proof of ghulam alis awesome composing talent, not known to many, is this album, meraj e ghazal 1982 with ashaji. every ghazal number is a gem.
@CriticalThoughtCornerАй бұрын
His compositions are the best among all ghazal singers.
@anandm.kandwal557211 ай бұрын
Beautifully and brilliantly sung.a treat to quality music lovers.
@RavinderSingh-gg4mr7 ай бұрын
Beautiful composition, singing of Ghulam Ali Saab,Asha ji rendered the song wonderfully
@fareedmalik6777 Жыл бұрын
Fabulous . Ashaji is India s true Melody Queen!
@AfzalShaikh-ys2wm7 ай бұрын
Kya baat hai ustad 😍😘
@roopsrivastava5566Ай бұрын
Aur suroo ki rani
@ctcpakistan18765 ай бұрын
This beautiful composition is composed by ustad Rafique Hussan. I love ustad Rafique Hussan 's compositions
@girishgujarathi73739 ай бұрын
बहुत ही❤सुंदरगित है। औरकमाल का गाया है दोन्होने जी।
@bharti7367 Жыл бұрын
Tune churai nindiya meri tu hi chain churaye...💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞
@pradeepparashar1545 Жыл бұрын
👍
@LalaKhan786-b9k2 ай бұрын
❤❤❤❤
@sude14346 ай бұрын
pucca duet...👍🏻 A definite mail voice of Ghulam Ali..m
@nalinisrobertson58899 ай бұрын
Ye Album Jab Aya Tha To Kisi Ney Tasawor Nahi Tha Ke Asha Ji Bhari Baith Jayen Gi.
@ushiawas3 ай бұрын
Doesn't give a Gazal feel, more filmy style
@nalinisrobertson58899 ай бұрын
Ghulam Ali Sahea Ne Ye Album Bana Kar Apni Musibat Bula Li Puri Tarah Se Ghlam Ali Saheab Ko Domenate Hai Asha Ji Ney.
@SurajKumar-en7tk8 ай бұрын
Aisi baat nahi hai madam .Ghulam ali sahab apni jagah hain. Asha ji apni jagah hain.unhone Asha ji ko surpass karne ki koshish nahi ki hai❤❤
@amishamehta20911 ай бұрын
Superb.....❤❤
@eksingervoice9 ай бұрын
Dil ko chhu lene wala geet
@girishmithanaidu79553 ай бұрын
Naina tose lage lyrics 🎶 🎶 naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage saari raina jaage toone churaai mori nindiya tu hi chain churaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, naina laage, naina laage ~ Interlude ~ meri saanson mein lehraaye ang mein ḳhushboo ghole meeTha meeTha dard jagaaye nas nas mein tu Dole saanjh savere honThon par bhi naam tera hi aaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, tose laage, naina laage Aaaaa ~ Interlude ~ saavan maas ki dhoop sa gori tera roop salona ek jhalak mein kar gaya roshan mann ka kona kona rang hazaaron toone mere jeevan mein bikhraaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, naina laage, naina laage ~ Interlude ~ mast havaayein, shaam suhaani bheegi rut ke mele sabko teri aas ho jaise sab hain aaj akele aangan meri tanhaai ka tujh bin kaun sajaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, tose laage, naina laage ~ Interlude ~ toD ke rasmon ki zanjeerein aa donon mil jaayein sapne mehke aashaaon ke phool sabhi khil jaayein jo donon ke beech hai pal mein woh doori miT jaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, saari raina jaage toone churaai mori nindiya tu hi chain churaaye naina tose laage saari raina jaage jaage naina tose laage, naina laage, naina laage 🎶