Sadar pranam Bhai Mera primary ka 94 number se CTET qualified aur Junior ka 83 number se CTET qualified hai ab mujhe fir se dalna chahiye ya nahin Please reply me bhaiya
@mdsajid3917Ай бұрын
Jaldi banayiye notes besabri se intazar hai sir aap pe hi bharosa karte h aapka news geniune hota hai
@nishajaiswal6211Ай бұрын
Sir telegram channel bta dijiye
@UMESHYADAV-ty6cjАй бұрын
Sir, maths continue kriye please sir targeted for super tet
@r.k.bharatwanshi6033Ай бұрын
Sir Mai SC se hu CTET me 86 number hai Academy 29.56 aa rha hai ab STET me kitna lana padega
@r.k.bharatwanshi6033Ай бұрын
Deled 3rd semester me ctet pass hu kya many hoga
@poojapandey3682Ай бұрын
Sir me 2021batch se hu sir mene 3 semester me thi jab me ctet pas ki thi but 3 semester ka result nehi aaya tha kiya up me valid hai
@priyankachauhan862Ай бұрын
Mera bhi ctet 3 semester pass hu
@poojapandey3682Ай бұрын
To valid hai
@madhuyadav3946Ай бұрын
Good morning 🌞 sir mai apka video live nhi dekh pai
@shilpiyadav2944Ай бұрын
Sir mera 1st semester me back thi sir abhi result nhi aaya hai 2021 batch sir form fill kare ya n kare
@Knowledge_park8681Ай бұрын
Sir NCERT pdhne ke bad bhi kya SCERT pdhne ki jrurt pdegi🙏
@deepakdwivedi5991Ай бұрын
Plz plz reply 6-8 vacancy me deled vale ko subject combination chahiye Yes / No plz plz reply
@atulbaghel8620Ай бұрын
Konsi class ki scert pade GS k liye
@antimayadav-wi8dbАй бұрын
Sir hm deled 4rd semester m h aur CTET me 82 h to hm super Tet ki taiyari kre ya fir compulsory rup se CTET ka plzzzzz
@ritikpatel9979Ай бұрын
Ek br aur de do baise pass 82 me hi h OBC me
@antimayadav-wi8dbАй бұрын
@@ritikpatel9979 ji obc se hu
@nishajaiswal6211Ай бұрын
Or agar 85 ho toh ??@@ritikpatel9979
@deepakdwivedi5991Ай бұрын
Bhaiya ek confusion h plz reply maine deled kiya h ,, BA me Hindi 2 sal tk pada h but sankskrit nhi pada to mujhe kya krna chahiye taki 6-8 vacancy me subject combination bn jaye
@jeetyadav521Ай бұрын
Aap rajarasi tondan univercity ekal subject se kar lijiye 2 year me ho jayega
@kalpanayadav3041Ай бұрын
Sir d.el ed 4th sem h Agar mai ctet deti hu to kya ctet valid hoga..lekin abhi 3rd sem ka result nahi aya h
@rajeshwarimourya8190Ай бұрын
Valid rhega sister
@pratimamaurya7809Ай бұрын
Sir mai obc se hu mera ctet me 85 number hai kya mujhe fir se ctet exam dena chahiye please sir btaiye
@prashantawasthi6525Ай бұрын
Bilkul dena chahiye other state ke liye bpsc, dsssb
@krishnaverma7113Ай бұрын
Ha
@sonumaurya4896Ай бұрын
Up में तो valid होगा लेकिन दूसरे राज्यों में नही
@pratimamaurya7809Ай бұрын
@@sonumaurya4896 mai sirf stet ko taiyari krna chahti hu
@pratimamaurya7809Ай бұрын
@@sonumaurya4896 mai up me hi teaching krna chahti hu
@omg-vk5zrАй бұрын
21 बैच का स्टूडेंट हूं भाई साहब और फर्स्ट सेमेस्टर में ही सीटीईटी पास कर चुका हु क्या सुपरटेट में valid hoga ya nahi please tell me bhaiya