Рет қаралды 2,119
New Noha on Shahadat Mola Ali Mushkil kusha (s.a) 2024 |
Haey sham karachi Party Shabab ul Momineen
Poetry : Syed Zamin Naqvi (UK)
Sooz | Sharukh Abbas khan.
Audio | ODS Karachi.
Video | ARB Production.
#haey sham karachi Party Par Shabab ul Momineen#noha 2024#21st Ramzan#Ali un wali Allah jjh#
Aaliya (s.a) tery ujarny ka bohat Arman (afsos) ha.
Aaya ha ALLY NABI (s.a) pay kaisa ye Ramzan ha.
1. Maar dala ha Musalma'n tu nay Masjid mai'n Ali (s.a)
kofay mai'n tera howa BIBI (s.a) bohat nuqsan ha .
2. Jis ghari FUZTYBI RABBIY KAABA Mola (s.a) nay kaha
Aaliya (s.a) teri yatimi ka howa Aelan ha.
3. Haat utha kar jis ka SARWAR (PBUH) nay tha Man kun tou kaha
Q NABI (PBUH) ka wo bholaya Umti farman ha.
4. Ibn e Muljim (L) tou nay jis ko sajday mai'n kiya qatal
ha Wasi taery NABI (PBUH) ka or NABI (PBUH) ki jan ha.
5. Aaliya (s.a) taeri Yatimi kiya likhay Zamin bhala
Taery hesay mai'n ha aaya Sham ka zindan ha.
Subscribe our official KZbin channel for more Azadari updates and new abd Old Nohay of coming Muharam 2024 |
Iltmasay dua e Aza. 🙏
Un Tamam Marhomin k leye 2 time darood parh dai'n jo Vilayty Mola Ali Mushkil kusha (s.a) k sath is duniya say rukhsat howay |