Abi subah subah ye geet suna Rafi. Sahab aapne din bna diya wah
@aamiraltaf18553 жыл бұрын
Rafi saheb to rafi saheb hai koi dusra nahi ho sakta
@raman94823 жыл бұрын
Agar is gaane ko gaur se sune to bahot hi kathin song hai . Par rafi sahab aur unke fan kya baat hai
@DaljeetSingh-ze4in2 жыл бұрын
Itna meeta geet h Rafi sahab ji ka ....din me ek baar jaroor sunta hu orsam
@RIS3952 жыл бұрын
Wow Rafi Sahab Bhagwan ki aawaj
@aftabhussain45164 жыл бұрын
45 saal pahle dekha tha film aaj bhi wahi mazedaar lagta hai film ka naam my friend Allah paak marhoom Mohammed rafi sahab aur naushad sahab ko jannat mein jagah ataa farmaayen Aaaaaaammmmeeeeeennn
@NaqviDialogue Жыл бұрын
The One and Only film "MY FRIEND" in which Naushad Ali and Hasrat Jaipuri worked together : 'Naiyya meri chalti jaaye sahaare tere badhti jaaye' ..
@mubarakalrashed4456 Жыл бұрын
What a Great song from a Great legend the only one in millons Rafi sahab
@القمرالأحمر-ك6و11 ай бұрын
من اجمل الاغاني التي لحنها الموسيقار نوشاد للمرحوم محمد رفيع في السبعينات ارقى التحيات
@syedqudratullah15952 жыл бұрын
بہت ہی خوبصورت اور شاندار گیت گایا ہے محمد رفیع صاحب نے۔
@aftabhussain45164 жыл бұрын
Kitni alag aawaaz hai rafi sahab ki waah waah...
@nayanseema2 жыл бұрын
BEST VOICE RAFI SAAB
@manowaralam19302 жыл бұрын
Bahut khoob Rafi saheb aap jis Geet Ko gaaye woh amar ho jaati hai
@sharadgaikwad13262 жыл бұрын
❤Rafi Sahab Ki Kehene Sirf naam hi kafi he
@bhagwandasbhojani73123 жыл бұрын
जय रफ़ी साहब ।। जय रफ़ी साहब ।। जय रफ़ी साहब ।।
@aliasghar65082 жыл бұрын
Ket khobsurat roohani aawaz h son kar dil khush ho jata h
@jagjitisher11 жыл бұрын
Wow music of Naushad sahib the post 70s score very sweet & melodious.
@khanhabib47833 жыл бұрын
Hero. Waheed murad. Nice. Acting voice very nice. Mohammed Rafi sahab
@shivvaidofficial25544 жыл бұрын
Mere Rafi sahaib ji aap devta hai g mai ab bhi aap k charno mein hoon aur duniya se jaane I baad bhi aap k charno mein rehna chahta hoon
@taimoorhassanbhatti2 жыл бұрын
Lajawab!!!!!!!!!!!!
@jpsharma45474 жыл бұрын
Yuh tho rafi saab meri dhadkn h .pr ye song aaj hi suna h pahli baar
@shahidrafi1342 жыл бұрын
Hay Rafi sb.
@raj-jangid19744 жыл бұрын
Great Rafi Sahab 🙏🙏
@ghalibmahmudlaskar59803 жыл бұрын
According to Veteran Journalist Shri Raju Bharatan Legendary Naushad in order to install new confidence inside Rafi Saab to sing with full optimism made him to sing this song when he was going through a phase of depression during 1970-73 period.
@SagarRafi2 жыл бұрын
Aap sahi kah rahe hain jai rafi saheb
@TM15HAKRN Жыл бұрын
RAFIJI... Ka bad phase... Can't believe... Wth his golden voice.. Agar unka bhi burre din tho hum kya... We mere mortals...
@SanjaySingh-mu6kf3 жыл бұрын
bahut khoobsurat geet main to first time suna
@unnikrishnanachan77435 жыл бұрын
A superb rendition by the greatest singer in creation; this bis the effect of Rafi Saab; the sequence may not look correct ;but the song is great; like this song
@SPSingh-gw9lo3 жыл бұрын
Thank you very much for uploading song of Naushad Saheb. Yes, this song has true flavor and sweetness of Naushad Saheb’s melodious music and above all the heavenly voice of one and only one Rafi Ssheb. We love & respect Rafi Ssheb 🙏🌹🙏
@manwindersingh79344 жыл бұрын
No one can compete rafi God gave him melodious voice
@murthazaali28853 жыл бұрын
Waah👍 kya kehne❤
@banwarip24773 жыл бұрын
Debu Mukherjee n Prema Narayan,, Best of 1970s
@ashoksinha50993 жыл бұрын
Not debu mukherji , he is Rajiv kumar.
@banwarip24773 жыл бұрын
@@ashoksinha5099 GOOD
@Ajitsingh-ul7nh2 жыл бұрын
My most popular movie
@kjaan14 жыл бұрын
This song is a copy of the folk afghan song called "anar anar bya ba baleenam", This tune was made famous by Ustad Rais Khan playing it on sitar for film Pakeeza.
4 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/l3mqqZevg9BlgrM These song is far far away from anar anar ...
@kaleemadeep33754 жыл бұрын
@ only the beginning of the song is based on afghan anar anar.
@TheDeepakp8 жыл бұрын
FILM : "MY FRIEND" = 1974. Film cast: Rajeev, Prema Narayan, Utpal Dutt, Jagdeep Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Lyricist: Hasrat Jaipuri Music Director: Naushad Film Director: M Rehman Film Producer: N Patel, Puranchand Shah
@atulmalhotra23034 ай бұрын
This is the only movie where Hasrat Jaipuri and Naushad worked together
@rajusinghpatel96142 жыл бұрын
So nice song ; full of melody. Kya "My friend" movie u tube par nahi hai.
@surajmian75252 жыл бұрын
Nehi hai sir g
@saulehashaikh24694 жыл бұрын
film Tajmahal, Bahu-Begum, Alibaba 40 chor, Sindbad Alibaba Aladin, Noorjahan, Sultane-hind, dil daulat duniya. Etc film likhny wale janab Tabish Sultanpuri sahab ny he is film kay Dailoge likh hai Aur Marhum janab Tabish Sultanpuri je isky Alwa film Rail ka dibba, Actor. Shammi kapoor Madhubala. Laila-Majnu Actor Shammi kapoor Late Nuten Chor-Bazar. Actor shammi kapoor late Chitra je. Chaodhvi ka chand Actor Gurudutt Actress wahida Rahman. In Sab filmo kay dialoge director kay alwa. Film Sahab Bibi aur Gulam film kay Assistant Director thy is kay alwa Aur bhi film kay writer thy Jis Ghar Mai yeh film likhy Gaye thy wah Ghar 70 saal purana hai aur ose tarah hai Aur yeh Ghar ab hamary saath he hai. Shahnawaz s Shaikh Kurla West.
@apoorvabhatt6014 жыл бұрын
Good information along with class upload
@Ajitsingh-ul7nh2 жыл бұрын
Yeh movie KZbin par load Kar do please
@sardarkakati808 Жыл бұрын
Ye kounasa pickcher hai bhai
@TravelerDOCT Жыл бұрын
❤❤❤❤
@mohdyaqoob98373 жыл бұрын
Ye hi dhun Film Pakeeza main bajai hai
@manishbhatt77952 жыл бұрын
music of thissongs apply very first in film pakiza you can listen it in pakiza
@banwarip24773 жыл бұрын
Sorry Hero is different
@Muhammadkaun2 жыл бұрын
Actress reacting so bad on Mohd Rafi ji's voice... she got so bad ears.