Mutton Marag Ingredients: 1) Mutton 500gm 2) Onion 200gm 3) Ginger Garlic Paste 2TBLS 4) Dahi (Curd) 125gm 5) Badam (Almond) 10To15 pc 6) Kaju (Cashew Nut) 10To15pc 7) Dhaniya (Coriander) 1 Bunch 8) Pudina (Mint leaves) 1 Bunch 9) Green Chilli 6pc 10) Black Paper powder .....Half Tea Spoon 11) Ghee (Melted butter) 100gm 12) Garam Masala Powder ...Half tea spoon 13) Akkha Garam Masala (Whole Masala) *Choti Ilaichi (Cardimom) 6pc *Shah jeera Half Tea Spoon *Black Paper 15pc *Laung 5pc *DalChini (Cinnamon) 2 Inch *Kabab Chini 15 pc *Chakar Phool (Star Anise) 1Pc *Badi Ilaichi (Big Cardimom) 1pc
@kishwarhussain79562 жыл бұрын
@@naziyakhwaja3866 it is allspice in English you will get it easily as it is used in Chinese cooking also
@amritakaurchilotre55082 жыл бұрын
Excellent job.👍
@mdansari73922 жыл бұрын
Bhai ek deshi morga ka resip bano
@indianyoutuberurvi20502 жыл бұрын
Plz mujhe bhi pyar de ap log
@rahamathunnisa11702 жыл бұрын
@@indianyoutuberurvi2050 bohat Sara pyar hai apse 😍🥰🥰🙌
@asifabanuasifa9562 жыл бұрын
Assalamu alaikum aap ki recipe tho achi hoti hi hai par aap ma bete ki jodi tho aur bi achi lagti hai masha allah. My apki har recipe banati hu mere bachon ko bahut achi lagti hai
@asiyajaved36122 жыл бұрын
Assalamwalikum mumtaz Khala ap ki banai recipe me dekh kr bnati hu mere hasaband ko bhut acha lagta hai or bhut bhut thank you ap log ricipi ki list batare hu konsi chis kitni dalna hai bhut bhut sukriya
@mehrunnisa8342 жыл бұрын
Ye vlog dekh kr sach me riyaz bro dil bht khush ho gaya ap sb jb bi sath hote ho bht acha lgta hai wo apka channel ho ya sarfaraz bhai ka ya nazia api ka ap sb ikhatthà sath me bht masti karte ho ammi me tekha ni kha pa ti bt ye dekh kr lg ra h tekha ni h ziyada me zurur bana k khaongi aj ap sbki baten bht achi lagi or sarfaraz bhai ( irtugul ) ki entry to hoti best hai or riyaz bro apki masti 1 no mjhe bht hansi ae apne ek bol me nikala k sb sath khaenge or khud kha re or bhai dekh re 🤣🤣🤣 phir unhone ammi se or nikalwaya aj ammi ki mehnat wasool ho gai ap dono bhai ne jese khush ho kr khaya allah ap sbko hamesha aise hi hansta muskurata or khush rakhe.ameen summa ameen.🤲
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
Ameen 😊
@nusratsayyed55002 жыл бұрын
Assalam alekum bht zyada achi vedio hai m n hyderbadi red chicken banai thi m Pic bhejna bhul gayi Sach m wo shadi ki recipe hai itni maze ki sabko pasand aaya ghar m ty
@husnabanu57462 жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM Ammi, aap har ek recipe..har dish bahut hi ache se samjhate ho aur tip, tricks and techniques bhi bahut clear bateho. Aur mai kya bataun..aap ki har dish..EK NUMBER👌👌🤤 SHUKRIYA👍👍
@mdrahemath31317 ай бұрын
Best marag video on KZbin my family loves this marag recipe ❤ Thankyou for sharing this recipe 🥰🥰
@kidskitchen41052 жыл бұрын
Ma'sha'Allah looks very delicious and mouthwatering 🤤😋😋 thanks for sharing 👌👌 Stay blessed!!!
@naseemjahan70272 жыл бұрын
Assalamualaikum mein Hyderabadi hun mutton marag shadi aur walima donon mein banta hai Alhamdulillah
@sallubabaify Жыл бұрын
Masha Allah 😊 Bhouth Zabardast Banaye ... Allah Khush Rakhe ... Ameen
@AbdulRouf-ir2zk2 жыл бұрын
Assalamualikum Mae hyd say hon anty ap bhot acha cooking karte ho superb or ap ki family happy family hi mashallah
@SanaSiddiqi-cc7cmАй бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب ❤❤❤❤❤❤❤
@masoodmd4547 Жыл бұрын
Assalaamu alaikum mam aapke pakwan karne ka andaz bohot acha hai ... Mashaallah mutton marag bohot acha banaya hai aapne mashaallah bohot lazeez lagraha hai.😋😋. Inshaallah i will try it... Jazaakallahu khair mam..
@rahamathunnisa11702 жыл бұрын
Assalamu alikum wrwb Aapa Main hydrabad se hun...maine bohat time ye mutton marag banai hun..boht testy banta hai isme aapne dahi add kare..ek baar Amul fresh cream200gm Mix kar k banao..Phir dekho..zaika me kitna izafa ho jayenga..appko khud samaj aajayenga 😋😊👍aur hari mirchi aur pudine ka paste add kare app..app isko chaan k juice add karo ..zabardast rahta..
@humairamasroor6602 жыл бұрын
Rahamath ji Asslamo Alaikum, Ek Baat janna chahti hoon.... Pudina kitni quantity mien daalna chahiye kyunki... Pudine se Biryani वाला taste aur fragrance to nhi aati.... Bus mien dono dishes ko alag rakhna chahti hoon
@rahamathunnisa11702 жыл бұрын
Ek kilo mutton k lea ek Pudina ka bunch,ek kothimeer ka bunch medium sizes k..6,7 hari mirchi subka paste banakr usmey ek glass pani add kr k chaan leti hun uska juice nikal k add krti hun. Aur kaji badam k saat thoda pista bhi add karti ..mashallah boht badiya banta Hai 👌
@rahamathunnisa11702 жыл бұрын
Wa alikuma salam wrwb
@humairamasroor6602 жыл бұрын
JazakAllah batane ke liye
@GulafshaBano-b7x7 ай бұрын
Aunty Ammi apka mutton bhut gal gya h .but looking very delicious 👍👍👍👍
@aaishaansari8132 жыл бұрын
Hum toh yaha dongri main hai Khala, aur aapki saari recipe superb and easy to learn hoti hai.aap ek baar white korma ki recipe daliye na please. Riyaz is wonderful bahot he entertaining hai bhai. superb😘😘😘😘😘
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
Thank u 😊
@ashrafmemon81502 жыл бұрын
Assalamu alaikum aap nature bohot friendly hai
@arwakhan50422 жыл бұрын
Sarfaraz bhai ka reaction bohot aacha tha mashaallah nice to see both of u together
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
😊❤️👍
@lawyrs.m84182 жыл бұрын
@@StreetFoodZaika demandable is wrong word. Its nt in eng vocabulary.. Demanded recipe kaho ...ya in demand recipe kaho
@lawyrs.m84182 жыл бұрын
@@StreetFoodZaika khubaani ka meetha is v easy n supr delicious..
@nishadskitchen33832 жыл бұрын
Yeh video 5 months purana hai
@mmuhammad91112 жыл бұрын
Asalamualikum ham Hyderabad se hai aap ka video acha hai MASHALLAH subhanallah aap ke ammi bouth peyare hai MASHALLAH Allah kush.rakhe
@amaanchikodi95592 жыл бұрын
I made following this recipe! Was very very tasty... ghar waale bhi khush ho gaye! Allah aapko bhot kamyabi de.
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
Ameen 😊
@ismathfatima99809 ай бұрын
Mashallah ur all dishes is very delicious yummy.....😍😋😋😋
@atifabaig96932 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty, MashaAllahh bohot tasty bani hai apki recipe se try kari hu mai. Jazaakallah khair aunty.
@shahwazalam29392 жыл бұрын
Main Bihar se hoon Bhai aap ka recipe bahut shandar hota hai
@rubinakhanaftabkhan20432 жыл бұрын
Mein Rubina aaftab khan tamam you tube dekhne walon se gujarish karti hoon ki aap sabhi log meri ammi jo ke is wakth Mumbai ke holly sprit hospital mein hai un ki halat bahut jyada kharab hai aap sabhi log allah se dua karein ki wo jaldi se sehatyab ho kar hamare pass aajaye
@cookingwithzahira83362 жыл бұрын
Ameen
@tahsintamboli65432 жыл бұрын
Aslamualaikum unty khush nasib Maa hai Aap k Aapke bachhe Aapko suport or piyar karte masha allah👍 or recipe bhi try karungi me
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
walaikum assalam 😊👍
@tabassumnoor84762 жыл бұрын
Mai pakistan se hon mjhe ap kahr vilog dekhti hon ap ki family boht boht achi lagti hysb ko assalamoalaikum
@nishatperween38892 жыл бұрын
Masha allah ammi aapne moton marag bahot hi lazeez bnaya ....maine kai bar ye diah khai pr pasand nai aaya ab aapke trike se bnaungi in sha allah
@syedtabasum19902 жыл бұрын
Mashallah aunty app I just love you ❤❤❤❤ The way you wish us aslm wlkm automatically it come on my mouth wlkm aslm This recipe was my most favorite one I'm from Hyderabad We prepare this in soo many ways I'll try this Thank you soo much😘😘😘😘😘
@mateenkhan22832 жыл бұрын
Mashallah Khala Allah aapko tandrusti de aisi tarah aap hamen khana banakar khila te rahe
@princysarkaar2 жыл бұрын
Nice recipe Mutton marag😍Thanks Riyazbhai for ingredients mentioned at comments box it will easy to make.It's nice to see Sarfarazbhai & Riyazbhai enjoying it.😋😋Thanks Ammiji for this recipe i will try this recipe.💖💖💖
@nasimnoormohamed82152 жыл бұрын
You brothers are twins?. You look so alike. Your Mom Mumtaztai is the best cook. I m in USA Orlando watching your show.
@cookwithrozmin26912 жыл бұрын
Even I’m from Mumbra, but residing in Dubai. So can’t visit. May Allah Bless u!
@shad65192 жыл бұрын
Every Chef should be like you Lively, Joyful and passionate.
@nairafatima90862 жыл бұрын
Asklm riyaz Bhai aunty thanks aunty favorite recipe Dene ke liye 😋😋 from Hyderabad
@mdshakeelahmed87032 жыл бұрын
Assalamu alaikum..i made this dish..Bohaat testy bani hai..Thanks ma'am😊😊
@ansariumar46902 жыл бұрын
I am your new subscriber from Dhule Maharashtra. Aap ki recipe bhut achhi hoti hai...aur dekhne me bhi maza aata hai...aap dono bhut hasate ho...,😂🤩😄
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
thank u 😊
@shanazkhan42512 жыл бұрын
Aslmalkm Maine bhiye mutton marag banana or mere husband ko bht pasand aya bht tasty Bana tha
@yasmeenwasi90572 жыл бұрын
Aunty apki saari recipes bht achi hn 🥰🥰❤❤🥰🥰
@yasmeenwasi90572 жыл бұрын
Love you aunty 🥰🥰😘❤
@RehanKhan-tw2py2 жыл бұрын
We love all Hyderabadi dish kis kis ki hai dish hai Hyderabad ki
@amritakaurchilotre55082 жыл бұрын
Very nice Hyderabadi mutton marag. Riyaz and Mumtaz ji are amazing. Riyaz aapke comments bohot hi descent hote hain. Like an educated boy. Mumtazji is also very descent.
@Ruhanamomin3722 жыл бұрын
so cute family mashallah from Bhiwandi 🙂 hamesha haste raho bahut acche lagte Hain Sab
@bilkiskhan34312 жыл бұрын
Asalam alekum from Kenya will come especially to meet you, masha Allah
@amirakitchen55242 жыл бұрын
Mashallah delicious recipe sooo yummy Aunty you make all recipes delicious 😋❤️
@ameenamulla1392 жыл бұрын
Asslam walkum ammi my Dobivli my raha ti hu inshallah ham miloge apki ricip to lajavab ricip hy 🙏🙏 ser kar ny ky liye sukakriy ammi 🙏❤️ mashallah sukakriy ammi ❤️❤️😋😋
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
walaikum assalam
@sabinaakhtar88172 жыл бұрын
Aunty u are sooo funny and brilliant love watching you cook
@Meena-uw1vy Жыл бұрын
Delicious. Superb. Tks. Food...street zaika Its. NEw dish. Gor us. NEver heard of. This before Tks. Again
@raina.begum31332 жыл бұрын
Aslkm aunty Eid Mubarak
@zeenatshah48872 жыл бұрын
ji mai hydrabad se hu Aunty ne perfect bnaya Marag
@saniabegum74622 жыл бұрын
Very delicious I tried and I'm loving it wow🤩😍 🤤🤤
@IndianMominSaudiArabia2 жыл бұрын
Zabardast recipe Sending love from Saudi Arabia 🇸🇦
@chandbanosheikh92982 жыл бұрын
Assalam walikum, Masha Allah, bhut laziz banai hai aap ne. Mei zaroor try Karachi.
@preetishankar4012 жыл бұрын
Love this trio
@dhirajsinghrajput72262 жыл бұрын
आप सबको बहोत बहोत प्यार.. रियाज को सर्दी होगयी है क्या? Take care Bhai...☺️☺️
@husnaazeem56322 жыл бұрын
Aunty ap bohat accha banatey ho.... Shadi me bhi milta hai or walima me bhi banta hai .or hamare yaha Nan ki roti alag milti hai .aplog Jo kha rahehe ko osse shirmal ban kehtey hai...aunty ap bohat acchi ho aap bohat simple or sobar ho....apke videos dekho toh bohat accha lagta hai....
@khalidanwer74572 жыл бұрын
Pata hy mumtaz aapa ap ki recipes keyon achi hoti hy because ap cooking ko bohut enjoy karti Hu hum zaror banatay ye white mutton salan but hamari request to pori Kar do oojri ki hum oojri LA k rakhay freezer main still waiting k mumtaz aapa banayen gy. Karachi say ap k subscriber.
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
next Recipe wajdi 👍
@aquibrazvi61852 жыл бұрын
Aunty aap fakhruddin shah baba ka dargah ka paas aaya ga mumbra mai ...I can't believe that you are coming to mumbra .. thankyou to much
@MohdMujeebhyderabad5 ай бұрын
Assalikum wa rahmathulli barkathu bhai jazakallh khair aunty
@afreenimran75692 жыл бұрын
Wow 😋😋😋😋 Mashallah app chef se Kam nahi ho aunty. Aapki har recipe Boht hi mazedar hoti hai
PLZZ Try to Make qubani Ka Mettha,☺️😋You will Luv It💞
@sairamotiwala46202 жыл бұрын
Walekumassalam Riyaz n Mumtaz 👍 A perfect recipe no matter it's made in shadi or walima but areal dish for winter Riyaz hv a bowl 🥣 you will definitely get relief of your cold 👍
@clanisrodrigues22462 жыл бұрын
Thank you Riyaz Bhai for ingredients mentioned in the description..
@naazfatima92122 жыл бұрын
Shadi mai bhi banta hai aur walime bhi banta hai aqiqe mai bhi banta hai bakreed ki eid par bhi banta hai evergreen dish hai ya hyderabad ki
@dadapeerh21712 жыл бұрын
L0
@syedyaseenkhaja44282 жыл бұрын
Lo
@venitagomes89772 жыл бұрын
Love ur recipes 😍 😋 😋😋💕
@arwakhan50422 жыл бұрын
Assalam walekum aunty mashaallah mashaallah nice receipe mouth watering receipe riyaz bhai m also from mumbra
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
walaikum assalam 👍
@niveditaseebaluck75402 жыл бұрын
Thank you mama for your recipe it's mouth watering . Looking so tasty .
@asmavlog2 жыл бұрын
Yummy and delicious recipe 👌👌 God bless you
@farihamahreen60982 жыл бұрын
Riyaz bhai n mummy yeh humare yahan shadi aur valima dono mai banta hai yeh sugar ke pesent joo hote hai jo chawal nai khate unke liye banate hai yeh Shai aur valima dono mai banta hai aj kal tho her dawat mai banta hai choti se choti dawat mai bhi ap logon ki family badi achi hai bhi ammi ki hasi tho rocks hai allah unko humesha aise he hasta rakhe ameen
@mannu63642 жыл бұрын
Mashallah so heartwarming to watch u guys enjoy 🤤🥰❤️
@sabihainayath817311 ай бұрын
Wahh mazaaaaa aaaagayaaa!!!!
@asmashaikh11062 жыл бұрын
Wow mai zarurrrrrrrr......... Banaugi 😍😍😍😍
@takreemkhan27682 жыл бұрын
I'm from Mumbra 🙋♀️🙋♀️🙋♀️🙋♀️🙋♀️🙋♀️
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
❤️
@noorfathima83312 жыл бұрын
Assalam walikum aap ke ghar me sab ko dekh liye sirf Riyaz bhai and sarfaraz bhai ke abba jan ko nai dekha plz in ko bhi introduce karana hume un ko bhi dekhna hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💕💕💕💕💕💕💕
@sajidharaheem24112 жыл бұрын
Mutton marag shadi valima dono me b banti hai riyaz bhai...hum hydi ki fvrt hai
@naziabegum6492 жыл бұрын
Mashaa Allah very nice receipy. we r from hyderabad . we make it both in shadi and valima
@SanaSiddiqi-cc7cmАй бұрын
انشاءاللہ ہم آج بنانے والے ہے
@pramodwaghmare36902 жыл бұрын
Jabardast recipe no one god bless you I am Bhandup but now I am Qatar I miss you allha bless u 0
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
❤️
@uzmashaikh76322 жыл бұрын
Masha Allah ap sab me Allah mohabbat aise hi banaye rakhe
@mazharahmed27902 жыл бұрын
Assalamualaikum, Hamare yaha Valima me Zyada Banta Hai marag,☺️ Lots Of Luv From Hyderabad,💞
@shaikhafreen31882 жыл бұрын
Asalam walekum...very delicious and mouth watering mutton marag👌👌😋😋😋😋🥣from Mumbra 🥰🥰🤗
@rubykhan41076 ай бұрын
Assalam walekum Riyaz Bhai Eid Mubarak aap sabhi ko Hyderabad ma marak shaadi mein bhi Banta valima main bhi Banta❤
@humairamasroor6602 жыл бұрын
Sarfaraz ka Rani Bagh wala vlog dekha.... Bohut badhiya
@parwinsultana77172 жыл бұрын
Assalamualaikum ante umrah ma ham sab ku dua ma yaad rakhna aur ya app ki dish may zarur banaungi Bhai ya dish walima ma zada banti hai thank you ante
@StreetFoodZaika2 жыл бұрын
walaikum assalam
@naziyabanua38792 жыл бұрын
Assalamu alaikum ham aapke sab video dekhte Hain aapke bhai ka bahan ke video sab daily dekhte hain 👍
@humerakhanhumera43655 ай бұрын
Mashallah mashallah so yummy and delicious recipe wow
@Farmiz_supportk5d2 жыл бұрын
Daily khana ki series shuru karye plz
@sabanasaikh96842 жыл бұрын
Walekumassalam aapki dish bhot acchi hai rehti hai. Aur hum log jogeshwari se hain
@hirakhan54152 жыл бұрын
Luv from Pakistan
@umerashaikh46792 жыл бұрын
Walikum asslam
@maahisingh68252 жыл бұрын
Aunty apki jo bhi recipe bnate ho dekh kar khane ka Mann karta h.
@yasirub41752 жыл бұрын
Assalamu alaykum rahmatullahi wa barkatuhu Aunty aap lucknow bhi aae mujhe bhi milna h aapse
@errumfatima8922 жыл бұрын
Plz khapsa aur mandi kaise banate hai wo bi batayiye na jaldi ye ramzan se pehle upload kariye plz
@nazneenabbas91192 жыл бұрын
It is made on both the days, Mumtaz you have to add cream also, & onions have to be fried in ghee & then grind along with dry fruits.
@RohitEats2 жыл бұрын
food lovers never miss your videos 😍🤤😋🤩
@dilshadhussin67032 жыл бұрын
Mashallah mashallah nice yummy yummy yummy 😋 😋 😋
@Tawizstar2 жыл бұрын
Assalamualaikum walaikumsalaam 1st
@Shamazainabkhan2 жыл бұрын
Superb video 😍👌😍😋
@beautyhealthandreview35452 жыл бұрын
Subscribe plz
@SyedArfaath-ic6tz Жыл бұрын
Assalamu alaikum mam mashallah
@mrismail81244 ай бұрын
Shdi aur valimey me dono me banatey hain masha allah
@fauziakhan33792 жыл бұрын
Sarfaraz bhai mere hubby ki tarha comedy krte h
@fatemabegum83042 жыл бұрын
Ma Sha Allah🤲❤❤❤😍
@SS-zu9fk2 жыл бұрын
Tried this recipe today and very good one . Moved to my list of regular curries . My family and friends loved it so much.