Masha Allah Allah tala Shaikh Abu Zaid Zameer Sab Ko Allah Tala Logo k fithno se dur rakhe chahe WO insan m se ho chahe jin m se.
@12345mohammad9 жыл бұрын
Sheikh Sahab Ko Allah'Tala Jazaye Khair Se Nawaze Aameen
@MuhammadIqbal-iz5xy9 жыл бұрын
Mashaa Allah Shaikh Abu Zaid has explained very successfully all the significant and important points for every one's understanding. May Allah give hidayah to every one.
@AbrarSidra-s5d Жыл бұрын
Assalam walekum Sheikh Sahab Allah aapko sehat De aur ilm De
@mazharkhan207412 жыл бұрын
assalamu alaikum maulana aapjo hadees ki tareef bayan karte hein aur rawiyon ke talukh se jo tafseer aap batate hein subhan allah subhan allah my nahin samajta ke dunya me koi aur bhi iswaqth iese ilm wala hai allah paakse duwa hai ke aapki hifazath karen ameen
@shamirakhtar39636 жыл бұрын
Zajak Allah khair.abu Zaid zameer sahab
@ajijurrahman37004 жыл бұрын
جزاك الله خیرا Allah k liye aapko piyar karte Hain
@shaiksara18604 жыл бұрын
Masha allah allah aap ko jazae khair ataa farmae
@yasiryazdaniy3 жыл бұрын
MashaAllah Abu Zaid Zameer
@YaktaParast17 жыл бұрын
Excellent Dars Masha Allah
@036cemamoonrashid94 жыл бұрын
Alhamdulillah
@Being_human007548 жыл бұрын
جزاك الله خيرا
@amzadkhan22277 жыл бұрын
Masha Allah Allah aap ki umar barkat ata karein
@arshadulhoda25873 жыл бұрын
ماشاءاللہ اللہ آپ کو جزاۓ خیر دے اور حفظ و امان میں رکھے بہت اہم بیان ہے جو ضروری تھا اللہ آپ کے درجات کو بلند کرے
Excellent analysis on a very important sunnah (The way of Rasoolullahi-saw). May Allah help our muslim brothers and sisters to understand the statement of Rasoolullahi(saw) "Pray as you have seen me pray" Recorded in Sahih Bukhari. May Allah help our brothers and sisters to understand the seriouness of leaving/not following the Sunnah (The way of Rasoolullahi-saw) for the sake of mad'hab opinions.
@zafarshaikh97465 жыл бұрын
Masha Allah Yeh dars sunne ke baad koi shakh baaki nahi raheta....Allah shaykh ko barkat dey
@owaissalafi69886 жыл бұрын
Shaik sahab ko allah lambi umar ata kare inki bate sunka bayanaat sunkar ilm me izafa aur doughts clear hote hai
@islamiclecturesnet6 жыл бұрын
aameen
@sameer.67802 жыл бұрын
Mashallah zaid zameer sir, this topic is very very very important & awesome lecture, Allah apku deen ka ilm aur ata kare jaisa sahaba ko Allah ata kare, Aameen ya rabbil alamin
@firozkhan-jd9nd2 жыл бұрын
jazak allah khairan kaseeran
@KnowledgeB4Action12 жыл бұрын
great lecture..... very well presented.. JazakAllaah Khair
@AbdulRahman-ms3is5 жыл бұрын
Mashallah sheikh
@036cemamoonrashid93 жыл бұрын
Alhamdulillah ❤️❤️❤️❤️
@firozkhan-jd9nd2 жыл бұрын
masha Allah excellant
@AIGECK12 жыл бұрын
masha allah shuria shaik es video k intejaar me the
@mountainhacker87437 жыл бұрын
main hanfi ko kyun manu.... main tow mohammad ko manunga please reply
@goodhealthhijama12 жыл бұрын
JazakAllaah Khair
@KhalidMulla-k9e5 ай бұрын
Great
@mazharkhan207412 жыл бұрын
jazak allah maulana
@bara19gamer896 жыл бұрын
Massalllah
@achanekar13 жыл бұрын
Jazakum Allah khair
@arqammalik15726 жыл бұрын
اسلام علیکم بے شک آپ نے سچ مسله بیان کیا اللّٰه آپ کو صحیح بولنے کی توفیق دے اللّٰه غموں سے بچائےاور همیشه صحت یاب رکهےآمین
@islamiclecturesnet6 жыл бұрын
Walaikum Assalam Aameen
@avishkhan85933 жыл бұрын
Agli baar zyada samzega Koi bhi aalim maa pet se aalim nahi hota Mashallah 🥰 abu zaid sahab
@maeezshaikh6426 жыл бұрын
Jazak Allahu khair Shaikh
@julkarnain67576 жыл бұрын
Jajak allah
@dilshadakhtar21927 жыл бұрын
mashaallah we are proud of you sir
@homoeopathrahmatullahrahma4634 жыл бұрын
Good explanation. Jazakallahu khaira wa ahsanal jaza
@afrozahmed6312 жыл бұрын
jazzak allah upload karne ke liye
@AbdulRahman-oh7os6 жыл бұрын
Mashallah
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
1. Good Question 2. Hope you know how Our Nabi (Salllallahualahiwasallam) used to place hands in Salah? If Yes then follow that If No try to find that. 3. Knowledge is the cure of all ignorance. 4. May Allaah help you.
@m.abubakariqbal62686 жыл бұрын
islamiclectures.net Ameen
@shariyaatyaashahadat58415 жыл бұрын
ALLAH UAkbar💖💖💖👆
@muhammadusamasohail17113 жыл бұрын
Apka WhatsApp number chahiyhe
@maeezshaikh6427 жыл бұрын
Masha Allah..... Jazak Allah khair Shaikh
@kbcanary81133 жыл бұрын
masha allha ❤❤❤
@munnasyed60466 жыл бұрын
Jazak allah khair abu zaid zameer. HAFIZAHULLAH... Allah aap ko aur barkat de ilm me aur umr me AMEEN
@islamiclecturesnet6 жыл бұрын
Aameen
@malikabbas12774 жыл бұрын
سبحان الله
@ammaruddinhyder59456 жыл бұрын
Jazakallah khair shekh...
@AlQuranShorts1232 жыл бұрын
Best 👍💯
@sultanehind70294 жыл бұрын
Subhanallah
@arifriaz611411 жыл бұрын
الله يعطيك جزا قمت بحل قضية كبيرة
@mustafamuslimansari13846 жыл бұрын
nice byan
@shaikhaasimbinahmed76576 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا و احسن الجزاء شیخ
@suaad_official_vlog3 жыл бұрын
Jazakallahu khair
@puraniyade.43 жыл бұрын
Asalamolekum janab very good information sir.
@safdarpathan34622 жыл бұрын
Alhamdo Lilah
@islamiclecturesnet12 жыл бұрын
There is no lecture on the topic : "Aurat aur mard ki namaz me kya farq hai" InshaAllaah if any lectures comes, it will be uploaded here only. From March , Complete Course on Namaz will start in Aqsa Masjid Yerawada Pune. Hope this will be covered then.
@azmattareen77684 жыл бұрын
Yeh harami yahode kafir hi wahbi tamam yahodon se paysa wosol kar ta hi or sub johta hi
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai, there is also option of audio lectures . You can listen or download from : islamiclectures . net
@mahammadullahansariPurulia5 жыл бұрын
Ma-sha-Allah
@alisherkhan-vp6xv7 жыл бұрын
shi bat h
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Knowledge is the cure of all ignorance. Listen if you have time : /watch?v=Tj7fQgU9HgQ&list=PL3D0E2451D8F80972
@Salmanbinhasem-7i6 жыл бұрын
Alhumdulillah ...
@abdullateefshaikh33246 жыл бұрын
Jazakallah
@shamirakhtar39636 жыл бұрын
Very good
@sabashabbir80003 жыл бұрын
Sir plz make the tafseer video on raful yadain
@bharatkiawam5 жыл бұрын
Me pahle deobandi tha.ab ahle hadesh hu.
@bkfayaz67877 жыл бұрын
As I saw the entire video it's confirmed that above the nevel (Naaf) is the right way and not in the chest or bellow the nevel
@hiddens23466 жыл бұрын
Dear brother, upon you is to follow the ijtihaad of the people of knowledge and understanding. It is incorrect for laymen to make ijtihaad on their own.
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
bhai, same answer 1. First : Hope you know how Our Nabi (Salllallahualahiwasallam) used to place hands in Salah? If Yes then follow that If No try to find that. 2. Knowledge is the cure of all ignorance.
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai agar Halal aur Haram ka ikhtilaf hua tu aap kya karenge. Knowledge is the cure of all ignorance. If you are open to listen, then keep listening lectures of Abu Zaid Zameer, InshaAllaah things will be more clear. If you want we can suggest the lectures for you to listen. May Allaah help all of us.
@safiurrahman8815 жыл бұрын
Video thoda Short krke dale Taki har koi intrested ho dekhe....
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
JazakAllaah Khair for your comments. You Said : "sab ek hai bus thoda sunnat ka jhagda hai"? First get knowledge. 1. Kya Qabar se madad mang sakte hai??? Yes / NO????? This is 1 example : watch?v=KMBhUeGWWzI 2. "banking sood , jina,chori ,amanat me khayant ,namaj ,kalma " You missed "Aqeedah". All your points are imporant but Aqeedah is first then other things. What about Aqeedah??? Knowledge is the cure of all ignorance.
@shanwoodfurnitures23454 жыл бұрын
Magrib ki azan k baad or namaj se phele 2rakat padna hadis se sabit hai k
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
/watch?v=sCMj2khYPFU
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
I want Imam Abu Hanifa ka Aqeedah - Allaah Kahan hai? Give me the link and time, when he explains the Aqeedah of Imam Abu Hanifa.
@mohammedumar14886 жыл бұрын
u go and find out mashallah how nice bayan Abu zaid bhai had given
@loop_men Жыл бұрын
20:00
@muhammadkamil962610 ай бұрын
Assalamalekum molana sahab ye Bata ye ki Hayat Ali ne Kaya aap sallahoalehi wasallam ko nahi dekha Tha ke huzoor sallaho alehiwasam kese namaz kese paste the.
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
/watch?v=SH90tgGOOSk
@loop_men Жыл бұрын
1:06:48 Seene Pe Hath Bandhne ki 1st daleel 1:32:51 2nd
@BGMZONE_ANIME_ECSTAACY2 ай бұрын
Thnx bhaijaaan
@shamirakhtar39636 жыл бұрын
Plz.muje koi Al tahqeeq fee Al masail khilaf.jild 1 .ibe jouzi ki Kita PDF desakta ya vej sakta hai kiya
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
May be Some problem at your end. Please try again. May Allaah help you.
@zahidreshmi87425 жыл бұрын
Sawaal kis pe karein
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Right is right whoever do it ...... Wrong is wrong whoever do it. You always missing Aqeedah from your list. Do you not consider Aqeedah to be important in Islam??
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
"alhamdo lillah hum to abu hanifa RA aur degar 3 imam ke ilm ko mante hai aur deband ulma ke rai se chalte hai" Kya Imam Abu Hanifa ka ilm - Allaah Kahan hai - isko aap mante hoon ya nahi????
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Kya Imam Abu Hanifa ne aisa jawab diya hai? This is answer. listen : /watch?v=9TQhNCK6lNU Aap ko Imam Abu Hanifa ka jawab pasand nahi hai kya? Tu phir aap kaise Hanafi?
@shahidtanwer16626 жыл бұрын
MashaAllah Par Thodi Aur Details Chahiye Thi Mujhe
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai, aap jawab nahi de rahe hoon : Imam Abu Hanifa ka Aqeedah - Allaah Kahan hai? Ask your Deoband ke alim se....... get it fast. they should know it ... right? May Allaah help.
@enemykiller77177 жыл бұрын
tu apna aqeeda Bata fir mai Bata ta hu kaha Hai Mera rab
@HARISNAZEER223 жыл бұрын
Assalamu alaikum Bhai iske notes ka Pdf Mil Sakta hai?
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai mein bhi Imam Abu Hanifa ki hi baat kar raha hoon. Apna Aqeedah aur Imam Abu Hanifa ka aqeedah ek hai kya .. check karlo /watch?v=9TQhNCK6lNU
@mohdrijwan92684 жыл бұрын
Sheikh sahab.... Barae karam hame 1 bat ye bata ki. Ye jo aap ne usool bayan kiya hai ki. Agar kisi hadees ko do zaeef ravi alag alag jagah par bayan kare to woh hadees sahi sabit hoti hai. Ye usool kahan se sabit hai...???? Mai ek talibe ilm hun Barae karam neri islah karen...
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Very Simple Question] Imam Abu Hanifa ka Aqeedah - Allaah Kahan hai? This is the answer : /watch?v=9TQhNCK6lNU Do you agree with Imam Abu Hanifa? You should agree as you are Hanafi ... right? Kya Aap aqeedah mein Hanafi hai ya nahi?
@afrozahmed6312 жыл бұрын
jazzak allah Aurat aur mard ki namaz me kya farq hai. Is topic par bayan ho tu upload kare.
@Pious_servant1436 жыл бұрын
Aaliya Afroz koi farq nahi hai siwaye satar aur hijab ke....mardo ka satar naaf se ghutne tak hai aur mardo ki namaz bagair sir dhanke ho jaygi...lekin aurto ka satar sir ke balo se lekar pair ki unglio tak hai
@shamirakhtar39636 жыл бұрын
Assalam alaikum....asnad daeef. Aur sanadan daeef me Kiya Fark hai. Plz batayen
@hiddens23466 жыл бұрын
Asnaad matlab bohot saare sanad, sanadaan matlab 2 sanad. (Ye arabic grammar ka hissa hai)
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
"thoda ameen rafaden bus isi ki jhagda hai " Bhai main jhagda Aqeedah ka hai. Simple example to make you understand. "Where is Allaah?" Do you know Aqeedah of Imam Abu Hanifa in this matter and what is your aqeedah in this matter?
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
tu fir, aap Aqeedah mein Hanafi kyu nahi hai ? Aqeedeh mein Imam Abu Hanifa ki taqleed kyu nahi karte? /watch?v=9TQhNCK6lNU Knowledge is the cure of all ignorance.
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai, pehle Aqeedah clear karlo. May Allaah help you to gain knowledge.
@usmankhan-cv4qy11 жыл бұрын
jazakh allah khair brother i have problem with tonb on graves i know there are hadees in muslim about crushing tombs and shrines but in sahih bukhari there is hadees in which companion of prophet muhammad saw says:after death of prophet muhammad pbuh i saw his grave .his grave is same as kohan of camel.tomb was present ican send u refference
@saifaliabbasi0008 жыл бұрын
dear I am not aalim but only simple man I think grave like camel's kohan is only grave because definition of tomb is different than grave like in tomb (temples walls tiles) all things available but in grave no any thing available so grave is simple thing than tomb
@muneermulla43488 жыл бұрын
Kitane baar haat utana kab utana. Batao hame
@manhaj-e-salaf72193 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/gZO2hH6VrcaApZY
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
1] "mien auron ke tarh ankh band kar ahle hadees ke akaid par bharosa nahi karta" Bhai, aap ko kaun bola ankh band karo , Hum tu kehte hai ankh kholo aur dekho. Aap ko tu Quran aur Sunnah samaj mein nahi aata, isliye taqleed karte hoon ... sahi hai??? 2] "mien auron ke tarh ankh band kar ahle hadees ke akaid par bharosa nahi karta" Bhai, aap ko Imam Abu Hanifa ke aqeedah par barosa hai ya nahi??? EK baar Imam Abu Hanifa ka Aqeedah bhi tu dekh lo, sab samaj mein aa jayega.
@javedkhan68457 жыл бұрын
Imaam Abu hanifa ke aqide per bharosa hai aap mujhe dikhao jazakallah
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
1] You said : "mien bhai bhains puchta hoon aap bail bolte ho" Bhai mein ne bail kab kahan??? Kyu Jhoot bolte hoon? Allaah se Daro Mein Pehle "Aqeedah" bol raha hoon? Aap bhains bol rahe hoon. Aap ke najdeek Aqeedah ki important hai ya nahi???? 2] Said : ".......apne pocket me daal". this should not be the way. You should first learn how to talk/discuss.
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
Bhai, aap logo ke pass kya sirf misaal hai ... daleel nahi hai kya? Har baat mein sirf Misaal. Misaal .. daleel nahi hoti hai. /watch?v=sCMj2khYPFU Apna Aqeedah aur Imam Abu Hanifa ka aqeedah ek hai kya .. check karlo /watch?v=9TQhNCK6lNU
@islamiclecturesnet11 жыл бұрын
You said : "humne ilm abu hanifa ke ilm par bharosa kiya" Imam Abu Hanifa ka Aqeedah - Allaah Kahan hai?? Jawab do - if you know else try to find else ask I will show you the answer.