Naush ap k abbu ka review dekh k ekdam ankh bhar ayi , ap ne mujhe mere abbu ki yaad dila di covid ki wajah se travel ban se 2 saal se mil nahi sake , woh bhi aise khush hotey koi bhi dish khilado itne tareef karte 🥲Allah sab k parents ko salamat rakhe aur sehat bhari zindagi de ameen ❤️
@sanashaikh43003 жыл бұрын
Masha allah masha allah bahooot hi tasty bana tha chicken reshmi masala....sab recipe puch rahe the muje se fir maine aap ka video sab ko send kiya..insha allah ek bar aur banugi mai
@javeriamanzoor55513 жыл бұрын
Masha ALLAH abu k sath khana khaty hovy ap bht khush pag rahi han..... ALLAH har kisi k parents ko seht wali lambi umer dy... Ameeeeen sum Ameeeen
@Haniyas_cute_creations2283 жыл бұрын
Aameen mujhe bhi apne abbu k sath khana yaad aaya ab wo nai h to un k sath bitaye moments bahot yaad aate h
@cherryhealthandbeautytips42953 жыл бұрын
Ameen
@asifsaqibsaqib73143 жыл бұрын
Ameen
@princessartcreations3 жыл бұрын
Ameen
@gloriousworld80913 жыл бұрын
Lost my father an year ago.... Uncle ko dekh k abo ke tarefain yad agae... Simple sabzi b bana k dete the to wah wah krtay thay. May uncle live long n healthy life ❤️
@meritofislam3 жыл бұрын
اے اللہ۔ تیرے بندے جس جس تکلیف اور بمیادی میں مبتلا ہیں۔ ان سب کو نجات عطا فرما آمین۔
@aliamalik72293 жыл бұрын
آمین
@mehnazjaved64623 жыл бұрын
Baap Allah ki sb sy badi niyamat hein jis k liye apni betiyan usky jigr ka tukda Allah sb k maa baap ka saya sb py slamat rekhy...Aameen apky Abbu ki khushi unky lehjay aur ankhon mein saaf nazar aa rehi thee...
@shafaquekitchenorvlogging90133 жыл бұрын
Allah Pak sb k baap ko salamat rakhe mere abbu Hajj wale din Allah k pas chale gae bht tafff time hai mere leay Dua kare sb.
@farihaasif4148 Жыл бұрын
ALLAH PAK APKE ABBU KO JANNAT UL FIRDUOS MN AALA MAQAM ATA FARMAEN AMEEN SUMAMEEN 🤲
@abida9813 жыл бұрын
Allah kare aap ko aur aap ki family ko kisi ki nazar na lage mashaallah bahut accha lagta hai aap ki video dekh kar
@rabiaaqeel36293 жыл бұрын
Allah apkay abu ko lambi zindagi de unka saya hamesha salamat rakhay.ameen😍😍😍😍
@faraanj3 жыл бұрын
I am getting so emotional in seeing your abbu in a video ye maa baap itne pyare kyu hotey hai Allah taala sabke maa baap Ko salamat rakhey ..mai bahr rehti thi to apne papa ammi ko boht miss krti thi ab mai India agyi I feel satisfied with them
@rehapillay74453 жыл бұрын
Today's video got me emotional. It's so heartwarming to see your dad giving you food reviews 😍 it reminds me of my dad , the way he encourages me to cook better. The bond between a father and daughter is sooo emotional and heartening ❤ Thank you Naush 🤗 pls do make more videos with your dad. God bless. Lots of love from India 😊🙏🙏❤
@pureheart38273 жыл бұрын
Same here fathers are just love
@uzmakhan10973 жыл бұрын
ap pakistan shift ho gy hn
@humahameed59223 жыл бұрын
I liked ur fathers detailed,honest and sincere views,filled with fatherly love
@mehreenidris22343 жыл бұрын
Missed my father seeing this, esp when u live abroad. may Allah keep ur father blessed!!
@zaofamilyfungermany1293 жыл бұрын
True
@zaofamilyfungermany1293 жыл бұрын
Aisa hi hai
@sumaiayarb73763 жыл бұрын
Ameen
@Yaad_e_Makkah_Aur_Madina_7863 жыл бұрын
ماشاءالله یاﷲ پاک ہم سب کو دُنیا اور آخرت کی تمام برکتیں اور رحمتیں نصیب فرماۓ آمیـــــــــــــــــن ثمہ آمیـــــــــــــــــن
@barkatunnisamohammedkalim8483 жыл бұрын
Father & daughter's relationship is always special.
@lifestylewithnoreen3 жыл бұрын
Mere Abu ki do month phly death ho gaye ajj jab ap k Abu k munh se suna Allah di kasms maza ah gya same yehi word Abu bolte thy ek dam se ankho k samne mere Abu agy Allah Pak ap k Abu ko lambi seht wali zindgi ata Karin or mere Abu ko janat Mai Alla makam ata Karin ameen Suma ameen
@Itszeenatqaiser3 жыл бұрын
Aj tak ki meri fav vlog hai ye mera. Best vlog ever. Loved your abu ka bohat pyaar wala review, mashaAllahh 😍
@cherryhealthandbeautytips42953 жыл бұрын
Mashallah
@Abdullah-gj6uo3 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah MashaAllah the way ur father appreciate u,just wow MashaAllah
@sadafsherwani6053 жыл бұрын
How sweet….. I got emotional with ur father’s review…. Aik bat hay uncle aap ki cooking pr shahzad bhai k reviews pr yakeen nahi bal k khud taste kr k pass ker dia hay …. 🥰
@rabailhalar3 жыл бұрын
I agree with u 😊
@kashmirkitchenandvlogsajk14703 жыл бұрын
Me b uae me hn really apny cucumbers ki khushbu b bhot pyari hoti ha yhaa asa lgta hai cucumbers ki shape me grass eat kar ry hn
@saramasood70943 жыл бұрын
Allah aap k father ko sehat dai.. Ameen. Lovly family MashAllah ❤️❤️
@cherryhealthandbeautytips42953 жыл бұрын
Ameen
@SanaKhan1987s3 жыл бұрын
I miss my dad so bad.......mairay papa b aisay hi dill khil k tareef krtay thay....Allah mairay piyaray papa k darjaat buland kray.....mairay papa bht khush rhain.aur uncle ko Allah lambi sehat wali zindgi day
@abdullahatique41953 жыл бұрын
Bht acha faisla hai apka k apny ghr m reh rhi hain... Ma sha ALLAH khush rhain... Ameen
@banerjeearundhati223 жыл бұрын
Your recipes are always stunners . But you are lucky Nauusheen that you reached a cleaned up and well stocked home for your staycation, thanks to your sister. We always entered a dusty house that required a complete deep cleaning the next day. But nothing like being at one's home during vacation
@youtubekitchenmanymore3 жыл бұрын
Maa baap ki ronqein hi alag hn ALLAH G sb ki ronqein salamt rakhy Aap ki video ka wait ho ra tha or sath hi video aa gae. Stay Blessed
@meerabsifvat64983 жыл бұрын
Soooooo sweet uncle.... Itna pyar arha tha uncle pe jb ap k pas kitchen mai aker beth.. Or reviews tu sun k jitna enjoy kia wo tu bta b nhi skti.... Allah pak ap k abu ko salamat rakhy.... Ameen
@meritofislam3 жыл бұрын
شوق کلام لے گیا موسی کو طور پر۔ میں کتنا بد نصیب ہوں مسجد نہ جا سکا۔
@sunshinevlogs86423 жыл бұрын
*انتظار بہت ہی خوبصورت احساس ہے ... اگر ایک شخص انتظار کرنا سیکھ لے ... تو صبر سیکھنے کے قابل ہو جاتا ہے ... انتظار صبر کا دروازوہ ہے ........!!!*
@amnacuisine15963 жыл бұрын
MashaAllah,Allah pak apk ammi abu ko salmat rakhey ameen
@shafeekhan39033 жыл бұрын
Ma sha ALLAH, ALLAH PAK waldain ko salamat rakhy or ap sb ko khush abad rakhy ameen
@afghanitiger90353 жыл бұрын
ماشاء اللہ ابو جی اپنی علاقائی زبان پنجابی میں بولتے ہوئے ❤️❤️💯💯 افغانستان سے آپکے ابو کو سلام
@promibinteshahin95163 жыл бұрын
এত্তে
@promibinteshahin95163 жыл бұрын
দ্যফফফ৪য়জ্র
@promibinteshahin95163 жыл бұрын
যদ্র্বদফ্ররত্রেত্য্রত্য
@promibinteshahin95163 жыл бұрын
দফফদ্রর
@promibinteshahin95163 жыл бұрын
রহ
@Yaad_e_Makkah_Aur_Madina_7863 жыл бұрын
Ya Allah pak hum sab ko duniya or akhirat ki tamam Naimatoo say nawazay Ameen...
@aneezaimran2923 жыл бұрын
Nice vlog 👍🏻Yes my husband always complain about cucumbers taste here in KSA. Pakistan ki vegetables ka taste zbrdst hy 🥰
@rabailhalar3 жыл бұрын
I agree with u
@zaofamilyfungermany1293 жыл бұрын
Agreed
@cherryhealthandbeautytips42953 жыл бұрын
Right
@minazminaz86513 жыл бұрын
Bilkul sahi kaha apne .bahar rehne se pata chalta hai apne country ki ahmiyay
@safeenawaqas3 жыл бұрын
Kash Allah har beti ko esay Walid naseeb karay ..Ameen..Baap ke mohabat aur support beti k leay buhat important ha
@fareehaimtiaz78093 жыл бұрын
Masha'Allah, ap k vlogs dekh kr mood acha hojata hy. Allah ap logn mein essi trha mohabbat qaim rakhy and humesha kush rakhey apko aur apki poori family ko.. Ameeen
@zulfiqarali5553 жыл бұрын
Allah apko beti ata kre betiyan rehmat hoti hain meri Masha Allah 3 betiyan or aik beta hai
@haniyavlogs40353 жыл бұрын
marey be 3 betiyan ha.maray lye be dua karay allah mujay be aik beta nawaz day
@aqibkhan90943 жыл бұрын
Ameeen sum Ameen
@amasia62623 жыл бұрын
Uncle ko dekh kar bohat Khushi hoi hai Allah Uncle ko Sada Salamat rakhay Aameen Meray Abbu Allah k paas hain Allah un k darjaat buland karay Aameen.
@asifnaseer93173 жыл бұрын
Mashallah sister, Allah pak aap k abu ko seht tndrosti wali zindagi dy
@shahsdiary5863 жыл бұрын
main dubai 4 sal rah k i pakistan kasam say wakay e hamari har sabzi main zaika hai udhar to bas har cheez banawti koi test nahi bachon ko bohat payer or ap k liay bohat sari 🤲 khus rahay ameen
@arhamchand60653 жыл бұрын
Hey noush i feel so emotional when i see ur father.i miss my father' .
@masood7853 жыл бұрын
I am also Miss 😭my father
@lifeofjobianmomsinglemomli33173 жыл бұрын
I also miss my Abu ge 😭 Allah pak ap k Abu ge ko salmat rakhy ameen ❣️
@mehtabbahadurmehtabbahadur63523 жыл бұрын
Abu g ka review suprb tha mashAllah Abu g Allah apka saya humesha apni bacho par qaim rakiii.
@nerissa58573 жыл бұрын
Lovely video! Special moments with your dad and always to be treasured.
@rashidzaki13793 жыл бұрын
ALLAH ap kay abbu ko lambi umer day I have have lost my abbu in ramazan and after seeing yours my eyes are full of tears wo bhi meray khanay ki asay hi tareef kartay thay ALLAH PAK in ka saya ap kay sir pr salamat rakhay ameen sum e ameen
@safdarsyedmuhammad3 жыл бұрын
Mashallah 🥰, Allah pak apko or apki family ko khush rkhey aameen 🥰 from memona safdar
@monasr120003 жыл бұрын
Those are indeed special family moments. The moonh meetha karna. The scene with dadi jaan is so precious! 😍 . Thank you Shanii for the teeny weeny glimpse. She is beautiful! Congratulations to you both and the entire family together.
@mohdshareef38703 жыл бұрын
Wah ji wah gudiya🥰 apke abbu ko Allah sehat o tandrusti dey Masha Allah bht acha laga aj ka video dekh kr apke abbu ko hamare dher sara salam kehna 🥰
@aethersmochi3 жыл бұрын
Mashallah aap ky abou ko dekh kr mughy apnay abou yaad agaye hr baap ka face or pyar same hota hy Allah aap kay fathet ko salamat rkhy
@kiranbaber39493 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah Nausheen jab ap ke abbu review de rahay thay ap ke chehray ki khushi dekh ker ankhay num ho gaye ALLAH pak ap ke waledain ko sehat or tandrusti ata farmaye Aameen khush rahay abaad rahay ❤
@sweetiepie79703 жыл бұрын
Same here
@sanahasin99703 жыл бұрын
Summa aameen
@stepforwardtophysics99313 жыл бұрын
Love of father for her daughter...., stay blessed always
@lifewithhayatvlogs3263 жыл бұрын
Food looks so yummy,I have a question for you where u bought this house I mean in which city and how much?
@3Hbrothers-awan3 жыл бұрын
Haha. Ap k abu k reviews boht genuine hain. Mere papa b aisa hi saaf baat kartay . Kitne khush hain uncle Kha k.
@bareeraarshad23873 жыл бұрын
Naush when your father said. ص a gya I really enjoyed. Our parents language awesome. 😂
@javeriaikhlas13783 жыл бұрын
Your father is so nice Mashaaallah.. Allah un ko salamat rakhain
@lifewithminahsyed24913 жыл бұрын
Allah pak in ko hamesha acha rakhy itny cute say hain uncle 😊😊
@farhatperween99553 жыл бұрын
Kheere wali baat aapne bilkul sahi Kahi aur har cheez ke taste me bahut difference hota hai.Daal ho sabzi ho ya kheera 😋
@12abcd683 жыл бұрын
Allah ap ko ek beti bhi ata kare
@faizasworld91053 жыл бұрын
Amen
@DiyaFoodSecrets3 жыл бұрын
Ameen
@sanahasin99703 жыл бұрын
Aameen
@afroznishath133 жыл бұрын
Ameen
@rabailhalar3 жыл бұрын
Aameen
@throughmylens74723 жыл бұрын
MashaAllah ap lucky hein jo abu ko Paka k khila rahi hein Allah apky parents ko slamat rakhy ameen mein apny abu ko bhut miss karti hon Allah uny jannat mein jaga dy yummy recipe
Masha Allah... Watching your video reminded me of my family too. Miss that wonderful family time. Soon will go to Pakistan. In sha Allah
@farzanarukhsar33993 жыл бұрын
Aap k husband sach main bht lucky hai ..... he's got such a talented and active wife woh bhi aaj k zamane main jahan ladkiyan saaf safai aur kitchen k qareeb bhi jana pasand nhi karti
@farisheikh71243 жыл бұрын
@@Bestsisters-h6l kuch naya nahi hai sab hi krty hain apne ghr k kam main bhi krti hon main bhi bahir rhti hon apki trha but iska yh mtlb to nahi k ap apni thoughts ko b negative kr lain be positive apki yh negativity kal ko apk bachon k andr b ho gi apk husband kuch nahi krty wo phr apka masla hai k q nai krty jink krty haij unko dekh k dukhi q hona i know bohat stress hota hai bahir rhny walon ko laikin kuch acha sochny bolny sy apko aur kisi ko khushi hi ho gi… khush rahain aur dosron ko b rkhain 😊
@Bestsisters-h6l3 жыл бұрын
@@farisheikh7124 lol m ny kb kaha h m dukhi hun ink husband to ghr bethe h mere job krte h n a k itne thake hte h m khud nh chahti k wo kuch kre b m unko complete rest deti hun
@Mariyamumaimma3 жыл бұрын
Aj Kal ki ladkiya Jada active hoti sab kuch sambhal leti waqt ane per
@LifewithArhamShehzad3 жыл бұрын
Bilkul sae kaha
@hafizaidrees70863 жыл бұрын
Waqi àp bohot samajhdar hain jo apni maa ya saas kay baray itna achcha sochti ho MashaAlla keep it up
@sidram89563 жыл бұрын
Your abbu is sooo cute ☺️ I’m missing bushra now after your travel vlogs. House tour kub karwa rahi hain?
@ayeshachobdar76783 жыл бұрын
Aapk abbu ko dekh k mujhe mere papa ki yaad agai... thode din phle papa mere pass aiyj the i was also busy in kitchn cldnt spnd time with him u dnt skip the time pay full attention to him.... fathers are fathers... keeep my father in ur prys too i miss him alot A very proud momeny for a father where his daughter take care of the house and cooks for him ....
@amnabukhari163 жыл бұрын
Hi naush 👋🏻 How are you?💕💕 Enjoying your vlogs so much 💞💞💞 everyday you surprise us with new things 😊 it doesn't matter where you cook it's going to always perfect 😄
@naushkitchenroutineofficial3 жыл бұрын
Aww thank u so much 💗💗💗
@Loliamkyrah3 жыл бұрын
I miss those days with my parent's....emotional ho gye main mashaAllah
@indianmomindxb22633 жыл бұрын
Extremely true... about the change of taste according to country. When I first settled in Dubai, I was thinking at first what happened to my cooking.😅 Later on realized the magic of my home country freshness n taste
@sairafarukh11133 жыл бұрын
I am in saudia and kiss my family Ao ke abu ke comments sun ke bht acha laga r apny abu yad a gay. Allah hum sab ke parents ko salamat rakhy.ameen
@mahamurooj79103 жыл бұрын
Aap k abbu k review ny aaj mjhe rula dia.. mere papa bhe aese he mere khane ki tareef krte thy. Bht yaad atay hn. Ab wo is dunya mai nhe hn. Allah aap k abbu ko lambi zindagi de. Ameen ❤️
@SadiaAAhmad3 жыл бұрын
Best part was when ur father said kamal kar dia guria. So sweet ❤🤗
@ralbalushiaralbalushia2953 жыл бұрын
السلام علیکم و رحمة الله و بركاته. ماشاءالله تبارك الله حبيبتي 🌹 🌹 بابا جانی کی تو بات ہی کچھہ اور ہے اللہ تعالیٰ سلامت رکہے خوش آباد رہو. کتنی خوشی ملتی ہے جب امی بابا تعریف کرتے ہیں کہانے کی. ھم مسقط عمان سے آپ کے پڑوس سے 🇴🇲💯💯💯👍🏻
@sumannavid70363 жыл бұрын
apnay abbu yaad a gaye apka pyar daikh kr ansoo a gaye Allah inko lambi umer dai Ameen
@uroosaslays13203 жыл бұрын
Ye house apne rent pe lia hua hai?
@sumayyashahab95943 жыл бұрын
MashaAllah!Allah salamat rakhein Sab parents ko.Ameen SumAmeen
@peacenlove40363 жыл бұрын
Aapke Abu g ko dekh kr aur sun kr mujay apne Abu yaad aa gay...Mashallah Allah Pak Uncle g ko sehat o sakoon vali lambi zindagi de aur aap sabko hmesha khush abaad rakhay Inshallah Ameen 💐🥰
@musnnabudair96353 жыл бұрын
Ma sha Allah Allah ap k abbu ko salamat rakhay Allah ap k abbu ko Sahato tandrusti k sath lambi Zindagi atta kary ameen
@asmaashraf60623 жыл бұрын
Abu k comment sb se behtreen hoty hain Allah ap k abu ko salamat rakhy
@bismazaman98233 жыл бұрын
اللہ پاک سب کے ماں باپ کو سلامت رکھے ۔۔۔آمین
@iffatshahbano10383 жыл бұрын
MashaAllah, Allah pak ap k Abu ko salamat rakhey aur ap sab ko boht si khushian dein, Ameen 💕
@azanulhaq91223 жыл бұрын
Lovely video,specially when your father and family together
@maryamjahangir41643 жыл бұрын
Parents is precious ...... Allah bless you all ...
@PakistaniGirlinItaly12023 жыл бұрын
Walaikum assalam... finally jis vdo ka intizar tha... ameeen . ALLAH PAK APKO B APNI HIFAZAT ME RKHY
@faizasworld91053 жыл бұрын
From Pakistan 💜
@sameerazenib96783 жыл бұрын
I never add any extra water in my reshmi chicken dish or any chicken dish that has been marinated in yoghurt beforehand... And parents are a true blessing. It is difficult living apart from them especially if you live abroad. Dubai is still very near to Pakistan but UK is quite far....
@ArtisticGirlMehreen3 жыл бұрын
Ma Shaa Allah bht achy lgy app k abou k comments bht nice
@saqibafaisal61493 жыл бұрын
Ur father so sweet and friendly Allah lambi Zindagi ataa farmai ameen
@ubaidkazmi42333 жыл бұрын
Mashallah..good vlog..good to see your father.behtereen both children's mashallah..
@uzmaimran18583 жыл бұрын
Humesha aap k hubby tareef Kerty hai uncle k review ki Kia hi baat hai. Allah Pak khush rakhy
@ayeshamuqueed36893 жыл бұрын
Mashallah aapke abba ko dekha to bilkul mera abba ki tarha tareef kiye Allah uncle ko salamat rakhe aameen
@zaraq76773 жыл бұрын
Assalam o Alaikum....abbu ko apni beti k hath ka Khana hamesha bohat pasand ata he...ye rishta hi bohat pyara hota he..
@saharlone3 жыл бұрын
Sab sy achi baat hai naush ap apny ghar reh rahi. Best hai. Kisi pe b bohj na banein. ALLAH apko khush rakhe ameen. I have seen people living as guest susral main akar apny setup hony k bawjood.. or phr un logon ka apas main pyar b nhi raha. Apny ghar ka sukh hi or hai.
@easycookingwithmishkaat3 жыл бұрын
Allah ap father ko sehat o tandrusti de umr draaz kre inhain dekh kr mujhe apne Abu jani yaad agye jo do saal pehle fote ho gye isi trha simple the.🌹🌹🌹
@ashiyanamansuri97033 жыл бұрын
Masha Allah ❤️ Allah paak aap k abbu ko hamesha salamt rakhe...aaj to uncle ne reviews Dene m shehzaad Bhai ki jagah le li...Masha Allah 🥰🥰
@saqibafaisal61493 жыл бұрын
Apne akar pora khitchen kis tarha set kara,ya set kara howa tha
@kamalkhairunisa76683 жыл бұрын
MashaAllah AP kitni lucky Hain k AP k mazaydar khanay ka Abu review dey rahy Hain
@siba.vlogs223 жыл бұрын
Zabrdust aap ki khushi aap k face s hi pta chlti he. MA SHA ALLAH ALLAH ta'ala aap ko hamesha khush rakhe. Ameen
@mehwishsaqib67043 жыл бұрын
Husband k lya to Khana pakna or ha lakin apny Abu k lya Khana pakna or tareef suna is ki baat hi or ha🤗🤗😍
@kj84513 жыл бұрын
Uncle and his reviews are so sweet n cute mashaAllah.
@morenmorefoodflavours3 жыл бұрын
Mashallah..Appke abbu ne aapki Kitni tareef ki....mujhe mere abbu ka khayaal aaya...
@RidaDania2 жыл бұрын
MashAllah may your and all fathers be blessed 😊
@zarishwaqqas56553 жыл бұрын
Ap k abu k remarks sy muge mery father yad aa gy. I lost him 9 years back. ALLAH salamat rakhy ap k waldain ko. Khush rahye