Salaam aly kum, jazak allah khair I learned 2 tips firstly to save time roast daal and store plus send is my habit to use boil water for everything as I have electric kettle I always use hot water so the meat or anything thing won’t tighten . Jazak allah khair for the beautiful Duas you give at the beginning of every show may allah bless you all the happiness and great health. Ameen summa ameen.
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum as salam jazak allah. ji haan sahi hai ameen summa ameen
@nehasamreen35632 жыл бұрын
Aslkm aunty..... Meku tho ye Khadi dal aam ka achar ghee rice pasand.
@HyderabadiMomInDubai2 жыл бұрын
Walekum as salam. sahi bath hai tasty combination. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe Vlog/Recipe/Saiz Fashion Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones.
@kudratkhan94194 жыл бұрын
Aslwkm aunty bhandi fry recepy batatiya
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam mere channel per hai
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/jp6wlnevnsSKgKM
@kudratkhan94194 жыл бұрын
@@HyderabadiMomInDubai ok tq👍
@allaboutfoodart82364 жыл бұрын
Daal kese bhoon k rakhte?
@ArshadAli-kx8fv2 жыл бұрын
Masha allah
@HyderabadiMomInDubai2 жыл бұрын
Jazak Allah. Stay Blessed and Stay Connected for more new videos. Also please subscribe Vlog and Recipe Channel and press the bell button icon for new video notifications. Please share our recipes in your near and dear ones
@tabassumiqbal34904 жыл бұрын
Ye daal kissey saath khatey hai
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Roti ke sath aur rice ke sath bhi kasaktey
@Khankhan-od3mp4 жыл бұрын
Walakum salam Ameen Ameen suma Ameen
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Ameen Summa Ameen
@سيدمحفوظ-ث8ج4 жыл бұрын
As salamalikum aunty h r u all hope all r fine Alhamdulillah. Dua karey Allah tala hamarey pyarey Nabi ke sadkey halath aacha hojaye aur hum sub duniya ke makhlook par Allah raham karey. Aameen
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam. Alhamdulialh sob khariyath se hai ummed hai app bhi khariyath se hongey. Ameen summa ameen.
@Nana-Kunwar4 жыл бұрын
Bahut lazeez. Puri ke sath mast lagegi. Dua ke liye shukriya 🙏⚘🙏
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Thanks a lot
@hadiyakhan95094 жыл бұрын
Simple aur tasty..,..
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Jazak Allah
@wajidafatima5754 жыл бұрын
Madam aap jo vessel ma daal banaye bahut acha hai hot pakadneh ke liye kahsn se purchase karey aap
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Mein shayad begum bazaar se li hoon woh
@aatruevoice95924 жыл бұрын
Assalam Alikum Aunty with respect in this scenario of virus & lockdown people don’t have 2 time meals lost job .or daily wages , we have to stand with them instead eating good heavy meals we have to share with needy people with regular meals at least we have to sacrifice this I admire your entrepreneurship, please refrain with new recipes, n thankful of your delicious recipes
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekkum As Salam. Ji haan bilkul sahi bath hai har koi apni apni eistetat se joh bhi ban saka karinge aur eis ka bhout zyad sawab bhi hooga aur bhout sare logon ko madad miljaige kahas tour per joh log daily kaam kar ke kamatey aur khatey hai un ke liye bhout rahat milegi. Jazak Allah
@azamshakoor30983 жыл бұрын
Aswk ma'am,,, wow thanks for sharing this amazing tasty and super easy to make dal recipe with your ever so helping tips like how we should keep the flame at different stages of cooking it is so very helpful for amateur cooks like me to keep a track of cooking things,,, you are too good ma'am good bless you and your family health wealth n prosperity,, always in Dua shukriya 🙏🇮🇳
@HyderabadiMomInDubai3 жыл бұрын
Walekum as salam jazak allah. ameen stay blessed and stay connected
@Hardworkwins49354 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Aunty.. mein KAL hi banaayi moong ki dal.. kyunki vegetable rates bahut zyaada the.. same apke jaisa hi banaayi lekin thoda karyapak BHI daalte hum.. Aap apna aur gharwalon ka qayaal rakhiye .. Aur aapse request hai .. aisi recipes dikhaayiye ke agar Allah na kare ke ghar par vegetables na ho.. ya phir curfew ke situation mein Kya bana sakte..
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam Beta. Ji acha wow well done. haan karyapak bhi dalsaktey app zaroor app bhi apna khayal rakhiye duwaon mein yaad rakhiye In Sha Allah zaroor kosish karongi take care allah hafiz
@Hardworkwins49354 жыл бұрын
@@HyderabadiMomInDubai In Sha Allah zaroor Aunty hum sab milkar saari duniya ke liye dua karenge.. Allah Hafiz..
@Hardworkwins49354 жыл бұрын
Aur aunty zyaada din tak vegetables agar store Karre tho Kaise store kare plzzz ye BHI bataaye.. khaaskar coriander and other bhaajiyan..
@rizwanafarheen10574 жыл бұрын
Firstly cut the roots of Coriander leaves. Remove any spoiled leaves. Now wrap it in paper towels and place it in a plastic box. This way it lasts up to a month.
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
sahi hai :)
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
In SHa Allah mein kosish karongi video bananney ki
@Hardworkwins49354 жыл бұрын
@@rizwanafarheen1057 Thanks a lot.. Jazak Allah Khair..
@nehasamreen35634 жыл бұрын
Aslkm aunty ji.... plzzz baingan aalu ki recipe share kijiye without gosht.
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam Beta. In Sha Allah.
@amjadmirza23434 жыл бұрын
Yummmmmy my favorite 👍
@nehasamreen35634 жыл бұрын
Mine too
@samiyanaaz77404 жыл бұрын
Walakumassalam ji Alhamdulilah aap khariyat se
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Alhamdulialh sob khariyath se hai ummed hai app bhi khariyath se hongey
@samiyanaaz77404 жыл бұрын
@@HyderabadiMomInDubai Alhamdulilah aap ki dua hai ji aunty
@rizwanafarheen10574 жыл бұрын
Salam Auntie zara mandi ya khabsa dikhayiye na please. Bohot time se wait karre hamlog. 😁
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam In Sha Allah mein kosish karongi
@vivekmudgalglobalcitizen.12794 жыл бұрын
~ 👏👏👍🙏 😊
@aimanansari4884 жыл бұрын
How much water ?
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
app apney andazey se lijiye
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
mein 1 cup water rakhiey hoon
@alishamallick18614 жыл бұрын
As Salam alaikum aunty
@HyderabadiMomInDubai4 жыл бұрын
Walekum As Salam. Beta.
@mohammadfaheem32854 жыл бұрын
Allah ham sab ko coronavirus se bachaye har bimari se bachaye 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 ameen