I often wonder how can a person live without love in his heart for ALI
@tauqirsyed7124 ай бұрын
Exceptions are there who don't have heart
@Saferekarbala4 ай бұрын
Subhan Allah
@Rayya-p5w Жыл бұрын
بھت دل کو چھو جانے والا کلام ھے اور شفقت امانت علی خان اور ھمنوا نے بھت بھترین انداز اور طرز میں یہ کلام پیش کیا۔ماشاالللہ سلام یا حسین علیہ السلام ماشاالللہ
@syedabbas49613 ай бұрын
SubhanAllah
@risingstarsinger802 Жыл бұрын
Dastane....kerbala. kya...kehne..mazlum Hussain ka gum. BUS Yahe kehna hai. Zamane aur her koum mellat se..insan ...ko...Bedar..to ho lene do...her...kom ...pukare ge..HAMARE HAI HUSSAIN.
@mentorustad7652 Жыл бұрын
Salamat raho ye salam apki bakshish ka basis bany do jahanun main dua hai
In this order, Allah Twaalaa Muhammad Salehalah and Haider E Karrar
@hinanaqvi9075 Жыл бұрын
Heartwrenching
@nishatkhurram69642 жыл бұрын
MashaAllah. Heart touching kalam.
@AparajitaLoh Жыл бұрын
He’s a legend.
@MaaJi-l5x4 ай бұрын
Yeh new klam nahe aaj sy50 sal pehly hum ny apny bachpan me suna hiws hy
@pencilandpaper59594 ай бұрын
Kalam inhi ki Family parhti aayi hai 50 saal say Kuch shair new aay hain wo suna rahy hain wo..
@tabassumalim20082 жыл бұрын
Mazloom ya husain
@ghidazaidi89133 жыл бұрын
mola as slamt rakhe apko
@Pakbillboard Жыл бұрын
ہائے حسین ع
@rahatishaque33 Жыл бұрын
Yes but first part he’s reciting first time
@tabassumalim20082 жыл бұрын
Masahalah
@SalmanAligyr2 жыл бұрын
Maula salaamat rakhe aap sab ko.
@zehrarizvi72173 жыл бұрын
laa jwaaaab klaaam prha. hm b isi mjliss mai mojood thy. Mola as salmti dn sb momineen ko
@MurtazaArshadButt723 жыл бұрын
Ilahi Ameen
@ashfaqalijafri5865 Жыл бұрын
Mola salaamat rakhke 🙌
@hinanaqvi90752 жыл бұрын
thanks for uploading
@TEAC786 Жыл бұрын
1) Karu kaysay may’n bayaa’n dehr mayn kya kyaa dekha? Khoon Sajjad ki aankhon say barastaa dekha. 2) Jab lutaa kar bharay ghar ko huay Shabbeer shaheed Haye Ahmad ko jigar thaam kay rotaa dekha 3)Jis ghari shah ka sar noke sina per aaya Arsh ke saath zamee'n ko bhi larazta dekha 4)Jis tarha jhoolay say Asghar ka giraa nanha badan, Us tarhaa ghoray say Abbas ko girtaa dekhaa 5)Ik taraf khaali tha mashq, ik taraf khaali koozaa Aurr Daryaa ki har ik lehr ko ruktaa dekha 6)Misle Asghar ki lehed bangai Ghaazi ki lehed, Sab kay laasho ko yu’n tukro’n mayn bikhartaaa dekha 7)Aai jab gyaara moharram ki seher Karbal mayn Chadaree Sani-e-Zahra ko bhi lut taa dekha 8)Khaulta paani giraya jo sitam gaaron ne, Haaye Zainab kaa Sakina pay ihaataa dekha 9)Raah main jab bhi giri naaqay se bint-e- haider Haye Zahra ko bhi raaho’n may taraptaa dekha 10)Al-Atash kehtay rahay raah main pyasay bachay Khaali mashkeezon main bacho ko ulajhta dekha 11)Shimr se jab bhi sakina nay tamachay khaaye Rayt par laasha-e-Ghaazi ko machaltaa dekha 12)Jo bhi ghum dekhay thay Beemaar nay, Din may Haaaye Raat ko khwaab may, har Zulmm dobaaraa dekhaaa 😭 13)Jab raqam hogaye alfaaz ISHA say yaa Rab, Chashm-e-Sajjad say bus khoo'n ko tapaktaa dekha --END- 🙏🏻😭 kzbin.info/www/bejne/gGbPkmCKmsijsNU