2014 model Rexton Rx7 mil rahi hai, gadi tiptop condition main hai lena chaiye ki nahi.
@Mska2zcarserviceАй бұрын
Condition Mein Hai To le lo
@abidali-ek2jxАй бұрын
Parts aasani se mil jate hain ki nahi Bhai
@Mska2zcarserviceАй бұрын
@abidali-ek2jx aap kaha se h mumbai main mil jata
@abidali-ek2jxАй бұрын
Nagpur
@gaggi19848 ай бұрын
Y app kahaa se hoon
@WeGujaratis2 ай бұрын
Hi mere pass rexton rx7 hai service me collent 11 ltr capacity hai par 3 ltr hi dala tha bad me 200 km chalane k bad continue 140 Tak car chalai to over hitting ka msg aa gaya bad me pani dala to msg nahi aaya . Humne tank cap khoti to us me se collant uchhalkar bahar nikla tha kya ye radiator jaam ka problem hai ya chalu company ka coolent Kam dala tha iska koi reason hoga?
@Mska2zcarservice2 ай бұрын
Fir se Jab Pani aapane ismein Dala to kya Wapas se heat ka light Aaya
@Mska2zcarservice2 ай бұрын
Overheating ka problem bahut sara reason Hota Hai jaise ki readywater fan ka Kam Nahin Karna aur thermostat valve open Nahin hoga tab bhi kar hit Hota Hai coolant kam ho level se tabhi overheat ka light Aata Hai readywater Chauk Rahega to bhi kar over hit Hota Hai Aisa bahut sara problem rahata hai to kar overheat Hota Hai abhi Agar aapane usmein Wapas se coolant ya Pani add kiya FIR chalane ke bad overheat Nahin hua to chalaea koi problem Nahin running kar ka cap kholenge to coolant Bahar fenkata hai Kyunki usmein pressure Hota Hai is liye
@WeGujaratis2 ай бұрын
@@Mska2zcarservice nahi par mechenic ne 140 pe car test ki to pani bahar nikalta hai
@WeGujaratis2 ай бұрын
Actually Ahmedabad to Baroda Maine 120 Tak chalai thi bad me Baroda se bharuch Delhi Mumbai expressway pe bharuch Tak 60 km Tak chalai thi tab over heat ka msg aaya aur ac garam aur aane lagi bad main Surat Tak 100 pe gadi chalai pani dal ke to koi issue nahi huva tha
@Mska2zcarservice2 ай бұрын
@GujaratiYatri isko check karne bolo coolant ka circulation ho raha hai ki nahin circulation cooler Nahin hoga to bhi Bahar feke ga