this photograph was taken august 19, 1989 in letterkenny village. this was the night before my parents got married, my dad is sitting on the bench on the far right 🥹
@krishnabali13 жыл бұрын
Absolutely amazing.The song originating somewhere in India ages ago. Was brought to Suriname and also taken to Fiji where the Girmitiyas sang this. I remember singing/ humming parts of it seventy years ago and was looking for the lines. Treasured!
@Seorie-lx8jh8 ай бұрын
That's real....🎉🎉...
@insertgoodname48094 жыл бұрын
Thank you so much for uploading these.
@dhirajshah49334 жыл бұрын
This is wonderful authentic Bihari Thumari 🙏🙏 soulful Thumari
@sanjaysenunplugged65304 жыл бұрын
Very nice singing of really old authentic singing of Birha Thumri. Thanks for sharing.
@Ramkabharosa4 жыл бұрын
As sung by Shri Mohit Mangru from Bath Settlement, WCB, Guyana. (Dohā) He mātā tū kitanā karo, e-jī desh ke samāy pāyī hai; Sakāt mai’ satkar nāth chhoṛ kar, dvāre par alak mai’ zarā jāyī hai.(?) 0. Arre Dekho rī ek bālā jogī, dvāre tere āyī. Dvāre tere āyī, e-jī dvāre tere āyī. (ĀĪŪṛāīū) (Refrain) Dekho rī ek bālā jogī, dvāre tere āyī. 1. Bāghamber pitambar sohe, Sheshanāg lapatāyā. (2) Vāh jogī ko tilak Chandramā, jogī jatā ne baṛhāyā. (Ref) 2. Le bhikshā nikse Nandarānī, kanchan thāl barāyā. (2) Le bhikshā jogī jāo yā (?) san par, merā Gopāl darāyā.(Ref) 3. Nā chāhiy tere dunīyā daulat, nā chāhiy tere māyā. (2) Apne Gopāljī ko darash karāde, mai’ darshan ko āyā.(Ref) 4. Le bālak kī nikale Nandarānī, jogī darashan pāyā. (2) Pā’chī dev pari-kramā karke, sringi’ nād bajāyā. (Ref) 5. Sūradas go lok dhām me’, dhanya Yashodā maiyā. (2) Tīn log ke kartā - dhartā, terī god me’ āyā. (Refrain) -------------------- A more recent Indian version. 0. Dekho rī ek bālā jogī, dvāre mere āyo rī. (ĀĪŪṛāīū) (Refrain) Dekho rī ek bālā jogī, dvāre mere āyo rī. 1. Bāghamber kā oṛh dushālā, Sheshanāg lipatāyā rī. Māthe vāke tilak Chandramā, jogī jatā badhāyā rī. (Ref) 2. Le bhikshā Nandarānī niksī, motiyan thāl bharāyā rī. Jā yogī apane āshram ko, merā lāl darāyā rī. (Ref) 3. Nā chāhiye terā hīrā motī, nā chāhiye dhan māyā rī. Tere lāl kā darash dikhā de, Kāshī se chal āyā rī. (Ref) 4. Le bālak Nandarānī nikale , jogī darashan pāyā rī. Sāt lok parikramā kinhī, sāngi’ nād bajāyā rī. (Ref) 5. Sūradas gau lok dhām me’, dhanya Yashodā maiyā rī. Tīn log ke kartā - dhartā, terī god me’ āyā rī. (Ref) .
@hebrides63544 жыл бұрын
Do you have the translation for this one?
@maheshrekha84774 жыл бұрын
ustad mohit , ustad baboeram on dhol and dandtal ustad satyanand rekha