Amarbail really inspiring brave women of the Pakistan only a brave person can write on this type of issues
@nidakhan8406 жыл бұрын
Buht hi aala novel he or ap ne iska review buht hi insaaf se kia he . her insaan ka kisi bhi cheez ko dekhny ka apna pehloo hota he or ap ne jis pehloo se is kitab ko dekha wohi bayan kia.. buht khushi he k ap apny reviews mein sirf chaap losi se kam nhi lety balkey sahi or ghalat jesa ho wesa bayan kerty hein... keep it up
@NYKBooks6 жыл бұрын
Thanks. hope I continue to do so.
@aishamasood17955 жыл бұрын
Ma ny novel abi half hi parha hy .umerra ahmad ny es ma aks ko teen namo ma bata ker parhny waly ko uljayaya zayada hy .esi uljhan ma phans ky qari sara novel parhta hy .😑
@amiarooba5 жыл бұрын
For me it is a highly recommended book. The one time molested child can and most of the time suppresses the incident. In later life they block it in their mind and do not look at it. That's what happened with Aks in this novel. The one which had repeated incidents keeps living it and can become a molester himself. Just like the DC sahab. He was caught in a chain reaction. Anyways nice review but you haven't mentioned Umera's technique of mixing past and present. In this book especially in first few chapters you can not tell apart clearly which scenes are from present and which are from past. Aks is the strongest character you wrote and Sherdil is the most underrated hero ever.
@izhanzillaid5 жыл бұрын
The relationship between Aks and Sherdil is one of the rarest you can ever come across.
@fawziasurve1025 жыл бұрын
This is from Mumbai.... Extremely well written and after that you have given a good review Bhai sahib
@maharehman63894 жыл бұрын
This was a helpful review... Thanks
@areesihayat448Ай бұрын
@@izhanzillaid A married man involved with another? What's rare about that. Happens in every other marriage
@izhanzillaidАй бұрын
@@areesihayat448 Depends on perspective i guess
@anushaimran43683 жыл бұрын
I don't know if everyone think the same but in my opinion....Sherdil was a cheat he can never be a hero...he was cheating sherbano with aks even when aks was not intrested in him but still he was flirting with aks.
@qasimbhatti90933 жыл бұрын
i do agree with ur ponit of view uss ne uss se jooth bola sherdil k muqably mein agr hum faris ko dekhien to kya wo zumar se mohabbat nahi krta tha kya a diplomatic character
@anushaimran43683 жыл бұрын
@@qasimbhatti9093 mn ne abhi namal nhi parha isliye mn dono ko compare nhi kr skti
@sadafsohail8812 жыл бұрын
But Sherdil aur Aka ki bachpan se dosti thi aur Aka beech mein Nahin aye thi Sheherbano aye thi Aks ka koi qusoor nahin tha kiun ke us ne bhi buhat ziada survive kia tha
@sadafsohail8812 жыл бұрын
Everyone is thinking that Aks is negative but basically she was the main character aur Sheherbano bhi buhat ziada emotional thi
@anushaimran43682 жыл бұрын
@@sadafsohail881 aks ko negative nhi keh rahi sherdil was a diplomat...beshak aks uski bachpan ki dost thi still what he was doing was cheating sherbano. Is poori situation mn aks aur sherbano ki koi ghalti nhi Sherdil culprit hai
@areesihayat4482 ай бұрын
Mai isey kisi b tarah se ek acha attempt nahi kahungi .Trauma ko bohat trivialise kiya gaya plus trauma se recovery ki bohat hi misrepresent kiya gaya. I think aisa koi b novel likhne se pehle writer ko kuch sexual assault victims se baat karni chahiye thi to get a realistic view on things. Hawa m baatein karni aasan hoti hai. There was no substance to the struggle story . Instead it was overshadowed by a problematic romance. Aks was a forced positive character. Like in your face . The abusers were never shown undergoing repercussions. Instead they conveniently killed themselves. This is not the reality of many assault victims. Unko apne abuser ko face karna padta hai. Is novel n sab kuch conveniently kept falling in place for the female lead. I don't know who are the people getting inspired by this.
@asiyaabbasi4903 Жыл бұрын
I read this book but being a women she showed a excellent scenerio on Aks.... Its a lesson that if you face any tragedy,dont allow it to spoil your life .stand up and by your ranking by your hardworking show your obvious answer.....its recommend
@mushafch58603 жыл бұрын
I dont like this novel . baqi novels ki tara ma ny abi mid tkk para hai .aur last bi pr chuki hun . pr they both cheat shairdil and akks to sherbano . sherbano ka kya qasoor tha wo dono ko pata tha k wo dono 1 dosry ko pasand karty han ya tu phly kisi tara shadi kr leta lkn shadi k baad sherbano ny bht suffer ky . shairdil ki 1 beti the .usko harkot ko control karta . same Aks ko pata tha wo isy pasand karta pr shadi shuda hai . aur wesy wo middle class belong karti the .usy zyada tameez honi chyea the .larkon sy fasla rakhney ki lkn wo hargz bi nzr nh aya 2nd last jo ma ny dekh thora sa abi wo aks agin unki shadi karwa dete hai . lkn shairdil kya phr apni beti k ly us sy phr shadi sherbano sy . ?mera dil karta hai akks ko jesy in ma sy nikal jana chyea tha . kunk shaidil start ma kafi sherbano ko behla chuka hai .aur usk muhh pr jhoot bolta hai usk peecha har waqat akks sy sath phr rha hota . har jaga marta hota is pr sherbano ko tu us ny apni ana ki taskeen k ly rakh hota hai . I don't like there character of shairdil and Akks . there .they play a negative roll.
@MasroorBaloch-u6f5 ай бұрын
I completely agree with you 👍🏻
@ImanBadar-f7s5 ай бұрын
Mujhe lagta h umera ahmad ko sherbano sai koi pyaar ni tha Sherbano mai b bht suffer kia h pheli uski mama papa ki separation per uska apnai husband kai dil mai kis or kai liyai feeling pr unho nai yeh b ni bataya tha inki marriage kase howi
@maheenhamid25044 ай бұрын
agreed
@anushaimran43683 жыл бұрын
Yeh mera phela novel tha jo mn ne parha tha but I'm not at all satisfied with this book.
@simmalnaseeb58904 жыл бұрын
Just read this and im in love with it 💖
@lifewithahmed817 жыл бұрын
salam nyk, main bachpan se books parhta aya hun aur aj bhi mai jitni bhi book reading krun bht shok se aur time nikal k krta hun, bahcpan mai urdu kahaniyan ya islam se relateed book ayr phir college ke time se eng novels shuru kiye aur ab maine kafi novels online parhe hain lekin mujhe online ka wo maza nai ara jo ek physical book ka hai aur isi wajah se kafi time se maine novel nai parha maine 3 novels ek sath shuru kiye the thoda thoda parhta tha lekin phir band kr dia ke ab sirf physical books hi parhunga aur urdu mai apke channel se kafi books ka pata chala bht acha laga thnx aur plz ap aisi videos banate rehiye.
@NYKBooks7 жыл бұрын
Ahmed Raza Walekum Asalam hum sab ki kitabo se doori hi humari tanzuli ka sabab ha thanks for sharing your story. Umeed ha hum sab mil k dobara se logo ko kitbao ko taraf la sakein. HAPPY READING.😊
@lifewithahmed817 жыл бұрын
jin logon ko urdu achi krni hai wo ghalib ka qadir nama parhain bht vocabular mai izafa hoga persian urdu dono achi hongi us se.
@NYKBooks7 жыл бұрын
Ahmed Raza Thanks for info. Aur bhi aisi books jo ap ne parhi hein please un k baray me bhi batayen taakay hum un se faida utha saken. Please share my videos on FB takay aur logo ko bhi is se faida milay.
@BachaParty90909 ай бұрын
Mainay apki recommendation pr akss lelii hai or kl se prhna shoru ki haii,and its too confusing yrr kafi time baad umera ahmed prhh rhi huu wrna srf nemra ahmed prhtii hu.
@mushafch58603 жыл бұрын
aks novel ko thora agey sy aur bi lekhti .taky shair dil ki chem ka pata chalta sherbano k sath .?? yah akks usko chor kr chali gai ?? kya hota
@dreamygirl93 Жыл бұрын
Yes exactly you are 👉 right.blkul child abuse ky impact ky Barry my kuch nahi hy
@alihasnain85146 жыл бұрын
bhaiyya mai bhi is novel ko parha aur un ka review dekh k aur bhi zyada interest se parha.. lkin is me wo interest create naii hua jo hona chaiye tha ...
@NYKBooks6 жыл бұрын
Mein ne bhi yehi kaha video mein k woh bat nahin hai novel mein.
@mushafch58603 жыл бұрын
aks aur Shairdil just frnds hi rhyta . kya apka khyaal ma wo baad ma sherbano ko wo pyar dy ga . jo wo phla deta tha . phla bi km tha us ka qaraar zyada tha aks k ly . aur kya wo jb masaal bari ho jy gi tu . wo phr zyada aks k pas chala jy ga ?? plz rply
@muzamilshah27089 ай бұрын
isi wjha sa mujha depression hoa tha..pehli baar umera ahmad ko pr k mujha itna dukh hoa kun kya onhon na shehar bano k sath itna ghalat..
@nimrashaheen4793 ай бұрын
Man 2 din sy ye novel read kar ri hu r mjy abi sy lag raha hy k man soch soch k pagl ho jaon gi .. mjy esa lg raha hy k sherdil ny chirya k sath ziadti ki hy r wo bari ho gi hy par sherdil abi b jwan hy wo burha q ni hoa 😂😂😂 mjy lgta hy man pagl ho ri hu
@jerryshakeel55636 жыл бұрын
I'm reading it and so agreeing with you And recommend any other books to read.
@khdejaijaz33245 жыл бұрын
Jannat ke patte parho
@shoraidgaming45543 жыл бұрын
Read jannat Kay pattay
@muzamilshah27089 ай бұрын
Ais novel ko prnay k baad main depression main chli gai thi ...i feel so so sad for shehar bano...bewfai to bs osi k sath hoi baki sb ko to on ki happy ending hi milli.
@fatimaahmed76129 ай бұрын
Literally sameee , mere Sath bhi same hua
@DDarvesh-TheWanderer4 жыл бұрын
Sir mujhe koi aesi book ya novel recommend krskte hn jska topic is mozo pr ho k jese hr insaan apnay aapko dosron ma dekhta hi.. because many people are dependent upon others for their identity..so please also tell me about this topic what do we call this phenomenon of depending upon others for ones identity.koi novel b isi topic pr bta den...I want to write a novel about it..so I need help.. and also tell me can I talk to you...if you can give me your email please...I am a writer!!!
@MuhammadUmar-df4nb2 жыл бұрын
Dwarfs and mirror ka zikr fairytale story snow white ki wajah b ha
@azamjan96704 жыл бұрын
Sir ap ishfaq Ahmad ke book ek muhbbat so afsane ke bare me bate muje mahloom nai ah muje ye book lena ah
@lifewithahmed817 жыл бұрын
acha nyk maine yeh video poori nai daikhi kyun mujhe laga shayad ap sari story batane lage hain. to plz agar ap koi aisi video bnayen ke jis mai sari story bata re hain to mention zarur krain.
@NYKBooks7 жыл бұрын
Ahmed Raza mein koshish karta ho pori story na bataon taakay ap ka interest us book se khatam na ho lekin ek base line story is liye batata ho takay ap jan saken k ap ko yeh book parhni ha ya nai.
@angelckitty5 жыл бұрын
Plwase NYL ap mujhe batein ke umer ahmed or nimra ahmed ka novel mein Poland warsaw kaosa mangwa sakti hon plz. Ht shukriya
@NYKBooks5 жыл бұрын
Ap facebook pe online booksellers se rabta karen. Is k ilawa kai ek baray publishers jaise "Sang-e-Meel" or "Fiction House" waghera international shipping bhi kartay hein. Un ki website ya facebook pages ap order place kar sakti hein.
@navdeepvirk71613 жыл бұрын
Sir i m from India , had recently started reading umera ahmed novels , and subsribed ur channel today . Sir can u please guide me that how can i purchase umera ahmed novels in India , i hv purchased a few from amazon but not able to purchase any more ??, can u please tell how it can be possible ???
@obviouslygirl29323 жыл бұрын
I have many books of umera ahemad and I am from 🇮🇳and I bought the books from flipkart
@suvialan10784 жыл бұрын
Mushaf is best novel
@harammehmood7343 Жыл бұрын
Pakiza Aanchal me aaya tha buhat sal pehle Aks Fatima ❤
@kashafabbas48003 жыл бұрын
Amar bail ya jannat k pattey jesi koi novel bataye please
@JunaidKhan-cw2oc4 жыл бұрын
Sir agar ap na namal novel umara Ahmed ma ak shekh ka falsafa ka zikar ho ta ha on ki book ka name bata da please sir please ma ap both shokar gozar ho gi
@annie_zm65994 жыл бұрын
namal *nemrah ahmed* ki bk hai aur us main aik book ka reference bhtt use hua hai l, us book ka nam hai *healing of the sick* aur writer hain *imam ibn e qayyim jawziyyah*. agar main aap ka cmnt sahi smjhi hun to yei info chahiye ap ko 😅😂
@ghazalarashidofficial6703 жыл бұрын
بہترین پروگرام ہے یہ، خوش رہیں. آمین
@shoraidgaming45543 жыл бұрын
Read mushaf by nimra ahmad
@mehtabkhanlashari33957 жыл бұрын
Sir ap ki videos bohat achi hoti hai sir self help aur biography books par videos banai
@NYKBooks7 жыл бұрын
MehtabKhan Lashari Thanks for your comment Sure Insha Allah zaror Jald hi banaonga...Keep Watching
@suvialan10784 жыл бұрын
Please review jannat kay pattey
@nawaaltalent52502 ай бұрын
Sherdil end py kis ke sath hota hai?
@afsaijaz9922 ай бұрын
With both Aks and Sheherbano
@humairaeraj57913 жыл бұрын
is novel pe drama kab aae ga
@rabeehashahzad64835 жыл бұрын
I need its link kindly share with me . Reply me If sm 1 hv cmplt nvl in pdf format.
@nostalgicnyla58763 жыл бұрын
It is Available on play store
@mushafch58603 жыл бұрын
Amairbail kamal ki the . wo bht real real laga .
@izhanzillaid5 жыл бұрын
Aap review se zyada plot spoil kar rahe hain... Aap reviews ko titles and subtitles me divide karein to behtar hoga.. Jaise k Plot: Characters: Style of writing: Message pahoch rha hai jo writer samjhan chah rha hain: Aur dusri baat..jo aapne kahi k males ki taraf hatred ya feminism.. main usse agree nahi karta.. Because wo agar aisa batana chahtein to uski life females se ghiri rehti..but aks k saath itna hone k baad bhi uske aatraaf males zyada the... Aur mere khayal me is novel se ye batana chah rhi thein k agar aapke aapke saath kitna b bada haadsa kyu na ho..kitni b gehrayi me aapko phenk diya gaya ho..aapko phr se ubhar kar aana hai.. Aur agar wo apne bachpan wale hadse se udaas hoti ya usse affected hoti...to ye baat samjhana mushkil ho jata readers ko.. Par ye mera perspective hai novel ko dekhne ka.. Lets agree to disagree 👍
@amirkhalid14555 жыл бұрын
Bhai apki hr video boht achi hoti ha
@asnaleeba31033 жыл бұрын
aks thoda confusing hai mager achcha hai...
@afsaijaz9922 ай бұрын
I don't agree with your review! Her whole life depicts how much affected she was from that incidence. Her each action was prof of it. Its Human nature he can't move in life without blocking traumatic thought that what's she needed to do for survival
@qadeernawaz42475 жыл бұрын
M m Phil ki student ho m humera Ahmed py maqala likna chati ho
@ajazakhtar93016 жыл бұрын
Omg you have twilight also
@NYKBooks6 жыл бұрын
Yes.😀
@anisajabeen21484 жыл бұрын
Likha hua kahan sy milega?
@asiyaabbasi4903 Жыл бұрын
Online website SE mil jayega
@englishconcepts44707 жыл бұрын
Sir Ap Plz Pakistan k about kuch books k name batao chahe urdu me ho ya english me.
@NYKBooks7 жыл бұрын
Arman Khan Thank-you for your comment. Yeh books dono zabano mein available hein. Ap inhein zaror parhen Pasand aayengi ap ko Insha Allah. - Train to Pakistan By Khushwant Singh. - Shahab Nama By Qudrat Ullah Shahab. - Jinnah Itihad se Taqseem Tak By Jaswant Singh.
@AllinOne-kc9hl6 жыл бұрын
Tariq Ismaial sagar ki kafi books hn pakistan or pak Army pr boht zabrdst hn un ki sb books..
@akbarameen1954 жыл бұрын
Is Aks appropriate for a 15 years old boy?
@nutritionist.ayeshabano2 жыл бұрын
Girl
@misterjafri52136 жыл бұрын
Naveed Bhai Rasta band hai is book ko audio kare please
@HamzaAli-iv8ud5 жыл бұрын
Novel | Aks عکس | Umera Ahmad: kzbin.info/aero/PL3m_acIGIT1VbY1EtonexxG7vBTDMkPRr
@muneeba95157 жыл бұрын
meiin bhi saudi arabia se hu sir
@NYKBooks7 жыл бұрын
irfan ch Thats Great. Keep Watching
@beebalm986 жыл бұрын
Mn kssy magwaon?
@NYKBooks6 жыл бұрын
Ap online bhi order kar saktay hein Facebook pe kafi saray log sale kartay hein.
@ranaji63264 жыл бұрын
AKS novel ko explain karna mushkil hai kamaal ka novel hai mujhe lagta hai ap novel ko sahi se samaj nahi paye Verna main toh peer e Kamil k baad AKS ko hi umera Ahmad ka behtreen novel samjhta hun
@thecustomcocomo95674 жыл бұрын
Mien Aks ko Peer E Kamil sy Better smjta hon believe me.
@Deedarali-l3c Жыл бұрын
Brother kia aap aese novl Bata deen jis mein turkey or Pakistan ki dosti ki bari mein ya turkey ki bari mein ho plzzzzz swai janat ke pati , qaraquram ka Taj mhl ki elawa Plz