Thank you sir. Apne etni basic level se bataya hai ki Har ensan ko samgh Aya hoga .sir meri Jamin ka kuch problem hai jiske liye mai aapko watsapp per information bhejana chunga .
सर हमारे यहाँ ग्राम समाज की जमीन गाटा संख्या 92 पर कुछ भू-माफियो जो खुद ही वकील हैं साथ में ग्राम प्रधान तहसीलदार कानूनगो और लेखपाल ने मिलकर बंजर जमीन पर रास्ता बनाकर प्लाटिंग कर रहे हैं 1076 पर complaint करने पर तहसीलदार ने फीडबैक दिया है कि वहाँ मौजूदा स्थिती में कोई अवैध कब्जा नही है। सर क्या इस समस्या का कोई समाधान है । हमारे complaint करने के बाद इन लोगो ने हमारे खेत पर सिचाई के लिए बन रहे ट्यूबवेल के निर्माण कार्य को ध्वस्त और कर दिया। इस वजह से हम इनके खिलाफ मुकदमे के लिए कचहरी गए तो वहाँ कोई भी वकील यह कहकर हमारा मुकदमा नहीं ले रहा कि हम वकीलो के खिलाफ नहीं लड़ सकते कयोकि वो लोग बहुत दबंग हैं। सर क्या इस समस्या का कोई समाधान है
@bhartiahrwar244410 ай бұрын
134 MP revenue court 134 ki puri proceeding or drafting bataenge kya aap Jo junior advocate ke liye helpful Ho
@knowledgehub102611 ай бұрын
30 se 40 sal purana kabja hai or kes bhi kiya gya tha Lekin kuch nahi huwa abhi tak. Kya is bare me aap Kuch help kar sakte hai, jamin lag bha 80 bhigha hai jiski kimat aj ke hisab se kan se kam 80lakh se jyada hi huga...
@pinkyr.p13537 ай бұрын
kya panch ya chh inch ki kabja h divar ho gayi h roka gaya to maa ki gali or dadagiri kya rok ho jata h police to bus lipa poti h kya trunt action nahi hota bus chakar h reply me kya ga
@laxmitraders664010 ай бұрын
134 orfer ka Anupalan kaisay hoga
@nilambarnayak91808 ай бұрын
Chattisgarh raipur me yah laagu hai kya
@pinkyr.p13537 ай бұрын
kya tehsil dar bhi rok sakta h ek inch bhi nahi jani chiye gundo ka groups h saach ke saath kio nahi kya divar hata deti h frome haryana
@gsbyhasnainali4 ай бұрын
Kina samay lagg jata h iss mujadme me...
@sonigsresearchcenter246211 ай бұрын
Sir दो भाई के बीच कोर्ट बटवारा हो गया था लेकिन एक भाई ने गलत तरीके से दूसरे भाई का हिस्सा बेच दिया क्या sir दूसरे भाई का हिस्सा मिल पायेगा sir ji btaeyega
@Harsh-y5d11 ай бұрын
134 ka mukdama Kiya thaa order humare paksh m hua order k paanch saal ho jaane ke baad bhi order ka palan nahi hua kabja nahi mila ab Kaya karna chahiye
@laxmitraders664010 ай бұрын
Inka kiya samadhan hai
@RavindraRavindrayadav-z7t7 ай бұрын
Sir maine dhara 134 Kiya hua 4 sal ho gaya hai kuch nahi hua
@AnkitSingh-ky3lh11 ай бұрын
Agar kisi ke pass Rahane ke liye khud ki jameen nahin hai aur khalihan mein rahata hai to uska kya Makan gir jaega ki usko kahin Diya jaega Rahane ke liye
@dyashankar647011 ай бұрын
Sir mai apni Nani ke yaha rahta hu.mere Nana ki death ke baad jameen mere Nani ke naam aur Nani ke death ke baad mere mother ke naam varasat dhakhil ho chuki hai lekin kabja mere Nana ke bhaiya ke ladke ne kar rakha hai kaise chudaye kabja
@pinkyr.p13537 ай бұрын
kya gali galoch ka case or saja h jo dadagiri or dubang ko jurmana v m ek or eo char m chup rahi kyounki man power nahi h kya karoo i