Рет қаралды 57,609,249
dosto pani dekhne me jitna sadhan lagta hai ye hamare sharir me maujood organs ke thik trah se kam krne ke lie or shari me banne wale jahrile pdarth ko remove krne ke lie utna hi jaruri hota ... pet se lekr tocha tk or wajan badhane se le kar wajan ghatane tk pani ek bahot ahem role play krta hai... islie pani ki sahi matra iske pine ka sahi samay or kis trah ka pani pine se kya fayde or kya kya nuksan hote hain agar is bare me jankari na to wayakti chahe jitna v achha se achha khana kha le uska sahi fayda sharir ko mil hi nhi pata or future me bahot sari health problem ko face krna padta hai jaise ki apachan, kabz , gas, liver ki kamjori, susti aana , gurde ki pathri, rog pratirodhak shamta ka kam hojana bar bar bimar padna, skin elergy, dad khujli , chehre pe pimples or daag dhabbe ka hona,white heads black heads skin ka bahot jyada oily ya bahot jyada dry hona, khaya piya sharir ko na lagna ...jodo me dard hona sharir ki anchahi jagaho pe charbi ka jamna... sar dard or chakkar aana ,wajan badhane ya wajan ghatane me dikkat aana bahot jaldi thak jana or rato ko nind na aana jaisi kai bimari sir pani ko galat matra me or galat tarike se pine se hosakti hai
islie aaj ke is video me gam janenge ke
pani hamare lie itna jaruri kyun hai or iska hamare sharir me kya kam hota hai
ek din me km se km or jyada se jyada kitna pani pina chahie
agar sharir me pani ki kami ho jaye to uska kis trah pta lgaya ja sakta hai
ek bar me kitna glass pani pina chahie or kis trah pina chahie
pani kab pina chahie or kab nhi pina chahie yani pani pine ka sagi samay kya hai
kis trah ka hona chahie yani thanda, normal ya garm pani
or pani wajan badhane or ghatane me kis trah madad krta hai....
Khana khane ke bad pani pina chahie ya nhi, or jyada pani pine se sharir me kya hota hai is bare me aaj hum janne ki koshish karenge.
NEW CHANNEL 🌹👇
/ @behealthyofficial5194
दूध पीने का सही समय | सही तरीका | दूध पीने के अद्भुत फायदे | milk several Benifits / @unaninuskhe
#Panipinekasahitarika, #Unaninuskhe , #panipinekasahisamay
DISCLAIMER : the information provided on this channel and its video is for educational purpose only and shouldn't to be considered as professional advice.
Copyright Disclaimer under section 107 of the copyright act 1976 allowance is made for "fair use" for purpose such as criticism, comment, new reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour .