Muhammad Sab ke Liye | Part 18 | NON - Muslim Reacting

  Рет қаралды 5,550

Swaggy D

Swaggy D

Күн бұрын

Пікірлер: 105
@ijazali2013
@ijazali2013 2 ай бұрын
ARBO k Baap Dada HAZRAT Ibrahim aur HAZRAT Ismael AS tey aur unka Religion b Islam ta lkn HAZRAT MUHAMMAD PBUH k zamany tak log Ibrahim aur Ismael AS k Religion Yani Allah ko 1 manna Bhool gaye tey aur Bothoo(Idols) ki ebadat b Kaba k Saath karny laghy tey TU es Liye jab HAZRAT MUHAMMAD PBUH ney Pir sey Unko 1 Allah ki trf bolaya TU logo ney kaha k Hamary Baap Dada TU esi Idols worships e krty tey aur osko e HAZRAT Ibrahim aur Ismael AS ka Religion samajty tey TU es Liye HAZRAT MUHAMMAD PBUH ko kaha k Tum Apny Baap Dada k religion ko chorh rahy ho aur Naya religion ab paila rahy ho ham nhi maanty. From Peshawar Pakistan
@TalhaShaikh321
@TalhaShaikh321 2 ай бұрын
Sahaba ki ek team hoti thi jo likhna jante the jab wahi ati thi Muhammad SAW btate the wo sahaba usko likh lete the Aur Arab ke logo ki memory bht tez thi wo usko yad krlete the
@alihadir8142
@alihadir8142 2 ай бұрын
Nice
@Sadiq-n8p
@Sadiq-n8p 2 ай бұрын
4:34 During the revelation of the Qur'an, Prophet Muhammad (peace be upon him) did not write it himself because he was unlettered. However, when divine revelations were sent down by Allah, the Prophet (peace be upon him) would memorize them and instruct his companions to do the same. Additionally, some designated companions would write down these revelations. Scribes of the Revelation (Kuttab al-Wahy): The Prophet (peace be upon him) appointed certain companions to record the Qur'an. Notable among them were: Zayd ibn Thabit (may Allah be pleased with him) Mu'awiya ibn Abu Sufyan (may Allah be pleased with him) Ubayy ibn Ka'b (may Allah be pleased with him) Ali ibn Abi Talib (may Allah be pleased with him) Abdullah ibn Mas'ud (may Allah be pleased with him) These companions would write down the revelations as soon as they were revealed, and the writings were preserved for future compilation and recitation.
@justkidding6038
@justkidding6038 2 ай бұрын
Hmne ye series 2 bar dekho hai ..ab ye 3sri baar dekhre hn aplog k sath
@MDyazdan-u7c
@MDyazdan-u7c 2 ай бұрын
Prophet Muhammad ke father and mother sirf ek hi God per yakin rakhte the kyunki unhen maloom tha ki prophet Ibrahim ek hi God Ko mante the
@hafizshehzad1722
@hafizshehzad1722 2 ай бұрын
Muhammad saw na hoty to Kuch b na HOTA na dunya na ye itni bri kaynat
@1li4u
@1li4u 2 ай бұрын
06:00 Allah SWT ne Duniya banaya hi unke liye hai bhai isiliye unko to aana hi tha
@OwiStar
@OwiStar 2 ай бұрын
Allah ne yeh duniya bnae hee apne pyare mehboob Hazrat Muhammad S.A.W ke liye aur unhi pr akhri kitaab bhi nazil honi thi. Agr wo na hote tu insaan nahi hote. Prophets were the best human beings. Prophet Muhammad PBUH was the head of all Prophets. He is essence of humanity. Therefore he said that Allah said to him had you not been there, I wouldn’t have created all these heavenly creatures/ skies💯
@ranawasim4276
@ranawasim4276 2 ай бұрын
jazak Allah Allah Tala aap per apni rehmat farmaye (ameen)
@FathimaAnseer-z7q
@FathimaAnseer-z7q 2 ай бұрын
4:35:one sahaba named Zaid bin Sabith(R)used to write Quran ayaths at the time of revelation (if I am not wrong)
@RuhulAmin-bv8bb
@RuhulAmin-bv8bb 2 ай бұрын
Masallah so nice profit story ❤❤
@killergaming7541
@killergaming7541 2 ай бұрын
Ap dono bohat kush rahe plz reaction on jab arab me quran aya by engneer ali mirza
@iampakistani4092
@iampakistani4092 2 ай бұрын
Important information Allah nay sarey logo say wada liya hay Kay hum Allah ko ebadat kay laayiq maningay Aor shirk nahi kringay aor ye nahi kahingay kay Kay hamarey ancestors jo krtay thay hum bhi wahi kringay Ais main aap bhi shamil hain aap nay bhi Allah say yahi wada kia hay ye Quran main hay Laikin moot kay baad hamay ye wada phir yad rhega ais liye hamaray pas koi jwaz nahi hoga Ap ko bhi yad hoga laikin phir ais ka faida nahi hoga Allah nay sarey insaano ko pehlay paida kia aor phir yahi wada liya aor phir moot di aor phir hum ais dunya main aatay hain Ye Quran main mowjood hain
@literatureispassion8995
@literatureispassion8995 2 ай бұрын
5:54 likh skty thy. Bhot se letters likhy gay jo aj b maojood hain
@Zarajee124
@Zarajee124 2 ай бұрын
Jb akhri nabi hazarat Muhammad s a ko ayat nazil hoti tw wo yaad karlety thy phr sahaba jo parhe likhe thy wo not down karty thy
@samiullah811
@samiullah811 2 ай бұрын
agar nabi pak nhe hote tu ye dunya be nhe hota❤
@taimurshah8400
@taimurshah8400 2 ай бұрын
Ghar e hira mein pehle wahe aya tha read lekin Muhammad pbuh nhe parth sakta phir jabrail ne Muhammad pbuh ko partna sekhaya us ke baad pbuh ko sub parhna atha tha aur ek ek ayat yaad bhi kiya krte the
@HayaH97
@HayaH97 2 ай бұрын
Shuru shuru mein zubani yaad kiya jata tha Quran or jo likhna jante the wo kisi na kisi cheez pr ayat likh lete the..baad mein sahaba ne book ki form mein likha.
@AbdalQamroosh
@AbdalQamroosh 2 ай бұрын
Ye baat to sahi hai bhai ki prophet mohammad sallallahu alahi wasallam ko padhna likhna nhi aata tha lekin wo baad mein wo sabb kuchh unhein likhna padhna aa gaya kyunki ( Angel ) Jibrael alaihissalaam ne unhein padhna likhna smjha diya thha wo balke jo jo (angel ) jibrael karte thhey usko hamarey nabi sallallahu alahi wasallam unki baaton aur kaamon parr amal kartr thay baad mein unhein sabb kuchh aa gaya padhhna likhna to chhodo sabb kuchh aagaya.
@Syed.haris.777
@Syed.haris.777 2 ай бұрын
Bin deky zamana ashiq ha dedaar ka alam Kya hoga?
@shayadgulfan143
@shayadgulfan143 2 ай бұрын
@AbdalQamroosh
@AbdalQamroosh 2 ай бұрын
Bhai aap ne kaha naa ki prophet Mohammad sallallahu alahi wasallam nhi hotey bhai nhi hote to ye duniya mein hamm aur aap reh rhe hain naa wo bhi naa hote kyunki iss duniya ko banaya hi gaya thha hamarey huzoor e paaq sallallahu alahi wasallam ke sadqe.
@MdNasir-me5xm
@MdNasir-me5xm 2 ай бұрын
Main pura teen bar Sun chuka hu Fir Bhi Sun raha hun aap log ke sath
@RT-jahan
@RT-jahan 2 ай бұрын
Subhanallah
@greatswords889
@greatswords889 2 ай бұрын
Good reaction
@SaymaTasnim-f6t
@SaymaTasnim-f6t 2 ай бұрын
The throne of allah reaction
@faizansalimkhan5394
@faizansalimkhan5394 2 ай бұрын
Allah pak nay is dunniya ko bana nay say pehlay hum sub ki taqdeer likh di thi Lohay Mehfooz may Hazrat Adam say leker aakhiri insan jitnay b log is dunniya may aaye shoro say leker aaj tak aur jitnay aaye gay aakhir tak sub pehlay say likkha huwa hai 124000 paigambaro ka aa na tha aur wo sub aaye aesa nahi ho sakta k Allah ka likkha badel jaye nahi yea na mumkin hai wo creator hai wo kun kehta hai aur ho jata hai Nabi pak ko aa na tha un per final edition yani Quran nazil hona tha aur un kay zariaye puri dunniya may Islam phailana pehlay say Lohay Mehfooz may likkh diya gay, jaha tak Nabi pak kay walideen yani maa baap ka religion kiya hai tu yea dono hastiya haqeeqi deeni ibrahimi per thay yani jo Hazrat Ibrahim nay jo deen ki taleemaat thi Nabi pak kay gherwalay un taleemaat ko follow kertay thay kahii nahi milta k Nabi pak kay gher walay butt parasti kertay ho bulkay jab Abraha Khanay Kaaba per attack ker nay aa raha tha tab Nabi pak kay Dada Hazrat Abdul Muttalib nay fermaya tha k jis ka gher hai yani Kaaba wohi us ki hifazat karay ga mujhay bus meray oont lota do, is say pata chalta hai wo ek Khuda hi ko maantay thay, ab Hazrat Ibrahim say leker Nabi pak ka zamanay kay beech may hazaro saal ka gape hai is waja say waqt kay sath sath kuch batay deeni ibrahimi may add ho gai thi leken Nabi pak kay gherwalo say kahi say b butt parasti sabit nahi haan in kay ek aat ferd jausay Abu Lahab us duar kay environment kay zairay aser galat track per chala gaya tha aur apni ana ki waja say kafiro may raha aur kafir hi mara, dosray Hazrat Abu Talib thay un ho nay hamaisha Nabi pak ka sath diya leken Islam qabool nahi kiya wo kehtay thay may serdaar ho ager may Islam qabool ker loga tu apnay qabeelay walo ko jawaab kiya doga leken Hazrat Abu talib deenay ibrahimi ko follow kertay thay yani ek khuda per yaqeen rakkhtay thay, Islam may hai jab koi Nabi kisi qoum per bheja jata tha un logo per lazim hota tha us Nabi per emaan laye jaisay Hazrat Musa kay baad jab Hazrat Esa aaye tu us waqt kay logo per lazim tha k Hazrat Esa per emaan laye , Nabi pak parents aur Dada aap kau elan e naboobat say pehlay hi intiqaal ker gaye thay ager wo log aap ki naboobat kay baad b hayaat hotay tu un per lazim hota k Nabi pak per emaan laye
@ansarbutt8710
@ansarbutt8710 2 ай бұрын
❤❤❤❤
@hopeever786
@hopeever786 2 ай бұрын
Yahi to bt hai haq k liye apne dadaun k deen ko chorna hi parta hai .
@hayasyedkiduniya5066
@hayasyedkiduniya5066 2 ай бұрын
*Allah k liye kuch bhi na mumkin nahi hai. Agar Hazrat Mohammad Mustafa PBUH na hote tab bhi Allah k mazhab ko phelna hi tha kiyun k ye Allah ka mazhab hai Allah behter janta hai k kiya kese karna hai* *Mohammad Sab K Liye* paihle hi bata chuke hain k aap ye series daikh liye In Shaa Allah aap ko aap k her sawal ka jawab mil jaey ga. Agar aap ko apne sawal ka jawab nahi milta hai to main hazir hoon aap k sawal ka jawab dene k liye.
@ourkashmirok4576
@ourkashmirok4576 2 ай бұрын
Baie sahb unhone khud video mai kaha tha jab jabriel alihisalam phle wahi le kar aye the Ghar e Hira mai toh Allah k Rasool sallallahu alaihi wasallam ne farmaya mai padhna nhi janata hu phr jabriel alihisalam ne teen martaba Allah k Rasool sallallahu alaihi wasallam ko apne seene lga kr dabaya phr Allah k hazoor ne padh lia wo Qur'an k hafiz the aur ja baki sahaba yani companions the Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam k wo b yaad krte the jb unko lga Allah k Rasool sallallahu alaihi wasallam duniya se jane wale hai toh baki sahaba yani companions ko yaad nhi tha poora unhone likhwa diya kitab ki shakl mai phele yeh khajoor k patoo pr likha hua tha Allah k Rasool sallallahu alaihi wasallam phle padhna likhna nhi jante the lakin jab se wahi ka nazool hua phr wo sb jante the
@Zaidi_123
@Zaidi_123 2 ай бұрын
Please reaction on Qayamat ke din nafsi nafsi ka alam by Tariq Jameel.
@rabiabasri4990
@rabiabasri4990 2 ай бұрын
Rasool Allah ki dawat sy pehly ap k ghar waly bap dada deene ibrahimi pr thy ,, jub ek nabi ata hy to pehly nabi ki shariyat khatam ho jati hy ,is liay Rasool Allah pr eman lana zarori hy .kiuo k ap akhri nabi or rasool hy or pori qainat k liay hy
@JunaidAliJunaid-y9y
@JunaidAliJunaid-y9y 2 ай бұрын
Jo ayat Muhammad Mustfa per ati thi wo sahaba likhte the❤❤❤
@kainatkhalid8521
@kainatkhalid8521 2 ай бұрын
react on THE MEANING OF LIFE by talk islam,,, you'll get goosebumps after watching this video
@artistki6488
@artistki6488 2 ай бұрын
Salam ❤ Can you plzz reaction on a Sikh girl revert story by towards eternity
@AachoTaKitabPadho
@AachoTaKitabPadho 2 ай бұрын
Last episode main hai apka answer Jo Apne suna nhi shayad Kon Kon Quran likhta tha
@Airdrop_3_6_0
@Airdrop_3_6_0 2 ай бұрын
Full video rect karo
@MuhammadabubakarGhulammuhammad
@MuhammadabubakarGhulammuhammad 2 ай бұрын
Rajab familly qui vidéo par réaction karo
@AhsanValuda-r7h
@AhsanValuda-r7h 2 ай бұрын
Bhai din me 5 video dalo na please
@EngineerAcademy-b1b
@EngineerAcademy-b1b Ай бұрын
Speed engineer muhammad ali ki please swaggy d
@SamiulIslamTamim-dj1gl
@SamiulIslamTamim-dj1gl 2 ай бұрын
Love from Bangladesh BD Pakistan PK Nepal NP. Where are you from?
@SamiulIslamTamim-dj1gl
@SamiulIslamTamim-dj1gl 2 ай бұрын
I 'am from Bangladesh.
@topfunnyclips1885
@topfunnyclips1885 2 ай бұрын
Oh Bhai pora video delay Karo😢😢😢😢😢
@Mhshshshh
@Mhshshshh 2 ай бұрын
Bhai please react on family tree of Bani Israel
@MdhussainKhan-l4e
@MdhussainKhan-l4e 2 ай бұрын
Reaction throne of Allah
@MdNasir-me5xm
@MdNasir-me5xm 2 ай бұрын
Pura reaction Dekho Uske bad aapko Pata chalega Jitna question hai aapka Sab clear ho jaega
@mandsaurnsb4565
@mandsaurnsb4565 2 ай бұрын
React umar series
@Ghulammuhammadzohaib
@Ghulammuhammadzohaib 2 ай бұрын
Rajab familly qui vidéo par reaction karo
@taimurshah8400
@taimurshah8400 2 ай бұрын
Bhai plzz pure vedio or reaction kiya kro aur last bar bhi aise bol diya laptop mein kharabi hai plzz aise fix kro aur plzzz vedio start krte plzzz batein na kiya kro pure attention se suna kro
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@taimurshah8400 Yes Bro
@MohammadShabbu-l2o
@MohammadShabbu-l2o 2 ай бұрын
Nice reaction please react on zulkarnain and yajooj maajooj searies by Furkan qureshi Blog ❤❤ ye searies video se jo malumat aapko milegi aapka dimag hila degi kholdegi chalenge please react on ❤❤
@ArshadAnsari-tb1gy
@ArshadAnsari-tb1gy 2 ай бұрын
Bhai deen suru se ek hi chala a raha he bas baqt ke hisab se logo ne usme changing kar di or sirk karne lage usi ka khatma karneke liye allahh ne akhri pegamber or qran bheji qran me qayamat tak koi changing nahi ho sakti qki uski jimmedari allah ne le rakhi he ab na koi kitab ayegi or na hi pegamber ab isi qran ke jariye ham sab ko apni jindagi basar karna he jese ki ha r dharm me ishbar ek hi bataya gaya he or usko amoort bataya gaya he fir bhi uski moorti banate he or ek ishhbar ko chhod ker anek logo ki ibadat karte he pooja karte he
@HASSANSAIM-j1c
@HASSANSAIM-j1c 2 ай бұрын
PROFET MUHAMMAD salalahoalihavslam ❤❤‍🩹💘 Was can know writing but HE salallahoaliavslam Apna ALLAH ka kalam ko apna Hand ka pen ka under nhi lana chta ta FOR RECPET of QURAN just some muslim think PROFET MUHAMMAD salallahoalihavslam was ...............................🤐
@Erbaaz
@Erbaaz 2 ай бұрын
Wo log dada pardada ke deen pe nahe chal rahe te. Wo agar dene Ibrahim pe chal te tu moshrik ban ke booto ke ibadat na karte balke hazrat Muhammad peace be upon him ki dawat ko qabool karte. Qnke sare asmani kitaboo main akhiri nabi ke ane ke bare main kaha gaya ta. Likin en logon ne apna deen choor diya ta aur shirk karne lage te bohto ke ebadat karne lage te. Tab he tu Muhammad peace be upon him ke mokhalifat kar rahe te
@maryamshabbir5422
@maryamshabbir5422 2 ай бұрын
Please reaction numan Ali Khan video akhri mujza per
@Samiul-g8n
@Samiul-g8n 2 ай бұрын
Please react to what if we're following the wrong religion by Nouman Ali khan
@AbdalQamroosh
@AbdalQamroosh 2 ай бұрын
Sabse important baat jabb aapp dono videos ke beech mein batein karte rehte ho to mujhey samjh nho pta nhi aap logon ko reactions dene aata hi nhi hai doosri baat ki puri videos uploaded karo aadhi adhuri nhi kya yaar abb ye bhi tumhein samjhana padega 😡😡😡😡
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@AbdalQamroosh Yes Bro
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@AbdalQamroosh Ye Log Poora React Hi Nahi Karthe Aur Bich Bich Mai Baatein Karthe Hai 😡😡😡😡
@TURBO_GAMER-s7z
@TURBO_GAMER-s7z 2 ай бұрын
Wo ghlt is l ty k kabba hazrat ibrahim ny bnaya un ko pta ta. Us mai bot parsti krty ty bht sy log ni krty ty us waqt b ghlt smjhty ty. Lrkiyon ko znda dafn krdity ty. Sardaar jo thy wo apny mulzimon ko ghtya smjhty zulm krty ty larai krty h har waqt bht zulm ta us waqt saari burai mai masroof ty a sa tha us waqt arab
@alamzaib767
@alamzaib767 2 ай бұрын
Hazrat Muhammad (p.b.u.h) Nahin hote Allah Pak pura duniya hi nahin paida karta
@MdNasir-me5xm
@MdNasir-me5xm 2 ай бұрын
Aap log video ke bich Mein Jo Baat Karte Ho vah Mat Kiya Karo Ab Yahan Se interest chalu hoga
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@MdNasir-me5xm Yes bro Ye Log Poora React Hi Nahi Karthe Aur Bich Bich Mai Baatein Karthe Hai 😡😡😡😡
@faizansalimkhan5394
@faizansalimkhan5394 2 ай бұрын
Bhai Nabi pak ummi thay yani perhna likkhna nahi jantay thay is may Allah ki hikmat yea thi k ager Nabi pak likkhna perhna jantay tu kafir kehtay k Hazrat Muhammad perhay likkhay hain yea ek zaheen insan hain in ho nay apnay faiday kay liaye apnay elm o zahanat ka istimaal ker kay ek naya religion bana diya, Nabi pak kay sahaba may aesay b sahaba thay jo perhay likkhay thay Jab b Nabi pak per wohi aati usi waqt wo perhay likkh wa lay tay thay phir jab sahaba wohi ko likkh letay tu Nabi pak un say kehtay ab mujhay perh ker sunao k kiya likkha hai phir sahaba Nabi pak ko perh ker wohi suna tay yani baqaida check and balance hota tha, in sahaba ki ek proper team thi jin ka kaam hi wohi ko likkhna tha in sahaba ko Katib E Wohi kaha jata hai, Mufti tariq masood nay buhat hi galat baat ki thi Quran kay hawalay say ager Nauzubillah Quran may grammatical errors hotay tu bhai kahi saddiyun say Islam kay dushman Quran ko galat sabit ker nay ki koshih kertay aye hai un ginnat non muslims Quran ko challenge ker nay aaye Quran ko galat sabit ker nay aaye leken sub kay sub munn ki kha ker gaye yar jitni nafrat Islam aur musalmano say ki jati hai ager Nauzubillah Quran may koi grammatical errors ko chor detay, yea non muslims din raat is baat ko le ker bawaal kertay tamasha kertay, cousin marriage kay topic ko hi deckh lo kitna non muslims objection kertay hain jab k medical science say sabit hai siblings aur cousins same nahi hotay bawajood yea jaan nay kay yea log baaz nahi aatay tu kiya Quran ki baat ko itni asani say chor detay hain hazaro debates on record hai bhai
@ranaumarf92
@ranaumarf92 2 ай бұрын
Plz If you want to know more about Islam, react to the video of Engineer Muhammad Ali Mirza
@afzalrazvi2180
@afzalrazvi2180 2 ай бұрын
Tariq Masood ka bayan mat suna Karo wo huzur ke bare me galat salat baate batata h huzur ko likhna padhna sab aata tha allah ne huzur ko sab sikha diya
@florad629
@florad629 2 ай бұрын
24:51 tmhara point is liay valid nai hay k sai chez ka sakun aur ghalat chez ki bey-sakuni to hoti hay. Islam ek acha religion hay, monotheist hay, ikhaliaqi ethically lehaz se acha hay, likin jo makkah walo ka shirk tha wo senseless tha, wo log ethically sari buraio me thay. Beti peida hotay hi zinda zameen me dafan kr detay aur bhi ghalat rawaj thay. Beta apni soteli maaoun se shadi kr leta tha to agr koi unhay kahay k tum ghalat ho to wo thek keh ra. Ab islam ko ghalat kahay to kis bat pe kahay? Usk pas koi reason hi nai k islam ko bura kahay. S
@Zarajee124
@Zarajee124 2 ай бұрын
Overthinking nh kara karo Bhai
@AbdalQamroosh
@AbdalQamroosh 2 ай бұрын
Poora to videos kamm se kamm dekho yaar samjh nhi aata tumhara 😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@AbdalQamroosh Ye Log Poora React Hi Nahi Karthe Aur Bich Bich Mai Baatein Karthe Hai 😡😡😡😡
@MohsinKing-e3z
@MohsinKing-e3z 2 ай бұрын
Fir kabi yeh mat bolna 😡😡😡
@SalmanMughal-xw2in
@SalmanMughal-xw2in 2 ай бұрын
Danss mt kiya kro
@Mussarahin
@Mussarahin 2 ай бұрын
Dont talk tooo much beatween video
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
Poora Video Kyun Nahi Dekha? 😡😡😡😡😡 i don't watch your Videos from now!
@justkidding6038
@justkidding6038 2 ай бұрын
Next video me rhega fir piche ka
@HayaH97
@HayaH97 2 ай бұрын
Wo poora hi dekhte hain unke laptop ka issue hai shyd bnd ho jata ho ya record nai ho pata thats ok
@FathimaAnseer-z7q
@FathimaAnseer-z7q 2 ай бұрын
Why so rude?
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@HayaH97 Not Ok Bich Bich Mai Baatein Karthe Hai 😡😡😡😡
@Muhammad_Fahad_Uddin
@Muhammad_Fahad_Uddin 2 ай бұрын
@@FathimaAnseer-z7q Ye Log Poora React Hi Nahi Karthe Aur Bich Bich Mai Baatein Karthe Hai 😡😡😡😡
@MDyazdan-u7c
@MDyazdan-u7c 2 ай бұрын
Prophet Muhammad ke father and mother sirf ek hi God per yakin rakhte the kyunki unhen maloom tha ki prophet Ibrahim ek hi God Ko mante the
@aleemkhan7391
@aleemkhan7391 2 ай бұрын
❤❤❤❤
@Erbaaz
@Erbaaz 2 ай бұрын
The throne of Allah reaction
@alamzaib767
@alamzaib767 2 ай бұрын
Hazrat Muhammad (p.b.u.h) Nahin hote Allah Pak pura duniya hi nahin paida karta
@MDyazdan-u7c
@MDyazdan-u7c 2 ай бұрын
Prophet Muhammad ke father and mother sirf ek hi God per yakin rakhte the kyunki unhen maloom tha ki prophet Ibrahim ek hi God Ko mante the
@alamzaib767
@alamzaib767 2 ай бұрын
Hazrat Muhammad (p.b.u.h) Nahin hote Allah Pak pura duniya hi nahin paida karta
Muhammad Sab ke Liye | Part 19 |   NON - Muslim Reacting
24:28
Muhammad Sab ke Liye | Part 20 |   NON - Muslim Reacting
19:32
VIP ACCESS
00:47
Natan por Aí
Рет қаралды 30 МЛН
We Attempted The Impossible 😱
00:54
Topper Guild
Рет қаралды 56 МЛН
My scorpion was taken away from me 😢
00:55
TyphoonFast 5
Рет қаралды 2,7 МЛН
Why my Entire Christian Family became Muslim
13:32
Hooded Calisthenics
Рет қаралды 149 М.
Indian Reacts To Emotional Quran recitation by Qari Muhammad Al Kurdi
11:07
Muhammad Sab ke Liye | Part 24 |   NON - Muslim Reacting
21:07
Muslim Gets Questioned On The Treatment Of Women In Islam! Muhammed Ali
47:22
Muhammad Sab ke Liye | Part 22 |   NON - Muslim Reacting
23:59
VIP ACCESS
00:47
Natan por Aí
Рет қаралды 30 МЛН