No video

Munkareen Ahadees Ko ilzami Jawab | Engineer Muhammad Ali Mirza | Shahid & Bilal Official

  Рет қаралды 19,524

Shahid and Bilal Official

Shahid and Bilal Official

Күн бұрын

Plz Subscribe our KZbin Channel For Live Sessions With Engineer Muhammad Ali Mirza bit.ly/Snboff
Javaid ahmed ghamdi sab Munkareen ahdees?
Please Follow our facebook page for videos / snboff
Shahid & Bilal Official
#EngineerMuhammadAliMirza
#EngineerAliMirza
#ShahidNBilalOfficial
#Engineer_Muhammad_Ali_Mirza
#Muhammad_Ali_Mirza
#Ghamdi
#JAvaidAhmedGhamdi
#ShahidMehmood
#BilalQureshi
#LiveWithEngineerMuhammadAliMirza

Пікірлер: 135
@muhammadjafarali2237
@muhammadjafarali2237 2 жыл бұрын
MashaAllah Ali Bhai zabardast agar aap nahi hote to aaj mai bhi munkirine hadees ho jata.
@dabeersiddiqui1
@dabeersiddiqui1 2 жыл бұрын
💖MASHA-ALLAH💖 ALLAH PAK AP SUB KO SADDA HAAQ PAR QAIM RAKEH AMEEN 🙋‍♂️
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Allah pak humay deen e haaq pay chalay...amieen....🤲🌹❣
@muhammadanas808
@muhammadanas808 2 жыл бұрын
سلامت رہیں۔ استاذ ❤️
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Allah pak ali bhai ko salamt or lambi umar day....amieen....🤲🌹❣
@MujahedEIslam
@MujahedEIslam Жыл бұрын
Aameen Summa Aameen
@akstatuseditores
@akstatuseditores 2 жыл бұрын
Truth lovers ko salam ♥️
@haseebsab9445
@haseebsab9445 2 жыл бұрын
Great scholar Ghamdi sab
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Ma sha Allah ali bahi....👍🌹❣
@itsfact-2812
@itsfact-2812 2 жыл бұрын
Good Eng Ali Bhai, Bilal and Shahid bhai
@fazalansari2383
@fazalansari2383 2 жыл бұрын
Waiting for it
@muhammadafzalofficial9714
@muhammadafzalofficial9714 2 жыл бұрын
ماشاءاللّٰه
@cookingwithmum
@cookingwithmum 2 жыл бұрын
*beautifull share MASHA ALLAH*
@awaisahmed1913
@awaisahmed1913 2 жыл бұрын
Masha Allah ♥️
@youpharmacist
@youpharmacist 8 ай бұрын
Excellent, Allah Bless You
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Jazak Allah o khaira ali bahi booht....👍🌹❣
@alihassansahmalofficial
@alihassansahmalofficial 2 жыл бұрын
Mashallah
@hafizullahhabibullah5253
@hafizullahhabibullah5253 Жыл бұрын
jazakaAllah
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
Sunnat and Hadith cannot be used interchangeably. RasulAllah (saw) have responsibility to give Sunnat and Quran but no responsibility to give Hadiths Sahaba give Hadith according to their own preference. Some Sahaba give a lot, some Sahaba give none, and some Sahaba give very few despite having huge time of companionship.
@easttowest1783
@easttowest1783 2 жыл бұрын
Yes
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
@ANA MUSLIMUN You have good reasoning but please don’t disrespect other religions and their things. Islam taught us not to do that. I also recommend you to listen “Response to 23 questions and especially Conversing Islam Episode 10 for Prophet (saw) marriages
@mohammadtalha8658
@mohammadtalha8658 2 жыл бұрын
Kya ye Hadith aap ne sunni ki jo meri Hadith dosrun tak pohanchaya , Allah aues ke chehrai ko Roshan Rakhai(mafhoom), Aap ka ye ietiraz Hadith k inkaar ki bunyaad par hai , Responsibility app ka ghamdhi tai nhi karey ga، Ye konsa ietiraz hai ki kisi ne kam bayaan ki kisi ne zyada, aur for your kind information sahaba hi ne Quran ko jammah kiya...
@syedimam7572
@syedimam7572 2 жыл бұрын
Bhai ye log smart hain per Ghamidi k level k nhi. I guarantee you that majority of the readers would assume that you're munkir-e-hadith. I've tried explaining in so many ways, it doesn't work. Trust me
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
@@mohammadtalha8658 Bhai mein bs bata raha ho ke Hadith kya hai aur us mein kya hota hai. Yeh deen ka independent source nahi hai Quran aur Sunnat ki tarah jis ki zimadari RasulAllah (saw) aur Sahaba ko agay pohchne ki hai. Hadith ka inkar koi nahi kr raha
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Haaq goo Aalim e deen Ali bahi...👍🌹❣
@mohiuddinahmadsiddiqui8768
@mohiuddinahmadsiddiqui8768 2 жыл бұрын
SubhanAllah. Bhai, Quran khhud kasauti hai. Quran ko aap kis kasauti par parkhengey. Allah raham kare.
@ArmanShaikh-yf1jx
@ArmanShaikh-yf1jx 2 жыл бұрын
Bahut khub
@blenderknowledge8562
@blenderknowledge8562 Жыл бұрын
V nice sir!!
@cookingwithmum
@cookingwithmum 2 жыл бұрын
Aslamoalikum....like done
@AbdulRehman-id7jc
@AbdulRehman-id7jc 2 жыл бұрын
mera zahn ma bhi yhi swal aya tha Ali bhai na boht tasal bhakhsh jwab dia ☺
@qariAdilpakistan
@qariAdilpakistan 2 жыл бұрын
سوال کرنے والے کی بات لوجیکل ہے اور بالکل صحيح ہے
@adma7298
@adma7298 2 жыл бұрын
Ali bhai Ahle Hadees wali baat ki hy. Har koi apni marzi ya tehkeek wali hadees ko sahi manta hy.
@Abubakar91718
@Abubakar91718 2 жыл бұрын
فقہ سے نجات یا "فقہِ غامدی" کی تشکیل؟ (ایک کمنٹ کا جواب) ۔۔۔۔۔۔۔۔ اگر غامدی صاحب اپنے اس دعوے پر قائم رہتے کہ "شریعت کو فقہ کے انبار سے نجات دلانے کی ضرورت ہے"، تو مجھے ان سے کتنا ہی اختلاف ہوتا میں انھیں کم از کم consistency پر داد ضرور دیتا لیکن ایک جانب وہ اتنا بڑا دعوی کرتے ہیں اور دوسری طرف دنیا جہاں کے کسی بھی مسئلے میں ان سے دین کا حکم معلوم پوچھیں اور وہ ادنی توقف کے بغیر پوری قطعیت اور تحکم کے ساتھ دین کا حتمی حکم بیان کردیتے ہیں۔ تناقض اور تعارض ایک طرف، اس طرح وہ اپنی فقہ تشکیل دے رہے ہیں اور یہ فقہ بغیر کسی اصولی ںظام کے الل ٹپ بن رہی ہے۔ جس وقت جیسا موڈ ہو، ویسا جواب وجود میں آگیا اور اس میں زیادہ تر انحصار آڈینس کے ریسپانس پر ہوتا ہے۔ باقی جہاں تک پیچیدگی کا تعلق ہے، وہ لاعلمی اور لاتعلقی کی وجہ سے نظر آتی ہے ورنہ جس کا تعلق فقہ اور اصول سے جڑ جائے اسے کوئی پیچیدگی نظر نہیں آتی، بالکل اسی طرح جیسے نظام، گروپ، جوڑا، عمود اور دسیوں دیگر اصطلاحات غامدی صاحب کے اساتذہ، پھر غامدی صاحب اور اب ان کے شاگردوں نے وضع کرلی ہیں اور اپنے تئیں ایک سیدھے سادے تصور کو انتہائی پیچیدہ کردیا ہے۔ ڈاکٹر فاروق صاحب مرحوم نے "اسلام کیا ہے" لکھی تو اس میں فقہ پر "اصطلاحات" کی کثرت کی وجہ سے طنز کیا۔ میں نے ان کے گھر میں ایک محفل میں ان کی کتاب اٹھا کر سرسری ورق گردانی کے دوران میں ان کی وضع کردہ کوئی بیس پچیس اصطلاحات گنوا کر پوچھا کہ یہ کیا طریقہ ہے کہ جن اصطلاحات سے آپ کو تنفر ہو ان کی جگہ نئی اصطلاحات وضع کرلیں اور پھر پہلوں پر اعتراض بھی کریں کہ انھوں نے اتنی ڈھیر ساری اصطلاحات بنالی ہیں! ۔۔۔۔۔۔hafiz Muhammad Mushtaq
@navabkhannavabkhan3942
@navabkhannavabkhan3942 Жыл бұрын
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
Calling Ghamidi sahab munkarin-e-hadith is a “bhutan” (slander) on your muslim brother and one of the gravest sins. He has quoted over 1200 Hadees in his book Mizan and is currently doing his last big project on Hadees. Appropriate is to say that he differentiate between Sunnat and Hadith. All big scholars do that and I think that is the right approach.
@fazalansari2383
@fazalansari2383 2 жыл бұрын
Ghamdi sab waqeya he hadees kay munkir hein. Woh dari wali hadeeson ko b nahi mantay. Aur hadees ka munkir kis ko kaha jata hai?
@Fun-qd7zi
@Fun-qd7zi 2 жыл бұрын
He never said ghamdi is munkireen e hadees. He is talking generally.
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
@@fazalansari2383 Listen to “Response to 23 Questions - Beard” by him if you want to listen him addressing Hadees on Darhi
@sch4972
@sch4972 2 жыл бұрын
@@Fun-qd7zi Munkrin-e-Hadees ka title laga kar neeche Ghamidi sahab ki photo lagana se kya matlab hai phir?
@ummi7053
@ummi7053 2 жыл бұрын
Ghamdi saab itny bry scholar hony k bawajood bht blander maarty han.prdy k mamly me bilkul galat raye rakhty han yhan tk k male female ka apus me intrection ko caltural chees khty han or hand shaik ko b theek smjty han.🤷🤷 Allah ki panah kbi kbi lgta ha koi chota qaqa ho jisy choti si baat smj me na ati ho. Phr talaq k baad ki iddat ko khtm kr dya naozubillah Hzrat essa a.s. K nuzul ko glt qraar dy dya jb k allah ny quraan me btaya ha k," ahly kitaab me sy koi aisa na ho ga jo un ki mot sy phly un py emaan ly aye ga,"or "essa a.s qyamat ki nishani han" Agr wo fot ho chuky han to un py to sirf 12 bndy emaan laye thy🤔🤔🤔 Or ameer moavia ko ummat ka mohsin qaraar de dena wah mashallah kya tehqeeq ha us naasbi ki😡😡
@sohaib07
@sohaib07 Жыл бұрын
Koi clear nai kiya bhai. Didn't answer the question properly.
@sadiqhussain157
@sadiqhussain157 11 ай бұрын
عقیدے کی ساری کنڈیشن قرآن سےلیں عقیدہ قرآن کی معاونت کے بغیر مکمل نہں ھوتا قول وفعل نبی مکرم سے کلیاتا منکر نہیں ھوا جاسکتا تمام فروعات جزیات قول وفعل نبی مکرم ھی سے معلوم ھوتیں ھیں بات صیح احادیث کی ھے اس علم میں افراط تفریط ھوٸیں وہ مشکلات پیدا کرتی ھیں
@tahaishere
@tahaishere 2 жыл бұрын
13:40 pe worst cheez kis ko kaha he Quran k moajzaat ko ????? Explain it
@UmarHassanGujjar
@UmarHassanGujjar 9 ай бұрын
Bhai sab worst cheez ka matab ye tha k agr apke liye ye worst ha tou iss se bhi worst cheez tou apne mani huwi ha please use humor
@habibkhan4168
@habibkhan4168 11 ай бұрын
Hadees came 200 years after prophet Mohammad piece be upon him and there it can be history but not iman
@MohammadAli-fp9dd
@MohammadAli-fp9dd 2 жыл бұрын
Enginer sahab ky jawab sy unki pareshani jhalak rhi ha.... Agr enginer sahab ky jawab ko manain tu phr sary babu ki khaniyahn bh sach hu jahe gain....
@Hasan...
@Hasan... 2 жыл бұрын
I know right.. yehi aik masla hay jispe Engr ke paas solid answer nahi hay.. Aisa lagta hay ke he is forced to say this... matlab... he's scared to admit that and publicly say that Sunnat is NOT equal to Hadith... Engr jaise intellectual se ye answer expected nahi tha.. I hope he'll realise this some day. Ghamidi sahab sahi hain iss maamle mai.
@MohammadAli-fp9dd
@MohammadAli-fp9dd 2 жыл бұрын
@@Hasan... enginer sahab basically selective approach rhkty ha.... Babu ki khaniyu ko js shandar tarikay sy critically analyze krty han usi trha hadith ko analyze krny ko wo tyar nhe..... Yaha pr ah kr babu ki khaniyahn suanny walay aur enginer sahab ek hu jaty han.... Ap unsy kisi bh aysi bat ka phchain wo Quran ko bech main lah kr defend krhy gain aur ab tu Quran ky masly pr ...."Most worst man rhy" ....kah kr unhu apny paun pr kulhari mar di ha... Aj nhe tu kal unky apny followers same crtitcism ky ussolo pr hadith ko dekhain gain tb enginer sahab ky lye musibat ban jahe gi... Is lye jaldi samjh jahe tu unhi ka faida ha
@ummi7053
@ummi7053 2 жыл бұрын
Babun ki kahaniyon ko ahadees sy q mila ry ho jnaab😡😡😡
@MohammadAli-fp9dd
@MohammadAli-fp9dd 2 жыл бұрын
@@ummi7053 hum nhe mila rhy enginer sahab mila rhy...
@amks...9423
@amks...9423 2 жыл бұрын
your smelling acting was too good 🙂
@bamboo123456able
@bamboo123456able Ай бұрын
G main hun Muslim ilmi kitabi or kitab sirf Quran pak hai
@tauqeerbhinder2399
@tauqeerbhinder2399 5 ай бұрын
Hadees ko sabit krna k leay quran pa sawal afsos
@Asimshaikh16
@Asimshaikh16 2 жыл бұрын
@13:40 ye kya bola hai aapne isper clarification chahiye awam ko jald az jald kissi video me iss baat pe ruju karre . Ye chiz ignore karne jaisi nahi hai aur admin sahab is chiz ko aage forward karke jawab mangwaiye warna har jagah spam karna honga ye chiz jab tak jawab nahi aata hai JazakAllah 👍
@jibkas
@jibkas Жыл бұрын
95% Eng Mohammad Ali give to the point answer. But this time he fell short.
@tauqeerbhinder2399
@tauqeerbhinder2399 5 ай бұрын
Goray ki adalat ma ap ur jayngay muhtaram
@sadiqhussain157
@sadiqhussain157 2 жыл бұрын
علم سلجھن کا نام ھے علم سے سمجھ جنم لیتی ھے الجھن سلجھتی ھے ھمیں کٕیا ھوا ھر طرف الجھن۔۔کیا یہ علم ھے جسنے باھم دست وگریباں کر رکھا ھے ۔اپنا مطلب بیان کرنے کے لیے بھیانک موضوعات تشکیل دیے جاتے ھیں۔ ادب ایک بارود کی طرح ھوتا ھے چاھے تو اسی موافقت کے لیے استعمال کریں چاھے مخالفت کےلیے ادب کو پروپگنڈے مں ملاکر زھر بھی تیار کی جاسکتی ھے۔جب کوٸ معاشرہ ادبی پراگندگی کا شکار ھو جاتا ھے تو اسکے زوال کو روکنا محال ھو جاتا ھے کیونکہ اسمیں بڑے دماغ جنکو گندگی سے بچانا تھا وہ بھی متاثر ھو جاتے ھں بس پھر کیا سولہ أنے ھے أپکا فرمایا ھوا کسی کی جرات نہٕں بولے منطق اور دلیل ایسی کہ چسکنے کا جواز نہٕں۔
@muhammadsagheer9244
@muhammadsagheer9244 Жыл бұрын
One Man army Ali bahi
@tauqeerbhinder2399
@tauqeerbhinder2399 5 ай бұрын
Jawab brayay jawab hai bs btata hai bhai quran maheena 4 ba barkat maheenay ak sath mention hain
@abidmolve1922
@abidmolve1922 11 ай бұрын
عقل سمجھی ہی نہیں مانی پیغام ابھی
@Abubakar91718
@Abubakar91718 2 жыл бұрын
مسئلہ آخرت کا ہی نہیں ، دنیا کا بھی ہے ! ------------------------------- غامدی صاحب کے مداح حضرات "غیرمسلم" اور "کافر" کے مزعومہ فرق کے معاملے میں خلط مبحث اس طرح پیدا کرتے ہیں کہ کسی اچھے اخلاق کے حامل "غیر مسلم "کی تصویر الفاظ میں کھینچ کر پوچھتے ہیں کہ کیا یہ بھی جہنم میں جائے گا؟ ایسے میں جذباتی مخاطبین کو تو فوراً ہی فرازؔ کا مصرعہ یاد آجاتا ہے : حالات کا مارا ہے ، برا مت اسے کہنا! کوئی ان سے کہے کہ جنت و جہنم والی بحث بعد میں کریں گے ۔ پہلے دنیا میں مرتب ہونے والے اثرات پر بحث کرلیں ۔ جذباتی مخاطبین کی آسانی کے لیے غامدی صاحب کے ان مداحین کے سامنے چند سوالات رکھتا ہوں ۔ امید ہے کہ ان کے جواب دے کر عند اللہ ماجور اور عند الناس مشکور ہوں گے : 1۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کی امامت میں ، جو "کافر" نہ ہو، نماز پڑھی جاسکتی ہے ؟ 2۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کے مال میں ، جو "کافر" نہ ہو،زکاۃ واجب ہوگی ؟ 3۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کو ، جو "کافر" نہ ہو،حج پر جانے کی اجازت دی جاسکتی ہے؟ 4۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کے ساتھ ، جو "کافر" نہ ہو،کسی مسلمان عورت کا نکاح ہوسکتا ہے ؟ 5۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کو، جو "کافر" نہ ہو،کسی مسلمان کی وراثت مل سکتی ہے ؟ 6۔ کیا کسی ایسے "غیر مسلم" کی ، جو "کافر" نہ ہو،نمازِ جنازہ اسی طرح پڑھی جاسکتی ہے جیسے کسی مسلمان کی پڑھائی جاتی ہے ؟ سوالات اور بھی ہیں لیکن امید ہے کہ اتنے میں ہی بات واضح ہوجائے گی ۔
@khannoman2793
@khannoman2793 6 ай бұрын
Ghamdi ❌ Kajjab✔️
@waqarsadique4467
@waqarsadique4467 2 жыл бұрын
Live kese aaskty hen
@fazalansari2383
@fazalansari2383 2 жыл бұрын
Rat 9 baje hota hai live daily. Haftay itwar chor kar
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 2 жыл бұрын
Ayee Musalman kr ly es py goor....🧐 Baboon ka khuda oor.....😡😨 Kitabon ka khuda oor....📚🌹❣
@Hasan125Mohsin
@Hasan125Mohsin 2 жыл бұрын
Assalam alaikum Bhai mai uae me hu aapse sawal Kaise kar sakta hu
@muhammadzafarulhaq7583
@muhammadzafarulhaq7583 2 жыл бұрын
15/03/2022
@mohammedtoufiq-lk7wt
@mohammedtoufiq-lk7wt 6 ай бұрын
بنگلور انڈیا سے انجنیر صاحب آپ غامدی صاحب سے علم حاصل کریں آپ کا علم صحیح ہوگا ابھی بچے ہیں' علم میں غامدی صاحب کے آگے
@uh5817
@uh5817 2 жыл бұрын
Hamein kese pata chala ke hum jis test se quran o sunnat ko guzar rahey hain wo sahi bhi hai ta ghalt?
@Cr9_9
@Cr9_9 Жыл бұрын
Quran n hadhits isliye sahih h coz quran ka aik hi version h even 1400 baad bhi meanwhile jo kitbe change howi unki millions of version h also for hadhit many imams have spent their whole lifes finding it
@irfan_gujjar-zy5bu
@irfan_gujjar-zy5bu Жыл бұрын
انجینئر صاحب؟! وقت گزرنے دیں۔۔ آپ بھی بابا بن جائو گے ۔ اپنے ماننے والوں کے ۔ 🌝
@syedimam7572
@syedimam7572 2 жыл бұрын
Purpose mazaq urana nhi hai yar bhai, apko sabit karna hai k baat Nabi SAW ki nisbat say aai hai.
@Houseofstartup
@Houseofstartup Жыл бұрын
7:52 phir to humko babo k waqiat bhi is doctrain manay pray ga. Ap apnay lecture mai khud frma rhay sunnat muqadam hai quran par. Quran ki authenticity sunnat hai. Jab k hadith ki authenticity sunnat nhi hai. Agr apki doctrain mai hain. To phir umat ka is par ijma hona chaya mgr umat to itafaq e ray rkhti hai buhari aur Muslim ki Hadith say
@theoptimistic6065
@theoptimistic6065 2 жыл бұрын
Ahadees mai jo sahih waqiat nabi s.a.w ke saath mansoob hai, jaise haathon se chashme jari hona, paseene se khushboo aana etc. In cheezon ko ghamidi sahab aise hi qubool krte hai. Iss ko maannay mai kya masla hai. Masla tab hota hai jab quran kuch aur baat kr rhaa ho aur hadees mai uss ke ulat baat aayi ho. Tabb quran ko as a primary source maan kr hadeeson ko maazrat ke saath raawi ki galati samajh kr radd kiya jata hai. Aap ne asooli baat nhi ki, asool kisi cheez ko kaise dekhna hai, kis zawiye se dekhna hai, asool kehlata hai. Samjhane ke liye imam ibn hazm ne hadees ko wahi kaha aur sahih ahadees ko quran ki hi tarh wahi kaha, jo aaj kal ke ahle hadith bhi maante hai. Ya imam shatibi jo hadees ko dependent source kehte hai aur quran ko hadees pr hakam mante hai. Isiko asool kehte hai. Ghamidi sahab iss maamle mai imam shatibi ke nuqtae nazar ke qayil hai. Baat authenticity ki hai. Quran ijmaa aur qaulee tawatur se hum tak pohncha, hadeeson ke baare mai aisi koi baat nhi kahi jaasakhti. Sahabiyon ne apne tour pr riwayat aage muntaqil ki warna hona to ye chahiye ki abu bakar umar sab se zyada riwayat nakal krte kyunki wo subah shaam hazoor ke sath hote the. Deen kabhi bhi riwayat pr depend nhi krta. Ab ye hum tak aagayi hai to ye humari aankhon ki thandak. Humre nabi ki seerat ka sab se authentic source hai lekin agar koi baat deen ke lihaaz se isme bayan hogi to uss pr quran hakam hoga. Ye baat khud quran apne baare mai keh rhaa hai. inshort, Quran independent source aur hadees dependent source hai. Comment thoda bada hogaya iss ke liye maazrat.
@ummi7053
@ummi7053 2 жыл бұрын
Tm ny jo comment kya ha ye b to tareekh sy pata chala ha na k quraan sy🤷🤷
@theoptimistic6065
@theoptimistic6065 2 жыл бұрын
@@ummi7053 bhai sahab kehna kya chahte ho. Mai ne tareekh ki to koi baat hi nhi ki. 😂..kairiyat hai janab?.
@ummi7053
@ummi7053 2 жыл бұрын
@@theoptimistic6065 ary mera mtlb ha k quraan k ilawa jo kuch b hm janty han tareekh sy hi to janty han. Blky kuch quraan ki ayaat to aisi han k agr israeli riwayaat ka pata na ho to ayat smj hi nai ati. Quraan ny khud ahadees ki trf dhakeela ha. Hadees me jo kuch ka wo sb deen hi to ha.
@theoptimistic6065
@theoptimistic6065 2 жыл бұрын
@@ummi7053 Established history mai aur khabre wahid mai zameen aasmaan ka farakh hai. Iss farakh ko samajh nai ke liye ibn e khuldun ke muqaddime ko padhiye aap ko samajh mai aajayega. Yaqeenan jo kuch hadees mai bayan hua hai wo deen hi hai lekin kya wo koi mustaqil bizz zaat hukum hai?. Nhi. Hadees mai ya to deen ki explanation hogi ya hazoor ke uswae hasanah ka bayaan hoga. Asl ki haisiyat Quran aur sunnat ko hasil hai. hadees uss ke zail mai samjhi jati hai aur imam shafi ke mutabiq ye ilme khaas hai jis ka har koi insaan jaan ne ka mukallaf nhi. Quran aur sunnat ilme Aam hai jisko jaanna hr musalmaan par farz hai. Rahi baat ye ki quran ne hadees ki taraf dhakela hai to ye baat galat hai. Quran qati us saboot aur qati ud dalaalah hai. Quran ko hadees ya kisi bi kitaab ki zaroorat nhi. aap ka ishara jis taraf hai wo arab muashre mai musallmaat ki haisiyat rakhta tha. yani agar quran kisi waqiye ki taraf ishaara krta hai to mukhaatibeen ko uss waqiye ka poora pata hai. Hadees humare liye zaroori hai. hukum ki application ke liye, illat mutayyin krne ke liye, ijtihaad krne ke liye etc. Lekin independent source ki haisiyat isko nhi di jaasakhti. baaki allah behtar jaanta hai.
@youmma100
@youmma100 2 жыл бұрын
Phir to khuda ki mojoodgi ko bhi test se guzaro
@Hsmr2383
@Hsmr2383 11 ай бұрын
Yar khuda ka wasta h ye video k start se naghmaa hatao khuda ka wasta h , log kaam ki baat sunne aate hain aagy ye naghma shuru ho jata h itna lmba , apka kaam ilm baantna h ya concert krwane hain?
@tauqeerbhinder2399
@tauqeerbhinder2399 5 ай бұрын
Baseless
@shabih2008
@shabih2008 2 жыл бұрын
Quran aur hadith ko compare karna hi ghalat hai kyunki dono ka mode of transfer hi alag hai. Quran aur sunnah mutawattir hai, yeh musalmano ke ijma aur tawattur se muntaqil hui hai. Hadith akhbaare ahad hai yeh 1:1 transfer hui hai. Isk kiye authenticity ke point of view main bhi bohot farq hai. Hadith main jarh aur tadeel hai Quran main jarh aur tadeel nahi hai. Hadith ke authenticity ke kai darje hai saheeh, hasan, zaef, zaef ziddan, maudu. Quran main aisa koi zhamela nahi hai. Aap yeh nahi keh sakte ki Quran ki fulaan ayaten saheeh hai aur fulaan zaeef. Lehaza Quran aur hadith ko compare karna aisa hi hai jaise kisi jheel ko samandar se compare karna. Hadith rejectors aur hadith absolutism dono ek badi gumrahi hai aur dono extremes pe hai. Hadith Islam ka historical record hai yeh ek insaank kaam hai jaise aur insaank kamon ko hum maante hai jaise science, history, geography, politics usi tarah hadith ko maante hai, lekin hadith ko divine kar dena, aur saheeh hadith main ghalti nahi ho sakti yeh ek ghalat baat hai yeh ek insaani kaam hai ghalti bilkul ho sakti hai. Dekhiye yeh baat kehna ki Quran main aqal ke khilaaf baat aayi hai yeh bilkul ghalat baat hai, kyunki Quran khud baar baar kehta hai Afala taqiloon. Yeh aqal pe mabni hi baat hai ki jo qaynaat ka maalik hai woh apne laws ko change kar sakta hai. Sunnah divine hai hadith nahi. Kyunki sunnah deen ka amali pehlu hai jisey hum practical religion ya living tradition bhi kehte hai. Yeh toh Quran se pehlu maujood hai. Hadith ki pehli kitaab hame Quran ke 150 saal baad mili hai muwatta imam malik, usme bhi kai hadith Imam Malik khud nahi maantey, kyunki woh bhi sunnah aur hadith main fark karte they. Aur Bukhari 200 saal baad aur muwatta ki chains bukhari se zyada mazboot bai, aur kai hadith Imam Bukhari ne muwatta se le hai
@MohammadAli-fp9dd
@MohammadAli-fp9dd 2 жыл бұрын
Sawal phchny waly ny kahe pr bh ghamdi sahab ka na name liya na unka hawala dya aur na hi sawal phuchny walay ka sawal ghamdi sahab ky nazriya ki numaindagi krta ha usky bawajud unki pic thumbnail pr lgana kys mtlb iska???? Kya ghamdi sahab ko bh enginer sahab munkir e hadith manty han??? Baqi 13:40 pr kahe jany wali bat pr wazahat chaye....
@firemaniac12345
@firemaniac12345 2 жыл бұрын
What with using Ghamidi pic? Whenever the topic is Hadith, especially on authenticity of Hadith, you ppl use Ghamidi pic..
@shehrozkhan2697
@shehrozkhan2697 2 жыл бұрын
😂😂
@adma7298
@adma7298 2 жыл бұрын
Hub e Hadees ni Bughz e Ghamidi hy.
@mujtabaali6431
@mujtabaali6431 2 жыл бұрын
Hadees is never a true picture of Hazrar Muhammad (SAW) life. How can we compile sayings of prophet after 300 yrs. This is not a natural way of knowledge, if this is true then after 600 yrs christians have compiled sayings of hazrar Essa and named it bible....
@zahidmehmood7610
@zahidmehmood7610 Жыл бұрын
You need education / complete knowledge. You can search for its complete history
@syedalihaider4053
@syedalihaider4053 2 жыл бұрын
Ghamidi sb munkir hadees ni unh ki pic thumbnail se hatao... Ab apki dumb pai paon aya to is level p utR aye
@Faizan-qc4cv
@Faizan-qc4cv 2 жыл бұрын
True
@Houseofstartup
@Houseofstartup Жыл бұрын
​@ummi yay bkwas ghamdhi sahab bilkul hadith k mamlay mai bilkul darust hai
@itsfact-2812
@itsfact-2812 2 жыл бұрын
ghamdi liberal jhoota hai ye munkir ayats or Hadith hai liberal Panay ki waja sy
@khizarhussain2523
@khizarhussain2523 2 жыл бұрын
مرزا صاحب علم کی دنیا میں جذبات اور فتووں کی حیثیت ردی کا ڈھیر ہے۔ آپ کو جناب جاوید احمد صاحب کے اصول حدیث اور سنت اور حدیث کے فرق معلوم نہیں ہے۔ اور آپ جاوید صاحب پر فتووے لگائے بیٹھ گئے ہیں۔ پہلے جاوید صاحب کے اصول و مبادی کو سمجھیے ان کا مطالعہ کیجیے، انتہائی سطحی گفتگو ہے، آپ کی
@adma7298
@adma7298 2 жыл бұрын
Thumbails se bulandi ni milti. ilm or saber se Ali bhai will be considered as scholar. Abhi sirf copy paste hyn Ali bhai.
@abualhaithem
@abualhaithem Жыл бұрын
Kitabi firqa 😂😂😂😂😂
@reyazmazhari4986
@reyazmazhari4986 10 ай бұрын
😂😂
@talagangtapeball9288
@talagangtapeball9288 2 жыл бұрын
Ye banda bat dalel sy karta hy or bhot ajzi sy bolta hy
@psychobuddy17
@psychobuddy17 11 ай бұрын
Toh 2812 aur baaqi ko laate ho Woh bil maana hai aur itni milawat hai ismai kya bole
I Took a LUNCHBAR OFF A Poster 🤯 #shorts
00:17
Wian
Рет қаралды 14 МЛН
096-Episode : Ask Questions With Engineer Muhammad Ali Mirza on Live Video Call
1:03:38
Shahid and Bilal Official
Рет қаралды 2 М.
Kia Saheh BUKHARI 100 % hi SAHEH hai ??? An ILMI Reply to GHAMIDI Sb. (Engineer Muhammad Ali Mirza)
14:04
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 1,8 МЛН
141-Mas'alah : ULMA-e-Prime Vs ULMA-e-Crime, ILMI Approach Vs JAZBATI Approach, And DAJJALI Fitnah
51:50
Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures
Рет қаралды 25 М.
Munkareen e Hadees Se Ehm Sawal | Molana Ishaq RA
8:42
Just Islam ( Maulana Ishaq RA Brother Kashif Ali )
Рет қаралды 3,3 М.