Boht Ache Tarika Sa Haram Ko Halaar Kiya Mukhti sahb Ne
@muhammadfurqanalam7 ай бұрын
Exactly
@mohammadusman1202 ай бұрын
Iska matlab fir har vo chiz jisme aurat ki tasveer bani ho uska khareedna aur bechna bhi jayaz nahi. Maslan oil, shampoo, soap,... Kyuki aap aurat ki photo wala wrapper bhi khareed aur bech rahe ho. Aur ha kisi ko agar apna ghar ya dukaan rent pe diye ho aur vo usme koi gunaah karta hai maslan music sunta hai to bhi aap jo rent le rahe ho wo haraam hai.... Aaj k time me agar koi ye dawa karta hai ki vo bilkul bhi haraam nahi kha raha to vo ya to bewakoof hai ya use ilm nahi. Main chiz ye hai ki jo jitna bach sake utna bache. Nahi to jungle me reh kar ki bach sakta hai haram se.
@atharwebstudio2 жыл бұрын
Asalam O Alikum ! Google adsense sy blocking controls sy hum easily aise categories ko block kar sktay hain jaisay Wine, Interest, Insurance , casino, Dating, Women clothing, Music, Movies. Uskay bad wo ads apki youtbe videos par show hi nai hotay. Around 110 categories hain ads hain jis mein sy mainay around 30 to 35 blcok ki hoi hai. Bajay iskay k banda bad mein sadqa day pehaly hi banda aise categories block kar day, but still sath mein jaisay mutfi sab keh rhay hian sath sadqa b day day takay koi shaq na rahay.
@GulfInfo2 жыл бұрын
Mashallah bhut acchi jankari di aapne thanks
@rizwanzafar19742 жыл бұрын
Bhai jitni karzi categories block kr lo phir bhi pe parda hawateen har ad mei hoti hai. Sadqa dy kar ap haram ko halal nahi kar skte
@atharwebstudio2 жыл бұрын
@@rizwanzafar1974 Brother mufti sahab b yehe bat kar rhay hain k product halal ho to tek hai, jaisay ab meray channel par koi b haram product ka ad nai chalta mainay categories hi block ki hoi hain. or jahan tak bat hai be parta khawateen ki to ye har jagha hain ap bahir hi na jao pir, q k har jagha billboards lagay hotay hain, koi product hi na use karo, shampoo soap pir wo b haram hai.
@husnainhaider82622 жыл бұрын
Mere bhai ap un khawateen ko dikhane k pese le rahe ho. Wo kese halal ho gaye
@atharwebstudio2 жыл бұрын
@@husnainhaider8262 bhai ap mufti ho kiya?
@bakkahmedia69432 жыл бұрын
Deen mai shakk ki gunjayesh nahi ye aapko hum se zayadah pata hay Masha Allah
@UniversityofBirds2 жыл бұрын
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ہدایت دے۔
@HASRR97 Жыл бұрын
لَا يُكَلِّفُ اللّـٰهُ نَفْسًا اِلَّا وُسْعَهَا ۚ اللہ کسی کو اس کی طاقت کے سوا تکلیف نہیں دیتا سورہ بقرہ آیت 286 وَتَعَاوَنُـوْا عَلَى الْبِـرِّ وَالتَّقْوٰى ۖ وَلَا تَعَاوَنُوْا عَلَى الْاِثْـمِ وَالْعُدْوَانِ ۚ وَاتَّقُوا اللّـٰهَ ۖ اِنَّ اللّـٰهَ شَدِيْدُ الْعِقَابِ (2) ، اور آپس میں نیک کام اور پرہیزگاری پر مدد کرو، اور گناہ اور ظلم پر مدد نہ کرو، اور اللہ سے ڈرو، بے شک اللہ سخت عذاب دینے والا ہے۔ سورہ مائدہ آیت نمبر 2
@traveltherapy012 жыл бұрын
جزاک اللہ مفتی صاحب اللہ سایہ سلامت رکھیں آپکا۔۔۔♥️🙏
@mdafroz47252 жыл бұрын
Allah pak salamat Rakhkhe ulama e haq ko
@hibakhalid8660 Жыл бұрын
Islam nay sub ki izzat kernay ko kaha hai chahey wo bara ho ya chota.....aur doosra islami usool yea hai kay hamesha haq baat ka saath do chahey wo bara kahey ya chota
@islamic.education.official-x3cАй бұрын
Alhamdolillah we're Muslim, Your sister from 🇵🇰 Pakistan
@hey_its_me_altu9 ай бұрын
While watching this video I saw a Non Mehram Ad when Mufti Sahab giving this lecture and my mood swing now.... If on this channel Non-mehram ad is blocked then why KZbin is showing me ? All examples are given by Mufti Sahab is Baseless Haram is Haram Halal is Halal Don't manipulate your thoughts with polish 😅😅
@inasirpk2 жыл бұрын
Sir ap bohat mudalal jawabat dety hain . MashaAllah!
@anasbaloch54842 жыл бұрын
اللہ ہمیشہ خوش رکھے مفتی صاحب
@moeensf2 жыл бұрын
جن علماء کرام کو یوٹیوب کی آمدن آ رہی ان کے نزدیک حلال ہے جن کو نہیں آ رہی ان کے نزدیک حرام ہے۔
@JMMotivation-tv7sg10 ай бұрын
Boht fasahat hai mufti sahab ki baaton main Allah pak aur bhi fasahat aur kamiyabi de
@muftiziaulhaqspeeches2 жыл бұрын
Ma Sha Allah
@ImranRaza-p5x2 жыл бұрын
آج پتہ چلا کہ دیوبندی علماء صدقہ کے ذریعے حرام کو حلال بھی کر سکتے ہیں !! دیوبندی کے نزدیک اصول یہ ہے کہ دین مکمل ہے لہذا کوئی حرام حلال نہیں کر سکتا پر جناب نے اچھا راستہ نکالا ہے
@warrior49012 жыл бұрын
🤣
@noor-ul-ain3862 жыл бұрын
hahaahah
@EmbracehakKNsgs2 жыл бұрын
Ap mufti he ? Kesi bat ka pata na ho bola na kia kare
@ImranRaza-p5x2 жыл бұрын
@@EmbracehakKNsgs آپ کو پتہ ہے حلال و حرام کیسے ثابت ہوتا ہے اور یہ جو مفتی بہ حرام کو صدقے کے ذریعے بتا رہا ہے ان کی تو زباں پہ تسبیح تھی کہ حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے جو دین دیا ہے وہ مکمل ہے اب کوئی نئی چیز جاری نہیں کر سکتا !! مطلب حلال و حرام نہیں کر سکتا اور اب اپنی باری آئی تو حیلہ نکال لیا
@nazakkhan18272 жыл бұрын
Puff not against the wind
@loveislaamofficial7862 жыл бұрын
Big fan molvi sahab Allah pak aapko lambi umar ata kary
@deenkibataein76892 жыл бұрын
Aameen
@Muftinadeem7572 жыл бұрын
مفتی صاحب کیا حرام مال کا صدقہ جائز ہے؟ حالانکہ صدقہ دیا جاتا ہے رضائے الٰہی اور ثواب کی غرض سے
@Balochonmove9 ай бұрын
جب تصویریں اور ویڈیوز ناجائز ہیں تو یوٹیوب کی کمائی کیسے جائز ہو سکتی ہے؟
@Almohira.2 жыл бұрын
Good information 👍👍
@M.M.T109 Жыл бұрын
Right 👍😮
@omerabdullah85562 жыл бұрын
Assalamualaikum jazak Allah khair
@dailyinfoshorts30892 жыл бұрын
Aj kal molvio ki tankhahe be dollar mai ana shuru hogaye he eslye mufti saab look nervous agar deen kelye channel kola he to ad band karke youtube ka sahara choro Allah pe barosa rako..apki videos zabardast he likn espar aksar extrachwengum ad chalta he jo ke hamjinsparasti dekati he ye deeni videos ke uper ar wese be namunasib he..shukruya
@ATIQULLAH-fj2nr Жыл бұрын
ومن یتق اللہ یجعلہ مخرجا ویرزقہ من حیث لایحتسب ترجمہ ۔جو اللہ تعالی سے ڈرے تو اللہ تعالی اس کے لئے غیب سے ایسے زرق کے دروازے کھو ل دیتے ہے جہاں سے اس کو وھم وگمان بھی نہیں ہوتا
@2010hh2 жыл бұрын
Zindabad Mufti Sahab
@sagheerahmed47312 жыл бұрын
إِنَّا ِلِلَّٰهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ
@salehalateef53782 жыл бұрын
Allah tala mufti sahab ke ilam men barkat de aameen
@mostafakamal79362 жыл бұрын
Assalamualaykum, but one can deactivate monetization so far i know
@topgames26192 жыл бұрын
Then how will you earn?
@abubakardurvesh2 жыл бұрын
This deactivation will stop income.. صدقہ کے لئے آمدن حلال ہونا لازمی ہے.. صدقہ قبول نہیں ہوگا حرام کمانے کا گناہ لازم ہوگا
@drhshaikh2 жыл бұрын
Superb analysis
@muhammadfurqanalam7 ай бұрын
Mufti shahab Puri koshish kr liye najayaj jo jayaz batane ki ... Lekin un ko ye nahi pata shayad k ad jo hai wo hamareh control me hai 00:47 ,q k hum demontize kr sakte hai lekin phir v agr paisa k lalach me nahi karte toa baroz e kayamat isma hisab dena hoga.
@muhammadumer69342 жыл бұрын
Right Mufti Sahab
@wamiqsiddiqui23952 жыл бұрын
Mufti Sahab Ad control karny ka option mojood hai. Us option sy Aap fuzool tamam ads ko kafi had tak khatam kar saktain hain apni videos sy KZbin py, Jazak'Allahu khayran.
@sweetberry4261 Жыл бұрын
Can you please guide how to do that
@AL-Khyber2 ай бұрын
مفتی صاحب قربان ❤
@RAHEHIDAYAT84212 жыл бұрын
Lekin ab ye update aagaya hai ke channel monetize ho ya naa ho ad ab chalegi
@powerfulspeech510 ай бұрын
Allah Hu Akbar ❤️❤️❤️
@codeygon2 жыл бұрын
Mera aik chota bhai hai Al Hamdo Lillah bohot acha hai obedient b hai Ma Shaa ALLAH aur Msjid b jata hai Nazra parhne. Main khud thorha Aarha Tircha sa hun 😂 jis waja se roab qaim hai ghar mein. Chota sb se chota hai to kuch ziada piyar milta hai usey, lekin main ne ALLAH k karam se yei asool apnaya hua hai k: khilao sonay ka nawala aur rakho sher ki ankh.
@hafizasgarali12282 жыл бұрын
ماشاءاللہ مفتی صاحب بہت خوب
@adeebishaq4362 жыл бұрын
Jitni b daleel di hn sab kamzor Hotel ki zarurat ha KZbin pay monetize ki kia zarurat ha
@moonbaig66602 жыл бұрын
مطلب کہ تکبیر پڑھ کر خنزیر زبح کرنے سے حلال ۔ شراب کی بوتل پر روح افزاء لکھنے سے حلال اور دو ڈھکن صدقہ کرنے سے پاک۔ ابے غلط کو غلط تو کہو۔
@elbowtoe842 жыл бұрын
🌺سُبْحَانَ الله🌺
@Yaqut52 жыл бұрын
moulana saab ap apni aik website banaly, jis par serf halal ads ayegi
@improvelivingandlearning2 жыл бұрын
Adds main settings hoti hai fazool qism k adds ko unchek kr dain
@mhussainofficial19062 жыл бұрын
اس میں تو مفتی تقی عثمانی کا کہیں بھی ذکر ہی نہیں تھا
@vickyprince46972 жыл бұрын
Wo just for views k liye tha bro
@naeemakhtar12032 жыл бұрын
یہ سراسر دھوکہ اور جھوٹ ہے لیکن مفتی صاحب اس کا بھی کوئ شرعی حل نکال لیں گے
@hostelbuddies46792 жыл бұрын
Han is vdo me mufti taqi usmani shahb dhondama bilkol usi tarah jis tarah youtube ki kamai me halal dhondna hy
@PrinceGabol2 жыл бұрын
@@hostelbuddies4679 bilkul, bajaa farmaya ❤️
@dgkchess2 жыл бұрын
Mufti taqi usmani ne apni taqreer main fatwa diya hai,,aap unki taqrer dekh skty hain,,ye uske mutaliq bata rhy hain
@allahuakber923 Жыл бұрын
Jazakallah Khairan
@Karinrinkashi2 жыл бұрын
mufti sahab. Ads chaltay hain user ki history ki base par. Yani jo jis chees ki search karta hai usko wohi ads atay hain. Isko kehte hain directed marketing. Jisko shampoo chahiye hu nahin usko nahin ati ad uski search history ki base par. To ad jisko araha uski search history par ata hai.
@zeeshantaj552 жыл бұрын
zruri nhi ha.. aapki information bohat purani ho gai ha.
@abdullahmdny2 жыл бұрын
ایڈ لگانا نہیں لگانا تو کنٹرول میں ہے اور یہ بھی علم ہے ہی کہ یوٹوب اکثر غلط ہی اشتہار لگاتا ہے بیان ہوتا ہے آنکھوں کی حفاظت اور اشتہار اس عنوان پر پانی پھیر دیتا ہے اشتہار دیکھانا ہی ان کی مرموٹ کرنا ہے مفتی صاحب
@ansarhasansheikh48997 ай бұрын
Aap ko deeb ki baat ummat tak pohchana hai to audio clip se bhi ho sakta है, vedeo ke zarye fehesh ishtihar dekhne ka gunah sadqa karne se maaf ho jata hai, logo ki tarbiyat ke liye Short Film ke kirdar par shouting kar ke googal pay download karna bhi phir jaiz hoga,
@ansarhasansheikh48997 ай бұрын
Naseehat aamoz Film banana,usme Kam karna, adakar ka Kam karna,khuwah free mein ho,sab jaiz hoga, kyunki vedeo ka tassur ziyada hota hai, audio se,,,,??
@MuftiAtaullah2 жыл бұрын
بہت خوب
@QueTuberYT2 жыл бұрын
KZbin recommend ads according to users search history so jitna acha use rakho gy utny saf ads aayengy simple
@MuhammadIrfan-bn6fz2 жыл бұрын
Jitny mrzi saaf krlo music or orat to hogi byshk shlwar kameez mein he q na ho
@gb123ify2 жыл бұрын
Saf ads pakistan ma ayaga.america ma saf ads kabi ata he nai
@muneebghauri14912 жыл бұрын
Agr product he glat ho tou msln Shrab ke advertise Suwr k ghost ke advertise pir?
@entertainment.579 Жыл бұрын
جزاک اللہ 🎉🎉4🎉
@chitchatchukidsshow89192 жыл бұрын
mufti sb. why not promoting adblocker on your video, is trah to bank ki job bi halaal ho jaiy gi, insurance ki job bi halal ho jaai gi, please explain
@adhoraarshi79376 ай бұрын
Bank & insurance direct haram kaha geya hadis mai, aur ye bhi kaja geya jannat k khushbu bhi nehi milega.. Lekin mufti ne jo explain kiya isko lekar hadis mai explanation nehi hai, ye company & uske ad k mamla hai, agar koyi businessman soup, lotion sell kare aur usme ladkiyi ki photo ho toh jisne businesses kar rah uska keya kusur hai?? Jis company k product hai wo jan bujhkar ladkiyo se ad banaya, toh kosur bhi us product ki banane wala company ki
@GhazalaYusuf204 Жыл бұрын
Assalam alaikum wa rehmat ullah wa barakatuhu Mufti saheb mae aap ke sare channel dekhti hu or aap ki izzat kerti hu. Aap ne kaha ki deeni channels pe ghair sharai...adds nahi aaty. Aesa nahi hai NETFLIX ke adds bahot aaty hai deeni channels pe Shayad aap busy rehty to nahi dekh pae hoge. I only informed you
@mohammadnoorullah3498 Жыл бұрын
Beshak mufti shb jistarah aapne aaj misal se samjhaya ke kuch behuda ads hamare control mai nahi hota isi tarah crypto currency mai paise kamana bhi halal hai aur trading bhi jaiz hai kyunke agar ismai interest raqam bhi miljaata hai to wo hamen sadqa kardena chayye ab samjh gaye na sabloug crypto currency ko faltu mai haram ka fatwa dene walou kaan kholkar sunlo aaj ka byan samjane ki zarurat nhi hai kisi ko
@StudioByKH83PK2 жыл бұрын
Don't Lie on an Islamic channel. When did he call Mufti Taqi Usmani's name?
@CuriosityJuice2 жыл бұрын
Ads are based on viewer interests, search history and location instead of content creator so most likely users should be doing sadka if watching such ads :) (Jo dekhne wale ka interest ho, aur jis jaga ho ... us ke mutabik ads dikhai jaate hain bajai youtuber ke lehaza viewer should be doing sadka)
@abuumair4152 жыл бұрын
hahaha, good bro good
@MuhammadIrfan-bn6fz2 жыл бұрын
Bhai music or orat to hoti he hai byshk jitna mrzi saaf ad ho , uska kya kro ge?
@CuriosityJuice2 жыл бұрын
@@MuhammadIrfan-bn6fz it still depends on location and user interests of viewer. If you have ad blocker then no ads also ;)
@MuhammadIrfan-bn6fz2 жыл бұрын
@@CuriosityJuice and if the viewer doesn't know about ad blocker? Who will clean your earnings? , Do you think that only the viewer is responsible for the bad earnings?
@CuriosityJuice2 жыл бұрын
@@MuhammadIrfan-bn6fz the burden of watching falls on viewer. KZbin is a platform and as content creator you are not responsible for their actions. Just like you live in a country which gives you platform to live n earn So what bad activity government does then you are not going to give money on their behalf. Having said that charity with good intention is always good for society and mental health.
@mdabdulakbar87462 жыл бұрын
0:30, 8:30
@KidscolouringTv-ny8hq Жыл бұрын
Juway k ad music k ad aur is trah k aur b beshumar ad se milne wali kamai ko sadqay k zariyay Pak kiya ja sakta hai Allah Pak maaf krain Ameen uk mai rehnay walo ko videos mai har trah k ad daikhnay ko milte hai
@mdabusaqibalamansari99798 ай бұрын
Par Mufti sahab agar mere KZbin channel pe kisi movie ya TV serial ki adds aane lagi to?
@muhammadfurqanalam7 ай бұрын
Mufti sahab galat hai.
@mdabusaqibalamansari99797 ай бұрын
@@muhammadfurqanalam tumse kisne pucha?
@muhammadfurqanalam7 ай бұрын
@@mdabusaqibalamansari9979 puchne ki kya zaroorat, tumhara comment public hai private nahi
@haseeb3314 Жыл бұрын
En Monitization ki waja Sy Byhooda Ads Samnay Ati Har channel par Zabardasti 5 sec dekhna Parta Hai Skip bhi Nahi hota Jab tak Time poora na hojai Main kisi par ongli Nahi otana Chahta Allah Raham Farma ay hamari haal par
@entertheheaven.76712 жыл бұрын
Bhaijaan Mobile waalo ko boliye KZbin Vanced use kare ispe koi ad nahi aata hai
@motivationalvideosquotes2 жыл бұрын
Mufti Saab mashalla 100% but mera 1 swal hy agar koi apna ghar ya dokan rent pe dy aur us my koi galat hota ho to malik usy nikal b skta hy chonky usko pata hy k ye galat ho raha hy . ya usy apny rent sy kam hoga bnda jo marzi Kary please tora smja dy
@mahboobullahofficial8 ай бұрын
Haram product sharab wagera ki earnig he jab harma ho jye gi r wo haram he youtube dy ga to us harma maal ka sdaqa ho jaye ga kia? harama maal ka to sadqa he nahi hota!
@imtiazdhakan15264 ай бұрын
90's mai molvi log kehte the ke TV dekhna bhi haram hai aur aj jab khud ke channel hain to youtube halal hogya. Kal ko ye kahengen ke inka channel subscribe karna sawab hai😊
@dariusneidhart10682 ай бұрын
Allah tumhe paise kamaane ka mauka de. Aameen. Dusro ki kamayi se jalte nahi hain bhai. Bina kisi wajeh ke youtube ko kamayi ko haram kehrahe ho. Ads wala logic faltu hai tumhara. Haram ads porn websites par aate hain naaki youtube par.
@harissb67682 жыл бұрын
Aik masoomana sawal hai becharay actor ka kia qasoor hai bechara hero bhi to majboor hai woh to heroine ke sath romance karna he nahi chahta magar kia karay writer script he ayesi likhta hai ab woh bechara agar mana kr de to usko kaam kon de ga. Bari safai se mufti sahab ne kawa halal kr dia.
@muhammadabid63128 ай бұрын
sabhi ad. me music hota he aadmi quran sun rha hota he beech me chal jata he uski parmission aapne di huwi he na . deen me dawat ka kaam is tarah ke pese lekar karne se accha he aadmi offline kaam kar le .
@muhammadfurqanalam7 ай бұрын
Beshak bhai, ye baat ye online moulvi ko kaun sikhaye .. haan ek option hai wo Islamic riyat jo aison ka hath ha sir tun se juda kr k misal bana de.
@zarajawed84742 жыл бұрын
Agli dafa ak sharabi sharab ki bottle me se ak glass nikal k sadqa krdega to baqi ki bottle bhi halal hojygi 👍
@adventuresofhammadasif79902 жыл бұрын
One of the best Muftis of this time.
@adventuresofhammadasif79902 жыл бұрын
@@AbbasGhazi-sf1fx kaunsay sardar ki ?
@sherinwazir99262 жыл бұрын
کیا شراب کے اشتہار کے روپے کو بھی صدقہ کہہ سکتے ہیں؟
@naeemakhtar12032 жыл бұрын
مفتی طارق مسعود صاحب کے استاد اور پیر صاحب حضرت مفتی رشید احمد صاحب رحمۃ اللہ فرماتے تھے مولوی کھاتا حرام ہے اور نکالتا حلال ہے " یعنی حلال حرام کی تمیز کے بغیر کھانا پینا یا اعمال کرتا ہے اور پھر اس کے بعد حلال ہونے کا جواز گھڑتا ہے یہاں بھی کچھ ایسا ہی معاملہ محسوس ہوتا ہے مثلاً دکان یا مکان کراۓ پر دینے کی مثال پر یہ اشکال ہے کہ اگر آپ کو پہلے ہی معلوم ہو کہ کراۓدار غلط کام کرے گا تو پھر کراۓ پر دینا کیسے جائز ہو گا جب معلوم ہے کہ بیان کے دوران ناجائز اشتہار چلیں گے تو پھر اس کی کمائ کیسے جائز ہو گی؟ واللہ اعلم
@WaqarBinAttaM2 жыл бұрын
Keya pher medicine 💊 jo k adult me b ati hai or Casino web site ka link apni site lgaye keya ye b ghlt hai? Q k me just us site ka link apni site py lgany k pesy leta ho na k us products ko promote krny k but mery link se us ki site rank/promote hoti hai. ? ?? ???
@Worrier_5302 жыл бұрын
juma k din juma ki namaz se pehle ghusul lazmi he? 4 4 sunnut phurne ki kya tarteeb he juma ki plz reply
@PixelSkillsPro5 ай бұрын
KZbin Ads pe control nahin hai lakin jab pata chal jay kay wo Halal aur haram ka farq bhi nahin karta tu humary pass ye control tu hai kay hum Ad's run na kareen.
@Eilummobile2 жыл бұрын
Aj kal to moniteiziton ke bageer bi ads chalte hai
@amirayoub29504 ай бұрын
Mufti shab k khene ka matlb ye he k agr Pani k bhare Howe tab me pishab ka 1 qatra gir jaye to adhay tab ka Pani phekh den or baqi ka istimal kr Len q k adha tab Pani phekne se Pani pak ho gaya ho ga😂😂
@islamicMsTv2M2 ай бұрын
I am with Tariq Masood
@itrautomationgroup56512 жыл бұрын
المتقی ھو من یتق الشبهات.. جب حلال کمانے کے دیگر جائز ذرائع الحمد للہ موجود ہیں تو بھائی یو ٹیوب سے بچو. اور تصاویر کے مسائل بھی متفق علیہ نہیں بلکہ اختلافی ہیں تو پھر کس طرح ان پر بے دھڑک ہو کر عمل کر رہے ہیں.. اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کا فہم عطا فرمائے. آمین ثم آمین
@mohdfaizan46632 жыл бұрын
Waah mufti sahab, haram kaam bhi karo aur sadqa bhi karte raho... Sab changa hai..
@whitesimurgh63632 жыл бұрын
Control hai Mufti sab.. GoogleAdsense se disable kr dain video wale vulgar ads.. 😂😜
@newcopycat10 ай бұрын
I am not understand his language please tell me guys halal or Haram ???? Answer pls
@SarfarazBAG2 жыл бұрын
hazrat g ads ap k e control mn hn. ap setting mn set kr sakte hn ads.
@itman42642 жыл бұрын
Bhai Kisi krskti hai?
@SarfarazBAG2 жыл бұрын
@@itman4264 through your google ad account
@irp-politics2 жыл бұрын
Ads block kerney ki option hoti hai. Aap ads ki setting main ja ker banks k ads, sood waley idaron k ads, sharaab k ads, aurton k kapron k ads jo behuda hotey hain or sab doosrey block ker saktey hain. Ta k aap k channel pe sirf halal cheezon k ads nazar aen.
@fazalmahmood74252 жыл бұрын
Eng Ali is great reformer and scholar
@drkhalid56242 жыл бұрын
Your income is exempted from that FATWA. Do not worry.
@aqibattarimadani9045 Жыл бұрын
ولا تعاونوا علی الإثم والعدوان، اور گناہ اور برائی کے کاموں میں ایک دوسرے کی مدد نہ کرو (قرآن پاک) محض آپ کے صدقہ کرنے سے مال پاک نہیں ہوگا اور نہ ہی آپ کا یہ کام کرنا حلال ہوگا
@hibakhalid8660 Жыл бұрын
Mufti shb solution sirf yea hai kay aap baghair ads(without pay) apna channel chalain(like engineer muhammad ali mirza)...waisey bhi neki kay kaam ki ujrat nahi leni chahye.....yea kuch hissa utube ki income ka sadqa kerkay paak hojaain kon si qurani ayat/hadith say aaya hai??
@shahidujjan2 жыл бұрын
Agar tik tok pa fahash video upload karee to kiya us sa gunah mila gaa ya nahi
@zarajawed84742 жыл бұрын
Ye hotay hyn aj k ulma jo deen ko apny hisaab se tor maror k adjust kr k jaaiz ko na jaiz or na jaaiz ko jaiz kr lyty hyn... Well done mufti tariq masood sab
@SajidAli22 жыл бұрын
Wah Keya logic hai. Me boht support keya krta tha ulma akram ko mgr ab dil bezar hota ja raha hai din ba din. Matlb kuch b....... KZbin pr paish Islamic Lecture upload krny pr nahi melty balky ads run krny pr melty hain. Aur agr 1 KZbin channel ka maksad he ads chalwa kr earning krna hai to pr kamae halal kasy ho gae? Deen ki tableg krna hai to pe ads run krny ki keya zarurt hai. Ye sab chachly hain. Jo apny dil ko acha lgy wo halal aur jo na lgy wo haram Boht sy esy channels b hain jo ads run keya bagar deen ka ilam KZbin pr pela rahy hain. Ku k un ka maksad deen ki tabeeg hai na k fahash videos k zarya paisy kamana. Yaha pr mufti sahab ye kehna cha rahy hain k beta ads to band nabi ho gy aap apni ankhy band kr lo
@rehanmiddleclass7862 жыл бұрын
ماشاءاللہ مفتی صاحب... اچھے دلائل ہیں
@shahzaibzafar16422 жыл бұрын
Jo bayan sunnay k liye aaty hain woh advertisement p wesa bhi focus nahi krty taqreeban
@Islamicstudiobyyousaf Жыл бұрын
Me kahin suna tha imam hussain RA k qatal ka fatwa bhi diya gya tha Now i can see how and why😂😂😂
@glplanet17512 жыл бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ مفتی صاحب اگر کوئی لڑکی ماہ رمضان میں بالغ ہو جائے تو وہ رمضان کے شروع کے روزں کا اعادہ کریگی ؟
@Moms-mini-recipes3892 жыл бұрын
۔
@gulwazir92712 жыл бұрын
Bank ki nokri kis waja say haram hay... Jab k nokri karne wala to soodh nahi day raha hota sood bank day raha hota hay
@mohdazhar56642 жыл бұрын
As slam alaikum sir Sir, kya mai apki video apne channel pe upload kar sakta hu? 1 mint ki video ka istemaal karunga, short bnane ke liye? Please sir reply kar diyega
@MuftiAtaullah2 жыл бұрын
ہماری ویڈیوز کی اجازت ہے
@Learniverse-Hub9 ай бұрын
Agr koi jaiz cheez ka bhi add hy jaisay k dalda ghee uss mai bhi aurat hoti hy bgair parda k (usky baal , uska glaa nzr a rha hota hy or uski klayaan nzr a rhi hoti hain ) or more than 90% add mai aesay hi aurat hoti hy toh add sai kaisay income halal ho gyi?
@aljamiariyazulmadaris20762 жыл бұрын
الله تعالی سے مغفرت مانگوں
@thesolutionsuggested5152 Жыл бұрын
ہوٹل میں اگر آ پ ایسے پوسٹر لگائیں گےجن میں پراڈکٹ تو جائز ہو مگر اشتہار دینے والی لڑکی نے نیکر پہنی ہو یا کپڑے ھی پورے نہ پہنے ہوں اور آ پ کو اس پوسٹر کا کرایہ آ ئے تو آ مدنی حرام نہ ہو گی؟ مطلب اگر تنخواہ کے علاوہ بڑے افسر کے کہنے پہ جو رشوت کا حصہ کسی کو ملا وہ صدقہ کرنے سے ذمہ داری پوری ہو جائے گی؟
@FKHAN38 Жыл бұрын
Mufti Sahab Mera ek sawal he aapse ye masla Aap bajaye Misalon ke Aap Baraye meharbani Aap KZbin ki kamai ko Quran o sunnat se samjhaye
@pakcattlenews2 жыл бұрын
Adsense k panel main ja kar Finance, Banking, Liquor (sharab) waghera ki categories block kar den.