hello brother....apki old video dekhi thi abhi.... pc ya laptop pr niche side me jo likha aata he active windows go etc....mere bhi asa likha hua aata he...tin char year pahle bhi asa hi hua tha...us time service shop pr lekr gaya unhonne kuch kiya tha...100...200 rs kuch liye...ab fir se aane lag gaya...jese iski koi fix timing ho ki itne month bad fir se asa show hoga mera doubt ye he ki apke bataye hue tarike ko bina net ke use kr skte na...and second doubt ye ki windows ka original version he ya shop vale jo copy krke dalte he duplicate vo he usse koi issue fark padta he kya ....i hope meri bat apko smaj aayi ho....apka bataya hua tarika me apply kru ya ni please bataye....i mean kahi kuch or issue to ni hoga ...shop vala bad me kuch bole ki khud se kyo kiya etc....and kuch nhi kre ase hi rahne de jo likha aata to bhi kya koi problem hoti he software related....mere screen bich bich me blunk krne lag gayi he ya ye dono alag alag bate he...
@ansarivideo20983 күн бұрын
Very good
@SabTech3 күн бұрын
Thanks
@ansarivideo20983 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤
@SabTech3 күн бұрын
❤️💜
@devendrabaviskar54402 күн бұрын
Are bro paypal account number kaha hota hai uske baare main video banao na
@SabTech2 күн бұрын
Gmail
@devendrabaviskar54402 күн бұрын
Gmail to hota hai but paypal account number kaha hota he kaise pata kare
@SabTech2 күн бұрын
Gmail se hi account h..Gmail account dena hota h jis se paisa mangwana ho usko
@devendrabaviskar54402 күн бұрын
@SabTech are nahi bro koi koi platform pe paypal account number mangta hai withdrawal karne ko