Masha Allah Subhan Allah baji Biryani Bahot Shandar Bani hai
@aspathan8345 Жыл бұрын
Mashallah mam aap ki recipe itni pyari itni pyari hai ki main har episode aapka mis nahin karti please mein mujhe bhi reply dijiye kuchh
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thank you so much ....and Jaan kar accha laga ke Aap mere cooking videos ko itna like Karte ho....
@aspathan8345 Жыл бұрын
@@sabasbestclasses5470 thank u so Mach mam
@tanveeralam997423 күн бұрын
Shandar🎉
@sabasbestclasses547022 күн бұрын
Thank you so much ☺️ for your support ✨️
@sadiyaansari9462 Жыл бұрын
ماشاء االلہ باجی مسٹ بہٹ عمدہ
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
بہت شکریہ مجھے خوشی ہوئی کہ آپ کو Recipe پسند آئی 🥰
@Ice-786-king Жыл бұрын
Mashallah mam aap bhut aachi recipe banate hai maine bhut kuch recipe aapke banai hun sab ne bhut pasand kiya. Im your big fan.🎉🎉🎉 Reply me mamm!!
@saminatehseen4917 Жыл бұрын
MashaAllah,bahot pasand ayee ma'am aap ki yeah recipe,nice explanation ma'am keep it up an thank you ma'am for sharing biryani recipe it is very helpful when we have to make the biryani in more quantity
@nikkhotsoltana7931 Жыл бұрын
Mashallah bahut hi badhiya 👍👍👍👌👌
@nolenl1503 Жыл бұрын
Yummy always creative god give you health and wellness Thanks for the best chef in the world Thanks for all recipes ❤️😘😋❤️❤️❤️😘
@nfbaig4232 Жыл бұрын
Assalam Alaykum wrwb Saba aap ke sare khane bahot aache hote hain,main usse hamesha like karti rahti hoon ,mujhe ye poochna tha ke nakesar r are
@dailyvlog6284 Жыл бұрын
Assalamu alaikum mashallah apki biryani bhot achi banti hai main ne pahele bhi try kiya tha kache yani ki mashallah bhot tarif hui thi❤
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Thanks
@shakirarotiwale7373 Жыл бұрын
Apki awaz mashaallah
@summiyababy1453 Жыл бұрын
MashaAllah 😊 JazakaAllah 🤗
@shaikhsobiafatema7283 Жыл бұрын
Saba ji bahut bahut shukriya aap ka jo itni zabardast biryani recipe share ki hai Haan mujhe bhi kolam rice ki biryani bhut pasand hai ❤ jazakallah khair Allah aapke jald se jald 1M subscribers pure kare Ameen 😊
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Bahot shukriya aapke pyare or duao ka😊 mujhe bohot Khushi hui Jaan kar ke aapko meri Recipe pasand aye ... jazakallah Khair shukriya aapke dua ka 🥰
@shaikhsobiafatema7283 Жыл бұрын
😊🤗
@sajidasalma9899 Жыл бұрын
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu Mashallah Mashallah tabarak Allah woh too great amazing recipes saba ji app kitni mehnat moushakath karti hain hum sab k liye bohut accha lagta hai ab t hum log bhi chote functions app k recipes mein se kuch na kuch select kar le thin saba ji biryani ki recipe t zabardast mazadar shaandar bhi hutin tarif k liye alfaaz nahi hain app awaaz mein ek jadu hai sun ne k dil chahta hai humsha Allah Subhan o Tala app k jaza e khair de aur sehath aur lambi umar de Aameen summa ameen ya RabulAlameen Jazakallahu khairan for sharing such a great amazing experience with us
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Walekumassalam bahot bahot shukriya aapke pyaar or duao ka .. mujhe Jaan kar bahot Khushi hui ke aapko meri Recipes appko pasand aati hai inshallah aage bhi mein app sab ke liye appki pasand ke Recipe share karugi. App sab se guzarish hai ke gaza ke logo ke Liye bhi dua kare .
@romanajamil5023 Жыл бұрын
Sab kuchh bahut aasaan aur sahal hai itni acchi tarha bataya hai ke sab se ban jayegi kachhe gosht ka mujhe drr lagta hai k galega k nahin jab ke papita bhi dala nahi gaya na marinate kiya gay khair isi tarha try zaroor karenge bahut shukriya aap ki mahfilein hmesh abad rahein aeen summa aameen
Tomato is optional aapko pasand hai to aap dal sakte hai per main ne curd ka use kiya hai 😊✨️
@ANISHATALIMANNAT9 ай бұрын
Mai nee aap ki aapki recipe dekhe Bina hi pahle Biryani banai FIR uske bad aapki recipe dekhi to meri bhi recipe sem sem nikali aapke Jaisi hi meri bhi Biryani Bani madam sem sem
@sabasbestclasses54709 ай бұрын
Very nice
@shaguftahasan6188 Жыл бұрын
Mam aap Nanded city se hai ...
@nfbaig4232 Жыл бұрын
Sorry main likhhi rahi thi aur galti se ye send higaya ,mujhe asal main ye poochna tha ke kia nakewsar aur kabab chini ek hi cheez hain?App please ye zaroor bataye.
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Nahi dono Alag chize hai..
@khadarkhan72 Жыл бұрын
Chawal na dhoie, na bhigone daalay, bawarchi direct pocket cut kar k adan k paani may isich daal diye so hi. Iss say Biryani ka maza badta kya, thoda bataiye.
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Chawal bahot achhe se Pakte hain.shape sahi rehta hai Zyada qty mein bareek chawal pakate waqt bawarchi mostly issi liye nahi dhote
@WasifMirza738 Жыл бұрын
20 kg ghost mei 4 litres curd bas ho jata maam kyun ke hum normally 1 kg mutton biryani ke liye hi half kg curd dalte karte 20 kg ke liye 4 litres bas hogaye
@sabasbestclasses5470 Жыл бұрын
Actually nanded wali biryani mein ye log dahi thoda kam use karte hain 5 kg rice ke liye ek litre . Lekin aap 5kg ke liye 2 litre tak dal sakte ho
@hameebuddinsiddiqui60244 ай бұрын
Tel thoda Kam huwa❤
@sabasbestclasses54704 ай бұрын
Aap apne quantity se oil tal sakte hai agar kam hoto 😊❤️
@mushahidkhan-g9nАй бұрын
Last point explain not correct
@abdullashaikh8286 ай бұрын
Bawarchi Ne Jo yah khana banae Hain bhabhi ji ek Andaaz ke liye puchna Chahunga ki Kitna rupya inhone banane ka banvae Li Hai bataenge To bahut Meherbani