Guide map per yeh nahi likha k ager gate band ho tou rasta kahan khulay ga
@TehreemSagheer5 ай бұрын
Bhai hum B issi Hajj main shaamil thy first aid ambulanceses nahi thi. Log roads pay goray paray thy koi ambulance aur first aid nahi dekhi
@yahyayahya72685 ай бұрын
جزاكم الله خيرا وأحسن الجزاء يا أخي العزيز
@Mustafacomputerscope5 ай бұрын
Ye sary rasty solar panels se cover kr k neechy AC chal sakta hain
@muhammadamjad52845 ай бұрын
mina sy jamarat pe pani majood hy but jb muzdalifa sy jamrat le kr gye tye us din jos rasty pr the wha nhi tha
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Kion nai tha Bilkul tha
@muhammadamjad52845 ай бұрын
ma hajj pe aya hoa hn ap ny kia hy hajj
@saraalisaraali83115 ай бұрын
Nhi tha..hum bhi wahin the @@Umaisavlogs
@Umaisavlogs5 ай бұрын
@@saraalisaraali8311 pta nai ap phr Kahan they
@shaistabegum92066 ай бұрын
To phir deaths kese huin?kuch to hai jis ki parda dari hai
@saraalisaraali83115 ай бұрын
Bhai sahab...pani ke faware jamrah ke raste me nhi the minah me the or muzdalifa me the...or pani ke coolers bhi jamrah ke raste me bohat hi km the muzdalifa me ziyada the hum bhi mojod the
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Bhai sab SE ziyada jamrah k rastay mein they. Video mein clear nazar a Raha
@saharfatima90365 ай бұрын
Why cant they make covered tunnels from mina to jamarat, its just a matter of few kilometres. If they can construct neom city kinda thing, then why cant this simple thing.
@saeedawanatlanta5 ай бұрын
Bro however Soudi Govt do their best to provide maximum services ,but option to improve them is always there, water facilities are for 5 /7 Lax person's ,but there are 20 lax pilgrims , train services are for again around 5 lax pilgrims, why they don't starts 5/6 trains at one time [on /Under ground] Like wise buses routs must be increased by [on Ground/under ground ]basis , so Soudi Govt must work on Emergency basis to improve all sorts of Facilities Regards
@muhmmadjafar4526 ай бұрын
جو تن لاگے سو تن لاگے۔ اس سال ایسا کیوں ہوا انتظام تو تھے مگر کوتاہی کہاں ہوئی اسکی نشان دہی بھی کرو پانچ پل تھے رمی کے لئے ایک پل کتنے حجاج کے لئے مختص تھا جس سڑک پر اموات زیادہ ہوئی اسکا جائزہ لینا چاہیے ۔
@Umaisavlogs6 ай бұрын
Heat stroke
@muhmmadjafar4526 ай бұрын
@@Umaisavlogs جب گرمی اتنی زیادہ تھی تو انکو رمی کے لئے چار بجے کے بعد خیموں سے نکلنے نہیں دینا چا ہئے تھا جب راستے بند تھے تب لوگوں نے خلاف ورزی نہیں کی یعنی کرفیو کا سماں ہوتا پوری رات پڑی تھی رمی کے لئے مسئلہ یہ ھے کمروں میں بیٹھ کر جو لوگ فیصلے کرتے ہیں اسکے برعکس گراؤنڈ ریالٹی کچھ ہوتی ھے اتنی گرمی جو لوگ سڑکوں پر دیوٹی دے رہے انکی الہ تعالیٰ انکو اجر عظیم عطا کرے
@mominagha5 ай бұрын
@Umaisavlogs Sir google bata raha hey Karballa Arbaeen per 22 million in 2023 .Mein bhi 2015 say taqreeban every year ja raha hoon aur last year sab say ziada rush tha. wahan problems isliye nahin hotein kay sara iraq hi aapka khidmetgaar bana hota hey No Govt . restrictions sab kaam civillians ker rahay hotay hein . Lakin hajj ko Arbaeen ki ziarat say compare nahin ker saktay . Hajj mein ferz ibadat makhsoos jagah per ki jaati hein isliye insaan hyper ho jaatay hein on the other hand ziaraat mein koi cheez compulsory nahin hey jab merzi rest karein jab merzi ja ker ziarat karein .Lakin lakin lakin 12 laakh ya 14 lakh rs pay ker kay air coolers waalay over loaded tents mein rekhna aur woh bhi itni germi mein . Aik baat aapney bilkul sahih fermaye thi last vlog mein kay Pakistani people jab bhot ziada bazurg ho jaatay hein to hajj per a jaatay hein yeh ghalti hey awam ki lakin phir bhi yeh hi kahoon ga kay Govt of Pakistan ko agar 12 lakh mil rahay hein to 1 lakh woh subsidy dey ker bhi achi residence provide ker sakti thay.Subsidy na bhi daitay 12 lakh ki jagah 13 laakh demand ker laitay .Sir kuch to hooa hey lakin chalein Allah ki adaalat mein case bhej daitay hein Allah sab say ziada insaaf kerney waala hey .Stay Safe and Blessed
@iramawais50275 ай бұрын
Electric ladder aur lifts q band thee
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Aik b band nai thi
@shahenazbloch14424 ай бұрын
Bandh the, me bhi thi😢
@munafgalani45046 ай бұрын
Dead body 5 ghante padi rehti thi ambulance ki facility bahut kharab thi
@Kitty218476 ай бұрын
Excellent good review.
@DilavarkhanPathan-ii9eo4 ай бұрын
Baat solaa aani Sach he bhai paani ki koi kami Nahi thhi balke sochne Wali baat he ki itna paani ye late kahan se he aur koi bhi mulk itne share logon ko itna paani Nahi pahoncha sakta bas ye Nizam Allah ki madad ke Siwa Nahi chal sakta subhan Allah massha Allah be misal intejaam thha aur koi bhi itna achchha aur isse achchha intejaam Kar hi Nahi sakta Al hamdu lillah Allah ka jitna bhi Sukr adaa kare utna Kam he Allah ne hame Haji Bana diya
@Umaisavlogs4 ай бұрын
Subscribe now
@munafgalani45046 ай бұрын
Mujjdalfa me jagah camp me nahi thi water bhi pine ka pani nahi tha bahut kharab tha
Bilkul sahi my bhi is waqt hajj kely ae ho Alhamdulillah sab acha tha but hajj to takleef ka naam hai hajj me mushkile to aigihi
@masoodnaqvi35216 ай бұрын
بھائ کچھ بھی انتظامات کرنے چھائے تھے اور آئندہ بھی کرنے چاہیے اگر ایکسٹرا لوگ ا بھی جانیں تو پھر بھی انتظامات ہونے چاہئے
@bukharivlogs7775 ай бұрын
😂😂😂
@iramawais50275 ай бұрын
12 lakh kherchay aur mili d caty
@Rizwana-r5h5 ай бұрын
Ye rasta jo dekha raha hy yahan tu ameat hui hi nae jahan amwat hui wahahn jao
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Acha to woh Kahan hoi Hain ??
@ghazalghazal18835 ай бұрын
Hajj per 35 laakh aadmi thaa tu intezamaaat wese hi hone chahiyye thea saudi govt ko protect kerne agaaye 51 temp pani itna thaa tu 1000 se ziyada banda kiyu maraaa
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Apko Kis ne kaha k Piyas Se Mary ?
@AsmaKhan-p7h5 ай бұрын
Sach baat hai log madad nahi kar rahe the
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Agreed
@SyedRiazShah-v1g6 ай бұрын
33 لاکھ بندہ سعودیہ میں جمع ہوا ہے تو ہزاروں مر گئے ہیں میں اللہ کا لاکھ لاکھ شکر ادا کرتا ہوں کربلا میں کروڑوں کے حساب سے بندہ اکٹھا ہوتا ہے لیکن کسی کو کروچ تک نہیں اتی میرے بھائی یہ انتظام کرنے پڑیں گے اپ کو باتوں سے دنیا نہیں مانتی ہر سال حاجی مر جاتے ہیں کبھی اپ نے سنا کربلا میں کوئی مر گیا ہے اتنی خدمت کی جاتی ہے زائرین کی کہ دنیا ایران ہے اور اپ حاجی مار رہے ہیں میں کروڑوں درود و سلام کربلا کے بادشاہ پر بھیجتا ہوں کربلا معلی کے بادشاہ پر
@Umaisavlogs6 ай бұрын
آپ بتا سکتے ہیں پچھلے سال کتنے کروڑ لوگ تھے کربلا میں ؟
@YARMAJID6 ай бұрын
بھائی جان حج پر کچھ فرائض ہوتے ہیں جو لازمی کرنے ہوتے ہیں جو بہت مشکل کام ہے جس کے بغیر حج نہیں ہوتا اسی کوشش میں بندہ تھک جاتا ہے اور بعض اوقات موت واقع ہو جاتی ہے۔ صرف زیارت کرنے میں اتنی مشقت نہیں ہوتی یہاں تھک گئے وہیں رک جاو آرام کرو ۔کوئی دم لازم نہیں بھرنا پڑتا کوئی ایسی پریشانی نہیں ہوتی کہ یہ نہیں کیا تو زیارت کا فرض ادا نہیں ہو گا۔ اس لیے حج اور کربلا زیارت کا معاملہ ایک جیسا نہیں ہے
@AbdulSamad-jv7ni6 ай бұрын
Hajj per log saheed huy hain har musalman ki khohish hai wahan many ki. Is halat mai Allah tala mujhy bhi mout ata kary
@techspecsbymj65385 ай бұрын
To ap کربلا ka mawazna kr rhy hyn haj se? Pehli bt to ye hy k ye mawazna hi ghalat hy.... 2sri ye hy k ziyarat krny me aur haj k faraiz ada krny me bra farq hy... baqi smjny waly smjty hyn... Allah sbko hidayat dy... Maula Ali AS aur Ahl e Bait ki apni shan hy pr ye mawazna ghalat hy.....
@mominagha5 ай бұрын
@@Umaisavlogs Sir google bata raha hey 22 million in 2023 .Mein bhi 2015 say taqreeban every year ja raha hoon aur last year sab say ziada rush tha. wahan problems isliye nahin hotein kay sara iraq hi aapka khidmetgaar bana hota hey No Govt ,restrictions sab kaam civillians ker rahay hotay hein . Lakin hajj ko Arbaeen ki ziarat say compare nahin ker saktay . Hajj mein ferz ibadat makhsoos jagah per ki jaati hein isliye insaan hyper ho jaatay hein on the other hand ziaraat mein koi cheez compulsory nahin hey jab merzi rest karein jab merzi ja ker ziarat karein .Lakin lakin lakin 12 laakh ya 14 lakh rs pay ker kay air coolers waalay over loaded tents mein rekhna aur woh bhi itni germi mein . Aik baat aapney bilkul sahih fermaye thi last vlog mein kay Pakistani people jab bhot ziada bazurg ho jaatay hein to hajj per a jaatay hein yeh ghalti hey awam ki lakin phir bhi yeh hi kahoon ga kay Govt of Pakistan ko agar 12 lakh mil rahay hein to 1 lakh woh subsidy dey ker bhi achi residence provide ker sakti thay.Subsidy na bhi daitay 12 lakh ki jagah 13 laakh demand ker laitay .
@ImranQurashi-zv6us6 ай бұрын
Aesa nhi he
@samreen42025 ай бұрын
Hahaha AB C matkab ma to koi ghair mutaliq shaks ghuss bhi Nahi Sakta konse matkab ki ap baat Kar rahay hain shayed D matkab ki Jo k pehla hi over crowd hota ha
@Umaisavlogs5 ай бұрын
Overcrowded nai Over occupied Aik aik Haji 3 , 3 beds pe qabza Kar leta
@samreen42025 ай бұрын
@@Umaisavlogs Nahi mere Bhai koi qabza Nahi karta ha Jo mars o orat healthy hotay Hain wo Jo space provided hoya ha us ma AA hi Nahi saktay to wo dosron ki Jaga la letay hain jis Jo log occupied karna kehtay hain