I had the honour of meeting the noble and elegant Nawab Jafar Mir Abdullah last December, and what a pleasure it was to meet such a cultured and knowledgable person. Alas, the nobility will pass with him.
@x126244 жыл бұрын
How did you get to meet him? Do you have to take an appointment or something?
@kh-shah50335 жыл бұрын
I am from pak my great grand father was from lacknow and we still speak this language 🥰
@Rolando_Cueva3 жыл бұрын
Lucknow*
@mujeebbinakramcx35703 жыл бұрын
Abhi Kahan rehtay ho
@saalimahmadabbasi92652 жыл бұрын
App ab kaha rahte hai?
@thewolf-fz4ep Жыл бұрын
Lucknow se hm bhi hi hmre dada k Bhai bhi 🤔 pak chle gai the pta ni ab khn hi wo log mabud nam tha unka
@noumanulhaq53106 жыл бұрын
KAYA BAAT HAI,,,,, MAZA AA GEYA LOVE FROM PAKSITAN
@naghmansiddiqui14314 жыл бұрын
Nazuki khatm hai un per to yeh farmate hai Farsh e makhmal per mere paanv Chile jaate hai.. Bht umdaah... Ek se badhkar ek nayab nageene Urdu zuban men bhare hue hai..
@AlphaOne824 жыл бұрын
A gem of a person.. thanks for the video .. smiles all the way
@syedbadar1006 жыл бұрын
Your Urdu area language is as Pakistani Urdu language.Me. from Lahore........I feel no difference from Pakistani Urdu and Lucknow Urdu........Masha Allah.
@shubhamjha38525 жыл бұрын
You people sound more like Punjabi than urdu...very funny ..You don't speak real urdu ...
@waheediqbalmayo25745 жыл бұрын
@@shubhamjha3852 Come on.. don't drag all that stuff in here
@msr73734 жыл бұрын
@- king- that’s the beauty of Urdu I like other languages of South Asia which are limited to their regions Urdu transcends geographic boundaries . It is not something limited to a specific region only. P.S you guys should be happy that an Indian language has been given a prestigious status in Pakistan
@msr73734 жыл бұрын
@- king- just because he is from Lahore doesn’t qualify him for a Punjabi . Lahore has sizeable non Punjabis esp Urdu speakers who got settled there in 1947
@abdulmateen50036 жыл бұрын
I am a Moghul descendant and proud to be urdu speaker.
@MubashirMughalleo5 жыл бұрын
I am also direct descendant of mughal emperors
@ahmerr40365 жыл бұрын
Me too
@DakhniURDU4 жыл бұрын
Sab hindu ho tum loj shakal dekh liyo
@ahmerr40364 жыл бұрын
@@DakhniURDU شرم کرو
@rizwanshaik41514 жыл бұрын
@@DakhniURDU بےشرم
@alibirahwi80717 жыл бұрын
Tasleemaat -------------------- Wah Nawab Jafar Mir saab waah. . kia khoobsoorat andaz hay .... Ghaliban ,, Hazrat Ghalib nay farmaya tha ... --- Aasaman ke taab kia hum churay lacknaow ,,, Lacknaow hum pay fida hum Fida e Lacknaow. . . . hum Pakistan say hain , Lacknow walon ke zaban ka bara charcha suna ... or maan bhe gaye ,, waqai iss zaba main jo chashni hay .. woh kissi or main nahe .. Nawab Saab , salam e niyaz mandi ,.,, or deegar doston ko piyar
@s.f77326 жыл бұрын
Ali BiRahwi ji janab muskuraiye aap lucknow me h
@RandhirSingh-xo7th4 жыл бұрын
Kaha Dilli .. kaha Karachi .. asal Urdu to sirf Lucknow me hi boli jaati hai
@msr73734 жыл бұрын
@IFAJ HUSSAIN Pakistanis in general have better Urdu compared to Indians . I have relatives back in India and now unfortunately most of them can’t read and write Urdu at all plus Muslims of even UP where Urdu was born can’t pronounce sounds like Qaaf Ghain and Khay except for the older generation or some places in Lucknow or old Delhi. Most Pakistanis are not native speakers to Urdu but yet they have improved their Urdu a lot and native speakers can speak clearly
@Raj05203 жыл бұрын
@@msr7373 yes being Indian I can say that Pakistan has better Urdu literature than India nowadays But the only problem is their Accents like punjabi,sindhi pashto which kill the original beauty and royalty of Urdu. Urdu is not only about adding more and more Persian words. Urdu is most importantly its beauty royalty and phonetics.
@Raj05203 жыл бұрын
@@msr7373 you see Nawab sahb spoke such simple Urdu In the video but it sounded so great and classy. Many Pakistanis lack that.
@crentfz3 жыл бұрын
Aana Tha Hyderabad ku 😁🥂 Yaha Ki Urdu bhi Sunna tha
@Riyaz3133 жыл бұрын
@@msr7373 No Still you can see on Google most native Urdu speaker is more in India than Pakistan
@alibirahwi80717 жыл бұрын
URDU HAY JIS KA NAAM , HAMI JAANTAY HAIN DAAGH ----------------------- SARAY JAHAN MAIN DHOOM HAMARAY ZABAN KE HAY
@TheWandererimran5 жыл бұрын
beyshak kia khoob furma geay Hazrat e daagh...
@Greenearthecosystems4 жыл бұрын
Aadab, Nawab saheb.. Yu r a teacher par excellence and an orator extraordinaire. May god bless yu. I watch yur videos at least 10 times each
@furkan.shaikh8 жыл бұрын
your talking styl awsm i love lucknow lunguage
@TheWandererimran5 жыл бұрын
And Urdu is really proud that Lucknow is Urdu city....
@ahmerr40364 жыл бұрын
ہماری زبان پیاری زبان اردو زندہ باد
@rizwanshaik41514 жыл бұрын
بے شک درست کہا آپ نے آردو زندہ باد
@u_k_gamer6804 жыл бұрын
O bole to har lafz me khushbu aye..! Aaisi zaba o hi bole jise'URDU'aye
@gangasinghrathore47094 жыл бұрын
waah nawab sahab maza aa gaya aap se urdu sun kar
@erdevanshu4 жыл бұрын
Hindi and Urdu ate two great languages of Awadh region of India. Ye dono zabane ghulam Hindustan ki Awadh riyasat ki mukhtalif zabane thin aur hamesha rahengi, hamen inse muhabbat honi chahiye. Kisi zaban ko mazhab se jodna sahi nahi hai lekin badkismati se naye zamane me yahi ho raha hai. Aap beshaq kisi bhi zaban me guftgu kariye aapki marzi lekin dusri zaban ki mukhalfat karna ya beizzati karna tehzeeb nahi hai. Ye dono hi zabane alhada hote hue bhi ek jaisi hain. Yahan par be fizool ki nafrat mat failaiye. Mazakraat karne me koi burai nahi hai lekin gandgi failana nafrat failana gunah hai. Aap Hindu ke nukht-e-nazar se dekhenge to aapko Hindi se muhabbat hogi aur hona lazimi bhi hai lekin Urdu se nafrat nahi honi chahiye. Aur yahi baat hamare musalman bhaiyo ko bhi samajhna hoga Hindi unki bhi utni hi zaban hai jaise Urdu hai. Aaj bahot sare Hindu khaalis Hindi bolna nahi jante aur sare Muslim khaalis Urdu nahi jante, bahot se to Urdu, Farsi likh padh bhi nahi paate. Bahot se logon ko Urdu ke hurufon ka talafuzz bhi theek se nahi aata. Aise me kisi zaban par itna ghurur karna theek nahi hai. Aapas me nafrat mat rakhiye. Isse kaumi yakjehti aur badhegi. Wo kaisa manzar hoga jisme Hindu kaum Urdu, Farsi seekhen aur Muslim bhai Hindi, Sanskrit seekhen. Kisi zaban ke liye ek dusre ke mazhab ko gaali mat dijiye. Shukriya! ---- Kunwar (Prince) Devanshu Srivastava, 8th generation direct descendant of Raja Jhau Lal Srivastava of Awadh (Lucknow).
@owaisqureshi75964 жыл бұрын
Aap ki sonch aur urdu bahot pyaari hi
@syednadeemrizvi53114 жыл бұрын
Apki soch bilkul Urdu Hindi jaisi mithi hai ❤
@syedfaheem89038 жыл бұрын
such pure accent..wow
@brijeshshukla46965 жыл бұрын
Pure, because it comes from the origin of urdu as a language.
@rashidiqbal43544 жыл бұрын
MAY GOD GIVE U GOOD HEALTH AND LONG LIFE. U ARE HERITAGE INDIA.
@shahbazpatel91995 жыл бұрын
Allah Re Nazuki Ke Chameli Ka Ek Phool, Sar Par Jo Rakh Diya To Kamar Tak Lachak Gayi.
@fattekhan25177 жыл бұрын
I love Urdu zubaan dil.se
@nikhiljere22937 жыл бұрын
नवाब साहब, आप बोलते रहो हम सुनते रहे
@DakhniURDU4 жыл бұрын
Utna bhi kuch khaas nai, Dari aur Qur'an ke lafz ko milana
@msr73734 жыл бұрын
@@DakhniURDU yeh tau apna apna nazariya hai. Humaray liye phir bhi bar e saghir ki Baqi zabano par sabqat le hi jati hai Urdu .
@SZVids14 жыл бұрын
Sarey jahan mai dhoom hai Hamari zaban ki
@ArvindKumar-zi3dj5 жыл бұрын
My beautiful Lucknow
@gautamishukla19524 жыл бұрын
Wah bahut khub👌👌👌👌
@Artist_rajeshyadav4 жыл бұрын
Hindi is the most beautiful language for me
@Raj05204 жыл бұрын
Lol bhai Hindi to khud ek Urdu shabd hai....Asli hindi to sirf kagaaz me hota hai....Jo hum indians hindi me baat karte hai wo 80% Urdu hai 20% hindi.
@pkofficial5614 жыл бұрын
@@Raj0520 nahi bhai hindi hindu ka bhasa hai or hindi sanskrit ke hindum sabd se aaya hai
@amanshukla752273 жыл бұрын
@@Raj0520 hindi is older than urdu
@Raj05203 жыл бұрын
@@amanshukla75227 Not really....If by hindi you mean dialects of shauraseni Prakrit like khadiboli, braj ,awadhi then yes but they were never called hindi. When dialects like khadiboli were persianised by Persian poets they gave rise to a new language called hindavi or hindustani(earlier form of Urdu) after a few centuries this hindavi was standardized into Urdu by many great poets. Then came Hindi as a policy of British divide and rule policy. They portrayed Urdu as language of muslims and Hindi as Hindus. Then Persian words were tried to removed and Sanskrit words were added artificially. Nobody in India speaks and writes in standard Hindi. Before Independence all Educated north Indians(Hindus,muslims,Sikhs) spoke Urdu and the common masses spoke Hindustani. Till today in India masses speak Hindustani/Urdu more than Hindi.
@brandoncharles69503 жыл бұрын
@@amanshukla75227 no no hindi was developed only 150 years back
@x126248 жыл бұрын
Urdu Studio, Inse mulaqat karne ka my qawahishmand hoon. Bara-e-maherbani, mujhe bataein ki inse mulaqat kaise ki jasakti hai?
@hamidalikhan26807 жыл бұрын
u have to visit in lko baradari
@Dev_Gurjar_Singh4 жыл бұрын
उर्द का अर्थ है टेंट या तम्बू तो तम्बुओ में रहने वालो द्वारा बोले जाने वाली हिन्दी या भारतीय भाषाओँ में बाहरी भाषाओ का सम्मिश्रण से बनी एक नई भारतीय भाशा
@hda811 Жыл бұрын
Urd Means Army
@TheWandererimran5 жыл бұрын
Lucknow hay jis ka naam,sub jantay hain hain doston saray jahan main dhoomhamaray hee shehr ke hay ( Hazrat Daagh Dehlvi sahab qibla say moazrat k sath)
@mohammedabdullahkhan42644 жыл бұрын
Dagh delhavi ki qabar Hyderabad mai hai
@jawadg60125 жыл бұрын
My ancestors r from delhi . anyone from delhi ? love from Pakistan .
@princekumar-yb4oq4 жыл бұрын
mai hu delhi se. pucho kya puchna h
@aqdassyed65722 жыл бұрын
Hi from dehli
@amazing.universe.4 жыл бұрын
I like his lovely attitude
@2pkjs13517 жыл бұрын
Urdu speakers are highly prevalent especially among the Pathans and Sheikhs
@mjshawqi78697 жыл бұрын
Original Pathans still speak Pashto
@gitabajpai76303 жыл бұрын
Subhanallah..laajawaab
@faizakhtar34596 жыл бұрын
Yogi g kahi Lucknow ka nam na change krr dey Urdu Zubaan hai
@Romailjohn3 жыл бұрын
babbe j ne kiya boldiya kuch samjh nai hai waise toh mein pakistan se hu par phir bhi
@saqiji30078 жыл бұрын
wow awesome
@UrduStudio18 жыл бұрын
Oh, he totally is!
@smnsazzathosin34494 жыл бұрын
Wish goodhealth you..
@rashidaukani52874 жыл бұрын
Wahha
@shabihabbas19275 жыл бұрын
Nice wel don👍🙏👌😜😄😀💕💕❤️❤️💕💕
@AliArshbhatti4 жыл бұрын
I love karach and likhnao
@mohammedabdullahkhan42644 жыл бұрын
Urdu born in deccan former name of deccan hyderabad
@sulemandurrani62484 жыл бұрын
Beautiful
@muhammadshehzad32024 жыл бұрын
Great
@ahmerr40365 жыл бұрын
واہ
@makhdomiftkhar54 жыл бұрын
سبحان الله
@shamimakhtar8474 жыл бұрын
Dusra adwani h aap nawab saheb
@imranaltafkhan6 жыл бұрын
Indian urdu is so sweet. but you cannot say the same thing with the Pakistani urdu.
@shanabeg83594 жыл бұрын
Pakistani Urdu is sweeter 💓
@ahmadjutt64404 жыл бұрын
Allah pak Quran ma khta ha mana tumhri qoma aur zuban alag bnai taka tum ak dosra ko pahchno hum pakistani punjabi sindhi blochi pashto speaking ha apna ap ko Lucknow ka jhota urdu speaking khta ha aur apni nasl Khatam kr ka Lucknow Stan bna na cha ra ha
@msr73734 жыл бұрын
@@ahmadjutt6440 Pakistan belongs to the Muslims of entire subcontinent as it was made as the homeland for entire subcontinent. It’s not some personal property of Sindhi Punjabi baloch or Pashtuns . The entire Pakistan movement began and was primary fought in present day India . It was the leaders of same Lucknow UP and students of Aligarh who went to PIA I to convince the clergy and elite there to support Pakistan movement otherwise they were sitting in the lap of unionists congress and Akali dal. Pashtuns didn’t even supported to movement as they voted for bacha khan and pro congress factions . Yeh Lucknow UP Bihar Hyderabad Bhopal walon ko hi mehnat hai jo aaj aap apnay aapko Pakistani kehalwa rahay ho . And Urdu has been the official language of Punjab and most of Pakistan since last 150 years atleast . Punjabis have contributed more to Urdu then maybe even the Urdu speakers . This country belongs to Urdu and Urdu speakers as much as anyone else.
@msr73734 жыл бұрын
@- king- and it’s dying in India . Indians should be happy that an Indian Language has been given a status no other language has in Pakistan but for that Indians need to consider Urdu as Indian but many Indians consider it as a language of Islam and Pakistan
@shadabqureshi62834 жыл бұрын
More videos 👍
@raheemkhan33753 жыл бұрын
واللہ مغالطہ آرائی کی حد ختم کر دی
@atifattish5 жыл бұрын
♥♥♥♥♥
@faizan_salim3 жыл бұрын
Aur ek humary Punjabi urdu bolte hain. 😂
@alibirahwi80717 жыл бұрын
MEHIRBANI FARMA KAR AGAR KOI DOST KISSI DARAMAY YA MOVIE KA LINK DAY DAIN ,, JO POORI LACKNAWI YA HYDARABDI ZABAN MAIN HO ... MAIN MASHKOOR RAHOONGA
@asifmahdi19877 жыл бұрын
shukarguzar rahoon ga
@shraddhaseth87617 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/d2SpmKBmrsaKmKM
@MEOW-es6vl6 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/houoiJKgl7WLi7c 🙂☺
@brijeshshukla46965 жыл бұрын
Hyderabadi zabaan sun ke kyun be hosh hona chahte hain? Lucknowi zabaan to khair hai hi zaman e mukhtalif. Kabhi aaiye aur muskuraiye, Lucknow main.
@sadipur.entertainment5 жыл бұрын
Aap "Chaundhavin ka chand (film 1960)" movie dekhen isme lucknowi zabaan aur taur-tariqa dekh ne ko milega.
@s.f77325 жыл бұрын
Nawaab khatam hue, lucknow khatam ho gaya 😪😪😪
@brijeshshukla46965 жыл бұрын
Na nawab khatam hue hain aur na lucknow. Nazariya shayad khatam hua ho.
@mr.a85105 жыл бұрын
40% to arabic words se bana he
@msr73734 жыл бұрын
Only 25% of Urdu vocabulary is from Persian and Arabic which BTW are also present in other indo aryan languages like Sindhi Punjabi and even Gujarati and Hindi have numerous Persian and Arabic words .
@Raj05204 жыл бұрын
@@msr7373 Hindi is itself a Urdu Persian word....Hindi is a an artificial language created many centuries after Urdu. All of educated north india spoke Urdu and poor people spoke awadhi,brij bhasa.