Kya baat h Meraj sahab wahhh 2013 me apne is dunya ko alvida kah diya tha 2023 me 10 saal bad apki shayri suni par afsos ab apse mila nahi ja sakta.. 😢❤❤
@user-sajid42511 ай бұрын
Mashallah.. bahut khoob.. . Meraj sahab ke ek ek Sher haqiqat bayani h..