Maine apni cousin se shaadi ki hai.Ma Sha Allah !!aik beta hai,2 saal ka hai.bohoot hi chaalaak hai. Mufti is 100% right.
@muslimdani15555 жыл бұрын
bro meri ek bat ka mutalha kijiye agar czn deendar nh hoto kya krna chahiye
@clashwithbat22835 жыл бұрын
khuda khair kary
@wasifshabbir945 жыл бұрын
bro cousin se love hai ya arrange marriage?
@FromHeaven7864 жыл бұрын
@@muslimdani1555 bhai pehle ap bolo ki kya aap deendaar hoo ya bas wife deendar chahiyea aapko
@fatimashiek63984 жыл бұрын
Meri v cousin se rishta laga h bus Nikah hojye dua kjye
@shahidafzal75582 жыл бұрын
I engaged with my cousin, we are going to be married, remember us in your dua
@mehek3mehek2 жыл бұрын
Alhamdulillah..❤️
@zahoorkhan930442 жыл бұрын
Same
@erihaultana7832 Жыл бұрын
Same
@Uraan498 Жыл бұрын
Same❤❤
@AkramKhan-iw2rw Жыл бұрын
❤ Alhamdulillah ✨
@suhailahmad56142 жыл бұрын
I also learned genetics Genetics is developing subject Consanguinity between first cousin has nearly 4% and double first cousin has 6 % risk of genetic illness that is nearly same as unrelated marriages . If already u know any disease between two Even if they are unrelated also , disease will transmit in generation. SO NO TENSION IN CONSANGUIS MARRIAGE 👍 Mufti Sahab is 100 % correct
@rafayizaan3068 Жыл бұрын
That is just one part of it. There is much more to it. With cousin marriages generation over generation it increases.
@mangrufilmz. Жыл бұрын
अम्मी के बड़े पापा के लड़के और अम्मी के खाला के लड़के भी है जो रिश्ते मे मेरे मामा हुए उनकी लड़की से अगर शादी करू तो क्या जेनेटिक % तो ज्यादा नहीं होगा ना
@neelamsaba3534 Жыл бұрын
Mufti sahib shadi to jaiz hy...but if in family already there are cousin marriages and abnormal babies or medical disorders in family like thalassemia then it's better to stop it in next generation.......in ko genetic disorders kahty Hain.....Kuch log in bemarion ki sorat main bhi family main hi shadi ko prefer karty Hain and Jo inki behtari KY liay inko advise kary usy kahty Hain k tm gunahgar hogy,aisi batain nahi karo......
@neelamsaba3534 Жыл бұрын
Bhai....sahib if there are already children in family with a genetic disease then it's better not to take the risk of cousin marriage because it's not an easy life with the diseased children having abnormality
@EvoHub-r8k7 ай бұрын
@@neelamsaba3534You're right but Mufti Tariq Sahab is also saying true, he is talking about majority ( most of the people) .He is talking generally not specifically 6:36
@wazir083 жыл бұрын
Mufti saab me ne 1st bayan yahi suna ta ..me also married to my cousin..me Alhumdulillah very happy nd have healthy nd sound childrenالحمدلله
@mdsarfaraz55893 жыл бұрын
Mashallah
@mdsarfaraz55893 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS Nhi Bhai
@mdsarfaraz55893 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS paida toh aapki mom hi ki hai na
@mdsarfaraz55893 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS Hummmm
@mdsarfaraz55893 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS Agar aapko or jada jaana h toh Koi mufti se baat kr lijiye
@B_N_K4 жыл бұрын
I marry to my czn Alhumdulillah am happy with her and Allah blessed me with a baby boy a year ago and my baby is 100% ok الحمدللہ
@mainsabeenhoon2 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS 🇷🇺 Are nahi It's Not Mandatory Is cheez main har Koi Apni choice rakhta hai. Khandan se Bahir bhi Shaadi ker sakte Hain It's just that We can Marry our Cousins Or Muslims.
@Adamspredictions2 ай бұрын
Aesa har baar ni hota
@zainsubhani3312 Жыл бұрын
Dua hai Meri bhi Meri cousin sa ho ameen sum ameen aur Khushi wali lambi age wali Zindagi ho ameen
@hirashoaib7044 жыл бұрын
Mery parents bh cznz h aps ma Alhamdullilah hm sary bhn bhai blkl normal h or hmary khandan ma bht zyada hui h cznz marriage or MashaAllah sbky bchy normal h
@ahmedraza77493 жыл бұрын
Jab Qur'an me agya tab to koi sawal hi peda nhi hota Alhamdulillah.
@muzammilalam1190 Жыл бұрын
woh ijajat sirf pyaare nabi ko dee gayi thi, sabko nahin.
@ahmedraza7749 Жыл бұрын
@@muzammilalam1190 ye ap apni taraf se new mantaq le ae.
@comparativereligiondailynews2 күн бұрын
Woh sirf Nabi ko ijazat thi. Humko nahi. Because Science is also part of religion according to me.
@khanjii786910 ай бұрын
I'm married to my 1st czn. Allah SWT has blessed us two baby girls and Alhamdulillah both are 100% fit.
@comparativereligiondailynews2 күн бұрын
But cousin marriage is not good.
@aapjaantehonge4 жыл бұрын
I'm too engaged to my cousin, pray that soon we get married. Inspired by Mufti Tariq Masood
@bitcoin82344 жыл бұрын
inshallah brother
@sahilk11274 жыл бұрын
Kiski ladki bhai
@anishali76973 жыл бұрын
Inshallah
@chaildschoolofhuman33213 жыл бұрын
Do mar gya ... Fir v fit... Chutiya..... Aaj bhaiya .. Kal saiya. ... Hahahahhaha
@Captainsahab1203 жыл бұрын
@@chaildschoolofhuman3321 🤣😂🤣😂 Islam me sab jayaz hai
@motokijaan46054 жыл бұрын
Meri Khowahish he Apni Cuzen Se Engagd Karny ki Allah Pak Qabool Kary Ameeen❤️❤️❤️❤️❤️😇😜
@Kevin-tl1zs4 жыл бұрын
Allah qubool farmaye hum dono ki. Ameen !!☺👍
@fatimashiek63984 жыл бұрын
Meri v same
@moazzamkhan91994 жыл бұрын
Ameen bhaijaan
@moononearth34664 жыл бұрын
@@fatimashiek6398 q
@ranabilal66524 жыл бұрын
Mera bhi same
@azclips81964 жыл бұрын
موت کے بعد اپنی مرضی کی زندگی گزارنا چاہتے ہو تو موت سے پہلے اپنے رب کی مرضی سے زندگی گزارنا شروع کر دو انشاءاللہ کامیاب ہو جاؤ گے..
@Happy-gn6ky2 жыл бұрын
Allah paak aapko hamesha achcha rakhe mufti sahab😊🙏aapne mere saare doubts door kiye. Jazakallahu khairan kaseera.
@freefirecrazygamers39804 жыл бұрын
Humare ilaaqe me 95% shadian cxn se hi hoti hein. Yahan tak keh 85% pathan cxns se hi shadi karte hein, Or mashAllah bache 😍😝
@rizwanshaik41514 жыл бұрын
Kahan se hain bhai aap
@muftibilalnadviofficial87264 жыл бұрын
Grt
@angelsmilecc63594 жыл бұрын
😊
@LOW_byPowerhuman4 жыл бұрын
Hum turko mai bhi.
@hassaankhanniazi52173 жыл бұрын
85 percent pathan cousin sai shaadi nhi kartai. Pathano mai czn marriage punjabioh sai kam hoti hai pichli gen mai 40 percent thi. Ab kaam hoti jarahi hai
@jawedahsan4 жыл бұрын
Alhamdulillah main bhi cousin Mein shaadi ki hai Mere 2 bacche Alhamdulillah Koi Bhi bacha mazoor Nahin Paida Hai Or Mere Bhai ki aur sister ki be cousin main Shaadi hoyi Alhamdulillah Koi Bhi bacha mazoor nhe hoa Allah ka Karam is liye cousin marriage ko promote Karo JazakAllah
@izharjee44865 жыл бұрын
I love u molana mujhy apka samjhany ka andaz bohat pasand hy.Allah pak apko lambi zindagi dey.
@mohammadgalib63555 жыл бұрын
South India m apne Mama ke Saath bhi kr lete h
@Medical_Bounce3 жыл бұрын
Kya cousin marriage me dudh jayaj hota h please reply kijiye
@Jamshedac-gf4bh5 жыл бұрын
Agreed 100% Excellent Bayan Mufti Sahib Salam, IR Pakistan Zindabaad
@AKgaming-uj3ef2 жыл бұрын
Salam brothers and sisters Mere ik cousin hai jis ko mai bachpan se boht passand karta hun laiken masla yai hai ky wo muje se age mai 3 saal bare hai laiken mai ose se boht muhabat krta hun. Ap sab mere laye dua karna ky mere engagement hojaye oske sath❤️
@AayatNomi5 жыл бұрын
As Salam u alaikum mufti shahab Jumma mubarak
@AkramKhan-re2yo4 жыл бұрын
Walekum assalam apko bhi jumma mubarak
@AayatNomi4 жыл бұрын
@@AkramKhan-re2yo jazak Allah khair bhai
@AayatNomi4 жыл бұрын
@@AkramKhan-re2yo plz cont me
@AkramKhan-re2yo4 жыл бұрын
@@AayatNomi baut khoob dua for spcly for shde
@AkramKhan-re2yo4 жыл бұрын
@@AayatNomi mtlb?
@mujahidpathan9424 жыл бұрын
Mera khwaish hey... Meri cousin se shadi Karna hey... Dua karo mere liye...
@tariqali53894 жыл бұрын
Same
@mohammedaadil10d94 жыл бұрын
Same
@waseemalam82944 жыл бұрын
youtube par dua se lehle rishta bhijwa dey
@user-mw7mw3xv9l4 жыл бұрын
𝙎𝙖𝙢𝙚 𝙗𝙝𝙖𝙞
@abdulaleemkhan41183 жыл бұрын
Bhai mera liye bhi inshallah mai bhi karunga
@muneebamirza54705 жыл бұрын
Assalamualaikum mufti sahb ap mere liye dua kryega ki Allah mujhe nek aulad ata kre
@junaidfaiz4 жыл бұрын
Ameen
@aryanqureshi81384 жыл бұрын
Ameen 🤲
@mohsinansari53014 жыл бұрын
Ameen
@Sekashifahmad8 ай бұрын
Ameen Allah tumhay naek salah awlad dy ameen Suma ameen ❤️
@angelsmilecc63594 жыл бұрын
Bilkul sahi...mere waleden alag khanan or alag gaon se hain,meri Didi mazur hain.Inki hr zarorat ka khayal rkhte hain...like a babay. InshaAllah Inka Nikah Jannat me hoga.
@poesicgirl22934 жыл бұрын
Kash sab log samaj Pate is baat ko.....
@sardaargullbabbarsardaargu683010 ай бұрын
Meri mom dad cousin he hm 9 behn bhai Alhamdulilah sb perfect hen ❤
@shareeqahmed15013 жыл бұрын
Cousin marriage is definitely not a religious thing. It's not required of you in Islam, it's just left very open and very vague. Even for people in the Pakistani culture, it's very dependent on your family and how you're brought up
@cyruskhan34623 жыл бұрын
Pakistan mein cousin marriage hindu caste system ki wajha se hai, Islam ki wajha se nahi, ye is liye hai keh ye log Hindu se musalman hue hain aur Hindu ki tarha caste ko mantay hain, jaise syed sirf syed mein shaadi karay ga, Rajpoot sirf rajpoot mein shaadi karay ga, Awan, Malik Chaudhary, Sheikh, Rana, Rao waghaira waghaira shaadi kartay waqt sab se pehlay caste poochtay hain, bohut se log cousins se sirf isi wajha se shaadi kartay hain kiun keh caste same hai dosari wajha financial hai, property ko khandan mein he rakhnay ke liye ye log cousins se shaadi kartay hain
@shareeqahmed15013 жыл бұрын
@@cyruskhan3462 alhamdulillah we indian muslim dont bother about caste. here khan can marry shaikh. And so on. We are one muslim ummah. There is no caste in our muslim ummah
@trajictempr85743 жыл бұрын
@@shareeqahmed1501 same with Syed I'm also Indian Muslim from Hyderabad where are you from?
@trajictempr85743 жыл бұрын
Yeh eik choice hein cousin marriage Karns hein tho Karo ya nahin
@shareeqahmed15013 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS never . In hindu religion a brother can marry his nephew and sisters daughter. In Islam you do not marry your blood relation.
@mytechexplanations69235 жыл бұрын
Mufti Sahab Allah bless you 🌴❤️
@shiekhafxal4060 Жыл бұрын
I'm in love with my cousin, she is beautiful and innocent, and I think she also loves me 💝 Aur mein ne zindagi mein kabi utni achi ladki nhi dekhi, ap sab logu se request hai ki mere liye duwa kare 🤲🏻 taki mein unse nikah kr sakhu ❤️🤝🏻
@MOAZUMAR-dn7yy7 ай бұрын
Ameen
@Aianimalarts3 жыл бұрын
i learned genetics and in genetics probability is very important.if a family have history of cancer then in cousin marriage risk of having cancer increases.
@Aianimalarts3 жыл бұрын
i think best option is to have pre marriage tests
@vanni.3 жыл бұрын
Well found some , wise muslim
@thatquirkymedico53153 жыл бұрын
Chalo kisi k pass to yha dimag h .....ni to ye anpadh log kuch bhi pramote krte h
@Islamic_Essence3 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS good dene se rista katam nhi hota bhai
@Islamic_Essence2 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS biologically aapki behan nhi hoti hai ek cousin. Iska mtlb ye nhi hai ki aapko ussi se shadi krni pr ho sakti.
@natasharao1764 жыл бұрын
Meri shadi mery czn se hui thi 2 bety paida huye bilkul sehatmand lekin meri sas ne mera ghr barbad krwaya hy mujhy meri maa k tany deti thi apny bety se pitwati thi hr wqt jahaiz zada na lany ka tana deti thi shadi se pehly wo log bht achy banty thy ab meri gharon me shadi hui hy Allah ka shukr hy Meri susral or mery husband bht achy hn
@privateaccount8893 жыл бұрын
Or woh jo 2 bachey hi woh kidhar hai ap bata saktey haii ??
@a2motivationamazinginforma26 ай бұрын
@@natasharao176 allah asani kare sister ...stay strong
@khanjii786910 ай бұрын
میں نے اپنی سگی خالہ کی بیٹی سے اور میرے بھائی نے اپنے ماموں کی بیٹی سے شادی کی ہیں میری دو بچیاں ہیں اور میرے بھائی کا ایک بیٹا ہے الحمدللّٰہ ہمارے بچے بالکل سلامت اور فٹ ہیں۔
@MaureennaazIrfan Жыл бұрын
Meri cousin ki baat chal rahi hai dua krein jaldi mera nikaah ho jaye Ameen 🤲🏻❤
@fsgamer158210 ай бұрын
Ameen
@QMobileE-wk5je3 жыл бұрын
1000% Agree inshallah i will merrage my same age cusion
@samreenansari72524 жыл бұрын
Bahot achi jaankari, ise lekar bahot confusion thi, ab sab clear ho gaya.
@muftitariqmasoodofficial13475 жыл бұрын
Massa ALLAH Allah APKO HKUSH rakhe hame bhi DUAA Mai yaad rakhana..aameen
@ateebadil9614 жыл бұрын
1:30 "Marriage between first cousins doubles risk of birth defects, say researchers. ... The risk of having a baby with birth defects - usually heart or nervous system problems which can sometimes be fatal - is still small, but it rises from 3% in the general Pakistani population to 6% among those married to blood relatives." - guardian
@hoshangkhalil67514 жыл бұрын
Depends on paternal and maternal cousins
@ateebadil9614 жыл бұрын
@@hoshangkhalil6751 sir how? They still your first cousins... Mother or father side doesn't matter it's just biology and DNA shit going wrong
@ateebadil9614 жыл бұрын
@Ms Malik prove your point, I did the research you bring up something same
@Aianimalarts3 жыл бұрын
yes ,you are right. risk of genetics diseases increases.
@076_kaifnabiwani73 жыл бұрын
Google researcher.
@imrankhanitarana73264 жыл бұрын
Masaallah molana tariq masood sab aap ne shi bataya he Allah har 1 muslmano ko जायज tarike pe chalne ki tofeek de
@irfanrajput37555 жыл бұрын
Meri sister ke shadi cuzn say hoei Allah pak nay twins babys diye.dosri sister ke shadi cuzn say hoei Allah nay bata dia.bhai ke shadi cuzn say hoei 2 baty hain.
@irfanrajput37555 жыл бұрын
@adnan malik ameeen same to you bhai😘😘
@mohdfaheem98105 жыл бұрын
Mufti Tariq ji Mashallah very good
@Johnwhite-tz4oi4 жыл бұрын
Masha Allah
@FayazKhan-wn4bc4 жыл бұрын
Cousin marriage Mai koi issue nae hota , hamary sb reshty relative's Mai Hain . AlhamdulliALLAH sab achyy Hain koi msla nae
@rahulkasana66723 жыл бұрын
Number do
@FayazKhan-wn4bc3 жыл бұрын
@@rahulkasana6672 smja nae
@FarooqKhan-om4pq4 жыл бұрын
Masha Allah apke bayan Sun kar malumat main izafa hota hai
@Your.aaliyasameen2 ай бұрын
Allah kare meri bhi shaadi mere cousin seh hojaye par vo mere seh 2 saal chotta hai 🥺❤️ AMEEEN
@ghalibhasnain24545 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوبصورت بیان کرتے ھیں مفتی طارق مسعود صاحب مجھے بہت پسند ہے مفتی طارق مسعود صاحب اللہ پاک ان کی عمر دراز کرے میری دلی یہی خواہش ہے کہ میں مفتی طارق مسعود صاحب سے ایک بار ملو میں کراچی میں رہتا ہوں
@ghalibhasnain24543 жыл бұрын
Nai phr be wo tumhari Sagi Bahen h
@ghalibhasnain24543 жыл бұрын
Nai Wo cousin nai h wo phr be bahen h use nikah ni hoga
@ghalibhasnain24543 жыл бұрын
God Lene se Maa bap ni badalte nahi unke andar ka blade
@ghalibhasnain24543 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS Dekho unka divorce ho Gaya wo wife hasband nai Rahe ge pr unke Bache Hoge pr unke maa bap wahi Hoge Khon ke rishte nai totte
@ghalibhasnain24543 жыл бұрын
@BHASKAR PRODUCTIONS hasband ni bola sakti Baki Jo Dil kare bulai
@meerjaan91935 жыл бұрын
1st viewr Thik kaha mufti sahb
@sheerazqasim12704 жыл бұрын
Meri shadi cousin see Hui hai wo zismati Tor pr kamzor hai Allah apne mehboob ke sadqe Meri beti ko sehat ata farmaye! Aameen
@Quran-Hy-Dil4 жыл бұрын
Ameen
@traceworld65714 жыл бұрын
Bhai aik sawal ka jawab dey do. Tumhari ammi or tumhari ammi ki wife ka kiya rishta hay ?
@traceworld65714 жыл бұрын
Tumhari amma or tumhari bimi ki amaa ka kiya rishta hay ?
@sheerazqasim12704 жыл бұрын
@@traceworld6571 Meri biwi Meri fhupizad hai
@traceworld65714 жыл бұрын
@@sheerazqasim1270 tumhari ammi ka phupho se kiya rishta hy ?
@tanveertanveer62294 жыл бұрын
Absolutely right beautiful information right h cousin se shadi kr sakte hai isme Koi haraj nhi hai
@raheemkhan36063 жыл бұрын
Kuch Genetic Disorder hota hai.. Jisse Cousin se Shaadi krne se problem hoti hai .. But it's very rare case
@Creamypotatopure4 жыл бұрын
The only important thing is to have complete blood tests before marrying to be it cousin or out of family.
@waseemalam82944 жыл бұрын
you have raised very good point but it is not applicable because it is not acceptable in our culture.families dont like these type of things.
@Creamypotatopure4 жыл бұрын
@@waseemalam8294 change has to come because of rising HIV ratios . Atleast, we individually can give these things a try & end this taboo
@SAT13373 жыл бұрын
What should one look for in these blood tests?
@Junaiiid_Ahmed3 жыл бұрын
@@waseemalam8294 we should start with ourself.
@princekushwaha32103 жыл бұрын
میرزا غلام زندہ باد
@nadiakhannadiakhan55134 жыл бұрын
Mufti sahab ko allah sehat wali zindagi de
@junaidfaiz4 жыл бұрын
Ap ko b ameen
@biologicalresearch58364 жыл бұрын
Apki shadi b czn se hvi h?
@binodbisht903 жыл бұрын
Hi darling 😂
@BlueEyedW0lf2 жыл бұрын
سب سے پہلے تو مفتی صاحب کو اِس بات کا علم ہونا چاہیے کہ قرآن طبی مشورے دینے کے لیے نہیں بھیجا گیا، قرآن میں تو یہ بھی کہیں نہیں لکھا کہ زیادہ میٹھا کھانے سے ذیابیطس ہوتی ہے لیکن اَب ساری دنیا مانتی ہے، کچھ چیزیں موجودہ وقت کی سائنسی تحقیق سے سامنے آتی ہیں اور اُنہیں مان لینا بہتر ہوتا ہے
@a2motivationamazinginforma26 ай бұрын
Oh bhai zyada sugar khane se diabetes nhii hota h ..stress ki waja se hota h ..iam a doctor
@BlueEyedW0lf6 ай бұрын
@@a2motivationamazinginforma2 Excessive sugar intake can cause insulin resistance, an key factor in the development of type 2 diabetes, another key factor is genetics. Repeated cousin marriages are leading to genetic disorders which not only lead to diabetes but diseases like hemophilia and thalassemia. Western medical science is at least 200 years ahead of Pakistani doctors.
@a2motivationamazinginforma26 ай бұрын
@@BlueEyedW0lf yes bro you've right information but in today's world stress is the major cause of diabetes mallitus as high levels of stress hormones might stop insulin producing cells( beta cells )....and lastly I'm an Indian not pakistanii
@Spectre6454 жыл бұрын
Problem tab ziada hoti hai jb cousins kay bachay agay furthur phir cousins sy shadi kren and so on. 2-3-4 generations jb ye pattern repeat krti hain to mutation kay chances bht ziada ho jatay hain. Kyun kay genetic tendencies similar ari hoti hain to risk barh jata hai. I agree with the point of mufti sahab lekin sometimes its better to be safe than sorry..
@faizanhashmi3893 жыл бұрын
Zakir Naik ne bhi yahi bola hai jo tumne bola hai
@muhammadsubhan60513 жыл бұрын
@@faizanhashmi389 he copied him🤗🤗😅
@venturous843 жыл бұрын
Jo Allah ne haram nahe kia, hum kaise apne upar haram kardein
@SamiAbdul-yn5xh7 ай бұрын
Beshak@@venturous84
@SamiAbdul-yn5xh7 ай бұрын
Jinn cheezon ki allah farmare unn cheezon me hmm milawat kaise kar sakte..?
@ShahidHussain-ws7tc3 жыл бұрын
MashaAllah... mufti Sahb Ap NY Sara masla hi hal krdiya
@TheRealSajidAli4 жыл бұрын
3 bhaiyo ki shaddiya cousins say hoye masa Allah sub ki olaad Normal hay Allah K fazul say.
@aammubby10845 ай бұрын
Plz dua for me Me and my cousins want to mary but my parents not allowing Plz dua for us.ya allah🥺
@tariqjameelfan84815 жыл бұрын
Bohot Accha ... laga sunker...bohot Kuch sikne ko mili
@rahulkasana66723 жыл бұрын
Number do
@five_point3 жыл бұрын
Source ..?? Full detail do..... Quraan me ....Konsi surat, konsi aayat etc.. we need full details
@shafqattaj50234 жыл бұрын
mere dada mere nana dono apis mein reall brothers. meri walida mere walid chacha zad ..phir meri shadi phopo k ghar se hoi mere choty bhai ki shadi meri khala k ghar se hoi yani mera pora khandan apis mein blood rekations. Alahmdulilah sab k sab healthy hain koi masla nhi....ager hum log yo choice pe shadi karain ge tu wo larkian jo ap k gharon mein hain wo shadi nhi ho saky gi...rishto ko mazboot karain...baki tawqal Allah
@aqibgamerz74982 жыл бұрын
Mashallah mufti sahab aap bhot acha explain krte h or aap hasi bhi dilate hai kuch aisi bate bol kar😅❤️
@fatimashiek63984 жыл бұрын
Allah ka sukur h mera rishta cousin se laga hw h bus dua kjye 😞 Mera jaldi se Nikah hojye ❤️🤲 FS
@aryanqureshi81384 жыл бұрын
Aameen summa Ameen 💗
@mohsinansari53014 жыл бұрын
Ameen
@Mrstranger-j9k3 жыл бұрын
MERA BHI LGA H DUA KRNA HO JAYE KHALA KI LDKI H
@nagmaqassar16953 жыл бұрын
Ameen😇
@Madinavibes69793 жыл бұрын
Ameen suma Ameen ♥️
@SamsherKhan-cs1dq10 ай бұрын
Great answer ❤️❤️
@श्रीमद्भागवतगीता-छ4ध3 жыл бұрын
Before thousands thousands thousands years ago, Sanaatan culture discovered that not to married with cousin, We Sanatani believes always conifered that couple should be not relevant in mother, father, grandmother, matternal grandmother ( Nani) Even every where So this is scientific research before
@wolfgang78123 жыл бұрын
Learn to speak proper English first.
@cyruskhan34623 жыл бұрын
What about the niece and maternal uncle's marriage in South India ?
@pushpasatpute76553 жыл бұрын
@@cyruskhan3462 kinship in North india is best
@ytv313 жыл бұрын
Then why did Arjun married his cousin Subhadra and have Abhimanyu with her? Why did Manu married his real sister Shatarupa?
@gangadharvibes3 жыл бұрын
@@ytv31 sunbhadra sister of Lord Krishna
@shahistahussain9792 жыл бұрын
Meri v csn mrge h inasha Allah sb thik ho
@mrbeautifulartist85804 жыл бұрын
100% sahi byan sir,in angrezon ki philosophy inko hi mubarak.islam zindabad.
@wazir083 жыл бұрын
👌
@Haqqkidawatmedia5 жыл бұрын
Mufti Tariq Masood Sahab Aap Se Ak Choti Si Guzarish Hai Kya Aap Apne Bayan Ko Edit Ki ijazat dijiye plz
@Eaglegunscompany4 жыл бұрын
Alhamdulillah mai ny czn sy engagement ki hai
@ranausman29474 ай бұрын
Pray for me i merry to my cznn ameen sum ameen❤❤❤❤
@ibraheemahmedahmed89514 жыл бұрын
I'm married to my cousin but because of my and my husband's arguments they don't even say salam that's gone
@muaz89454 жыл бұрын
I feel sad for you😑🤭
@shatrughankumar76553 жыл бұрын
Don't worry dear
@nausheennaushad95763 жыл бұрын
Please merelye Dua kre Meri waldain man jae🥴😔
@shatrughankumar76553 жыл бұрын
Ok kr deta hu fir
@maazkhattak40324 жыл бұрын
Hamari Puri family mein cousins cousins ke shadi Hui hai but meray sary cousins mujh sai buhut chotay hai 😂😂😂
@afsanaafsana20723 жыл бұрын
Mh Apni khala ke Bete se nikaah krna chahti hu hmare yha cousin marriage koe ni krta Vse bhot nek ldka h islie hme apne validen ko mnaate hue 2 saal ho gye vo maan nhi rhe kya kre mufti shaab
@NewsTV-wd2vm4 жыл бұрын
82% pahle heee cousin se shadi hoti hai pakistan me maulana shaheb ke taqrir k baad 100% cousin se hogi sbki 😉
@waseemalam82944 жыл бұрын
😀
@RG__HUNAIF2 жыл бұрын
I got engaged with my cousin inshallah we will get married soon
@ParvejKhan-ot5no4 жыл бұрын
M apni cousin se shadi krna chahta hu Ldki bhi Chahti hai Lekin Family Nhi Man Rhi Bolte Hai Bhai bhn ka rista Hai Agr Bolta hu Sariyat m hai jayz to bolte hai Kureshi or Pathano m Hoti hai Chacha ki ldki se Hmari Biradri m Nhi hoti 😭😭😭Mere liye Plzzz Dua KRE bhot Depration m rhta hu m
@user-mw7mw3xv9l4 жыл бұрын
𝙨𝙖𝙢𝙚 𝙬𝙞𝙩𝙝 𝙢𝙚
@SayPedia3 жыл бұрын
Now R u Married?
@ParvejKhan-ot5no3 жыл бұрын
No bro i am singal and waiting for her 😢
@Khansas_kitchen3 жыл бұрын
America me divorce ratio 60-65% he or jo Molana sab ne kaha vo sahi he isme nuksan ke chances kam he lekin fayde kai jada he me bio student hu or mene padha he iske bare me
@riazmohmand61834 жыл бұрын
Main Ny Ki Hain Alhamdullilah 🙌🏻
@faizanidrees48902 жыл бұрын
Asal baat ka jawab tou last minute ma mila
@ubaidullahanwar9304 жыл бұрын
میرےوالد تو میری شادی میری کزن کےساتھ نہیں کرتے دعاکرے اللہ ان کو ہدایت عطا فرمایں
@annansalman36943 жыл бұрын
Ammeen
@AllinOne-wu8rw3 жыл бұрын
Q yaar q nai maanty wo
@foxbotgamingx4019 Жыл бұрын
Aslamwalekum kya maa baap ke maraji se apani chacha ki beti se bhakara nikha kar sakte hai kya main yasin karantaka se aslamwalekum 💖
@viral_creation35544 жыл бұрын
Mere mom dad chachere cousin hai aur ab mere mama ki ladki se meri shadi krne ko keh rhe hai to kya kre..
@muktarbarbhuiya31654 жыл бұрын
Aghar ladhka aapko pasand hai tho karle
@affanahmad36764 жыл бұрын
Tension na ly ya 3rd generation ma hota ha agar ap ky dada or dadi czn thy to test karva ly ya en sy oper baqi Allah par yakeen rakho meri bhenbhot faida ha czn marriage sy hm waisy hi bhot deen se dor ho gye hain
@affanahmad36764 жыл бұрын
Allah pak ap ky naseeb achy kary
@binodbisht903 жыл бұрын
Mat kar
@tanveertanveer62294 жыл бұрын
Right h 100 percent sahi h salamat raho khush raho zindabad
@iffakulsum94425 жыл бұрын
As Salam u alaikum Mashallah Beshak 🤲🤲👌
@ayatqueen33285 жыл бұрын
listen
@neelamsaba3534 Жыл бұрын
In our family there are two children who have genetic disorder Autism .....one my sisters son and other my brothers son...both had cousin marriage....... I think for future cousin marriages furthur incteases this risk in next generation?....... Should we continue this trend of cousin marriage in our family in our next generation?????....i want to have a reply.....its a genetic disorder????what are you saying
@amitrajput55034 жыл бұрын
Hmare yaha toh ristedari m shadi ni hoti or to or ek gotra m bhi ni hoti gotra means ki kbhi na kbhi rista rha hoga 500 saal phle ,1000 saaal phle......but ajkl love marriage ho jati gotra but ristedari m kbhi ni hoti jese chacha, taya ,mamu, etc
@rahulkasana66723 жыл бұрын
Sahi kha number do apna
@salmanaslam48443 жыл бұрын
At the end Mufti shb line pay a agaye kay medical test ma agar koi fault ho to na karein..Medical science bhi to yehi kahy rahi ha kay agr fault ho to na karein..😇😇
@mahfuzmolla4 жыл бұрын
Cousins se saadi karna allowed hai islam mai . Lakin nabi karim (s.w) se ye v kaha ki Cousin marriage 1bar karo thik hai lakin isko bar bar practice karne se mana kia hai. Piri dar piri cousin se saadi karne se mana kia hai.
@laraibsana45232 жыл бұрын
Hadees k hawala dyn?
@keshav15782 жыл бұрын
Bilkul sahi kehte hai Mufti Saab. Ekdum logical baat bata rahe hain. Cousin marriage is always BEST. Cousin se behtar kon ho sakta hai. Apko puri information hoti hai cousin aur family ki. Bahut safe hoti hai, Family Bonding strong hoti hai. Divorce nahi hota kyunki family masla sulja deti hai. Cousin marriage ke tamaam Benefits/ faide hain. Western countries/cultures ki sajish hai ki isko badnaam kare. Door shadi karke bhi paralyzed bache hote hai. Cousin marriage bache bhi strong hatte katte hote hai. It depends on marrying individuals not on wo cousin hai ki nahi. Science kehta hai 12.5% genes same hai.. iska matlab 87.5% toh ok hai.. same gene hona koyi galat baat nahi.. kharab gene hona problem hai.. So cousin marriage is more than 95% ok.. West wale 5% ko dikha kar galat baate batate hai.. 95% ko dekhna chahiye ya 5%.. Beshak, cousin marriage ko prefer karein, promote karein.
@facts54454 жыл бұрын
Hamry family ma 80+% czn sb ke SB fit aur intelligent hai...
@Safa-ux4pv4 жыл бұрын
Masha Allah
@mo.rihanansari88513 жыл бұрын
Assalamualaikum Mufti shab Hamare lea dua karo ki mare sadi bhi cosion se hi ho jai
@lover_z_landland11904 жыл бұрын
تاجدارِ ختمِ نبوت ذندہ باد ۔ لبیک لبیک یارسول ﷺ .
@lozear.50133 жыл бұрын
Inshallah shadi ke liyh pehla paigam apnai family wale mai hi dengai .....
@Sinister10202 жыл бұрын
I want to marry with my czn please pray for that my parents agree for this marriage I am just 14 now but I cry to want her🥺🥀💔
@Musaibbin2 жыл бұрын
😬😬
@aimannayab2 жыл бұрын
Is ayat ki roo se in rishton se rishta tarjihan acha hai, Islam main mana nahi hai. Hmare khandan main aese bht aese bche hain, mere apne do bhai. To main ne isi field main studies ki hain or specially apni family pe. Ap brahe mehrbani bht ehmiat rkhte hain Pakistani society main, koi raaye dene se pehle study kr liya kre. Morusi bimari ya inherited disorder main bht c bimaryan ati hain, agr family main koi ak b aesa bcha aa jaye to iska mtlb genetic level pe koi defect hua hai to ap cousin marriage ko avoid kren. Europe main inherited disorders ki km hne ki ak bari waja cousin marriages na hna hai. Kisi ki family main koi masla nai hai to wo zrur kren lekin Mufti sahb apki seat bht bari hai, behad ehtaram k sath koi discussion krne se pehle background jaan liya kren. Shukriya
Science ki education bhi Allah ki tarf say ha.Gentic problem ho sakta ha mere Apny ghar ma 4 cases hen jo kay 40% disability ha.Cousns say shadi karna jurm nahi ha lekin app phly counsling or kuch test karwa leny chahaye is ma koi buri baat nahi..
@oldisgoldkhan67324 жыл бұрын
g bilcul famli me sahdy hu to sopot huty ha ur jo bchary in me khi ur sa A jiy phir us ky kar b nh huty ha
@asbarali29073 жыл бұрын
Kya 2 bhai 2 bheno sa shadi kar saktay hain?
@Space_Odyssey374 жыл бұрын
Cousin me shaadi karne se agar jhagda hua to jo pahle ka rishta hai wo bigad jata hai. Rishtedaro me an ban ho jata hai. Zabardasti nahi hai agar acha nahi lagta to mat kijiye, rishtedari se hat kar kijiye fir.
@akramdanish88934 жыл бұрын
Mere cousin ne ek ladka se zina ki hai kya mai us se shadi kr sakta hu yaa nhi
@poetrycollectionbyubaid64063 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب ❤️
@ahmadfaisalvlog58802 жыл бұрын
خدا کا نام ہے مفتی صاحب جان بخش دیں لوگوں کی۔میڈیکل ریسرچس دیکھ لیں اور جینیٹکس کو پڑھ لیں ۔فرسٹ کزن میرجس تباہی پیدا کر رہی ہیں۔میرے بھائی کی شادی بھی کزن میں ہوئی ہے اور نتیجتا 2بچے معزور ہیں۔۔۔اور بھی بہت کچھ ہے جو کہ نہیں پا رہا۔ایک فیملی کے جینیٹکس جب ٹریول کرتے ہیں تو ان میں سروائول کے بہت کم چانسز ہوتے ہیں۔۔
@aminamulla865 жыл бұрын
Sab see bada explanation to yahi hai k agar ye bura hota to app ka khaliq hi pahle mana karta
@kaifwilson74793 жыл бұрын
Mufti sahab me ghar walo ko kaise manao shadi ka zikr kaise karoo