Ek aur bemisaal gaayaki ki jhalak nazar aati hai iss live performance mein..Bahut hi khoobsurat ghazal, iske marm sparshi bol dil ko chuu lete hain...Aur kitna meetha gaaya hai Jagjitji ne, in ash'aar ko... Meri zindagi kisi aur kee, mere naam ka koii aur hai ...... Sar-e-aayina mera aks hai...Pas-e-aayina koii aur hai.. Merii dhaDkano'n mein hai chaap sii..Ye judaai bhi hai milaap sii... Mujhe kyaa pata mere dil bata..mere saath kyaa, koyi aur hai... Live performances mein, JS ki gaayaki hamesha ubhar kar aati thii.. Aur iss haseen ghazal ko bhi, apni makhmali aawaaz mein gaakar, sunne waalon ke dilo.n mein utaar diya... Aapka dil se shukriya, Manoj ji, iss concert mein gaayi sabhi ghazalein, ek ek karke saajha karne ke liye...Mann prafullit ho gaya aaj ki ye laajavaab ghazal sunn kar... Khush rahen, swasth rahen...👍👌💐🙏
@sachinKRajput2 жыл бұрын
पिछले 5दिन से हारमोनियम पर इस ग़ज़ल के अलावा कुछ और नहीं गाया बजाया और अपने एक अलग ही वर्जन अपलोड कर दिया शुक्रिया ये आवाज मुझे जिंदा रखती है मिस यू साहब जी...
@darpanshirsat51222 жыл бұрын
Super quality, Thanks
@atifrehmat2 жыл бұрын
Wah wah wah 🌹
@swarsudhamusicclasses79562 жыл бұрын
Meri story by my Guru jagjit singh Ji 🙏
@swarsudhamusicclasses79562 жыл бұрын
Wah ji wah ❤️ it
@vineetkapur49762 жыл бұрын
Balle 💕
@utkarshkurdukar40462 жыл бұрын
Very rare ❤️
@vaudevillian262 жыл бұрын
I was searching for this version for quite sometime. He sang this in Baroda. Faster tempo.
@ketchup27092 жыл бұрын
Correct..👍
@kennethnoble3663 Жыл бұрын
Tabley waley bhai Sb ko bohat zor ki ayee hui thi🤦♂️😌😂