nice video bhai....ek rule hamesha yaad rako, mobile call pe kisi bhi anjaan insan pe barosa math karo.
@uttamgupta8655Ай бұрын
❤❤ thank you so much for information 🙏🙏
@MrsuryaRaitaАй бұрын
Mere saath bhi WhatsApp aise hi message aaya Google maps me review rating karne keliye ,maine dyan nahi diya aur ignore kiya...
@aliaskar1166Ай бұрын
God bless you jeet vai
@babuprajapati3404Ай бұрын
Thank you sir
@sanjaysksanjaysk5411Ай бұрын
Bhai auto fill ka koi app ya software hai kya irctc ke liye
@Sahjad865Ай бұрын
Sir mere name sahjad hai Mere sawal hi ki Bank 🏦 Dusre ko lon deti hai ghar banane keliye auor khod bhde pe rahti hai
@RanvirKr-no8seАй бұрын
Right
@OnlinerithpurАй бұрын
Bahot Ho raha hai ye fraud. Kyo ki ye new trick hai is liye new person dar jata hai
@Aashiqcartoon90Ай бұрын
Sir Aisa call mujhe bhi Aaya tha kuchh din pahle mujhe bataya gaya tha ki 2 kilo RDX hai aur 51 credit card aur bahut saman bola gaya tha mujhe
@onlinetips-pl3fuАй бұрын
Fast comment please reply sir
@GyanKavachАй бұрын
Thankyou sir
@muhammadqasimsiddiqui90Ай бұрын
Aisa msg mujhe 2 baar aaya hai Ek baar maine iniate kiya lekin second baar block kar diya Details nahi di maine apne bank ki Mujhe nahi pata tha ye bhi ek scam hai ya tha!
@aklesh2103Ай бұрын
Sir, mere sath bhi aisa hi hua tha
@Jaiprakash-ux3zhАй бұрын
Shi baat hai
@user-sachin_short-videoАй бұрын
Mere sath fraud ho gaya hai sms ayaa aur bank account khali
@Landan589Ай бұрын
Mere pass bhi caal aaya tha retting dene ke liye bola 300 rupya dely milega mai mana kar diya aur numbar ब्लॉक kar diya
@yogeshvadera1862Ай бұрын
Hum Gujarat se he bhai ye fraud vale hamre pass se kuch nahi le ja sakte Gujarat i yane pakka vepari
@sahamatrahi152Ай бұрын
Ap se baat karna he sir
@GyanKavachАй бұрын
Boliye kya baat hai
@bravikumar8950Ай бұрын
👍👍👍
@OnlinerithpurАй бұрын
😅 hotel wala mujhe bhi what's app aya tha
@anupammajmudar6752Ай бұрын
This is an old old trick
@ANILKUMAR-ys5pcАй бұрын
mere sath bhi huaa but unka kaam nahi bana😀😀
@GyanKavachАй бұрын
Bahut acchi baat hai ki aapne samay par sahi faisla liya aur apne aap ko is scam se bacha liya! Aaj ke zamane mein, scammers alag-alag tarike apnate hain, par aapki samajhdari aur alertness hi unhe fail karne ka sabse bada hathiyaar hai. Isi tarah logon ko bhi alert rehna chahiye aur kisi bhi unknown call ya suspicious activity par turant savdhaan hona chahiye. Aapka experience dusre logon ke liye ek misaal ban sakta hai. Stay safe and keep inspiring others to stay alert
@ANIL_GOOD1Ай бұрын
अगली बार 😂😂 ऐसी इमोजी डालने का मौका नहीं मिलेगा।
@DipaksinghSingh-tp7ipАй бұрын
WhatsApp per usne scanner Ne video bheja aapka yah Pathshala kya hai Vaisa 8000 Dalo gane Hai Kuchh laptop Hai Jo Meri Bahan ne bola Aisa to phone aaya tha maine Jab phone lagaya to vah wali switch off ja raha tha
@DileepKumar-hv7itАй бұрын
Mera sath kabhi nahi huwa nahi hoga
@GyanKavachАй бұрын
👍
@DipaksinghSingh-tp7ipАй бұрын
Main Deepak Singh Meri Bahan ke sath bhi Aisa Hi call aaya tha scan karne ka Kuchh laptop aur kuchh kah Nahin bol rahe to 8000 lagao aapka Saman parcel mein hai aur number per phone kar raha tha Jab Maine number uska Manga apni bahan se ek number do uska number switch off Hone Laga
@GyanKavachАй бұрын
Bahut hi shabashi dene layak kaam kiya aapne! Cyber fraud ke call par samay par action lena aur apne parivaar ko safe rakhna aaj ke samay mein sabse zaroori hai. Aapne jo samajhdaari dikhayi, uske liye aapko salute! Isi tarah logon ko alert rahna chahiye aur kisi bhi suspicious call par turant action lena chahiye. Aapke jaise samajhdar logon ke wajah se hi scams fail hote hain. 🙌 Agar kabhi aur information chahiye ya help chahiye ho, to humesha reach out karein. Stay safe and keep spreading awareness!