muddat hui hai yaar ko mehmaa kiye huwe noor jahan

  Рет қаралды 26,641

Dhanak song Channel

Dhanak song Channel

Күн бұрын

OTHER HIT SONGS LINK
• Masoom Sa Chehra hai hum
• Raat Saloni Aayi, Baat...
• Tasveer Teri Dil Mein ...
• Kash Koi Mujh Ko Samjh...
• Raat Saloni Aayi, Baat...
• Raat chali hai jhoom k...
• Janam Janam Tera Mera ...
• mohabbat ,Ki Qasam ,Tu...
• aaj ki mulaqat bas itn...
• Aaj Khushi Se Jhoom Ra...
• AAJ HAY MEHFIL DEED KE...
01 song Mohabbat Ki Qasam Tum Ko Parai Aag • mohabbat ,Ki Qasam ,Tu...
02 song Masoom Sa Chehra hai hum jiske hain deewa • Janam Janam Tera Mera ...
03 song RAAT CHALI HAI JHOOM KE RAHON KO TERI • Raat chali hai jhoom k...
04 song Raat Saloni Aayi, Baat Anokhi Layi • Raat Saloni Aayi, Baat...
05 song Masoom Sa Chehra hai hum jiske hain deewane • Masoom Sa Chehra hai hum
06 song muddat hui hai yaar ko mehmaa kiye • muddat hui hai yaar ko...
07 song Yadesh Bakhair Bachpan Main Echo Hd song Ah • Video
08 song Tum Mile Pyaar Re Gori Ke Sar, Pe ,Sajke , Ke, Ahmad Rushdi • Video
09 song jaan-e-tamanna khat hain tumhara | ahmed rushdi • Video
10 song Janam Janam Tera Mera Saath Rahe • Janam Janam Tera Mera ...
Film : Ghalib
Artist Name : Noor Jahan
lyrics
muddat huī hai yaar ko mehmāñ kiye hue
josh-e-qadah se bazm charāġhāñ kiye hue
kartā huuñ jam.a phir jigar-e-laḳht-laḳht ko
arsa huā hai dāvat-e-mizhgāñ kiye hue
phir vaz-e-ehtiyāt se rukne lagā hai dam
barsoñ hue haiñ chaak garebāñ kiye hue
phir garm-nāla-hā-e-sharar-bār hai nafas
muddat huī hai sair-e-charāġhāñ kiye hue
phir pursish-e-jarāhat-e-dil ko chalā hai ishq
sāmān-e-sad-hazār namak-dāñ kiye hue
phir bhar rahā huuñ ḳhāma-e-mizhgāñ ba-ḳhūn-e-dil
sāz-e-chaman tarāzi-e-dāmāñ kiye hue
bāham-digar hue haiñ dil o diida phir raqīb
nazzāra o ḳhayāl kā sāmāñ kiye hue
dil phir tavāf-e-kū-e-malāmat ko jaa.e hai
pindār kā sanam-kada vīrāñ kiye hue
phir shauq kar rahā hai ḳharīdār kī talab
arz-e-matā-e-aql-o-dil-o-jāñ kiye hue
dauḌe hai phir har ek gul-o-lāla par ḳhayāl
sad-gulistāñ nigāh kā sāmāñ kiye hue
phir chāhtā huuñ nāma-e-dildār kholnā
jaañ nazr-e-dil-farebi-e-unvāñ kiye hue
māñge hai phir kisī ko lab-e-bām par havas
zulf-e-siyāh ruḳh pe pareshāñ kiye hue
chāhe hai phir kisī ko muqābil meñ aarzū
surme se tez dashna-e-mizhgāñ kiye hue
ik nau-bahār-e-nāz ko taake hai phir nigāh
chehra faroġh-e-mai se gulistāñ kiye hue
phir jī meñ hai ki dar pe kisī ke paḌe raheñ
sar zer-bār-e-minnat-e-darbāñ kiye hue
jī DhūñDtā hai phir vahī fursat ki raat din
baiThe raheñ tasavvur-e-jānāñ kiye hue
'ġhālib' hameñ na chheḌ ki phir josh-e-ashk se
baiThe haiñ ham tahayya-e-tūfāñ kiye hue

Пікірлер: 17
MUDDAT HUI HAI YAAR KO MEHMAA KIYE HUWE...NOOR JAHAN.
3:20
Nahid Khursheed
Рет қаралды 2,7 МЛН
Why Dr Zakir Naik Hate Shia Muslims Dr Zakir Naik About Shia Latest
16:22
Самое неинтересное видео
00:32
Miracle
Рет қаралды 2,6 МЛН
отомстил?
00:56
История одного вокалиста
Рет қаралды 5 МЛН
mohabbat ,Ki Qasam ,Tum Ko ,Noor Jehan,  Parai Aag (1971)
2:56
Dhanak song Channel
Рет қаралды 7 М.
Introducing Noor Jehan & Lata Mangeshkar
11:34
Raj Shukla
Рет қаралды 431 М.