I tried this recipe yesterday. Cooked it in pressure cooker for 25 minutes. It turned out to be the yummiest Palak Gosht I have ever had. Best thing about your recipes are that they do not require fancy ingredients unlike most of other channels. Thank you for the recipe.
@Anaskhan-ob2dl4 жыл бұрын
We2w
@antigulantugul Жыл бұрын
I tried your recipe many times that was awsome excellent bahtreen zabardast❤
@Zaikadilli6 Жыл бұрын
Thanks for liking dear 😊
@soniaforu116 жыл бұрын
Asslamwalekum baji awsm recipe hai .maine aaj he banayee aur lajwab taste tha
@shamaansari23362 жыл бұрын
Aapa aap ka sabhi dishes itni aasaan tarike se sikate hai jo humsabko bahut pasand. Waqt bhi bahut bachta hai. SHUKRIYA. .
@aamirsheikh2794 Жыл бұрын
Bht hi asan or payara sa recipe apne share kia..good mam
@mohsinahmed7892 жыл бұрын
Simple and easy recipe..aj m apni walida k liye yahi banaunga..dua kijiye Allah unhe shifa de.
@aamirsheikh27943 жыл бұрын
Maine bht video dekha palak meet but apka banane ka andaz bht accha h...
@iqraaftab16222 жыл бұрын
Apny bilkul Meri mama ki Tarah pakaya hai ..,❤️bhot tasty bnta hai aese...
@mrskyani28623 жыл бұрын
Aaj many aap ke recepi dekh ker ise tarah palak ghost banaya bht acha bana
@khalidsabri41493 жыл бұрын
Aunti poori duniya may Ab say achha salan aap he pakati ho Aap nay fatafat palak gosht paka k dil he meet liya hamari Ammi aap k stile say he pakaeen gi each BOHHAT bhariya AUT sundar
@syedfaizali75816 жыл бұрын
assalamu aliekum dear bazi mene az palak gost ki sabji bnayi bhut acchi bni mere hasband or baccho ko bhot pasand ayi app hme aise hi roj nyi nyi recipe deti rhe mughe cooking krna accha lgta h aapki help se hm nyi nyi dish bna te h
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+Syed Faiz Ali ji walekumassalam Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipes follow karne k liye sister
@mainzeeshan44476 жыл бұрын
Aj ye recipe try ki bohat hi tasy bna thank u so much sis...love u
@rayyanbaig7713 жыл бұрын
Ap ki recipie bht achi hai
@HS-fw2ps6 жыл бұрын
Kal banaya tha meine is tareeqe se palak gosht ,yakin Hi nahi aaaya ke kitna umdha bana tha mashallah maza gaya kha ke ...jazakallah khair for your recipe , meri ammi Jo purani Delhi ki khaas thi, hamesha gosht bhun ke banati thi aur mein bhi waise Hi banati thi lekin kal aapki recipe try karne ke baad pata chala ke itne easy tareeqe se kitna badyia aur umdha ban sakta hai palak gosht. ..vey vey good recipe
@Crazyfun-with-hina6 жыл бұрын
mene try kra owsem masha allah boht acha bna ta or boht asaan b h recipe shukriya mam
@isteyaakraza78344 жыл бұрын
Hi
@arifmulla90284 жыл бұрын
Bahot yami hi palak goste shukariya
@rehangolden16504 жыл бұрын
🤤🤤🤤🤤🤤🤤 माशाअल्लाह क्या बात है बाजी आप तो जादूगर हो मेरी फ़ेवरेट डिश है पालक गोश्त आपकी रेसिपी बहुत अच्छी है शुक्रिया बाजी,,☺️☺️☺️
@ahmedsheikh83654 жыл бұрын
Assalamu alaikum very simple recipe and very delicious Thanks
@falakchoudhry99427 жыл бұрын
Mujhe aapka tariqa bahot pasand aya baji mai aaj inshallaha isi tariqe se banaungi bahot bahot shukriya ye testy respie sher karne ke liye
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Falak Choudhry ji Thanks for like our recipes sister
@IkramKhan-kl4uj5 жыл бұрын
Asslamualaikum aap ki har recipe sab se alag hoti h or jab kisi kaam ki shruwat allah k nam se ho to uski barkat bhi badh jati h.thank u di hme itna acha khana banana sikhane kliye.👍👍
@ambermomin97205 жыл бұрын
Mashallah buht laziz Palak gosht m ne aaj hi banaya tha ....jazakillah khaira Samina ji....♥️
@kashifpalegar83054 жыл бұрын
Masha Allah nice video me zarur try karuga
@natashanatasha58743 жыл бұрын
MashaAllah bahtareen cook
@ruchichoudhary3 жыл бұрын
इससे आसान और टेस्टी recipe nahi ho sakti hai
@Myangel5294 жыл бұрын
Bahtareen andaz e bayan... I like your way of saying
@catsworld80555 жыл бұрын
Asak excellent way of explaining cooking .keep it up lovely dish.love yu
@halimshah62475 жыл бұрын
Mast h
@smile4ualways4945 жыл бұрын
Aapa - aapke banaye hue saare dishes simple aur bahot taste hote hai
@shahanasajid77667 жыл бұрын
aoa baji zabardast mujha palak ghost bhout pasand hai ajj try karo gi inshallah take care 😙❤👏👏👏
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Shahana Sajid ji Walekumassalam dear shukriya jazakallah
@cokingandbeautytips927 жыл бұрын
Bji Masha Allah ap ki awaz boht pyari h..or ap K khane ki to bt hi alag h mere to hubby bhi ap ki recipe dekhte h order krte h k m ye sb unhe khilau zarur
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+seemu Khan ji Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe's pasand Karne ke liye dear
@392348913 жыл бұрын
Very nice Recipe....will surely try ...thanks mam
@hirakhaaan29453 жыл бұрын
V v easy alakan gosht thank u baji
@samank18457 жыл бұрын
Main aapke channel ki ad kabhi skip nahi karti... Well deserved!
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Saman K ji Very thanks sister
@junaidanwar9996 жыл бұрын
Zabardast hai aapki ye recipe especially ho humlog gulf countries me rehte hain unke liye aapka channel bahut Hi mufeed hai
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+junaid anwar ji Bohot bohot shukriya hamari recipes pasand Karne ke liye
@zeenatkhan50065 жыл бұрын
Thxx mainay aaj apki recipe try ki or bahut achchi bani onion ko slice kar k daali thi or flower watana bhi daali thi
@aliahad9916 Жыл бұрын
Very nice very good easy idea I really appreciate I can say you know how to cook but we should boil meet because meet always leaves brown fat need to take out before pot in the pot to start cooking thanks
@mirzazain16285 жыл бұрын
Madam ji khushbo to mobile me se bhi aane lagi very nice
@shabnamshamim72595 жыл бұрын
B0ht zada asan or lazez banaya he
@rubidas75154 жыл бұрын
Today I tried and it became tasty.... Very simple recipe but nice....
@jananshari43224 жыл бұрын
Bahot laziz h.👌👌
@shahishtiyaq17 жыл бұрын
Assalamu’alaikum warahmatullahi wabarakatuh... Aapa....mai aapko aapa bolungi.... Mai aapke videos 2 months se follow kar rahe hun.... Aur aapke sabhi recipes excellent hai....maine apke bataye biryani recipe...dal fry...egg curry...chicken masala...chicken korma....aur bhi bohot kuch try kia aur sabhi bohot tasty bani.ghar pe aur guest sabhi ne appreciate kia....credit goes to u....aapke sabhi recipes easy aur bohot tasty hoti hai...aap bohot aasan language aur way me presentation karte ho....Allah aapko sehat(health) de aur Imaan aur Islam ke daulat ata farmaye...Ameen.... Mehwish shah
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+shahishtiyaq1 ji Walekumassalam dear your welcome in my chennal & Thanks for like our recipes sister inshaallah aap ka pyar milta rahe ga Allah se yehi dua he love you
@roshniraiz2464 жыл бұрын
Delicious recipe 👌😋 Wonderful sharing 🤗
@sanaqureshi13623 жыл бұрын
I made this recipe mashaallah ausume
@nargissayyed34386 жыл бұрын
Aaj maine banaya hai ji palak gosht main bhi aapke tariqe se hi banati hun fark sirf itna tha k main hari mirch kat k nahi pis k dalti hun aaj maine banaya aapke tariqe se main Lucknow se hun to Lucknow main bahot banaya jata h
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+nargis Sayyed ji Aapko kesa lga? Share your feedback
@imtiazahmad29014 жыл бұрын
.mashallah very nice tasty recipe
@samerzahrazahra887 жыл бұрын
Vry simple vry esy. Allah kreem apko slamt rakhy aapa
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Samerzahra Zahra ji Thank you sister
@sabakhan56367 жыл бұрын
Assalam o alaykum main gosht bhunne k baad paalak dalti hu ab aap ki tarah banakr try krungi inshaallah jazaq allah
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Saba Khan ji Walekumassalam dear zaroor banayn inshaallah tasty banega
@Anas_playtime5 жыл бұрын
Bahot hi lajawab Aapa 1 no palak gosht main zarur try karungi Insha Allah Allah Aap ko aur kamyabi de aur umar daraz kare.....Aameen...Summa Aameen 😊😊😊😘😘😘😘👌👌👌👌👌👍👍👍
@Zaikadilli65 жыл бұрын
Thank you sister
@rehanrafiqi15466 жыл бұрын
Geo hazaro saal Samina baji......😘😘😘 God bless you...Ameen
@ritudogra31295 жыл бұрын
Mam dekhne m bahut hi achha h thanks man so nice
@ayshamirza90937 жыл бұрын
Bohot easy tareeqa n Mazedaar recipe..Main gosht bhoon ke palak daalti hoon Thanks Dear Samina ji ⚘
@overzero55547 жыл бұрын
Aysha Mirza aap Maharashtra se ho??
@overzero55547 жыл бұрын
Plz mujhe batana q ki merit ek frnd hai Mirza Ayesha baig from beed
@ayshamirza90937 жыл бұрын
Mai Maharashtra se nahi hoon...Aapki friend ka naam mere naam se milta hai...🤗
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Aysha Mirza ji Kiya me pooch sakti hun aap kahen se hen your choice
@overzero55547 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 اسلا م علیکم ورحمة الله وبركاته
@AkankshaSinghakkizcute4 жыл бұрын
I tried this...this is awesome. Thank u for the recipe.
@ghazalakhan72537 жыл бұрын
Assamualaikum wa rehmat Allah hi wa barkat ahu LAZEEZ,,, Ham bhi bachpaney se aisey he khatey aya rahey hai.. Waqaiy me bohoot testy hota hai. 👋 nice dish. Allah hafiz.....
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Ghazala Khan ji Walekumassalam dear bohot shukriya take care
@asadsiddiqui26634 жыл бұрын
😵♉
@mrsshafique96767 жыл бұрын
Assalam o alikum Zaberdast aur asan recipe next Sunday hum inshallah ye hi banany waly hain
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mrs Shafique ji Walekumassalam & Thanks for like our recipes
@yeye-rq8yt5 жыл бұрын
Masha Allah bahot khub and tasty and yummy 😋😋
@zubbrabb7 жыл бұрын
Buhat acha... Meri ammi bhi banati hain aisa... Dry wala bhi banati hain aur ye wala bhi
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Zubb Rabb ji Thank you sister
@fatimahsikandar80957 жыл бұрын
👍 you are the best, l really like your recipes
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Fatimah Sikandar ji Thank you sister
@AllInOneChannel-rq7ec7 жыл бұрын
Assalamualaikum. Aap ki wajah se meri cooking easy ho gyi hai very very thanks
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+naushad ali ji Walekumassalam dear shukriya
@rabiafarrukh83624 жыл бұрын
Bohat hi mazaydar .
@eqbaljamshed3 жыл бұрын
الحمدللہ خوبصورت انداز
@shahishtiyaq17 жыл бұрын
Again a very and tasty recipe no doubt....
@yasminmajeed17006 жыл бұрын
Asalaam Aliakum Aap nay 12 sabz mirch dalee hai the bahut zayada hain Gosht aur palak aik wazan hai I always try your recipes mashallah very tasty
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Walekumassalam dear shukriya
@aijazmemon96296 жыл бұрын
Thank you boht achi r asan recepi
@aminapatel68277 жыл бұрын
Assalamualikum Baji superb MashAllah,Aap ka tarika bht acha lagta h,Aap bht sweet ho,Jitne bhi dish Aap se sikhi sb lajawab yk se badkar yk MasaAllah love you Baji ALLAH Aap ko khus rakhe Ameen duwa me yaad rakhna 👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌😙😙😙❤❤❤🌹🌹🌹
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Amina Patel ji Walekumassalam dear & Thanks for like our recipes sister love you too
@fizzakashifkhan3 жыл бұрын
I love the way you cook palak ghoost. I tried it. Yummy. Thank You Love.
@kulsumabbasikulsum59856 жыл бұрын
Assalamualaikum mam mny bnaya tha Masha Allah bohot achcha bna.. Shukriya...
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Walekumassalam dear shukriya
@laxmirao2184 жыл бұрын
वैरी वैरी यमी रेसीपी 👍 👍 👍 👍 👍
@maryambi63767 жыл бұрын
bht achi h aapi this recipe jazakaallah
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Maryam Bi ji Thank you sister
@sehrishjawadahmed50915 жыл бұрын
Mein hmeaha sy isi treekay sy bnati hun boht tasty bnta hai
@deshimantraveller40547 жыл бұрын
Salam sister. People like us who lives overseas can cook and enjoys all these tasty foods. Thanks to you.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Shamu Mahmood ji Your welcome
@muhammadashraf34946 жыл бұрын
H790
@nosheentalib65477 жыл бұрын
Bht aala bnaya apny Appa plz khatta achar bnany ka treka b btaen bazar jesa
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Nosheen Talib ji Hamare aam ke achar ki video dali hui he aap dekh sakte hen
@fatimanoreen95407 жыл бұрын
aasalaam oaalikum samina aunti AP kese ho aunti Kya laajawab dish bnae hy just ka koi jawab ni palk gosht bht hi zbrdst kmal recipe aunti mai AP ki sari dish try krti hn or bht hi laajawab bnti hn hm SB diwane hn AP k khanon k aunti mai ne AP se kofta change ki frmaish ki thi plz mri kitchen qaeen aunti puri kr do kush rhn aunti sehat zndgi k sth aameen love you miss you aunti Hllah Hafiz
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Fatima Noreen ji Walekumassalam dear inshaallah zaroor bataynge dear jald hi
@nargissayyed34386 жыл бұрын
Palak gosht waise bhi bahot testy lagta hai abhi maine garam2 chawal se khaya maza agaya
@Zaikadilli66 жыл бұрын
+nargis Sayyed ji Very good dear Thanks
@RafiqHalani7 жыл бұрын
Wow so easy. Excellent presentation. Will try soon.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Rafiq Halani ji Thank you so much
@usmansadaf57274 жыл бұрын
Superb aap ki sub recipy best
@syedabbasalizaidi80354 жыл бұрын
Zabardast sisters
@ghousiyakazi51795 жыл бұрын
Assalamualikum baji hum bhi banate palak gusht Larkin aap ka tariqa thoda alag hai me aap jaisa bhi zarur try karungi inshallah shukriya baji
@zahidashaikh17743 жыл бұрын
👌 ak number
@wasimamansur86464 жыл бұрын
Masallha super
@arshiyatarannum35184 жыл бұрын
Ek perfect recipe banake ek complete video shoot karna kitna mushkil Kam hota hai inku appreciate karne ke bajaye log chote chote nuqs nikalte h aise waise , ye galat ye sahi , Aunty ap Apne tareeke se karti jayen sab thik hai ye logon ki sonch aur inka nazarya h ju ye comments me negative batate h
@adibas45124 жыл бұрын
Assalamwalekum mai apki recipes try karti hun hamesha or awesome Banti hai ghar pe sab ko Pasadena b ati hai but I'm maine suna hai palak or Tamatar k combination se kidney problem hoti Kia sachi hoti hai kia??
@sameeraahmad79086 жыл бұрын
Assalamualaikum. I like all ur recipes. They are simple to make and tasty to eat. The taste of ur recipes remind me of my mom made food . Keep it up.
@Zaikadilli66 жыл бұрын
Walekumassalam dear Thanks for like our recipes
@charanjeetchowdhary63453 жыл бұрын
Cooking right now and I'm sure it will taste as good as your recipe is....
@NadeemKhan-ro3yr7 жыл бұрын
Wow baji ab me bhi tomato daal kar bnaungi thodi alag trah se bnaya hai aapne achvha he baaji chawal ki roti ya makka ki roti bnakar dikhaye plz plz 😚
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Nadeem Khan ji Makka ki roti humne dali hui he chawal ki roti bhi ham jald hi banaynge
@sitarasehar54997 жыл бұрын
Merri aami ki fav dish hay Orr main inhy bana ker dongi bachpan main aami banati ti buhht passandeeda dish ha orr aap na tu ur asan ker di
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sitara Sehar ji Shukriya aap zaroor aapni waldah ko ye dish pesh ki jiye
@sitarasehar54997 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 thank you mam main na unhy batya hay ka main na aap sa new tareeqa seekha hay mam main na borra tagaar ka msg bhi kiye hay woh galat hogayie nahi banni mujhy woh pani ki miqdaar sahi samjh nahi ayie shayed zaida hogya tha phir oil dala. Woh para hay uss ka Kia kerro plz guide
@sitarasehar54997 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 mam mere mangater ka aap ka liye special thanks hay ya unn ka msg hay ju unhoo na mujhy kaha hay ka maan gay jee ham India ka muslman ustadu ka shukeriya Ada kerty hain unhoo na waqie kamal ker diya Allah unhy asay hee sekhany ki tofeeq. Ata kerry orr hamri mangater ku pakany ki orr hamy khany kee amin. Woh buhht khush hain main na aap ka ziker unn sa bhi kiya hay na tu merri dishes woh bhi taste kerty hain tu buhht like kerty hain main aap ki rice ki banyie tamam dishes sekh ker jauoo gi InshaAllah aapmere liye dova kerry gi na . Meri dova ha Allah hur beti ku apny ghr ka sukh ata kerry orr apny ghr wala kerry orr khush rakhy Illahi amin.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Sitara Sehar ji Usey tea ya milk me use kar Len dusra banayn
@sitarasehar54997 жыл бұрын
Zaika Dilli 6 ustad jee kal chanay ki daal goshat banaya aaj palak gosht bana rahi hoo . Kal buhht acha laga sab ku
@khalidarahman14637 жыл бұрын
Assalamoalikum samina apa kaise h bht dino k bad ajj ma apko comments kr rhy h apka aur hmara nata bht purana h hm old is gold h ap k first subscribers .bht lucky h masAllaha ap k dhakty h tu qismat p yaqeen ajata h ap k waja s gharalu khawateen k sr oncha hwa .zamany k pata chala k aik simple women apni simplicity s itny views bna jaty h vrna tu mummy dady qism k womens h nazar aty h .palak ghost k recipes mazy k h jhat pat hndi bnana t ap s seeky koie ok wish u best of luck keep it up hmary apa jaan zinda bad luv u
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Khalida Rahman ji Walekumassalam dear I m fine aap jese pyare or nekdil dosto ka pyar or sath he or Allah ka karam he Jo aap Sab meri aam si recipes ko pasand karte hen aap shuru se mere sath hen bohot bohot shukriya muje ummeed he aap muje aise hi pyar deti rahengi love you jazakallah
@sitarasehar54997 жыл бұрын
Khalida Rahman jee aap na bilkol sahi kaha kisi bhi anaari larki ku saleeqa shwaar banany ka sehra hay inn jasay he logo ka sir mujhy bhi apny honay waly susral sa abhi sa tareefy mill rahi hain orr phir bandy ka dil bhi chahta hay urat kitni bhi modern ho jay cooking jis urat ku nahi ati woh kah lijhye ka roti sa bhi mehngi hay phir hoteling kab tak Banda ker sakta ha hur chez main itni milawat hay ka piasay orr sehat barbad apny hatho . Betio ku Banda kitni bhi taleem dilwaye kerna phir bhi uss na chola chokha hay .
@rayyanbaig7713 жыл бұрын
Bht easy si hai
@shahzadhussain80847 жыл бұрын
آپی جی بہت مزےدار ۔ ۔ بناتے ہے اس طریقے سے
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Shahzad Hussain ji Bohot shukriya
@rizwanahmed-fo2kv6 жыл бұрын
Shahzad Hussain My
@rizwanahmed-fo2kv6 жыл бұрын
Shahzad HussainHussain
@MohdArif-bv1wx7 жыл бұрын
Mam mai bhi bnati ho palak gosht lekin gosht ko bhun leti hoo uske bad palak dalti ke bhunti hoo ab apki tarha hi bnake dekhungi
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Mohd Arif ji Thank you sister
@shamanasser62215 жыл бұрын
You are an awesome cook Masha Allah...
@zakiabbas57277 жыл бұрын
Mashallah bhot achche bana he
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Zaki Abbas ji Thank you
@NasreenMasha-um6pv4 жыл бұрын
Super quick
@bintehaider42107 жыл бұрын
*I made it and it's turn out really good in taste and colour as well although I added some potatoes for my kids*
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Priya Momin ji Thanks for like our recipes sister
@shahzadimalik75505 жыл бұрын
I love ❤️ to watch your videos you explain so well and most of your recipes are easy to make especially palk goshat is so quick to make thanks a lot for your good work.
@safuradoll52577 жыл бұрын
thanx for this recipe. Difrent style, very yummy, will definately gonna try 2moro morning.
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+safura doll ji Thanks for like our recipes dear
@sabhytagupta6brollno.3687 жыл бұрын
safura doll free
@RkKhan-sd9ut4 жыл бұрын
Very nice mam
@uzmakhan42644 жыл бұрын
Masha Allah looking very tasty
@zoyasaifi47216 жыл бұрын
as salamu alaiqum khala Ji masha allaha Aapki bnayi hui recipes bht Hi lajwab hoti h pr khala Ji jese ye aapne gosht me palak mix kiya h to kya me kheeri me palak mix kr skti hu or ha ek or bt aapne isme gram masala b nhi dala pr khud kyuki mene dekha h ki gosht me bina garm masale k zaykha nhi aata plzzz reply jarur kijiyga khala Ji allaha hafiz
@KamranKhan-lz7lx7 жыл бұрын
meri ammi bilkul ap jesa bnati hai bhuttt Acha lgta he ye dish...or udad gosh ki bhi video review kijiye plzzz mam
@Zaikadilli67 жыл бұрын
+Kamran Khan ji Urad gosht ki video dali hui he aap dekh sakte hen