, and if his religious commitment is weak, he will be tested in accordance with his religious commitment. Calamity will keep befalling a person until he walks on the earth with no sin on him.”’ - Sahih at-Tirmidhi
@yousufhasan39337 ай бұрын
Does tirmidhi know how to not ever sin?? Does tirmidhi know the difference between angels and humans?? Is it possible to educate tirmidhi before he corrupts more people??
@thunder_bolt07413 жыл бұрын
तू नमाज़ नही पड़ेगा, मत पड़ , हुम् तो पड़ते है और पड़ेंगे इंशाल्लाह
@mohduvesh38103 жыл бұрын
😂
@adaindori10443 жыл бұрын
Insha allah
@junedahmed57753 жыл бұрын
The only thing that was steady during this awful time was my prayers; even after all those feelings of loss, I kept up with my prayers. I didn’t let that go because deep down I knew the tough days would pass with the help of Allah (SWT). I knew He would guide me-He is Al Hadiy and Ar Rashid. I knew He loved people who were committed to Him. “God loves those who are steadfast” - Qur’an (3:146) I prayed at home, and then slowly-at a snail’s pace-I started going out to the mosque. Deep down, I knew Allah (SWT) tests those whom He loves, and clearly He was testing me because He loves me. The thing I hated, that pain that sorrow and darkness, led me to be closer to him; those dark days brought me the greatest gift.
@hinakarim53673 жыл бұрын
His voice is literally like piyush Mishra ....well said uska beta hoga
@डॉ_नरखेडकर_anirudhjit3 жыл бұрын
1983 मे पियुष मिश्रा दिल्ली की NSD मे थे, उनके एक इंटरव्ह्यू मे पियुषभाई ने बताया था की उस दौरान उनके दिल्ली की कई स्त्रीयोके साथ शारीरिक संबंध थे.. जिशान अय्युबजी का जन्म 1984 को दिल्ली के एक परिवार मे हुवा... उनके पिताजी थिएटर करते थे..
@explorer79134 жыл бұрын
Bahot sahi poetry thi main ek ex-muslim hoon, maine islam chod diya quran aur hadith ko padhne k bad kyunki mujhe allah ka character ek rapist, murderer , aur duniya k sare crime karne walo se bhi badtareen laga, apni tarife karana chahta hai har waqt, aur khud pe koi bhi accountability nahin hai uski
@Harsh-ps2fc3 жыл бұрын
Bilkul shi kiya aapne....mai bhi ex Christian hu baad me mere parents ne religion convert kiya aur maine bhi koya kiya ab hum hindu hai
@ahmedking98763 жыл бұрын
@@zama1232 rehne do allah se dua karo ki een ko hidayat de... Aise log se baat karke fayda nai
@abdulwali9994 жыл бұрын
Bht umdah Zeeshan Bhai aur Qais Jaunpuri Sahab ko salam itna behtreen kalaam likhne ke liye.
@junaidahmed74 жыл бұрын
Agar burai na hoti to achhai na hoti Agar jahannam na hoti to jannat bhi na Hoti
@mohdaakibmewati33373 жыл бұрын
Zeeshan you r the best intellectual
@anweshamukherjee20964 жыл бұрын
Bohut badiya zeeshan bhai
@gentlemenking29734 жыл бұрын
Wake up from deep slumber my countrymen and make yourself ready for a CHANGE..!!!
For the author of this poem dunya banane wale ne yeh dunya kaafi Khoobsurat banai thi lekin insaan ne is dunya ko kharab Kiya. Jara sochna kya tum un insaano main se to nahi ?
@bbggroup75953 жыл бұрын
ASTAGAFIRULLA......
@nooresehar44005 жыл бұрын
Allah hidayat dain is ko jis nay yeh bakwas ki Allah say aik he dua ha ya Allah tere banday nadaan tu in ko maaf frma Ameen
@thankyouallahyouaremyherom14264 жыл бұрын
Ya isliye Allah farmata hai Quran me sureh ashura me ke ye shero shayiri karne wale log kafir hai
@explorer79134 жыл бұрын
@@thankyouallahyouaremyherom1426 ek aur ko kafir ka certificate de diya iska matlab Allama iqbal , maulana roomi ye dono bhi kafir hai ,
@thankyouallahyouaremyherom14264 жыл бұрын
@@explorer7913 jo Quran and Hadith se shayiri karte hai wo kafir nahi Lekin jo buda shayiri karte hai ya jo Quran and Hadith se hat kar shayiri Hoti hai unhe Allah SWT ne kafir qarar diya hai
@thankyouallahyouaremyherom14264 жыл бұрын
@@explorer7913 Allama Iqbal or Molana roomi ye deno Islamic Shayar the ok
@tarikkhan51474 жыл бұрын
Bahut hi badhiya zeeshan bhai .Aur ye jo log use bura bol rahe hai unko kuch samajh nahi aaya is ka matlab
@Factsworld_0014 жыл бұрын
Agree
@rishabhroy76104 жыл бұрын
Very well।carry on
@thankyouallahyouaremyherom14264 жыл бұрын
Kiya samjhaya is bewakoof ne Ap ka pata nahi Me Allah ki bat manta hoo jannat ki lalach me or gunah se bachta hoo jahannam ke khof se
@rishabhroy76104 жыл бұрын
@@thankyouallahyouaremyherom1426 आप लालची और डरपोक दोनों है, कृपया नफ़रत मत फैलाइए।
@thankyouallahyouaremyherom14264 жыл бұрын
@@rishabhroy7610 ha agar lalach or khof se ham Muslim burayi se bachte hai to isme kuch bura nahi
@beutyfullworld92353 жыл бұрын
Bhut khub qais bhai I am a Muslim
@ଅବିନାଶ4 жыл бұрын
Irshad irshad... bahut ache Shabd
@shazaadali67224 жыл бұрын
Bahut khoob
@AmitRaj-em9sv4 жыл бұрын
Comment dekh kar lag rha h ki most of muslim kitne andhbhakt h .....
@majeedmaniyar34117 ай бұрын
अल्लाह तुम्हारा मोहताज नहीं , तुम अल्लाह के मोहताज हो ! तुम्हारा हमारा वजुद क्या है , एक समंदर के कतरे से भी कम ! तुम्हारी हस्ती मिट जाएगी चंद दिनों में , उसका निजा़म कायम रहेगा सातों आसमानों में !
@naghmamustaqueem42556 жыл бұрын
I saw a starving child and screamed at God until I realised that the child was God screaming at me!
@askerman33 жыл бұрын
niri jahalat ... life is a test ...when you realized that there is a day of judgment only then all the miseries of this life will not bother you because you know all will be compensated. WIthout it, there is no point of this life, its happiness and sufferings
@nestonabud25323 жыл бұрын
... Jannat. Bhi. He. Dojak. Bhi. He. Nhi. Mane. To. Mar. Kar. Dhek. Le. Nhi.darta.to.
@zaidahmad8571 Жыл бұрын
Sab ka jawab quran me h quran padho bhai
@mohammedasgarshaikh68474 жыл бұрын
ASTAGFIRULLAH
@Iconoclast6013 жыл бұрын
Astagfirullah
@dr.amandacarol38774 жыл бұрын
Allha hidayat de😢
@theattitudeera37924 жыл бұрын
Kuch bate galat kuch bate sahi h is kavita k sahare vo apna dard baya kar rha h.lekin m is kavita likhne vale ko bolunga ki allah n dunia khubsurat hi banayi thi lekin es dunia ko insano n kharab kiya h.isme khuda ki glti nhi apne karmo ko khuda m mat dalo
@nestonabud25323 жыл бұрын
Or. Orto. Ki. Khatna. Ham. Nhi. Karte. Samjhe. Wo. Siyao. Ka. Kaam. He.
Wo allah ki ni tum sabki andhbhakti ki baat kr rha h
@nestonabud25323 жыл бұрын
Kvita. Likhene. Walo. Jyada. N. Udo. Limit. Me. Rhe. Kar. Kvita. Likho. Ye. Khustaki. He.
@ajayvaghela91814 жыл бұрын
Wow
@s.r..m40424 жыл бұрын
Nauz bilah allah ki shan aur rutbe pe sawal
@dharti_p-u-t_r4 жыл бұрын
1'25,000 hazar prophets is duniya me aaye lekin phir bhi insaan nahi badle, sucche taqWa apna aao. Allah swt apne bando ko har mauqe par , har daur par bheja hai , isliye uper wale na kaha apni nafs ke gulaam na bano kaha, bus insaan ki daud, bugz, duniya ki chhahat me running kar rahe hai, aaj bhi apne sucche bando ko within seconds me unki jaroorate puri karta hai, Allah se sucche dil mohabbat karke ke dekho woh tumare liye har khism ke sahoolat diyega. Bus insaan hi pysa, power, good health, yeh sab paate hi ghamand karne lagta hai, aur uper waale ko bhulkar ghamandi banjata hai, hamare khalifa hazrath omer raz. Anhu raato me khud saare mulk ka daura karte the, koi bhooka, pysa, gareeb hai kya karke dhund the even animal's koi bhooki , pyas se karke raasto me aap dhund kar unlogo ki zaroorate puri karte the, lekin aaj ka daur ka insaan selfish hai janm diye hue parents ko urdhashraam bhejkar khud naram gaddo sote hai, apna islam yeh sikhata hai padosi bhooka hai tum pet bharkar khakar so gaye to , hum musalmaan hi nahi. mera pyara Allah aur mere rasool s.a.a.w ki baate hai, jai islam, jai hind. Koi bhi woh jo bhi is behuda poem likha uspe laaanat hai , marne se pahle tauba karle uske liye behtar hai, yeh duniya ki zindagi kuch hi dino ki hai, asal zindagi to aaqirat ki hai. Jisko samaj aaya woh maha ignaani kaha jayega, jo na samjha woh agnaani hi hoga Na.
@mathsanalysis84024 жыл бұрын
Allah hidayat de
@pratapkhaire3 жыл бұрын
bahot khub qais sahab
@zaidahmad8571 Жыл бұрын
Quran me tum surf jahanam ke dar ke bare me padha h allah ki mohabat ke bare me padho jahil h likhe wala
@chandankumar-og4qx4 жыл бұрын
Piyush mishra......
@डॉ_नरखेडकर_anirudhjit3 жыл бұрын
1983 मे पियुष मिश्रा दिल्ली की NSD मे थे, उनके एक इंटरव्ह्यू मे पियुषभाई ने बताया था की उस दौरान उनके दिल्ली की कई स्त्रीयोके साथ शारीरिक संबंध थे.. जिशान अय्युबजी का जन्म 1984 को दिल्ली के एक परिवार मे हुवा... उनके पिताजी थिएटर करते थे..
@nestonabud25323 жыл бұрын
Tu. Ak. Khustaak. He. Jo. Ase. Bol. Rha. He.
@mdzaid94054 жыл бұрын
Na auzubillah..
@ArvindGaikwad3584 жыл бұрын
Very nice
@imdadansari98404 жыл бұрын
Let me clarify one thing Masjid me aurato ka Jana unke hi haq me he qki mard Kahi bhi ho unke bheetar shaitaan hota hi he Ham dekh chuke na Jane kitni aurto k saath jyadati hui he church or mandiro me or kitno Ko Insaaf Mila he yaha tak ki khud pop Francis bhi un Lakho aurato Ko Insaaf na dila paye Aurte k masjid me Jane pr mujhe Aitraaz nhi Lekin JB tk to na hi jaye JB tk mard Insaan na ho jaye khaskar India Pak Bangladesh Afghanistan or middle East k desho me jaha Insaan Abhi bhi Jaanwar he Haa AAP dekh sakte ho kuch European countries me or American countries me aurte bhi masjid me jati he qki wo islaam Ko bhut had tak samajh chuke he unka taur tareeka aurto se behaviour ham Jese logo se bhut alag he(me in deso k Muslims ki baat KR rha hu)
@thedeclanmixn732 жыл бұрын
Astaghfirrullah
@nestonabud25323 жыл бұрын
Musa. Ale. Slam ke. Jmane. Me. Firon. Khud. Ko. Khuda. Manta. Tha. To. Kiya. Wo. Ibrat. Ka. Nisan. Nhi. Bna. Use. Julm. Ka. Khatma. Nhi. Huaa. Tab. To. Kisi. Ne. Nhi. Kha. Ki. Khuda. Aap. Sab. Bhul. Gay
@mustafaahmed58347 ай бұрын
Musalman aise bhi hote hai mujhe pata nhi tha
@ainairfan80754 жыл бұрын
Jahalat
@explorer79134 жыл бұрын
Faiza irfan musalmano mein na!
@ainairfan80754 жыл бұрын
Ap ki soch par koi pabandi nahi
@SalmanKhan-ps5pf3 жыл бұрын
Ab bharosa ho jayega corona aa gya
@saiyednaushadali17234 жыл бұрын
Zeeshan tum andhero m ho Islam ko tum logo samjha nahi Islam ko Allah ko tumne Jana nahi aye aye afsos ...
@diljalekadara93973 жыл бұрын
👌👌👌
@sadikrahman19636 жыл бұрын
Khud ki ankh fut gai h isliye use rab v andha dikhai deta h
@explorer79134 жыл бұрын
tu apni ankh sahi kara aur sath mein dimag bhi ,
@nestonabud25323 жыл бұрын
Tum. Me. Takat. He. Insan. To. Julm. N. Kar. Or. Julm. Ko. Rok.
Allah ko wo Inshan pasand h jo laakh dukh taqleef mei rahe par allah ka naam leta rahe uska sukr karta hai.....
@nean81604 жыл бұрын
Zeeshaan May Allah give u hidayah
@khursheedbabua55893 жыл бұрын
Allah made the world perfect but we the human beings currupted it. Same like earth was full of oxygen in the beginning but we the human beings spoiled it for our greed and dishonesty. Then why to blame Allah. It is his mercy that you are able speak such derogatory words for Allah, if he wished he could have stopped your tongue all of sudden, because nothing is impossible for Him. You are not here to get s great applause from your audience, rather you are here to thank Allah for whatever he has gifted you in your life. The people listening you are also provided by Allah who are listening you, if Allah wish He could throw you some where unnoticed, where nobody would be around you to even give a glance on you. Don't misguide people by your so called entertainment. Take some lesson from zayera sheikh who left film industry for the sake of Allah the almighty.
@zaidahmad8571 Жыл бұрын
Nauzubillah
@mohammedasgarshaikh68474 жыл бұрын
ALLAH HIDAYAT DE
@सुजीतकुमारसिन्हा4 жыл бұрын
Comment पढ़कर लगता है तब तो बीजेपी सही कर रहा है, इनकी अक्ल को अभी भी ठिकाना नहीं लगा है 🤦♂️🤦♂️
@marutigaikwad84246 жыл бұрын
आरे वा...बढिया...
@islamismydeenalhumdulillah26684 жыл бұрын
Allah ho akbar
@humairahkhan23964 жыл бұрын
Mujhe Mulhid Qais ke poem se ghussa kam aur hasi zyada ayi. Ye shuhrat ke bhuk me Imaan bech dete hai. Ye Shayad waqt ke Allama Iqbal banne ki khwab dekh rhe hai. Allama Iqbal be 'Shikwa' likha tha aur jab Ulamay waqt ne kufr ka fatwa diya to 'Jawab e Shikwa' likh kar apna daaman bachane ki koshish ki thi. Ye bhi shayad fatwe ka intezar kar rhe hai k uske ba'd dusra version 'Mai Namaz padhunga' likh kar apna defed kare. Aapke namaz na padhne se Allah ki badai me zarra barabar bhi kami nhi hogi. Wo beniyaz hai, use kisi ki ibadat ki zaroorat nhi. Aur jo kartoot apne ginwaye hai ye aapke a'mal ka natija hai.
@mjkhan37394 жыл бұрын
Allah tumhe hidayat de
@Zunain54415 ай бұрын
Allah se shikwa hai ye
@aaqidahassan303 жыл бұрын
bhai hello asli musalmn ko ksi bhi haal m allah se nraaj hne ki ijajat nhi h bhai itni ghtia poem ko kyu promote krre ho ye to islam ki beijjati h sara sar
@brightin_ff34367 ай бұрын
Zeeshan ,Allah tumko neek hidayat de. Tum haram imaan ka level bahut low hai.pehle tum namaz padho ,phir Allah se Dua karo ,phir baad mein sher o shayari karo ,tum hare namaaz Padhne ya na padhne se Allah ko koi farq nahin padhta,Haan tumhein zaroor farq padega
Nbi. Ne. To. 1400saal.phele.hi.jine.ka.trika.bta.diya.tha.jhahil.insan.ko.jina.nhi.aaya.to.kiya.krege.
@mdaftab61653 жыл бұрын
Astagfirullah....Allah tumhe hidaayat de zeeshan
@ainairfan80754 жыл бұрын
Jaha asi jahil log hon gy vaha ye sab hota rahy ga
@naveedakram59255 жыл бұрын
Nauzu billah
@silentboy63472 жыл бұрын
Astagferullha.lanat ho jisnay yeh linay lekhi hn
@Bharatsingh-ny2mb3 жыл бұрын
Fir sey muslim victim
@irfanasultana30154 жыл бұрын
Asak wr wb ... Wa aqeemus salath= Allah taala ney hum per salah farz kiya hai ... 1..zindagi isi mushkil Marhalei Sei guzarney ney ka naam hai..janath key liye sabr ki ghati sei guzar na hai.yun hi nahi milti jannath.. Jo Salah aur sabr ka Daman Thamei hai . Jo azmaishon Sei guzar rahei hai wo jannath key daweidaar hain. 2..jahunnum isliye hai us din ..Allah taala hamey dikhaye ga un gunahgaar jahannamiyon ki jagah ..azaab an naar hain jahan woo hamesha rahengei..
@danishkhan.23095 жыл бұрын
ASTAGFIRULLAH..... ALLAH hidayat de..... bhout Gumrah hai.... ASTAGFIRULLAH......
@greatindiaazadindia39964 жыл бұрын
Wife husband Kam maan bete lagte hain dono😁😁😁😁😁😁😁
@mohdfaiz65754 жыл бұрын
Ye faltu baatein likhkar aadmi apne aapko bahot bada philosopher samajh raha hai 😂😂
@explorer79134 жыл бұрын
itna bada zarur hai k allah ko jhootha sabit kar sake
@imads43073 жыл бұрын
Lanat beshumar
@nitinsaxena52715 жыл бұрын
Good very good
@ahmedking98763 жыл бұрын
Till now i have lots of respect for him but today he lost all the respect lanat hai tujh pe
@aaqidahassan303 жыл бұрын
isne khud he ek intrvw m kha tha ki musalmn he sbse bda dushmn h islam ka ...or ye kam ab ye khud he krra h.. bewkoofo ki trh itni ghtia poem pdhra h....
@maahnaz48765 жыл бұрын
Chiiiii I hate ayyub khan
@shaahiawaaz484 жыл бұрын
Zeeshan tum ye kis zaat e aqdas ke bare me keh rahe ho hosh me to hin bahut ghalat kaveta jise bakwas hi kehsakte hin Allah se tauba kar len deer na karin Allah taatla maaf kardega
@SharukKhan-et6xc4 жыл бұрын
Bhai jis tere is kvita ko peda ushi teraha ek bar quran ko ped leta to tu ye kevita nehi ped pata kyuki is kvita ke sare jewab quran me he