No video

Mehdi Hassan with Tari Khan-Ik Khalish ko Hasil e Umr e Rawan Rehne diya[Private Mehfil 80s]

  Рет қаралды 12,264

saurav suman

saurav suman

Күн бұрын

Ik Khalish ko Hansile Umre Rawan
Tabla- Tari Khan

Пікірлер: 59
@vichitram7037
@vichitram7037 2 жыл бұрын
Waah.! Suman ji, kya khoobsoorat ghazal upload ki hai aaj aapne, dil khush kar diya.!... Ek nayaab tohfa hum sab sunne waalon ko dene ke liye aapka dil se shukriya.!..Tasveer bhi itni laajavaab dikhayi hai, aisa lag raha hai jaise hum Mehdi Hassan sahab ko apne musicians ke saath, live gaate hue sunn rahe hain...Jaan daal dii iss live performance mein, behad khushi ho rahi hai dekhkar... lss ghazal ki, Bemisaal shaayari, sangeet aur gaayiki ne, hamaare zehan mein ghar kar liya... Adeeb Saharanpuri ke ash'aar dil ko chuu lene waale hain, jisei Khan sahab ne apni makhmali awaaz mein gaakar, unhein apni sunder gaayiki se, motiyo'n ki tarah piro diya..Aur ye anmol mala, ghazal ke roop mein sajaa kar pesh ki.. Ik khalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rehne diya...Jaan kar ham ne unhein, na-meharbaa.n rehne diya... Bade piyaare aalaap ke saath shuruaat ki..Shaastriya andaaz mein gaayi iss ghazal ne dil ki ghehrayion ko chuu liya... Kitne marm sparshi bol hain......Chun liya ham ne tumhen, saara jahaa.n rehne diya....Kaun iss tarz-e-jafa-e-aasmaan ki daad de...Aakhir ke sher to rooh ko chuu lete hain, itna dard bhara hai... Ye bhi kya jeene mein jeena hai ,baghair un ke 'adib' ..Shama gul kar di gayee, baaki dhuaa.n rahne diya... Itne pyaare andaaz se gaaya hai Khan sahab ne in ash'aar ko, kya kahen, lafz hi nahin mil rahe tareef mein bayan karne ke liye.....Tari Khan sahab ka kamaal ka tabla vaadan, nikhaar deta hai iss ghazal aur, gaayiki ko.. Subhaan Allah hi keh sakte hain.!...Ek baar phir se aapka dhanyavaad.!...Shubh kaamnaayein.!... 👌👌👌unlimited likes 👍..💐🙏
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Shukriya Vichitra Jee itna laajawab comment karne ke liye.
@vichitram7037
@vichitram7037 2 жыл бұрын
Hausla afzaayi ke liye aapka shukriya.!..Suman jee.!..
@vichitram7037
@vichitram7037 2 жыл бұрын
@@sumansaurav71Jee, maine abhi phir dhyaan se suna, to dekha maine shuruaat mein sargam ki jageh, aalaap likh diya..Par wo ab edit nahin ho raha..galti ke liye kshama.!
@prasadkshirsagar6570
@prasadkshirsagar6570 2 жыл бұрын
Kya baat hai! We are lucky to listen this great gazal with such a detailed listening qualities! Kya kehene! Wah wah! Beautiful masterpiece!
@vichitram7037
@vichitram7037 Жыл бұрын
Ek aisee piyaari ghazal aur haseen gaayaki, jisei baar baar sunne ko jee chahta hai ! Aur jitni baar bhi sunn le.n mann nahin bharega ! Waah , Waah! Kya kehne! Subhaan Allah.!.!. 👍👌🥰👌💐🙏💐
@NadeemKhan-cm3dl
@NadeemKhan-cm3dl 5 ай бұрын
Subhan allah no koi peda hoar nab aisa gaiy❤
@muhammadsaliqsaliq923
@muhammadsaliqsaliq923 11 ай бұрын
Mehdi Hassan Saab=Mozart
@shoukatali832
@shoukatali832 Жыл бұрын
Mehdi sahib zindabaad
@arnabchakrabarty3465
@arnabchakrabarty3465 2 жыл бұрын
He created his own gharana in music.that is called " mehdi gharana"in the sub continent.
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Well said.
@zara.7320
@zara.7320 2 жыл бұрын
One of the khan sahab best ghazal🙏💐👌💯
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks.
@yousafvlogt.v9474
@yousafvlogt.v9474 2 жыл бұрын
wah Ustad Mehdi hassan khan sb kya bat he unki ese log phir nhi aye ge ye log the jo haq rakhte the kis bi tareef ke wah kya ustad log the jinko hamne khoo dya wah wah wah wah wah wah wah
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for the comment.
@waqarhussain.1910
@waqarhussain.1910 2 жыл бұрын
God Of Melody.
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for the comment.
@neetasoorma9799
@neetasoorma9799 2 жыл бұрын
I m no authority or dont dare comment on Kh Sahab but cant stop mydrlf rom saying agsin.. alfaaz kahan se laaein hum aapki tareef mein. Out of this world. Kh Sahab ..we miss you in person although you are with us aleays. 🙏👌👌😔👍👌🙏🙏🙏
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for the comment.
@ahadkmk
@ahadkmk 2 жыл бұрын
Khan sahab Mehdi Hassan ka kamal tha k inteha ka umda kalam choose kar k gatay thay. Itna aala kalam aur kisi ne nahi gaya ho ga, yeh mujay yaqeen ha
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Jagjit saheb ka koi Jawaab nahin tha poetry selection ke maamle mein;it's my personal opinion.Shukriya comment karne ke liye.
@ayushsinghs06
@ayushsinghs06 11 ай бұрын
Sooo beautiful Tari khan Sahab embellished the ghazal with his flawless playing🙏🙏❤️❤️
@adamtrivedi1434
@adamtrivedi1434 2 жыл бұрын
Again Magician of Sur at his best. Khan Sahab Spell bounds the listener and listening to Mehdi Sahab is no less then meditation. It gives the eternal peace and takes the listener to some other dimension of the world which is isolated from all the worries of this materialistic world. It feels like that we are sailing in the Sea of Sur and Mehdi Sahab is the Sea. Somebody would find it bit exaggerated, but it happens with me always that whenever I listen to Khan Sahab, My eyes start getting wet and at the end finally it flows out. Khan Sahab directly pierces the heart with his Sur and voice. As Khan Sahab Left this materialistic world, the first line of this Gazal will be directly relatable to all Khan Sahab Lovers. इक ख़लिश को हासिल-ए-उम्र-ए-रवाँ रहने दिया...... Accompaniment artists on Harmonium is also at his best and Tari Sahab is as usual best in his work. Suarav Sahab, Heartiest Thanks for this musical gift. Regards, Adam Trivedi
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Shukriya kya laajawab comment kiye hain aap.
@adamtrivedi1434
@adamtrivedi1434 2 жыл бұрын
@@sumansaurav71 जी, बहोत शुक्रिया हौसला अफजाई के लिए।
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Aap kahan Rahte hain.
@adamtrivedi1434
@adamtrivedi1434 2 жыл бұрын
@@sumansaurav71 जी हम गुजरात (भारत) के भावनगर शहर से है । और आप कहा से है जनाब?
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Mein Bihar se huun. Lekin Jaamnagar Gujrat mein 5 saal raha huun.
@Qureshi00_
@Qureshi00_ 2 жыл бұрын
One of my all time favourite
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for comment.
@simplythebest65
@simplythebest65 2 жыл бұрын
Wow! What a unique ghazal discovery enriched with sargam and fine quality of sound plus instrumental jugulbandi wah wah wah zabbardast
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for the comment.
@shaukatali9865
@shaukatali9865 2 жыл бұрын
Suman ji kia baat hai aap ki pasand ki aap jaitay rahain
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Shukriya sir.
@voiceofpunjabshaukatali
@voiceofpunjabshaukatali 9 ай бұрын
Ustad Mehdi Hasan & Ustad Shaukat Ali Khan On Same Stage Kindly Upload Rare Ghazals Of Shaukat Ali Khan Sahab Please
@arnabchakrabarty3465
@arnabchakrabarty3465 2 жыл бұрын
Speechless, spellbound.
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks for the comment.
@amitajmani9737
@amitajmani9737 2 жыл бұрын
Shukriya .🙏❤️
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks Amit Jee.
@masaudjavaid
@masaudjavaid 2 жыл бұрын
Speechless, suman bhai, grateful that you sir giving us chances to listen such ghazals of khan sahib Mehdi Hassan khan sahib
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks
@apc78315
@apc78315 2 жыл бұрын
Masterpiece 👌👌
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks.
@zohaibjamshaid9651
@zohaibjamshaid9651 2 жыл бұрын
Wah g wah kia bt hai maza a ga
@gulahmadwali8128
@gulahmadwali8128 2 жыл бұрын
🌹👌 سبحان الله 👌🌹
@ahadkmk
@ahadkmk 2 жыл бұрын
Suman ji, kia baat ha, aap k paas bahut nayab ghazalon ka khazana ha, aur aap aik k baad aik nayab tohfa hamain ataa kar detay ho. Aap sada khush raho. Aamin
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Shukriya housala badhane ke liye aur Aashirwad ke liye.
@chimiamb
@chimiamb Жыл бұрын
It's in Raag Vachaspati
@nawabshaukat5978
@nawabshaukat5978 Жыл бұрын
Divine
@emalkamal6256
@emalkamal6256 2 жыл бұрын
Wah
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Shukriya sir comment karne ke liye.
@karandubey6449
@karandubey6449 2 жыл бұрын
मै तो मस्त हो गया सुन कर 💞
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Thanks brother.
@AshishBalsawer
@AshishBalsawer 2 жыл бұрын
Beautiful. Who is the shayar?
@sumansaurav71
@sumansaurav71 2 жыл бұрын
Adeeb Saharanpuri
@khawajafarhan2401
@khawajafarhan2401 Жыл бұрын
Lajawaab ghazal Kyun k ye Mehdi Hassan hein.....
Mehdi Hassan- Dil ki Baat Labon Par Laakar[Private Mehfil 80s]
12:16
Mehdi Hassan-Zindagi Ko Na Bana Len[Private Mehfil 80s]
14:21
saurav suman
Рет қаралды 28 М.
Nurse's Mission: Bringing Joy to Young Lives #shorts
00:17
Fabiosa Stories
Рет қаралды 4,1 МЛН
Incredible Dog Rescues Kittens from Bus - Inspiring Story #shorts
00:18
Fabiosa Best Lifehacks
Рет қаралды 28 МЛН
Prank vs Prank #shorts
00:28
Mr DegrEE
Рет қаралды 10 МЛН
Yum 😋 cotton candy 🍭
00:18
Nadir Show
Рет қаралды 7 МЛН
Ek Khalish Ko Hasil - Mehdi Hasan (Private Mehfil, UK)
12:48
Sandeep Vohra
Рет қаралды 27 М.
EK KHALISH KO    - MEHDI HASSAN LIVE PRIVATE MEHFIL in KENYA
10:27
tribute to Mehdi Hassan by Hari Harran
5:24
Amjad Shah fan club Sukkur
Рет қаралды 33 М.
Nurse's Mission: Bringing Joy to Young Lives #shorts
00:17
Fabiosa Stories
Рет қаралды 4,1 МЛН