Kitna hsaoge yr ...........mujhe to is yakub ki sakal dekh k hi hasi aati hai
@spt2565 күн бұрын
😅😅
@Yakubbkl-mc6 күн бұрын
Bhai reaction do yakub ❤du expose video pe😂
@RudraChauhan-jv4mf6 күн бұрын
Expose video reaction
@SuryaSudarsanRawat6 күн бұрын
Exposed video pe reaction do
@cerryminati34916 күн бұрын
Paindu expose reaction do
@vaibhavpatil27605 күн бұрын
Paindu yakub exposed video tariq Bhai ❤
@vaibhavpatil27605 күн бұрын
Paindu yakub exposed video ❤
@PramodChauhan-z6s6 күн бұрын
Purane gano ki baat hi alag hai old is gold
@vaibhavpatil27605 күн бұрын
Paindu yakub episode video tariq Bhai ❤
@pramodkumarmohapatra3285 күн бұрын
Ye song ek philosophical nazariya rakhta hai jo insani safar aur mushkilein darshata hai. Is gaane mein insani jazbaat, dukh, aur ummeed ke pehluon ko explore kiya gaya hai. Har insaan ki zindagi ek safar hai, jisme manzilein (goals) aur raste (paths) alag-alag challenges ke roop mein saamne aate hain. Agar insaan ke kadam (efforts) saath na dein, toh musafir (traveler) majboor ho jata hai. Key points aur message: "Manzilein apni jagah hain, raste apni jagah" 🛤️ Life mein goals aur journeys ka alag-alag maayne hota hai. Kabhi-kabhi manzil milna mushkil hota hai, par raste mein seekhna sabse zaroori hai. "Jab kadam hi saath na dein, toh musafir kya kare" 🏃♂️ Effort aur determination agar khatam ho jaye, toh insaan hairan aur majboor ho jata hai. Ye line struggle aur helplessness ko darshati hai. "Doobne wale ko tinke ka sahara hi bohot" 🌾 Ek chhoti si ummeed (hope) bhi jeene ka sahara de sakti hai. Life mein kabhi chhoti cheezein bahut badi madad kar jaati hain. "Dil behl jaaye faqat, itna ishara hi bohot" 💖 Chhoti khushiyaan aur encouragement insaan ko mushkilon mein bhi sambhal sakti hain. "Pyar karna jurm hai to, jurm humse ho gaya" 💔 Ye line unka dard darshati hai jo pyar mein rejection ya mushkilein jhelte hain. Message of the song: Zindagi mushkilon se bhari hai, par ek insaan ki strength uske hosle (determination) aur umeed (hope) mein chhupi hoti hai. Agar duniya sangdil hai toh apne andar ki roshni ko zinda rakhna zaroori hai. Safar chahe jitna bhi mushkil ho, chhoti khushiyaan aur aas jeene ki raah dikhati hain.
@vimalpanwar94705 күн бұрын
Old is gold
@dipvik19335 күн бұрын
Yakub ❤️du khud Moghal, Punjabi aur Chinese ka remix ( Cocktail ) hai. 😂😂😂😂😂😂😂😂😂
@mhaisharma96636 күн бұрын
Old is gold 🪙
@RajbirSingh-gb5wm5 күн бұрын
I love angraj karan ❤❤
@pramodkumarmohapatra3285 күн бұрын
yah geet "katee patang" philm se hai, aur ise behad sanvedanasheel tareeke se likha gaya hai. yah geet kisee aisee stree kee peeda ko darshaata hai, jo jeevan mein akelee, dukhee aur asahaay mahasoos karatee hai. vah khud ko ek "katee patang" ke roop mein dekhatee hai-jise disha aur sahaara dene vaala koee nahin hai. ab ise kramavaar samajhate hain: "na koee umang hai, na koee tarang hai, meree zindagee hai kya, ik katee patang hai" ➡ yah panktiyaan us gahare khaaleepan ko bayaan karatee hain, jo geet kee naayika apane jeevan mein mahasoos karatee hai. umang (✨ aasha) aur tarang (🌊 oorja) ke bina, usakee zindagee ek patang kee tarah hai, jo bin dor ke bhatak rahee hai. "aakaash se giree main, ik baar kat ke aise, duniya ne phir na poochha, loota hai mujhako kaise" ➡ yah hissa usakee saamaajik sthiti ka prateek hai. ek baar jab usaka sambandh toot gaya, to duniya ne usakee paravaah karana chhod diya. aakaash (☁ oonchaee) yahaan usake sapanon ko darshaata hai. giree (⬇ giraavat) us sapanon ke tootane ko. "na kisee ka saath hai, na kisee ka sang hai, meree zindagee hai kya, ik katee patang hai" ➡ yah bataata hai ki usake jeevan mein koee sahaara nahin hai. vah akelepan kee yaatana sah rahee hai. saath (🤝 bharosa) aur sang (❤ apanaapan) kee kamee ne usakee jindagee soonee kar dee hai. "dolee uthee yoon jaise, arthee uthee ho koee" ➡ shaadee ke baad vah khud ko maano jinda laash kee tarah mahasoos karatee hai. dolee (👰 vidaee) khushee ka prateek maanee jaatee hai, lekin yahaan yah usakee svatantrata kee samaapti hai. arthee (⚰ dukh aur paraajay) usakee bhaavanaon kee mrtyu ko darshaatee hai. "patajhad kee main hoon chhaaya, main aansuon ka darpan" ➡ vah khud ko jeevan ke patajhad (🍂 bikharaav) ke samaan maanatee hai. aansoo usaka darpan (🪞) hain, jo usake dukh aur sangharsh ko dikhaate hain. yah geet insaanee bhaavanaon kee gaharaee aur saamaajik asveekaaryata ka prateek hai. ise sunakar koee bhee sanvedanasheel vyakti us dard ko mahasoos kar sakata hai, jo samaaj aur paristhitiyon ke kaaran kisee stree ko jhelana padata hai.
@JitenderKumar-jn5uh5 күн бұрын
Bhai log isi type ke reaction do, aur zyada
@AteshSat-e2h5 күн бұрын
Sudhir Sharma love Punjab india
@DharmendraSolanki-jb4mx6 күн бұрын
Rafi sung in every moodd. Mukesh sung in sad mood.. Kishore another original। mood.
@DEVESHWARPRASADUNIYAL5 күн бұрын
Bhai ma Pakistan ma do h singers ka fan hoon.1. Gulm Ali. 2. Yakub Ali.🤣🤣
@creatorAI16982 күн бұрын
Nazia Hasan ka copy hai kya apk pass ?
@vinodchauhan14615 күн бұрын
Kishor Kumar India kaa Hero hai koi mukabla nahi kur saktaa
@RajbirSingh-gb5wm5 күн бұрын
Love karan ❤❤ please
@sanilmatihani96545 күн бұрын
Yakub jahil ki pindu reaction video Lao jaldi😂
@DharmendraSolanki-jb4mx6 күн бұрын
Bhaaion humaare Golden period ki yaad taazaa ker di.
@shashiranjan39105 күн бұрын
Wah kya video thi old is gold ❤
@Its-BabaYaga6 күн бұрын
Tariq bhai react to actors evolution videos
@ajitgouda11576 күн бұрын
Paindu reaction expose new video reaction do please 🎉🎉🎉🎉🎉
@abhinavkumar98285 күн бұрын
react on kishore kumar top 250 songs
@amanmishra72676 күн бұрын
Taarik Bhai mossam bhai Kahan hai , sab thik to hai ?
@paindureaction73545 күн бұрын
Ji bhai dubai h
@AteshSat-e2h5 күн бұрын
Tarek bahai baki teeno pra india Pakistan vech pyare Badoo sanu gouvernement née vadeeya tussi sadee pra pura india thuanu pyar karda Pakistan vech am lok achee hein
@vipulranjan78975 күн бұрын
Taraq bhai russian bandana song pe reaction do plz bhai
@madhubhaskaran19746 күн бұрын
Tariq humein ismein intrest nahi hai. Humein sirf Aurangzeb, Babri mein interest hai
@rkfirepolice38475 күн бұрын
Pindu reaction expose video lekar aavo
@madhavindian16095 күн бұрын
Kishore kumar indian nahi Sub continent ka thaa 😂😂😂😂 Subcontinent b tu indian hi hai " Indian subcontinent" Tum iss sachai se bhag nahi sakte
@CapriMithunOM5 күн бұрын
Kyun avoid kr rha hain Yaar Paindu Expose video pr reaction doo
@DeepakPandey-x9d6 күн бұрын
Pakistan ko to ye bhi nahi malum ISREAL ki geographical location kaha hai ... Geography ki studies Haram hai na Pakistan me ❓kzbin.infoCkbU8XY3kWc?si=ziBAsfBEy1K21zU2
@aawaragaming68475 күн бұрын
Tum To yah bol rahe the kuchh din pahle ki koi bhi song sadabahar nahin hai Maine use din bhi comment kiya tha ki hamari 90s ke song sadabahar hai bade se chhote se sab sunte Hain😂😂😂 bade bekar Ho Gaye tum apni baat se palat jaate Ho😂😂😂