Allah pak puri ummat ko taubaa ki taufiq ataa kare
@مشتاقاحمدخان-ق5ك Жыл бұрын
❤بہت خوب
@muneebbaig57808 жыл бұрын
nyc bayan i am ahl e hadees bohat acha bayan...hamain ye firqa bazi sy nikalna chahye aur ummat ko jorna chahye aur jo firqa parasti karty hyn unko apni safon sy nikaalna chahye
@JerryopShorts7 жыл бұрын
Muneeb Baig Ye baat 👍👍👍👍👍👍👍
@syedanwarali49967 жыл бұрын
Hamza Noor Muhammad ummat ko jorna chahiya jo ummat ma ho zul huwaisra a tamimi ki nasal ummat muslma nahi balka havarij Hein .
@classofbiology94446 жыл бұрын
Muneeb Baig mashaallah
@ahsanumar89756 жыл бұрын
Muneeb Baig معمر نے ہمیں ابن طاوس سے خبر دی ، انہوں نے اپنے والد ( طاوس بن کیسان ) سے ، انہوں نے حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہ سے روایت کی ، انہوں نے کہا : رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم اور ابوبکر رضی اللہ عنہ کے عہد میں اور عمر رضی اللہ عنہ کی خلافت کے ( ابتدائی ) دو سالوں تک ( اکٹھی ) تین طلاقیں ایک شمار ہوتی تھی ، پھر حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ نے کہا : لوگوں نے ایسے کام میں جلد بازی شروع کر دی ہے جس میں ان کے لیے تحمل اور سوچ بچار ( ضروری ) تھا ۔ اگر ہم اس ( عجلت ) کو ان پر نافذ کر دیں ( تو شاید وہ تحمل سے کام لینا شروع کر دیں ) اس کے بعد انہوں نے اسے ان پر نافذ کر دیا ۔ ( اکٹھی تین طلاقوں کو تین شمار کرنے لگے
@ahsanumar89756 жыл бұрын
Muneeb Baig Mary Bhai Ap Ki Bat theek hy pr mufti sahb dhakky sa manwa rhy hen moje is sahi muslim ki hadess ka jawab do koi
@motipatang3 жыл бұрын
Nice
@correctobservation64553 жыл бұрын
احناف کی بڑی خدمات ہیں دین حنیف کےلیۓ ہردور میں۔الحمدللہ
@safihullahmahsud4707 жыл бұрын
Love you tariq Masood allah app ko lambi umar ata kary
@pakistan98629 жыл бұрын
Mufti sahab aap ne haqeeqat baat ki , ap ki jehed o jehed kamiaab rahe , ap ummat ko ekata kare , ALLAH ap ko or ilm de ameen
@fahadmohammad51105 жыл бұрын
Baaqion ke comments thodha padhein aur samjhein chakkar.
@sardarpehelwan69307 жыл бұрын
Best alim he molana tariq masood sahab
@smsafdar59 жыл бұрын
Mashallah Allaah apka Bohot accchha andaaz hai bayaan krne or Baat smjhane ka..
@ammarpatel99236 жыл бұрын
مفتی صاحب بہت خوب
@ikhtilafkahalurdutips72196 жыл бұрын
MashaAllah.. Zabardast mufti sb ko ALLAH jaza e khair ata frmye Aameen... ALLAH ahle hadees logon ko hidayet ata frmye Aameen
@mohammadaasif83717 жыл бұрын
mashallah bahut achha bayan Hai Allah aapko AUR Tariq Jameel Sahab ko jazae khair ata kare aameen
@MuhammadBilal-dx7mo8 жыл бұрын
مفتی طارق صاحب، بہت خوب، بہت اعلی بیان کیا،
@shafaatshaikh73696 жыл бұрын
ye apas mai zyagda he sb pareshaniyon ki wajha hai ..Allah se Dua karo hum sb musalman aur musalman Rahe ameen..
@faisalalsulkar9 жыл бұрын
Mashaalah mashaalah bahuat acha mulana ji...
@adamriyazi90927 жыл бұрын
Allahase darye mufti shab
@mr.perfect95387 жыл бұрын
very goood speech ..... bht zabardast batain kahen aaap ne.... Allah aaap ko sehet de or aaap ke ilm me or bi Ezafa kare....
@iZeeshan6 жыл бұрын
MashaAllah....
@saqibmir96707 жыл бұрын
mashaallah Allah aap ko jazai khair dai
@TeluguIslamofficial7 жыл бұрын
Masha allah jazakumullahu kaira mufti saab barakallahu laka fi ahlika wa malika wa waladika
@wasiullahnadwi82146 жыл бұрын
اہل حدیث بھائیوں کو ایک مشورہ ہے کہ تین طلاق تو تین ہے اگر اس موضوع پر تفصیلی اور مدلل کتاب پڑھنی ہے تو علامہ عامر عثمانی کی کتاب ""ایک مجلس کی تین طلاق " ملاحظہ کریں ۔ انشاءاللہ مطالعہ سے سارے اشکالات دور ہوجائیں گے، بشرطیکہ نیت سمجھنے کی ہو ۔دلائل کا انبار ہے۔
@mohameddilwar42187 жыл бұрын
Masha allah very nice 👍 👌
@omerkhan41427 жыл бұрын
Masha Allah molana sahab
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
mufti tariq saab ap zubair ali zai noorulanain ka mutala kara inshallah ap ko hidayat naseeb ho jaegi jis main sub batil aqeedon ka rud hy
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
khuda ke qasam itna ilm hona k bawjood b wohi imam sahb ke andi taqleed allah hidayat da ameen
@shamsgrami89898 жыл бұрын
bohat accha bayan hain mashallah
@hanzalaafzal91687 жыл бұрын
Alhe hadees hi alhe nabi hai me khud bhe deobandi se alhe hadees howa ho alhamdurillah
@muhammadyaqoob71017 жыл бұрын
Mashallah Mufti sahib buhot khoob
@safihullahmahsud4707 жыл бұрын
To acha kia ya bayan suny ky bat aap ko smj nahi aya ky firqa mat pelao ab aap pir comient karty ho jesy sary ulma ghlat ha aap ki ya comint dek kar bura laga musalman katat ho ray ha or aap ko fiqi ki pari ha kamal ky logha ha bas allah ham sub ko hedayat dy
@zuberahmad24997 жыл бұрын
Tu ahle hadees ho ya Yehudi teri wajah se quran aur hadees nahi badlegi
@asadkhan-vu7hd6 жыл бұрын
hanzala afzal kaash k aap muslim ban jatay
@ibrahimzaib97696 жыл бұрын
Bht ache Bhai mein bhi deoband se ahle hadees Hua hun
@muhammadatifabbasi23257 жыл бұрын
Ma sha Allah zabardast
@yousufkarim8296 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@MolanaSamarAfzal9 жыл бұрын
mashallah.bht faida hua bayan sun k.jazak allah
@sss83036 жыл бұрын
ربي يحفظك لي ❤️
@kashifbalouch75537 жыл бұрын
MashaAllah buhat achi bat kya apne aj k daur me musalmano ko itehad ko zarorat hai...
@MuhammadBilal-dx7mo8 жыл бұрын
اللہ سلامت رکھے،
@mariya47296 жыл бұрын
nice bayan
@dilwardilwar19379 жыл бұрын
mashallh
@muhammadashraf35137 жыл бұрын
Sharafat Ali MashaAllah Charon Mazhab zamana e khirulqoroon se haen Charoon Mazahib he Ahlesunat wl Jamat hein Khairul Qoroon k sub se qareeb ka Zamana Imame Aazam ka h
@MuhammadAhmed-kw9gg9 жыл бұрын
Mere Bhai Apko Imam Abu Hanifa Mazhab Mubarak ho Hame Muhammad (SAW) ki Shariyar Pyari hai
@sanaullasharief53199 жыл бұрын
+Muhammad Ahmed ------------CERTIFIED IMAM-We know that the attestation of the 'Iman 'of the companions of the Messenger of Allaah (sal-Allaahu `alayhe wa sallam) came down from the heavens. The goodness of only the first three generations(salaf e saliheen) was told to us by al Mustafa (sal-Allaahu`alayhe wa sallam).
@afraazbiniqbal12449 жыл бұрын
yahi to dokha hai bhai...jo ghair muqallid hazraat dete hai....wo ye batana chahate hai ki abu hanifa (rh) Hazrat Mohammad (saw) se alag hai...aisa thori hai bhai....agar dalail chahiye aapko to maulana ilyas ghuman k videos dekhiye aap...books bhi available hai unki..wo padh lijiye aap....
@sanaullasharief53199 жыл бұрын
afraaz bin iqbal I have the books on abu hanifa by moulana shibli noumani and azizur rahman deobandi. If you have these books, then we can start a discussion.
@afraazbiniqbal12449 жыл бұрын
+sanaulla sharief i dont have d books which u mentioned...i recommended yu to refer books of MAULANA ILYAS GHUMAN....he'l give yu dalail nd clear ua confusion ....
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
+afraaz bin iqbal Why Ilyas Ghuman? Not Azizur Rahman Deobandi?
@glasstv24 Жыл бұрын
Mashallah
@aijazkhan7625 жыл бұрын
Maulana aap se shikayat hai ke aap hamesha khud ko samajhdaar aur dusro ko na samajh samajh kar baat karte hai. Aap yahi bata de ke Quran ki kis aayat ya Nabi(s.a.w.s) ki kis hadith se ummati me se kisi ek ki ya chaar imamon me se kisi ek imam ki taqleed(aankh band kar ke baat manna) saabit hai. Balke aap ke aalim to apne awaam ko dhoke me rakhe huwe hai aur yeh kyon nahi batate ke ahnaaf sirf masael me imam abu hanifa ki taqleed karte hai aur aqaed me kyon nahi karte.
@mysameer19787 жыл бұрын
ماشااللہ mufti sahab aap ke bayan ummat ko jorne k liye hote hain.may inhe pasand karta ho.meri guzarish hai k aap 1 bayan is hadees per kare jo hazrat rukana se aap ne batai k sahi hai.aap ahnaaf se kahe k jab koi aap se fatwa lene aaye tu unhe qurran-o-hadees se sahi tallaq ka tareeqa bataye us k baad unse qasam le kar poche jese hadees may pocha gaya hai k tumhari 1 ki niyyat thi ya 3 ki.may yaqeen se kehta hon 100% log aap ko 1 ka kahen ge. جزاک اللہ
@Ahmadpk128 жыл бұрын
sab se ziyada ahlehadith quran aur hadith par amal kartee hain isleyein haq ke ziyada kareeb tar hain
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
afaq ahmad Please keep exposing the Deobandi cult from their own books.
@abuturaab20327 жыл бұрын
Exposing ??? Hahahah.. Ya allah hum par aur sab par hidayat ke darwaazay khool de :)
@mohdfaiz-zx9xe7 жыл бұрын
sanaulla sharief Listen Bayan Properly....
@zahoor44886 жыл бұрын
Firqa parasti deen main mana ha .is main koi shak nahi k ahle hadees haq k ziada qareeb han kiu k wo jo bat Quran or hadees se milti ha us ko forun pakrty han or dosry bhai jo b baat un k firqon se takrati ha wo us ko pkrny ki bjai us ka difa tiar krna shuru kr daity han .difa is liye tiar krty han kiu k rozi ka zariya wo jamat jo bani hoti ha.ye zindgi chand din ka imtihan ha hamain rozi ki khatir haq ko nahi chorna chahye .kiu k Rizq to Allah k zimmy ha .
@asimnisar22377 жыл бұрын
Sufi ki jammat Deobandi ahle hadees manaj he haq hy
@islamicvideooffical4288 жыл бұрын
masha allah ser bakap ser boland deywband dwywband
@Ahmadpk128 жыл бұрын
nein be kabii yr nara lagata ta aur kass kar barrlviiyoo se nafrat karta ta. lekin donoi ik he sikhee ke do rokh niklee. mein deobandii ta saree family balkee sara mohalla deoband hain
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Asar khan Please give at least 5 issues, where Deobandies differ with Brelveis.
@SWARGA-m4m8 жыл бұрын
sanaulla sharief.May Allah subhaanahu wata'ala guide you on the right path.
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Rizwan Haider Do you think . i am not on the right track?
@SWARGA-m4m8 жыл бұрын
sanaulla sharief yes, you, you are like shaitaan who misguide mankinds.Imaan waalon Imaan laao.
@saeedshaikh24417 жыл бұрын
ma shaa allah......
@muhammadyousaf85655 жыл бұрын
اسلام علیکم Islam QA میں شیخ صالح المنجد میں ایک مجلس میں تین طلاق اکٹھی کو ایک ثابت کیا ھے اور وہ عرب عالم ھیں
@adeeljanjua63135 жыл бұрын
Vo ahle hadees hoga
@aftaboumar91167 жыл бұрын
asslam walikum ummed h aap sab hazrat kheriyat se hinge mujhe molana tariq masood sahab ka mubail no cahiye aap log meri madad kre plz m ek masle m uljha huva hu
@zameenoasman80443 жыл бұрын
*Quraan shareef* har banda yaad kar sakta h... isko yaad karna v aasaan h aur yaad rakhna v... agar ham rojana *ek aayat* yad karenge to pura *Quraan* hame 18 sal me yad hojayga... isi trah rojana *2 aayat* yad karne se 9 sal lagenge... rojana *3 aayat* yad karne se 6 sal lagenge... rojana *4 aayat* yad karne se sadhe 4 sal lagenge... rojana *5 aayat* yad karne se sadhe 3 sal lagenge... is trah bahut aasaan h... khaskar baccho k liye bahut aasaan h... subah *fazar namaj* k bad baccho ko baitha dena chahye...uske bad wo school v jayenge aur idhar *haafiz e Quraan* v ban jayenge.. *In Sha Allah*
@muhammadfarooqi8 жыл бұрын
kaash mein aap sy mil ker .. face to face baat ker sakta!.
@cutiepie-wf4gq8 жыл бұрын
Mufti sahab Maulana Ameen safdar ukarwai DB k bayan Sinai
@sanishaikh38316 жыл бұрын
Asslamo alaikum main india se hu ahle hades bhai etne gusse wale kiyon hote hain woh gusse ki halat main kuch bhi bolte hain
@fahadmohammad51105 жыл бұрын
In sha Allah ghussa maaf ho sakta hai magar Allah Shirk aur kufr maaf nahi karega.
@asimnisar22377 жыл бұрын
difference aqeeda ka Hy deoband ahle hadees main
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
ap ko khalfai rashdeen se la kar imamo tk tabba tabaeen tk sahi sanad ke daleelain mil jaengi allah ap ko hidayat da ameen
@asimnisar22377 жыл бұрын
mujha mufti aazam ka fatwa do
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Deobandies andGrave-Worship. 1. Book 'swaneh qasmi' by manzar ahsan geelani vol 02, page 29-30. Qasim Nanotvi used to spend entire night in 'maraqaba' in the 'dargah of sabir kalyari' 2.Book 'moulana ilyas and unke deeni dawat' by abul hasan nadwi------- Ilyas kandhalvi used to do 'maraqaba' in the 'dargah' of abdul quddoos gangoohi
@adamriyazi90927 жыл бұрын
ahele hadees hi ahele nabi hai
@mkrajput15817 жыл бұрын
ulamaye devband zindabad
@GakharWajidHazarvi7 жыл бұрын
Plz read Ulma Deoband Book Al muhanand al mufanand to learn Deoband ulma Shirk.
@jibranali68148 жыл бұрын
q kamil bhai kya kam ha
@zaidali26137 жыл бұрын
ehle Hadees hi jannati he or Quran or sunnat pr amal Karne wale,,,,,,,,,,
@aahs8406 жыл бұрын
cat lovers Phir to saari jannat khali rahengi kiunki ahele hadis 100 me 1 hae.
@wajidkwm8 жыл бұрын
maulana aap to TALAQ ko asan se baata rahe hai jo Nabi ko napasand hai.. aab log asaan se Talaq dege masoom khawatin par zulm haga
@altualtamash94039 жыл бұрын
If you are looking and able to understand the Quranic verses of Surah Talaq, Allah clearly says you need to give Talaq on three different occasions when a woman is in her periods, and she should be clean for a husband to give one more talaq. If a husband wants to get her back (Rhuju), he can get her back within that period. If a person says 10 talaqs in one sitting, it will be considered one only. Hazrath Umar (RA) had just given fatwa during his regime that if a person give 3 talaqs, it means it will be three, it is just for during that period of time, not till Qayamat. May Allah subhanallahutala guide everyone to understand and follow correct Deen. Ameen.
+afaq ahmad chawal aadmi jaahil key bachey usney daleel sey baat ki h!! Tere paas koi daleel h andhey aadmi!? QURAN PAAAK MEIN CLEARLY WAZIYAH H 3talaaqo ka andhi aurat h tu toh
@sindhkhan27428 жыл бұрын
i
@rafeeqahmed75496 жыл бұрын
are houle Umar r.z Ku galat bolra tari Zindagi barbad ho jaein gi Allah se mafi maang, Allah ke Nabi (pbuh) me farmaya mare baad koi Nabi hota to Woh Umar hota bolke, aur farmaya mare sahaba r.z Kisi ki itteba (follow) krlo jannat me chaljao ge
@syedanwarali49967 жыл бұрын
Ahle hadees ahle sunnat wal jamaat ka nazdeek bi nahi jo nabi kareem saw ki shan chpaay aur ghataya aur bughz e risalat apna dil ma rakha........un ka sath chota mota ihtalafaat kaisa hua?
@abdulsattarkhan91078 жыл бұрын
Alhamdulillah Mashaallah
@zohraali19847 жыл бұрын
bhai vedio h to vedio b dikhaya kro ye to srf audio h
@MrVENOM-hu1jl6 жыл бұрын
apka maslaq kya hai mufti sahab please bataiye
@designergatesautomation6 жыл бұрын
Areeb tum mujh se poocho ke inka maslak kiya hai : jahil.... jahiliyat..... gumrahiyat..... shirkiyat,.... biddatiyat,..... ghuluviyat...... shirkiyat is bina par ke apne imam ko nabi SAWS par tarjeeyat dena, is bina par yeh shirk firrisalat hui, aur shirk firrisalat ALLAH kabhi maaf nahi kar sakta,
@ahmadzehan88487 жыл бұрын
बरेलवी भी तो अहनाफ हैं क्या ख्याल है?
@zubairhayat1119 жыл бұрын
I don't agree with you. Controversial issues ko KZbin per discuss nai kerna chaiy. this is not good message for Non-Muslims or newly Muslims from Christianity or other religions
@imranshaikh63717 жыл бұрын
assalamuaikum mera ye sawal hai ki ahle hadees kehte hai ki fazaile amaal ko bhi galad kehte hai
Asakum my hyderabad india se. 3 talaq ku 3 hi mante aap joot bolrey ayle hadees ke bare me aap jo alim bolete naam bato, ye aquida yaha pe ahle hanaf ka hai.
@sheikhsheikh65316 жыл бұрын
mebhi ahle hadish se talluq rakta hu lekin molana tariq masood ki byan se muttashir rahta hu
@muhammadfarooqi8 жыл бұрын
11:00 "acha.. apnay aalim ki andhi taqleed na karein.." to mery bhai.. aap khud hi to kehty hein keh "taqleed" zaruri hay!!!
@talatkhanam6247 жыл бұрын
Muhammad Farooqi taqleed zaroori hai ,' andhi ' taqleed nahi .....deemag ki ankhy khuli rehni chahiye
@jibranali68149 жыл бұрын
wah g mufti sahab, bhai ajao humare mufti taroq masood k pass dalail se sub smjhaenge inshallah
@sanaullasharief53199 жыл бұрын
+Jibran Ali Yes , the Deobandi mufti will prove from the books of their elders and they will also explain what is HALALA and the men who are willing to perform that sacred duty.
@kamilusmani96058 жыл бұрын
bhai apna fb account de plz
@kamilusmani96058 жыл бұрын
jibran bhai
@jibranali68148 жыл бұрын
+Kamil usmani q kya kam ha apko
@kamilusmani96058 жыл бұрын
Hume in ka vide chaiye
@muhammadfarooqi9 жыл бұрын
12:00 .. mery bhai.. faisala Aksaryat (majority) ko dekh kr nahi kia jata.. aik 100 mein say 99 log gunah ker rahy hongy to .. zarori nhi hay keh woh last "1" bhi gunah kary.. aap majory ko kyoon dekhty ho?? yeh aalimon wali baat to nahi.. theek hay,, kuch batein aaap ki drust hein.. hum woh manty hein. lakin jo ghalat hein woh nahi maan sakty. yeh is baat ki sanad hay keh.. jesy hum aap pe aitraz kerty hein . wesy "chand aik" ahal hadees jo esa wesa kehty hein un per bhi aitraz kerty hein .
@ZahidIqbal-xu7sn9 жыл бұрын
nabi pak pbuh ka irshad h mari umat gunah pr ikthi ni ho skti jnb
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
+Zahid Iqbal Please copy -paste the complete 'hadees' and its status.
@faisalqureshi63018 жыл бұрын
+sanaulla sharief this is authentic hadith i know the reference
@faisalqureshi63018 жыл бұрын
+sanaulla sharief this is authentic hadith i know the reference
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Noman Rajput. I am still waiting for your reference.
@sanishaikh38316 жыл бұрын
Mera wasta 2 ahle hades bhai se wasta huwa he wallah keh rha hu jesne hum sabko paida kiya he mujhe unhon ne etne gande lafz se pukara k main aapko bta nahi sakta hu
@sulaimanquraishi79199 жыл бұрын
mufti saheb sirf ek chota sawal hi ap se .. agar ulama daoband k ye agaied nahi hi balke sirf tahreer ki galtihi to us ko baar baar q shaie karte hi ..hazaf .ezafa kark shaie karo take ahle hadees ulama khamoosh hojae ,,?
@sanaullasharief53199 жыл бұрын
+sulaiman quraishi ----If the Deobandies purge the 'batil' aqaed' from their books, then nothing will be left for them to achieve the target-revival of Sufism.
@raiyanmujahid80138 жыл бұрын
jo aap kay kelaaf olama ho wo mutasaddid oaima baqe sabe sahe kya baate hy
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Riyan Khan Deobandi do not call it 'firqa parasti' or 'ta'as'subb'. it is their religious duty to defend their elders, weather right or wrong.
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
hum itna ilam wala nhe lakin pir b sahi ghalat ko achy tarah samaj gae hy lakin ap logo ko itna ilm hona k bawjood khud b gumra or awaam ko b allah ko hisab dena b hai
@ahsanumar89757 жыл бұрын
Kon firqa parsat hy
@islamicstudent97918 жыл бұрын
میرے خیال میں آپکو اہلحدیث علما سے مناظرہ کرنا چاہیے نہ کہ پبلک میں اسکی بات کی جائے آپکا رویہ نرم ہے جزاک اللہ اور ہماری بد قسمتی ہے کہ مناظروں میں جو جہالت دکھائی جاتی ہے انہیں دیکھ کر لگتا نہیں کہ یہ مناظرہ ہے.
@sanaullasharief53198 жыл бұрын
Adnan Mohammad. It is mostly the common Muslims , with limited knowledge of Islam who attend the .manazara' or view it on TV or youtube, They do not understand anything, except the 'mullahs' fighting. It creates dis-respect for both the 'jahil moulvi' and learned scholars.
@muhammadyaqoob71017 жыл бұрын
Mashallah Mufti sahib buhot khoob
@muhammadfarooqi9 жыл бұрын
06:00 .. to kyon na taqleed ALLAH K NABI (MUHAMMAD SAAW) hi ki kee jay? kia kabhi ALLAH k NABI SAAW nay fermaya hy keh mery baad 4, 5 groups banin hein. hanfi, shafi, etc kisi ki bhi takleed ker lena?.. ALLAH ny fermya hay keh.. ALLAH or US kay RASOOL (SAAW) ki Ataa't kro.. that's IT. wesy sabhi AhalAdees aisa nhi kehty keh ikathi 3 talaq say talaq nhi hoti.. bra-e-Maharbni.. kisi chand logon ki wajah say sabhi "AhalHadeeson" ko aik hi palry mein na toolo.. rahi alfaz ki baat.. to mery bhai jo koi "tatlaata" ho, woh to aik dafa bhi nhi keh sakta? hmm.??? aisay hi bila wajah aesi baat ko hawwa nhi banana nahi chhieay.
@omermuwahid13686 жыл бұрын
Ahle hadis hi Auliya allah hai
@wajeehariaz37016 жыл бұрын
hullooooooo
@muhammadfarooqi9 жыл бұрын
13:15... aik to aap logon ki samjh nahi aa rahi. Ap Mufti ho, fatwa dety ho.. ap kisi bhi baat say pehly yh kyon nahi sochty kah bray aram say ap sab "Ahalhadees" logon ko aik jesa keh dety ho.. mein Ahalhadees hon, mujy bohat say batoon per DuoBandion say bhi mukhalifat hy or bohat say DuoBandion ki batein sahi bhi hein.. bohat sary batein Brailvion ki Sahii hein or bohat sari Biddat say bharri hoi hein.. lakin mein yeh nahi kehta keh sab Brevlvy ya sab Duobandi aik jesy hi hein.. lakin aap ki OBservation say hi aap k ilam ka Andaza ho raha hy..
@hmm55056 жыл бұрын
Divorce is as one intended. If one intends 3 then its 3,if one say thrice but intendes 1 then its 1. Three As One In A Single Breath Had To Be Proven i.e The Intention By Swearing Divorce (Kitab Al-Talaq) Dawud :: Book 12 : Hadith 2202 Narrated Rukanah ibn Abdu Yazid: (Rukanah) divorced his wife absolutely; so he came to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him). He asked (him): What did you intend? He said: A single utterance of divorce. He said: Do you swear by Allah? He replied: I swear by Allah. He said: It stands as you intended. Three Talaq at once were considered three ex-Rasoolullah salala lahu alaihi wa sallam asked Rukhana may Allah be pleased with him whether he intended one or three. Rukhana had to prove his intention was one talaq with oath. From the above two ways are clear 1.either intend three and utter three at once 2.Intend one and utter one and emphasise the first one with other two talaaq. Another proof of taking oath to prove intention of givng divorce whether 3 or 1. Divorce Malik :: Book 29 : Hadith 29.1.9Yahya related to me from Malik that he heard Ibn Shihab say that if a man said to his wife, "You are free of me, and I am free of you, " it counted as three pronouncements of divorce as if it were an 'irrevocable' divorce.Malik said that if a man made any strong statement such as these to his wife, it counted as three pronouncements of divorce for a woman whose marriage had been consummated, or it was written as one of three for a woman whose marriage had not been consummated, whichever the man wished. If he said he intended only one divorce he swore to it and he became one of the suitors because, whereas a woman whose marriage had been consummated was made inaccessible by three pronouncements of divorce, the woman whose marriage had not been consummated was made inaccessible by only one pronouncement.Malik said, "That is the best of what I have heard." EXPLAINING THE POINT 2. In the period Rasoolullah salala lahu alaihi wa sallam and in the period of Abu Bakr Siddiq (radi Allahu anhu), people used to divorce in the following way by uttering "I give you Talaaq, Talaaq, Talaaq". They used to emphasize the first Talaaq with the last two words of Talaaq.The last two Talaaq were uttered just to emphasise the first one. The below hadith is about point 2."Ibn 'Abbas (Allah be pleased with them) reported that the (pronouncement) of three divorces during the lifetime of Allah's Messenger (may peace be upon him) and that of Abu Bakr and two years of the caliphate of Umar (Allah be pleased with him) (was treated) as one. But Umar b. Khattab (Allah be pleased with him) said: Verily the people have begun to hasten in the matter in which they are required to observe respite. So if we had imposed this upon them, and he imposed it upon them. (Muslim Book #009, Hadith #3491)" During the period of Umar (radi Allahu anhu),people hurried in giving Talaaq. They just uttered three talaaq.Umar r.a said these three will be considered three. Note:1 Whoever after this wants to give talaq with the intention of one talaq they should utter only one talaq. 2 If they want to give three talaq then they sould utter three talaq. 3.The concept of taking oath to prove intention also ended. The below three hadith are about proving intention of one divorce which was uttered thrice in one sitting through an oath. Sahih Muslim Book 009, Hadith Number 3493Chapter : Pronouncement of three divorces.Abu al-Sahba' said to Ibn 'Abbas: Enlighten us with your information whether the three divorces (pronounced at one and the same time) were not treated as one during the lifetime of Allah's Messenger (may peace be upon him) and Abu Bakr. He said: It was in fact so, but when during the caliphate of 'Umar (Allah be pleased with him) people began to pronounce divorce frequently, he allowed them to do so . Sahih MuslimBook 009, Hadith Number 3492Chapter : Pronouncement of three divorces.Abu Sahba' said to Ibn 'Abbas (Allah be pleased with them): Do you know that three (divorces) were treated as one during the lifetime of Allah's Apostle (may peace be upon him), and that of Abu Bakr, and during three (years) of the caliphate of Umar (Allah be pleased with him)? Ibn Abbas (Allah be pleased with them) said: Yes. Sahih Muslim Book 009, Hadith Number 3492 Chapter : Pronouncement of three divorces. Abu Sahba' said to Ibn 'Abbas (Allah be pleased with them): Do you know that three (divorces) were treated as one during the lifetime of Allah's Apostle (may peace be upon him), and that of Abu Bakr, and during three (years) of the caliphate of Umar (Allah be pleased with him)? Ibn Abbas (Allah be pleased with them) said: Yes.
@salmanmurshad76757 жыл бұрын
ittihad e ummat ki baat sahih lekin hanfi maslak dalaail k lihaz se bohot kamzor hai aur aap k bayan mein mirza ali engineer k bayan jitna power nahi hai mirza har baat shari dalaail ki bunyad par karta hai aur aap buzrugon ka rona rorahay hai.
@IbrahimKhan-ow9sz7 жыл бұрын
Tablighi jamat ki kitabo main masla hai fazali amal or fazali droodh main.
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
ap deobandi taqlleed karta jao imam sahib ke jis ke koi book he nhe apni or rahi bat ashraf ali tanvi ke zikriya sahb ke shirk se bhari hy yeh book khuda ke qasam kyon awam ko gumra kar raha ho
@correctobservation64553 жыл бұрын
موجودہ گروہ اہل حدث مدرسے کے بگڑےہوۓطلباء کاایک گروپ ہے جو بعد میں ایک مسلک بن گیا ۔
@saadirfan6537 жыл бұрын
talaq wala masla waqai ahle-hadees ka ghalat hai. But baqi bohat Se muamlaat me Ahlehadees best hain..aur is ke baad Deoband...
@rehanarashid47827 жыл бұрын
mere bhai khud imam Abu hanifa ne kapro ke mozo par masakeya
@fayyazzahmedd89478 жыл бұрын
lala ye Quran mante hain n hadees
@MuhammedSalfi8 жыл бұрын
mufti sab yah masail agr Ahle hadith logun ko btain na tu ap tu kabi nahe btain gay kai Rafulyadain karna Sunnat hy Ameen kehna sunnat hy Fatiha bil jahar parhny sunnat hy ap tu siry sey hi in chizon ka rad karty ho aur kon sa Alim Ahle hadith sey deobandi howa us ka Naam btain aur yah firqa wariat band karen .
@SWARGA-m4m8 жыл бұрын
MuhammedSalfi Maulana saahab ki baat maano aur fiqa waariyat band karo. ahle hadees aur barelwee hazraat is mein aage haji. Daarul uloom Deoband zindabad.May Allah unite all Muslims.
@ayubmemon17776 жыл бұрын
Maulana kehte he 8 rakat sunnat ki koi daleel nahi hayatus sahaba kholo Yusufsahab kandhalwi rah. Ki Jild 3 taravih ka bab padhi 8 rakt sunnat ki dalil milegi Ha isme 20 ki dalil nahi he This is only for your kind information Ap na mano to hame koi Harz nahi Aapki marZi
@mdnazirafzali5434 жыл бұрын
Sahi se pabho
@mdnazirafzali5434 жыл бұрын
Jahil pagal
@rehanarashid47827 жыл бұрын
mere bhai tumko ilm nahi main kahta hoon tumko ilm hi nahi ha amma ayesha farmate hain ramzan ho ya gaira ramzan nabi saw 8 rakat se zaida nahi parteteh
@sarfarazsarfaraz72256 жыл бұрын
Rehana Rashid Rehan bhai shayd aapko pata ni h 9 or 11 rakat bhi Sabit h or 20 bhi h
@NaveedPardesi-dv2pn8 жыл бұрын
mufti tariq saab ap zubair ahmad zai book ka mutaila kar la ap ko a to z sahi sanad pa daleelain mil jaegi allah ap ko hidayat da ameen
@hanzalaafzal91687 жыл бұрын
inko bolo bhai apko baara shuk horaha hai deen ki baat karne ka tu tuseef ur rahman se baat karo
@walifood9 жыл бұрын
aur Janab aapne Mufti sahab k baaton ko bina daleel k kaha, Daleel ka to Aapse mutaliba karre k zaeef hadees to b batado,..Apne ilm aur Aqal dono ko wasee karo Bhai.....
@attiqurrehman39397 жыл бұрын
Abusaad Enterprises بھائی حدیث صحیح ہے یا ضعیف کون بتائے گا؟ کوں کہ بعض حضرات جیسے البانی رح نے ایک حدیث کو صحیح اور اسی حدیث کو دوسری کتاب میں ضعیف کہا؟ کبھی ضعیف کو صحیح کہا کبھی ضعیف کو صحیح کہا۔۔۔ایک ہیحدیث بیک وقت ایک کے ہاں حسن دوسرے کے ہاں ضعیف ہوتی ہے۔۔۔تو درجہ کون بتائے گا؟ اور فضائل اعمال میں بیان کرنے میں کیا حرج ہے۔۔۔۔اور کیا ضعیف حدیث حقیقتا سو فیصد حدیث نییں ہوتی؟ یہ کون بتائے گا؟
@ahsanumar89757 жыл бұрын
Main khtta hun agr Quran or Hadess ki bat manna Firqa parsti hy to pher theek kia hy Mufti sahb khtty hen kisi ik shabi sa sabat kro ik majlis ki 3 tlaq 1 hoti hy main khtta hun ap NABI PAK SAW ki hadess sa sabit kro Quran sa sabit kro Sahi Muslim main hadess mojood hy
@MuhammadAhmed-kw9gg9 жыл бұрын
Me Apko Hadees Sunata hun Hazrat Abdullah bin Umar (RA) ne Apni biwi ko Talaq dedi Masla Ap Muhammad (SAW) Samne Aya Apne (SAW) Hukum di ke Jake Apni Biwi se Ruju Kar lo Sahi Muslimm Ki hadees hai or Sahi Hadees hai
@ZQPK4 жыл бұрын
Teen talaq?
@ShamimAnsari-ki7zg7 жыл бұрын
Taasub ki chadar jab tak utaro ge nahi jab tak masala hal nahi hoga
@mohammadamair2287 жыл бұрын
ahlehadees Quran par chalte hai sahi bat hai hadees par chalte magar allah ne unke andar se sahi samajh wali taseer nikaldi kyu ke isliye nikal di kyu ke ahlehades loogoun aur ulama ke andar nabi aur aale nabi ki mahobbat nahi hai jab tak nabi aur aale nabi ki mohabbat nahi aati dilo me une Quran aur hadees sahi padna nahi aata